Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Woh aisi baatein kyun karti hain...
Old
  (#1)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Woh aisi baatein kyun karti hain... - 19th August 2007, 12:41 PM

Bhool hai unki isliye hi to bhool jane ki baat karti hai,
Saza ke hakdaar hum hai,khata ki hai theek karti hai,

Ek ada samjhe is alvida kehne ke lihaaz ko huzur mere,
Ye chod jaane ke liye nahi,kareeb ane ke liye karti hai,

Hoti hogi jalan khuda ko bhi tere chahne ke tarike se,
Bata use teri mohabbat,doosro par kitna asar karti hai,

Mohabbat ka naam kaise paya jab intezaar hi na tha,
Wo tere khawb mein na aae,par tera intezaar karti hai,

Jalaade Kitaab-e-zindagi ke fasl mein se naam mera,
Naam hi jalati hai mera,itna to mera ehteram karti hai,

Na bhi mile Ijazaat unse guft-a-goo karne ki hume par,
Jab zarurat pade hamari,woh khud hi shuruat karti hai,

Kehne par kya karega tu jeekar sau saal tak are 'Abrar'
Jab is bat par hi tujhe,zaher pilane ki wo baat karti hai...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 19th August 2007, 12:45 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Bhool hai unki isliye hi to bhool jane ki baat karti hai,
Saza ke hakdaar hum hai,khata ki hai theek karti hai,

Ek ada samjhe is alvida kehne ke lihaaz ko huzur mere,
Ye chod jaane ke liye nahi,kareeb ane ke liye karti hai,

Hoti hogi jalan khuda ko bhi tere chahne ke tarike se,
Bata use teri mohabbat,doosro par kitna asar karti hai,

Mohabbat ka naam kaise paya jab intezaar hi na tha,
Wo tere khawb mein na aae,par tera intezaar karti hai,

Jalaade Kitaab-e-zindagi ke fasl mein se naam mera,
Naam hi jalati hai mera,itna to mera ehteram karti hai,

Na bhi mile Ijazaat unse guft-a-goo karne ki hume par,
Jab zarurat pade hamari,woh khud hi shuruat karti hai,

Kehne par kya karega tu jeekar sau saal tak are 'Abrar'
Jab is bat par hi tujhe,zaher pilane ki wo baat karti hai...
behad khoobsurat kalaam hai aap ka
padh kar mazaa aa gaya
aise hi likhte rahiye
kyaa aap hyderabaad ke hai?
kaha rehte hai hyderabaad men?

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#3)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
19th August 2007, 05:17 PM

Bahot Khoob Abrar ji!

Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
19th August 2007, 05:30 PM

SALAAM ABRAR BHAI...............bhai bahut hi khoob apne likha hai ehsaas bahut hi pyare hai aap ko padna hamesha hi ek alag ehsaas deta hai unhi bazam mein roshni kartey rahiye................aap ka bhai

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#5)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
19th August 2007, 07:08 PM

Agar mai kuch galat kah rahi hu,to mujhe maaf kar dena, lekin kitna coindence lagta hai na, aapki gazal ke kuch lines "Mushkil" ji ke 17 august ke post kiye gazal se kitna milta hai na?
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=57303

Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Sahi kaha!!!
Old
  (#6)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Sahi kaha!!! - 19th August 2007, 08:42 PM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Agar mai kuch galat kah rahi hu,to mujhe maaf kar dena, lekin kitna coindence lagta hai na, aapki gazal ke kuch lines "Mushkil" ji ke 17 august ke post kiye gazal se kitna milta hai na?
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=57303
Mehfil ko Abrar Ka Salaam...

Dosto Ek tehreer padi thi yahan amanush ji ki jisne kuch is tareh se dil ko chua ke dil ne uske ashar ke kuch jawaab diye hai... Koi bhool hui ho to maufi ka talabgaar hun... tehreer ka naam woh aise aise baatein karti hai... Amanush ji ki.... Yeh kuch ashaar dil se likhe hai unki tehreer ke jawaab mein... Aap ki raaye ka muntazir....

Abrar....

Aadab Dharkan Ji...

