Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mera tumse kaisa rishta hai........(nazam)
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
mera tumse kaisa rishta hai........(nazam) - 25th July 2006, 03:56 PM

dosto yeh nazam meri mohabat ke naam.....jo meri kabhi nahi ho sakti.....lakin phir bhee meri hai........

mera tumse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon,
aakhir tu mera kaya lagta hai,
main aksar soachta rehta hoon..

main teri nas nas main behta hoon,
phir bhee tujhse begana hoon,
main teri aankh ka aansu hoon,
main tere ang ka gehna hoon,
main tere dil ki dharkan hoon,
main tere dil main rehta hoon.....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon.....

main khud main tumko pata hoon,
tujhe aksar ang lagata hoon,
khamoshi main gungunata hoon,
pyase adhro ki pyaas bhujata hoon,
tujhe dil ki baat batata hoon,
tere bin tanha rehta hoon......

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon......

meri dharkan ki pyaas ho tum,
door ho phir bhee paas ho tum,
ik pyara sa ehsaas ho tum,
mere liye sabse khaas ho tum,
is toote dil ki aas ho tum,
main tumse sab kush kehta hoon....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon......

main tum bin jee na paounga,
tere qadmon main bichh jaounga,
tumko apna khuda banounga,
dard-e-dil tumko sunaounga,
mar jaounga par tera kehlaounga,
kabhi tujhse door na jaounga,
tere gham haske sehta hoon.....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon....

ik khaab jo maine dekha hai,
maine tujhko us main dekha hai,
tum payal chhankati aati ho,
mujhko pagal kar jati ho,
tum saye jaise lagti ho,
main tuko chhuna chahta hoon,
tum sapne jaise lagti ho,
tum chpke se chal deti ho,
main aankhain malta rehta hoon....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon,
aakhir tum meri kaya lagti ho,
main aksar soachta rehta hoon.......

appke jabaab ka muntzir appka raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: mera tumse kaisa rishta hai........(nazam)
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: mera tumse kaisa rishta hai........(nazam) - 25th July 2006, 04:34 PM

Quote:
Originally posted by rajveeer
dosto yeh nazam meri mohabat ke naam.....jo meri kabhi nahi ho sakti.....lakin phir bhee meri hai........

mera tumse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon,
aakhir tu mera kaya lagta hai,
main aksar soachta rehta hoon..

main teri nas nas main behta hoon,
phir bhee tujhse begana hoon,
main teri aankh ka aansu hoon,
main tere ang ka gehna hoon,
main tere dil ki dharkan hoon,
main tere dil main rehta hoon.....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon.....

main khud main tumko pata hoon,
tujhe aksar ang lagata hoon,
khamoshi main gungunata hoon,
pyase adhro ki pyaas bhujata hoon,
tujhe dil ki baat batata hoon,
tere bin tanha rehta hoon......

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon......

meri dharkan ki pyaas ho tum,
door ho phir bhee paas ho tum,
ik pyara sa ehsaas ho tum,
mere liye sabse khaas ho tum,
is toote dil ki aas ho tum,
main tumse sab kush kehta hoon....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon......

main tum bin jee na paounga,
tere qadmon main bichh jaounga,
tumko apna khuda banounga,
dard-e-dil tumko sunaounga,
mar jaounga par tera kehlaounga,
kabhi tujhse door na jaounga,
tere gham haske sehta hoon.....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon....

ik khaab jo maine dekha hai,
maine tujhko us main dekha hai,
tum payal chhankati aati ho,
mujhko pagal kar jati ho,
tum saye jaise lagti ho,
main tuko chhuna chahta hoon,
tum sapne jaise lagti ho,
tum chpke se chal deti ho,
main aankhain malta rehta hoon....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon,
aakhir tum meri kaya lagti ho,
main aksar soachta rehta hoon.......

appke jabaab ka muntzir appka raj.......


aree wah raj ji kaya khoob likha hai appney appney anjaan rishtey ke liye.
appki yeh nazam pad kar ek share yaad aaya hai, likhney ki gustakhi kar rahi hu:

"appni mohabat ka diya, gairo ke ghar mai jalaya hai,
jin rishto ko kuad na samji, usey auro ko samjaya hai"


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
tabassumshakeel
Registered User
tabassumshakeel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 126
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 18
25th July 2006, 11:29 PM

bahut khoob raaj
rishta tujh se mera samjh na saki
gham tera meri aankh se bahta
har khushi par teri main hansati hun
maine samjha tha hansana bhool gai


