Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Meri Chahat...!
Old
  (#1)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Meri Chahat...! - 29th September 2003, 12:49 PM

mujhe kuch nahin chahiye aap ki ek hasin ke siva
aap ki muskaan hai mere har gam ki bas ek dawa

mein kaanton par so lunga aap khawab dekhein
aap ki raaton se kaayam hai meri subah

sehra mein hum bhatke hai pyasi guzari hai zindagi
khawahish yehi hai aap par baras jaye har ghata

lillaah na dekha kijiye aap yun aaina huzoor...
khud ki nazar na lag jaye aisi hai har ada

ab tak to uthaya hai hamne sirf dard intezaar mein
aap se rahe gum door bas yehi hai meri dua

jab se chaha aap ko ibaadat bhool gaya "kureel"
aap ki aankhon mein ab nazar aata hai mujhe khuda.

-MANOJ kUREEL


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#2)
madrak
Registered User
madrak is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Sep 2003
Rep Power: 0
Thumbs up 29th September 2003, 05:14 PM

wah wah bahut acha likha hai aapne. lagta hai ki aap kisi se bahut pyar karte hain. aisa main isliye kah raha hoon kyunki main jaanta hoon ki jise ham pyar akrte hain har kimat par uski khusi chahte hain .

aise hi likhte rahiye.

bye


tanha dil
  Send a message via Yahoo to madrak  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ritu
Ritu Roy
Ritu will become famous soon enoughRitu will become famous soon enough
 
Ritu's Avatar
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Sep 2003
Location: Jamnagar, Gujarat
Rep Power: 0
29th September 2003, 05:25 PM

Bahot khoob Manoj Ji
  Send a message via Yahoo to Ritu Send a message via MSN to Ritu Send a message via Skype™ to Ritu 
Reply With Quote
Old
  (#4)
misnomer
Registered User
misnomer is on a distinguished road
 
misnomer's Avatar
 
Offline
Posts: 181
Join Date: Aug 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
29th September 2003, 05:35 PM

wah manoj ji kya likha hai!waise tho poori ghazal hee kamaal kee hai par yeh do lines kuch zyaada hee bha gayee!mujhe kuch nahin chahiye aap ki ek hasin ke siva
aap ki muskaan hai mere har gam ki bas ek dawa
aise hee likhte rahiyega


akelee hoon main.....koi sathi hai tho mera saaya!:(

heena
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ice_papi
Guest
 
Posts: n/a
29th September 2003, 05:52 PM

wa wa
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
pari
Registered User
pari will become famous soon enoughpari will become famous soon enough
 
pari's Avatar
 
Offline
Posts: 687
Join Date: May 2003
Location: USA
Rep Power: 22
hi - 29th September 2003, 08:54 PM

jab se chaha aap ko ibaadat bhool gaya "kureel"
aap ki aankhon mein ab nazar aata hai mujhe khuda.

wah kya baat kahi hai manoj ji...........mere pass lafj nahi hai ab aapki tareef ke liye...isliye sirf itna hi kahoongi ki aap sada aise hi likhte rahiyega........
Daad ke saath

pari


Chadha hai aaj bhi uska Rang, jisne kabhi Ranga hi nahi :-)
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
30th September 2003, 07:51 PM

madrak saheb
behad acha laga aap ka reply padh kar.....aap ki hauslaafrzai ke liye dil ki gehraiyon se shukriya...likhte rahiye.
-MANOJ
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

RITU JI
shukriya aap ko hamari koshish pasand aayi....aap ka bahot bahot shukriya hamari hausla afzai ke liye....
take care
-MANOJ

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

HEENA JI
aap hamesha hi hamara hausala badhati hai....bahot shukrguzar hai ham aapke...ki aap ne hamare jazbaton ko samjha ..aap ki hausla afzai ke liye dil ki gehraion se shukriya..likhte rahiye
-MANOJ

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

ICE PAPI JI
shukriya saheb aap ki hauslaafzai ke liye.....bahot khushi hui aap ko yahan dekh kar...
-MANOJ

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

PARI JI
kaisi hai aap? bahot acha laga aap ne apna keemti waqt nikaal kar hamari rachna padhi aur hamara hausla badhaya.aap ka dil ki gehraiyon se aabhari hoon mein..
take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
kya bolu
Old
  (#8)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
kya bolu - 5th October 2003, 02:37 AM

mujhe kuch nahin chahiye aap ki ek hasin ke siva
aap ki muskaan hai mere har gam ki bas ek dawa

mein kaanton par so lunga aap khawab dekhein
aap ki raaton se kaayam hai meri subah

sehra mein hum bhatke hai pyasi guzari hai zindagi
khawahish yehi hai aap par baras jaye har ghata

lillaah na dekha kijiye aap yun aaina huzoor...
khud ki nazar na lag jaye aisi hai har ada

ab tak to uthaya hai hamne sirf dard intezaar mein
aap se rahe gum door bas yehi hai meri dua

jab se chaha aap ko ibaadat bhool gaya "kureel"
aap ki aankhon mein ab nazar aata hai mujhe khuda.