Isse pehle yeh mudda mujhe kisi mushkil mein daalde... Yeh Us Tehreer ke jawab likhne ki koshish thi meri jo aap sabke beech mein pesh ki the... Haan Iske Lines Milte hai par ek bhi ashaar nahi milta... Is tareh se main jahan tak sochta hun koi galat baat nahi hai... kyun ke unke ashaaron ke jawaab ki koshish ki gayi thi yahan.... Agar fir bhi kisi ko yeh baat galat lage to Ap Is post ko delete karva sakta hain...

Duaon Ke saath Ijazat...

Abrar....

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
nice
Old
  (#7)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 20th August 2007, 04:01 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Bhool hai unki isliye hi to bhool jane ki baat karti hai,
Saza ke hakdaar hum hai,khata ki hai theek karti hai,

Ek ada samjhe is alvida kehne ke lihaaz ko huzur mere,
Ye chod jaane ke liye nahi,kareeb ane ke liye karti hai,

Hoti hogi jalan khuda ko bhi tere chahne ke tarike se,
Bata use teri mohabbat,doosro par kitna asar karti hai,

Mohabbat ka naam kaise paya jab intezaar hi na tha,
Wo tere khawb mein na aae,par tera intezaar karti hai,

Jalaade Kitaab-e-zindagi ke fasl mein se naam mera,
Naam hi jalati hai mera,itna to mera ehteram karti hai,

Na bhi mile Ijazaat unse guft-a-goo karne ki hume par,
Jab zarurat pade hamari,woh khud hi shuruat karti hai,

Kehne par kya karega tu jeekar sau saal tak are 'Abrar'
Jab is bat par hi tujhe,zaher pilane ki wo baat karti hai...
abraar bhai ko raj ka adaab.......bhai kyaa baat hai bhut khub kaha hai aapne har ehsaas pukhtagii liye huye or lafzon mein ajab sii kashish hai......daad kabool karna.......raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Dost mujhe maaf kardo
Old
  (#8)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
Thumbs up Dost mujhe maaf kardo - 20th August 2007, 06:04 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Mehfil ko Abrar Ka Salaam...

Dosto Ek tehreer padi thi yahan amanush ji ki jisne kuch is tareh se dil ko chua ke dil ne uske ashar ke kuch jawaab diye hai... Koi bhool hui ho to maufi ka talabgaar hun... tehreer ka naam woh aise aise baatein karti hai... Amanush ji ki.... Yeh kuch ashaar dil se likhe hai unki tehreer ke jawaab mein... Aap ki raaye ka muntazir....

Abrar....

Aadab Dharkan Ji...

Isse pehle yeh mudda mujhe kisi mushkil mein daalde... Yeh Us Tehreer ke jawab likhne ki koshish thi meri jo aap sabke beech mein pesh ki the... Haan Iske Lines Milte hai par ek bhi ashaar nahi milta... Is tareh se main jahan tak sochta hun koi galat baat nahi hai... kyun ke unke ashaaron ke jawaab ki koshish ki gayi thi yahan.... Agar fir bhi kisi ko yeh baat galat lage to Ap Is post ko delete karva sakta hain...

Duaon Ke saath Ijazat...

Abrar....
Abrar ji ko mera salaam,
Abrar ji , mai haath jor kar aap se maafi maang rahi hu. Mai ye dono gazal parh kar confused ho gay thi, isliye apna confusion post kar diya tha. bahtar hai na ke mai apni dil ki baat kah du? Agar mai man me confusion lekar baithi rahti to bura hota na?
Lekin shaayad mai ne aap ka dil dukha diya,mujhe maaf kardijiye plz
Mujhe nahi lagta hai ke aap ka thread delete hona chaahiye,agar hona hota to ab tak ho hi jaata. Aap ne achha likha aur bahot achhi andaaz me Mushkil ji ke gazal ka jawaab diya. Bas jo thora sa confusion huwi thi ab dur ho gaya.
Aap ne mujhe maaf kiya?

Reshma,

Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
20th August 2007, 07:54 PM

Quote:
Abrar ji ko mera salaam,
Abrar ji , mai haath jor kar aap se maafi maang rahi hu. Mai ye dono gazal parh kar confused ho gay thi, isliye apna confusion post kar diya tha. bahtar hai na ke mai apni dil ki baat kah du? Agar mai man me confusion lekar baithi rahti to bura hota na?

Lekin shaayad mai ne aap ka dil dukha diya,mujhe maaf kardijiye plz
Mujhe nahi lagta hai ke aap ka thread delete hona chaahiye,agar hona hota to ab tak ho hi jaata. Aap ne achha likha aur bahot achhi andaaz me Mushkil ji ke gazal ka jawaab diya. Bas jo thora sa confusion huwi thi ab dur ho gaya.
Aap ne mujhe maaf kiya?

