Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
POORN WiraaM ( Full Stop )
Old
  (#1)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Cool POORN WiraaM ( Full Stop ) - 5th September 2003, 01:37 PM

Hone lagi Thi NeeNdeiN haraam apni
Barhne lagi thi har roj thodi-thodi bekaraari,
Dard ban'ne lagi thi kisi or ke khaatir uski chaahat
Dil ke aaine me, lagne lage the hum bhikhaari,

Phir socha or badi mushkiloN se socha
Ke ik baat to ye hausla kiya jaae,
Apni chaahat se kinaara karke, kyoN na
Uski khushiyoN se dosti ki jaae,

Is'se pehle ke wo, apni manzil ka pata de
Hal-e-dil kaheeN ye aankheiN na bata deiN,
KyoN na ye baat yaheeN pe daba li jaae..!
Alvida kehke use, nai raah bana li jaae.

Chaand

Ik muddaat lagjaati hai in
KhwaaboN ko sajaane me...
Sach badi bedil hoti hai ye subheiN
Jara bhi intzaar nahi karti... sach ki roshni dikhaane me.


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Re: POORN WiraaM ( Full Stop )
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: POORN WiraaM ( Full Stop ) - 5th September 2003, 07:50 PM

Is'se pehle ke wo, apni manzil ka pata de
Hal-e-dil kaheeN ye aankheiN na bata deiN,
KyoN na ye baat yaheeN pe daba li jaae..!
Alvida kehke use, nai raah bana li jaae.

wah chand sheb ...bahot khoob...sacha aur saaf likha hai aapne...mein samajh sakta hoon aap ke zazbaat....daad qubool farmaiye..
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Shukriya Manoj ji
Old
  (#3)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Cool Shukriya Manoj ji - 6th September 2003, 10:50 AM

Shukriya Manoj ji, tahe dil se shukriya ada karta hooN na sirf is liye ke aapne ise parha, saraaha balki is kavita ke maadhyam se jo meine kaha use samajhne ki koshish bhi ki.

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
6th September 2003, 11:04 AM

chaand dost,
aaj yah tasweer mere dil maie lagaate wakt jo mahesoos kiya hai... oose k liyae tumse kuchh n kah paaungi.....
udaas aur udaas..... dard aur dard.......
pata nahi ab aur kya rang dekhne hai hamae....
   
Reply With Quote
Mai jaanta hooN..
Old
  (#5)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Mai jaanta hooN.. - 6th September 2003, 11:15 AM

Mai jaanta hooN.. Meena ji

Jaanta hooN ke kuchh chehre eise bhi haiN
Jinhe mera dard udaas kar jaata hai,
Bas isi khayaal ke chalte ye Chaand
Chehre badal badal ke aata hai.


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand

Last edited by Chaand; 6th September 2003 at 11:20 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
6th September 2003, 11:51 AM

chaand dost,
baat udasi ki ho ya khushi ki......
tumse hamesha sher kar paayi hu...... hum dono yah baat barabar jaante hai...
par mere sammne tum kabhi bhi alag chara le kar nahi aana ... sachhai ka bhlae jo roop ho wahi chera lana ... aur tum yahi karte ho mere sathh yah bhi yakin hai fir bhi kaha...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
6th September 2003, 02:32 PM

Aapki soch to bohat achhi hai Chaand saahab! Kisi ki khushi ki khaatir apni chaahat qurbaan karna.. ye aasaan nahi hota.. dil me kaii sawaal uThte hain.. jinka shayad jawaab hota hi nahi.. lekin sahi waqt par aisa faisla lena, bohat hi himmat ka kaam hota hai.

Kuchh khayaal zehen me aaye hain.. arz kar rahe hain..


Kar diya reha use bandish e mohabbat se,
Ki aaj hum ghulam e ghum ho gaye.


Humesha ki tarah.. behtareen likha hai aapne.


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Shukriya Banno ji
Old
  (#8)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Shukriya Banno ji - 8th September 2003, 11:27 AM

Shukriya banno ji, aapne jo kuchh bhi kaha wakai bahut gehra kaha hai, sach kaheiN to ' Jab dard barhne lagta hai to kuchh is tarah ke faisle lene ki himmat to karni hi padti hai'.

..dil me kaii sawaal uThte hain.. jinka shayad jawaab hota hi nahi...


Kar diya reha use bandish e mohabbat se,
Ki aaj hum ghulam e ghum ho gaye.

Khoob kaha aapne, par sach kaheiN to gulaam-e-gam to pehle se hi the, kya pata wo mohobbat thi bhi ya nahi...

Ek gaane ke bol haiN....

Sach mere yaar hai,
bas wahi pyar hai
jiske badle me koi to pyar de,
Baaki bekaar hai.. yaar mere.

Film : Saagar

Aapke khayaalat pesh karne ke liye tahe dil se shukriya.

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
8th September 2003, 12:54 PM

Humare ek dost ne kabhi kaha tha.. ki mohabbat aur dard me koi fark nahi.. shayad aapka bhi kuchh aisa hi kissa ho.. dard aur mohabbat, dono hi kaii himmat waale kaam karne par majboor kar deta hai insaan ko..

khair.. aap apne khayaal yunhi bakhoobi pesh karte rahiye.. hum apni rai dene ke liye haazir hote rahenge..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
full of fun..... young_prince11 Humourous Shayri 0 14th October 2005 01:40 PM
Full forms... snowy General Stories 1 11th May 2005 12:51 AM
full of love vinaydugar Shayri-e-Ishq 2 27th February 2004 09:07 AM
Full Comedy Chehria Kunal Ghazal Section 1 17th May 2003 01:14 AM
Full Comedy Chehria Kunal Chit-Chat & General Discussion Forum 0 6th May 2003 08:27 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com