TITALI KE TAAQQUB ME KOI PHOOL SA BACHCHA
AISA HI KOI KHWAB HAMARA BHI KOI THA
   
Reply With Quote
waah..............
Old
  (#4)
kirti dil say
Registered User
kirti dil say is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 74
Join Date: Jul 2006
Location: delhi
Rep Power: 18
waah.............. - 27th July 2006, 12:34 AM

mera tumse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon,
aakhir tu mera kaya lagta hai,
main aksar soachta rehta hoon..

main teri nas nas main behta hoon,
phir bhee tujhse begana hoon,
main teri aankh ka aansu hoon,
main tere ang ka gehna hoon,
main tere dil ki dharkan hoon,
main tere dil main rehta hoon.....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon.....

main khud main tumko pata hoon,
tujhe aksar ang lagata hoon,
khamoshi main gungunata hoon,
pyase adhro ki pyaas bhujata hoon,
tujhe dil ki baat batata hoon,
tere bin tanha rehta hoon......

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon......

meri dharkan ki pyaas ho tum,
door ho phir bhee paas ho tum,
ik pyara sa ehsaas ho tum,
mere liye sabse khaas ho tum,
is toote dil ki aas ho tum,
main tumse sab kush kehta hoon....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon......

main tum bin jee na paounga,
tere qadmon main bichh jaounga,
tumko apna khuda banounga,
dard-e-dil tumko sunaounga,
mar jaounga par tera kehlaounga,
kabhi tujhse door na jaounga,
tere gham haske sehta hoon.....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon....

ik khaab jo maine dekha hai,
maine tujhko us main dekha hai,
tum payal chhankati aati ho,
mujhko pagal kar jati ho,
tum saye jaise lagti ho,
main tuko chhuna chahta hoon,
tum sapne jaise lagti ho,
tum chpke se chal deti ho,
main aankhain malta rehta hoon....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon,
aakhir tum meri kaya lagti ho,
main aksar soachta rehta hoon.......





waah raj ji bohat khoob likha hai aapne taareef ke parey likha hai.

ye peyar bhi kaisa rishta hai ,
na samjh ata hai na samjhaya jata hai,
kai rishte todta hai ye jab isko apnaya jata hai,
toot jata hai khud ka wajood jab isko thukraya jata hai,
lagata hai wo aag dilo mai jisko issi sai bhujhaya jata hai,
isko roshan karne keliye apna hi ashiyana jalaya jata hai,
phir bhi ye bewafaa hota hai logo ko samjhaya jata hai,
ye peyar bhi kaisa rishta hai ,
na samajh ata hai na samjhaya jata hai,


maaf kar dijiyega aapki nazam par kuch likhne ki haisiyat to nahi hai par dil mai aya iss liye likh diya iss gustakhi ke liye maafi chahti hoon.


kirti
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
27th July 2006, 06:42 AM

k khaab jo maine dekha hai,
maine tujhko us main dekha hai,
tum payal chhankati aati ho,
mujhko pagal kar jati ho,
tum saye jaise lagti ho,
main tuko chhuna chahta hoon,
tum sapne jaise lagti ho,
tum chpke se chal deti ho,
main aankhain malta rehta hoon....

bahut khoob Rajveer ji acaha likha hai aapne ..

yun hi likhte rahe..


ranjana
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 14th August 2006, 05:51 PM

ranjna ji appko meri nazam pasand i app meri post par i main tahe dil se appka shukar guzaar hoon.......umeed karta hoon yu hee apka saath milta rahega.......raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 26th August 2006, 11:25 AM

aree wah raj ji kaya khoob likha hai appney appney anjaan rishtey ke liye.
appki yeh nazam pad kar ek share yaad aaya hai, likhney ki gustakhi kar rahi hu:

"appni mohabat ka diya, gairo ke ghar mai jalaya hai,
jin rishto ko kuad na samji, usey auro ko samjaya hai"