Reshma,

Reshma Ji...

Main apki kisi bhi baat se naraaz nahi hun... Aur aapko haath jor kar maafi mangne ki koi zarurat bhi nahi hai... Apke dil mein ek confusion aya jise maine door kiya bas itna hi... Ap ka hak the poochna aur aapne poocha... Main yeh intro pehle dena bhool gaya tha is liye baad mein likha hai... edit nahi kar sakta tha isliye neecha agaya... Aur Abrar Ji ki jageh abrar hi behter hai main yahan jahan tak jaanta hun bohot chhota hun sab se.. Aage Ji laga ker Mujhe bada na kare.. jitna hun utna hi theek hun.... Aur Aap ne maafi mang kar accha nahi kiya... Is baar to khair ho gaya aage se kuch is tareh ki baat poochni ho to be jhijak poochle.... Aapka hak banta hai poochna aur mera farz hai ke main jawaab dun... Chale Bohot likhdiya..... Phir kabhi mulakat hogi...

Duaon Ke saath Ijazat...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
22nd August 2007, 01:31 AM

wah abrar ji, is baar b, ek behetrein nazm pesh ki hai apne. aapke yeh ehsaas humein bahut ache lage. yuhin likte rahein, aur khush rahein.

aapka dost

manish

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Shukriyah...
Old
  (#11)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriyah... - 23rd August 2007, 06:52 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
behad khoobsurat kalaam hai aap ka
padh kar mazaa aa gaya
aise hi likhte rahiye
kyaa aap hyderabaad ke hai?
kaha rehte hai hyderabaad men?

regards
manu
Bohot bohot shukriah Manu Ji... Yunhi saath dete rahe....

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
shukriyah...
Old
  (#12)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
shukriyah... - 23rd August 2007, 06:53 PM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Bahot Khoob Abrar ji!

Shukriyah Reshma Ji... yunhi saath dete rahe... Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
26th August 2007, 04:25 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Bhool hai unki isliye hi to bhool jane ki baat karti hai,
Saza ke hakdaar hum hai,khata ki hai theek karti hai,

Ek ada samjhe is alvida kehne ke lihaaz ko huzur mere,
Ye chod jaane ke liye nahi,kareeb ane ke liye karti hai,

Hoti hogi jalan khuda ko bhi tere chahne ke tarike se,
Bata use teri mohabbat,doosro par kitna asar karti hai,

Mohabbat ka naam kaise paya jab intezaar hi na tha,
Wo tere khawb mein na aae,par tera intezaar karti hai,

Jalaade Kitaab-e-zindagi ke fasl mein se naam mera,
Naam hi jalati hai mera,itna to mera ehteram karti hai,

Na bhi mile Ijazaat unse guft-a-goo karne ki hume par,
Jab zarurat pade hamari,woh khud hi shuruat karti hai,

Kehne par kya karega tu jeekar sau saal tak are 'Abrar'
Jab is bat par hi tujhe,zaher pilane ki wo baat karti hai...
Achaa lagaa aapka jawab paRh kar, Abrar Ji...! Achi koshish rahi...!

Yunhi likhte rahiyega aur apna khayaal bhi thik se rakhna, ok...?

Duaaon ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
26th August 2007, 04:50 PM

Abraar bhaa'ii:

adaab-o-taSleemaat..

mujHe baRii KhuShii ho rahii hay aapko itanaa achchhaa liKhate huye deKh ke.. Bahot hi baDiyaa jawaab diYaa hay aapne Danny jee kii kosiSh ke aSh'aar ko paRh ke... bas Khuda sey duaa yahi raheNgi ki aap ko YuuNhi kaamyaabee milti raheN.. mehnat karte rahiYe YuuN hii... dil sey niklii huii daad-o-mubaarakbaad ko qabUl farmaayeN...

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Shukriyah...
Old
  (#15)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriyah... - 27th August 2007, 12:39 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM ABRAR BHAI...............bhai bahut hi khoob apne likha hai ehsaas bahut hi pyare hai aap ko padna hamesha hi ek alag ehsaas deta hai unhi bazam mein roshni kartey rahiye................aap ka bhai
Wa-Alaikum-As-Salam Kashif Bhai...

