Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Chori-chori
Old
  (#1)
gazzal
Registered User
gazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to behold
 
gazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 374
Join Date: Jun 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 23
Love Chori-chori - 27th June 2010, 08:26 PM


chori chori in nazron se
hum unhe hi dekha karte hain
unhe shayad ye pta nahi
k hum unpe hi marte hain....


keh du apne hal-e-dil ka beyan
bas ab to ye man karta hai
kehne se wo ho jayen na khafa
sochke bas ye man darta hai....

kho du apne hosh main
jab samne wo aate hain
bas ro du ik pal me
jb door wo chale jate hain....

pyar unhe bhi hai magar
wo kehne se ghabrate hain
thoda thoda dekhke hume
haan wo bhi sharmate hain....

Socha hai nazron se keh denge
par nazren hum bhi churate hain
nazr-e-nazar milane se
hum dono hi katrate hain
bas isi vajha se izhar naa kar
hum dono chup reh jate hain.....
Hum dono chup reh jate hain.....

   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 27th June 2010, 09:21 PM

Quote:
Originally Posted by gazzal View Post

chori chori in nazron se
hum unhe hi dekha karte hain
unhe shayad ye pta nahi
k hum unpe hi marte hain....


keh du apne hal-e-dil ka beyan
bas ab to ye man karta hai
kehne se wo ho jayen na khafa
sochke bas ye man darta hai....

kho du apne hosh main
jab samne wo aate hain
bas ro du ik pal me
jb door wo chale jate hain....

pyar unhe bhi hai magar
wo kehne se ghabrate hain
thoda thoda dekhke hume
haan wo bhi sharmate hain....

Socha hai nazron se keh denge
par nazren hum bhi churate hain
nazr-e-nazar milane se
hum dono hi katrate hain
bas isi vajha se izhar naa kar
hum dono chup reh jate hain.....
Hum dono chup reh jate hain.....

gazzal jee
radhe radhe

ahsaas achhe lage koshish achhi hai pasand aayee daad
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
gazzal
Registered User
gazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to behold
 
gazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 374
Join Date: Jun 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 23
28th June 2010, 07:40 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
gazzal jee
radhe radhe

ahsaas achhe lage koshish achhi hai pasand aayee daad
duaon ke saath


apka bhot bhot shukriya...koshish zaari rhegi.....


If you don't like something, change it. If you can't change it, change your attitude......
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
28th June 2010, 08:05 PM

Quote:
Originally Posted by gazzal View Post

chori chori in nazron se
hum unhe hi dekha karte hain
unhe shayad ye pta nahi
k hum unpe hi marte hain....


keh du apne hal-e-dil ka beyan
bas ab to ye man karta hai
kehne se wo ho jayen na khafa
sochke bas ye man darta hai....

kho du apne hosh main
jab samne wo aate hain
bas ro du ik pal me
jb door wo chale jate hain....

pyar unhe bhi hai magar
wo kehne se ghabrate hain
thoda thoda dekhke hume
haan wo bhi sharmate hain....

Socha hai nazron se keh denge
par nazren hum bhi churate hain
nazr-e-nazar milane se
hum dono hi katrate hain
bas isi vajha se izhar naa kar
hum dono chup reh jate hain.....
Hum dono chup reh jate hain.....

gazzal ji ....
bahut hi accha likha hai apne....ishq mein duri aur mazboori ko bahut hi acche se samjhaya hai apne.....maaN parsaNn hua apki ye nazm padh kar.........

meri taraf se daad kabool karein....

aapka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
1st July 2010, 03:55 AM

bahut pyari si kavita hai ghazal ji, iiske masoom se aur bina milawat ke khayal bahut pasand aaye, do cheezeN kahunga, is line me

keh du apne hal-e-dil ka beyan

kar du likhiye, kyunki bayaaN ka matlab hi kehna na hota hai... aur nazr-e-nazar iska matlab mujhe samajh nahin aaya, shayad yahaaN aap nazar se nazar kehna chaahti haiN, par -e- jo istemaal hota hai, vo "ka,ki" ki tarah istemaal hota hota hai..!!

umeed karta hun aage v aapko padhne ka mauka yuNhi milta rahega, aur agar meri koi v baat buri lage to uske liye shama prarthi hooN...!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#6)
gazzal
Registered User
gazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to behold
 
gazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 374
Join Date: Jun 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 23
1st July 2010, 11:57 AM