------------
Sunita Virender Singh

sunita ji yeh un rishton ka dard hai jo hamare dil ke sabse kareeb hokar bhee hamare pyar ko tarste rehte hai or sari umar yu hee siskte rehte hai or kabar tak hamare saath hee jate hai....appko meri nazam pasand i so main tahe dil se appka shukarguzaar hoon.....raj.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
26th August 2006, 11:59 AM

hi veer kaise ho dost bahothi badhiya likha hai tumne aur dil me utar jaye aisa likha hai ......mujhe pasand aaya bahot........dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
26th August 2006, 02:06 PM

meri dharkan ki pyaas ho tum,
door ho phir bhee paas ho tum,
ik pyara sa ehsaas ho tum,
mere liye sabse khaas ho tum,
is toote dil ki aas ho tum,
main tumse sab kush kehta hoon....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon......

main tum bin jee na paounga,
tere qadmon main bichh jaounga,
tumko apna khuda banounga,
dard-e-dil tumko sunaounga,
mar jaounga par tera kehlaounga,
kabhi tujhse door na jaounga,
tere gham haske sehta hoon

waaaah raj ji,bahut khoob.bahut acha likha aapne.kis tarah aapne apne adhoorepan ko bayan kiya hai.bahut khoob

likhte rahiye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 30th August 2006, 10:22 AM

bahut khoob raaj
rishta tujh se mera samjh na saki
gham tera meri aankh se bahta
har khushi par teri main hansati hun
maine samjha tha hansana bhool gai

tabasum ji bhut din ho gaye app dikhai nahi de rahi......app ho kahan......khair app yaha bhee ho khariyat se ho.....app meri post par i meri nazam ko parha or pasand kiya main tahe dil se appka shukria aada karta hoon.....yu hee appko apni post par dekhne ki umeed rakhta hoon.....raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#11)
MuSkUrAhAt
Registered User
MuSkUrAhAt is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Aug 2006
Location: SAUDI ARABIA
Rep Power: 0
31st August 2006, 04:50 AM

wht u hv written is simply awesum....since i also luv sum1 jo kabhi mera ho nahi sakta i knw d true meaning of all dis....
usski na hoker bhi muje aisa lagta hai mai usski hun
its impossible to forget true luv....
apki shayri buht achee hai...
MAY ALLAH GIVE U YOUR LUV...AMEEN
prayers n blessingz frm me for all


***TrYiNg To FoRgEt $uMoNe U LoVe Is LiKe TrYiNg To ReMeMbEr $uMoNe U HaVe NeVeR mEt***
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 4th September 2006, 05:13 PM

hi veer kaise ho dost bahothi badhiya likha hai tumne aur dil me utar jaye aisa likha hai ......mujhe pasand aaya bahot........dhaval


------------
rock

hi dhaval appko meri nazak pasand imain tahe dil se appka shukar guzaar hoon jo appne apni raye se mujhe nawaza...yu hee sath dete rehna.....raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: mera tumse kaisa rishta hai........(nazam)
Old
  (#13)
Akshay Jain
Registered User
Akshay Jain will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2006
Location: India(Gwalior)
Rep Power: 0
Re: mera tumse kaisa rishta hai........(nazam) - 5th September 2006, 01:09 AM

[Veer ji
salaam
kya khoob likha hai ki tujhe aksar sochta rehta hu...

har sensation aapne bakhubi bayan kar di.........

bahut khoob...
feelings, aur usko batana....kamaal hai...