ye words mere ko kuch kah gaye hai bhut hi pyaare word hai kalaam ke suchi.

apne bhut hi acha likha hai.yuhi likhe yahi dua hai bas apna khyaal rakh kar.ok
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: kya bolu
Old
  (#9)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: kya bolu - 18th October 2003, 06:35 PM

sakhi ji
aap ko mere wards ache lage,,,,,jaan kar behad khushi hui.....kisi khaas shaksh ke liye mere dil se nikli fariyaad hai yeh shabd....bahot khushi hui yeh jaan kar ki aap ko meri koshish pasand aayi....dil se shukrguzaar hun mein aap ka.....umeed hai aap aage bhi aise hi hauslaafzai karti rahengi....apna khayal rakhiyega...
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
18th October 2003, 06:35 PM

BAHUT HI ACHA LIKHA MANOJ BHAI,

BAHUT KUCH LIKHA HEI DOSTON NE .... I AGREE


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
18th October 2003, 06:37 PM

DARD E SHUSH BHAI
dil se shukrguzaar hoon mein aap ki hauslaafzai ka....aap aksar mera hausla badhate hai aur mere jazbaaton ko samjhte hai....behad khushi hoti hai aap jaise maahir shaks ka reply padh kar....aap ka bahoot bahoot shukriya
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th October 2003, 09:20 PM

Dear Manoj Jee, bohot hi khubsurat. Pyaar hoti hi aise hein.
Aise hi likhte rahiyega. Der ke liye mein sharminda hu.
God bless you.

Kuch yu hi kehegi?
Yeh duwa hein meri Rabse tujhe Aashiqo meh sabse
meri aashiqi pasand ayi!!

Aur kuch yu aap aise kahe,
Rabko ka mangga hor kee soniya,
Saddiya duwaya tanu jee soniya!


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
20th October 2003, 01:34 PM

shukriya shimul ji
behad acha laga hamari koshish ko aap ne pasand kiya....dil se shiukrguzaar hoon mein aapka...apna khayal rakhiyega
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
bahut behtareen
Old
  (#14)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut behtareen - 8th June 2006, 03:32 PM

ek baar phir bahut behatareen baat kahee tum ne wah
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st May 2015, 10:10 AM

Quote:
Originally Posted by manoj kureel View Post
mujhe kuch nahin chahiye aap ki ek hasin ke siva
aap ki muskaan hai mere har gam ki bas ek dawa

mein kaanton par so lunga aap khawab dekhein
aap ki raaton se kaayam hai meri subah

sehra mein hum bhatke hai pyasi guzari hai zindagi
khawahish yehi hai aap par baras jaye har ghata

lillaah na dekha kijiye aap yun aaina huzoor...
khud ki nazar na lag jaye aisi hai har ada

ab tak to uthaya hai hamne sirf dard intezaar mein
aap se rahe gum door bas yehi hai meri dua

jab se chaha aap ko ibaadat bhool gaya "kureel"
aap ki aankhon mein ab nazar aata hai mujhe khuda.

-MANOJ kUREEL

Manoj ji...behad khoobsurat ehsaas...bahut pyare ehsaas...bazm meiN aapki gazloN ki kami mehsoos hoti hai...chale aayiye ki SDC intezaar karti hai aapka.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 21st May 2015, 03:36 PM

Quote:
Originally Posted by manoj kureel View Post
mujhe kuch nahin chahiye aap ki ek hasin ke siva
aap ki muskaan hai mere har gam ki bas ek dawa

mein kaanton par so lunga aap khawab dekhein
aap ki raaton se kaayam hai meri subah

sehra mein hum bhatke hai pyasi guzari hai zindagi
khawahish yehi hai aap par baras jaye har ghata

lillaah na dekha kijiye aap yun aaina huzoor...
khud ki nazar na lag jaye aisi hai har ada

ab tak to uthaya hai hamne sirf dard intezaar mein
aap se rahe gum door bas yehi hai meri dua

jab se chaha aap ko ibaadat bhool gaya "kureel"
aap ki aankhon mein ab nazar aata hai mujhe khuda.

-MANOJ kUREEL
Manoj Kureel jee..

waaaaaaaaaaahhh! kia kehny ....

bohat hi umdah ghazal hui hy..

daad qabool kejiye!

salamat rahen ..


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*MErI cHaHaT* munfairy Shayri-e-Ishq 6 23rd February 2007 11:18 PM
chahat se meri.... shanjang Ghazal Section 0 1st November 2005 02:01 PM
Meri Chahat... Chaand Aapki Shayri 3 12th December 2003 11:04 AM
Chahat meri Alisha Shayri-e-Ishq 0 3rd June 2003 02:24 PM
meri chahat unnati_43 Shayri-e-Ishq 0 2nd March 2003 12:46 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com