Quote:
Originally Posted by secret admirer View Post
gazzal ji ....
bahut hi accha likha hai apne....ishq mein duri aur mazboori ko bahut hi acche se samjhaya hai apne.....maaN parsaNn hua apki ye nazm padh kar.........

meri taraf se daad kabool karein....

aapka.


shukriya secrt g..........apko hmara likha pasand aaya hume khushi huyi


If you don't like something, change it. If you can't change it, change your attitude......
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
gazzal
Registered User
gazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to behold
 
gazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 374
Join Date: Jun 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 23
1st July 2010, 12:00 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
bahut pyari si kavita hai ghazal ji, iiske masoom se aur bina milawat ke khayal bahut pasand aaye, do cheezeN kahunga, is line me

keh du apne hal-e-dil ka beyan

kar du likhiye, kyunki bayaaN ka matlab hi kehna na hota hai... aur nazr-e-nazar iska matlab mujhe samajh nahin aaya, shayad yahaaN aap nazar se nazar kehna chaahti haiN, par -e- jo istemaal hota hai, vo "ka,ki" ki tarah istemaal hota hota hai..!!

umeed karta hun aage v aapko padhne ka mauka yuNhi milta rahega, aur agar meri koi v baat buri lage to uske liye shama prarthi hooN...!!
ghayal ji apka bhot bhot dhaneya vad k apne mujhe kuch matlab samjhaye...isme bura manne vali koi baat nai hai...
acha lga k apko meri kavita pasand aayi...............


If you don't like something, change it. If you can't change it, change your attitude......
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
loveleen
Registered User
loveleen has much to be proud ofloveleen has much to be proud ofloveleen has much to be proud ofloveleen has much to be proud ofloveleen has much to be proud ofloveleen has much to be proud ofloveleen has much to be proud ofloveleen has much to be proud of
 
loveleen's Avatar
 
Offline
Posts: 285
Join Date: May 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 24
12th October 2010, 07:16 PM

bohot ache...........................................
   
Reply With Quote
missing u Gazal
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Lightbulb missing u Gazal - 2nd June 2015, 04:14 PM

Quote:
Originally Posted by gazzal View Post

chori chori in nazron se
hum unhe hi dekha karte hain
unhe shayad ye pta nahi
k hum unpe hi marte hain....


keh du apne hal-e-dil ka beyan
bas ab to ye man karta hai
kehne se wo ho jayen na khafa
sochke bas ye man darta hai....

kho du apne hosh main
jab samne wo aate hain
bas ro du ik pal me
jb door wo chale jate hain....

pyar unhe bhi hai magar
wo kehne se ghabrate hain
thoda thoda dekhke hume
haan wo bhi sharmate hain....

Socha hai nazron se keh denge
par nazren hum bhi churate hain
nazr-e-nazar milane se
hum dono hi katrate hain
bas isi vajha se izhar naa kar
hum dono chup reh jate hain.....
Hum dono chup reh jate hain.....

Dear gazal.........bahut khoob likha hai....accha lga aaj phir aapko padna.

missing u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
2nd June 2015, 09:15 PM

Gazzal jee...bahut hee sundar ehsaas.....aur unki bayangi bhi utni hee khoobsoorat..... superb ..heartblowing.....ek rumani sa andaaz hai aapka ...keep it up....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
6th June 2015, 11:03 AM

Quote:
Originally Posted by gazzal View Post

chori chori in nazron se
hum unhe hi dekha karte hain
unhe shayad ye pta nahi
k hum unpe hi marte hain....


keh du apne hal-e-dil ka beyan
bas ab to ye man karta hai
kehne se wo ho jayen na khafa
sochke bas ye man darta hai....

kho du apne hosh main
jab samne wo aate hain
bas ro du ik pal me
jb door wo chale jate hain....

pyar unhe bhi hai magar
wo kehne se ghabrate hain
thoda thoda dekhke hume
haan wo bhi sharmate hain....

Socha hai nazron se keh denge
par nazren hum bhi churate hain
nazr-e-nazar milane se
hum dono hi katrate hain
bas isi vajha se izhar naa kar
hum dono chup reh jate hain.....
Hum dono chup reh jate hain.....


Gazzal ji, bohot achhi lagi aapki yeh kavita. Dil mein tarangein chalne lagiN..
Aise he likhte rahiyega.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th June 2015, 11:31 AM

Gazzal jii bahut khoobsoorat ehsaas...aati rahein...aur padhne ka mauka deti rahiyega..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
8th June 2015, 07:31 AM

Bohot khoob likha hai aapne
Waaaaaaaaaaah
Daad kubul farmaiyega

DuaoN k sath
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com