Bohot bohot shukriyah bhai aapka... Apko apni kisi post par dekh kar dil khush ho jata hai... yunhi saath dete rahe...

Abrar....

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Shukriyah...
Old
  (#16)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriyah... - 27th August 2007, 12:43 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
abraar bhai ko raj ka adaab.......bhai kyaa baat hai bhut khub kaha hai aapne har ehsaas pukhtagii liye huye or lafzon mein ajab sii kashish hai......daad kabool karna.......raj......
Raj bhai ko abrar ka Salaam...

Bhai aapne jo kaha woh aapse sunke Dil aaj soch raha hai han aaj maine kuch seekha hai aur kuch sahi likha... Ap jaise sab saath de aur aapko pad kar seekhe to Sab hi accha likh sakhenge... yahan kaafi accha likhne wale hai... Aur sahi kahun to har ek shaks accha likhta hai... bas sirf jahan alfaaz ko sahi piroya woh dil chuu jaati hai... Shukriya raj bhai.. main aapka mamnoon hun... Aankhon mein aansu liye yehi kahunga ke saath dete rahe... aur galti ho to sudhaar te rahe...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...

Last edited by Abrarsworld; 27th August 2007 at 12:46 AM..
   
Reply With Quote
Shukriyah...
Old
  (#17)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Shukriyah... - 27th August 2007, 12:50 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
wah abrar ji, is baar b, ek behetrein nazm pesh ki hai apne. aapke yeh ehsaas humein bahut ache lage. yuhin likte rahein, aur khush rahein.

aapka dost

manish
Aadab Manish sahab....

Shukriyah manish bhai... Yunhi saath dete rahe...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
27th August 2007, 12:12 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Kehne par kya karega tu jeekar sau saal tak are 'Abrar'
Jab is bat par hi tujhe,zaher pilane ki wo baat karti hai...
Kya baat hai Abrar bhai. Bahut hi khoobsurat allfaaz hain.....

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
24th September 2007, 02:14 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Achaa lagaa aapka jawab paRh kar, Abrar Ji...! Achi koshish rahi...!

Yunhi likhte rahiyega aur apna khayaal bhi thik se rakhna, ok...?

Duaaon ke saath

Bohot bohot shukriyah Danny JI..

Apke Ashaar itne aasan nahi the ke puri tareeke se jawab de saku.. Bas ek chhoti si kochihc ki hai... Accha laga apko yeh baat jaankaar khushi hui...

Yunhi saath dete rahe...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
24th September 2007, 02:16 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Abraar bhaa'ii:

adaab-o-taSleemaat..

mujHe baRii KhuShii ho rahii hay aapko itanaa achchhaa liKhate huye deKh ke.. Bahot hi baDiyaa jawaab diYaa hay aapne Danny jee kii kosiSh ke aSh'aar ko paRh ke... bas Khuda sey duaa yahi raheNgi ki aap ko YuuNhi kaamyaabee milti raheN.. mehnat karte rahiYe YuuN hii... dil sey niklii huii daad-o-mubaarakbaad ko qabUl farmaayeN...

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Dhaval Bhai...

Apka bohot bohot shukriyah... Likhte likhte behtar hote hi hai... Bas Hum bhi sudharne ki koshish kar rahe hain... Yunhi saath dete rahe... Duaon mein shamil karne ke liye bohot bohot shukriyah... Bas yunhi yaad rakhe...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
24th September 2007, 02:17 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Kya baat hai Abrar bhai. Bahut hi khoobsurat allfaaz hain.....
Bohot bohot shukriyah Amit sahab.... Yunhi saath Nibha te rahe...

Abhi ke liye Ijazat...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Na Jane Kyun Mujhe Ussay Mohobbat Ho Jaya Karti Hai nalinmehra Aapki Shayri 9 20th August 2009 12:54 PM
Woh Aisi Baatein Kyun karti Hai... Richie.2008 Shayri-e-Dard 1 30th September 2007 11:38 AM
' Wo Aissi Aissi Baatein Karti Hai...! ' Amanush... Shayri-e-Dard 25 24th September 2007 05:44 AM
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain.... itschahat Shayri-e-Ishq 0 20th September 2007 12:53 PM
Baatein kertey ho kyun rulaaney kee aadi Anjuman-e-Shayri 0 2nd March 2006 12:30 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com