Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#41)
Neetu Bala
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Neetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura about
 
Neetu Bala's Avatar
 
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 14
4th January 2013, 12:39 AM

Quote:
Originally Posted by Purvi View Post
Pyaare Dosto.n

AAdab,

AAj aap ke samne Ek aur Koshish le kar aayi hoon...... Es Koshish ko bahetarin banane main Ek dost ne saath diya hai. Main Us Dost ki Shukra Guzaar Hoon.



Kare woh pyaar shub’ha shaam zaruri to nahi
Har chahaat ka ho sahi Anjaam Zaruri to nahi

Pyaar to pyaar hai chahe chhup-chhup ke kare,
Log Charche.n kare Saare-aam zaruri to nahi,

Chal padte hai kadam jis taraf teri yaad mile
Har safar ka ho koi Makaam zaruri to nahi…

Bagiyaa lagti hai khubsurat, haseen phoolon se
Khooshboo bikhere woh Tamaam zaruri to nahi

Bahek ne ke liye tera ek khayal kafi hai sanam
Hatho.n mai ho fir se koi Jaam zaruri to nahi

Nibhayegi saari rasm-e –mohobbat “Ghazal”
Mere Naam se jude teraa Naam zururi to nahi
bahot khoob ghazal
...............................................
   
Reply With Quote
Old
  (#42)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
2nd June 2016, 10:30 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Aaj achanak aapki ghazal per nazar padh gayi purvi ji.....padh ker bohat acha laga....kahan ghayab hain aap aajkal?....
Zainy Jee...

aap ki nazar is adni si ghazal pr padi aur aap ko pasand aayi yeh wakai badi khushi ki baat hai... maiN ...sher-o-shayari ki duniyaa se kuch waqt k liye gayab ho gai thi ....

AB TUM NA JAANE KIS JAHAN ME KHO GAYE!!!



~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#43)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
4th June 2016, 10:34 PM

Bahek ne ke liye tera ek khayal kafi hai sanam
Hatho.n mai ho fir se koi Jaam zaruri to nahi


kya kahne purvi ji..bahut khoobsoorati se aapne apne khayaal pesh kiye hain..
padhkar sukoon hasil hua

likhti rahein..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#44)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st June 2016, 12:21 AM

Quote:
Originally Posted by Purvi View Post
Pyaare Dosto.n

AAdab,

AAj aap ke samne Ek aur Koshish le kar aayi hoon...... Es Koshish ko bahetarin banane main Ek dost ne saath diya hai. Main Us Dost ki Shukra Guzaar Hoon.



Kare woh pyaar shub’ha shaam zaruri to nahi
Har chahaat ka ho sahi Anjaam Zaruri to nahi

Pyaar to pyaar hai chahe chhup-chhup ke kare,
Log Charche.n kare Saare-aam zaruri to nahi,

Chal padte hai kadam jis taraf teri yaad mile
Har safar ka ho koi Makaam zaruri to nahi…

Bagiyaa lagti hai khubsurat, haseen phoolon se
Khooshboo bikhere woh Tamaam zaruri to nahi

Bahek ne ke liye tera ek khayal kafi hai sanam
Hatho.n mai ho fir se koi Jaam zaruri to nahi

Nibhayegi saari rasm-e –mohobbat “Ghazal”
Mere Naam se jude teraa Naam zururi to nahi

bahut khoob mohabbat bhara paighaam likha hai aapne Purvi ji............. bahut hi khoobsurat kalaam par meri taraf se tahe dil se daad pesh hain aapko..... likhti rakhiyega.....

shaad..........


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Yeh zaruri nahi.....( Ghayel ) sajid_ghayel Anjuman-e-Shayri 0 11th July 2009 03:18 PM
Zaruri toh nahi Praneeta Shayri-e-Dard 2 28th February 2008 08:26 PM
Zaruri Nahi devenmessage Shayri-e-Dard 1 25th February 2007 02:42 PM
Ye Zaruri To Nahi bants_ak47 Shayri-e-Ishq 3 26th July 2002 02:33 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com