aise hi likhte rahiye..... hum intezaar karte hai

apka dost
Akshay


*******"Akshay"**********
~~~~~~Aur meri talaash abhi jari hai...........................
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#14)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 3rd October 2006, 04:11 PM

waaaah raj ji,bahut khoob.bahut acha likha aapne.kis tarah aapne apne adhoorepan ko bayan kiya hai.bahut khoob

likhte rahiye.


------------
yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
jaan ji appko raj ka salaam......app jab bhee meri post par tashreef lati ho to mere qalaam ka intzaar kush kam ho jata hai......app mere post par i usko pyar se parha or pasand kiya main appka bhut bhut shukarguzaar hoon.....umeed hai yu hee appka saath milta rahega......take care.......raj....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#15)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
3rd October 2006, 04:20 PM

pranaam veer ji,

ye apne apni mahobbat ke naam likha hai. gr88. achha laga. har ek lafz bahot hi behatarin hai. aaj nazar pari ispe to aa gai aapko daad dene. dil ko chhoo gai ye nazam.

main tum bin jee na paounga,
tere qadmon main bichh jaounga,
tumko apna khuda banounga,
dard-e-dil tumko sunaounga,
mar jaounga par tera kehlaounga,
kabhi tujhse door na jaounga,
tere gham haske sehta hoon.....

ye to jaise dil me ghar bana gaya ji.

unhi likhte rahiye.
ok ji

grazie

aapki dost
pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#16)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 2nd December 2006, 02:07 PM

wht u hv written is simply awesum....since i also luv sum1 jo kabhi mera ho nahi sakta i knw d true meaning of all dis....
usski na hoker bhi muje aisa lagta hai mai usski hun
its impossible to forget true luv....
apki shayri buht achee hai...
MAY ALLAH GIVE U YOUR LUV...AMEEN
prayers n blessingz frm me for all

muskhurahat ji ko raj ka salaam....app meri post par i meri gazal ko pasand kiya main tahe dil se appka shukar guzaar hoon.....umeed karta hoon yu hee appka saath milta rahega.....raj.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
namskar
Old
  (#17)
rajni_roz
Registered User
rajni_roz is on a distinguished road
 
rajni_roz's Avatar
 
Offline
Posts: 56
Join Date: Oct 2006
Location: Punjab
Rep Power: 18
namskar - 2nd December 2006, 05:19 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
dosto yeh nazam meri mohabat ke naam.....jo meri kabhi nahi ho sakti.....lakin phir bhee meri hai........

mera tumse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon,
aakhir tu mera kaya lagta hai,
main aksar soachta rehta hoon..

main teri nas nas main behta hoon,
phir bhee tujhse begana hoon,
main teri aankh ka aansu hoon,
main tere ang ka gehna hoon,
main tere dil ki dharkan hoon,
main tere dil main rehta hoon.....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon.....

main khud main tumko pata hoon,
tujhe aksar ang lagata hoon,
khamoshi main gungunata hoon,
pyase adhro ki pyaas bhujata hoon,
tujhe dil ki baat batata hoon,
tere bin tanha rehta hoon......

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon......

meri dharkan ki pyaas ho tum,
door ho phir bhee paas ho tum,
ik pyara sa ehsaas ho tum,
mere liye sabse khaas ho tum,
is toote dil ki aas ho tum,
main tumse sab kush kehta hoon....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon......

main tum bin jee na paounga,
tere qadmon main bichh jaounga,
tumko apna khuda banounga,
dard-e-dil tumko sunaounga,
mar jaounga par tera kehlaounga,
kabhi tujhse door na jaounga,
tere gham haske sehta hoon.....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon....

ik khaab jo maine dekha hai,
maine tujhko us main dekha hai,
tum payal chhankati aati ho,
mujhko pagal kar jati ho,
tum saye jaise lagti ho,
main tuko chhuna chahta hoon,
tum sapne jaise lagti ho,
tum chpke se chal deti ho,
main aankhain malta rehta hoon....

mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon,
aakhir tum meri kaya lagti ho,
main aksar soachta rehta hoon.......

appke jabaab ka muntzir appka raj.......
hi raj ji
namskar
aapki nazam padi, achi lagi, magar ek baat puchna chahugi ki, ki ham kyu un rishton ko pechanen me der karte hai, jinke bina hum adhure hai…. Aur akhir me bas sochte rehte hai…
kash ki har koi samay rehte soch le ki, koi hamara kya lagta hai , to zindgi kitini assan ho jaye, warna ta-umar hum bas isi sawal me ulge rehte hai, aur jawab kisi ke paa nahi……
mera tujhse kaisa rishta hai,
main aksar soachta rehta hoon,
aakhir tum meri kaya lagti ho,
main aksar soachta rehta hoon.......
bahut acha likha…
take care
rajni……..


Rajni
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
ruchika surana
Registered User
ruchika surana is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 31
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
2nd December 2006, 11:28 PM

grt work rajveer


tum jo kehte the ke rone se na badlenge naseeb,
umar bhar is baat ne humko rone na diya !!!
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
jo khaab tumse babasta hai.n wo pyare lagte hai.n.....(NAZAM) rajveeer Shayri-e-Dard 9 1st December 2006 11:38 AM
kaisa rishta hai kirti dil say Shayri-e-Mashahoor Shayar 3 30th July 2006 06:36 PM
mera tumse kaisa rishta hai........(nazam) rajveeer Shayri-e-Dard 2 27th July 2006 10:34 AM
Rishta yeh kaisa hai? chaahat Hindi/Urdu Lyrics 0 1st September 2004 05:30 PM
Rishta yeh kaisa ban gaya hai, chaahat Aapki Shayri 1 5th April 2003 05:43 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com