Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Iss qadar mai anjuman se terey ruswa ho ke nikla
Old
  (#1)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
Iss qadar mai anjuman se terey ruswa ho ke nikla - 17th September 2016, 12:58 PM

Iss qadar mai anjuman se terey ruswaa ho ke nikla
Pur-musarrat aaya tha mai par fasurdah ho ke nikla

Aaye thai shirkat karne terey bazm mai hum ba-jam’aat
Iss qadar ruswaa hua aakhir mai tanha ho ke nikla

Ek tamanna thi panaah-e-ishq mai aaney ki teri
Iss qadar ghaarat hua ke be-tamanna ho ke nikla

Baarha kartey rahey tum waar yu teer-e-nazar se
Kya kahu yaaro mai toh zakhmi saraapa ho ke nikla

Beh raha tha dard ka darya nigaaho se musalsal
Kya kahu aye humnafas tab bhi mai pyasa ho ke nikla

Haisiyat gard-e-zameeN ke bhi baraabar na thi pehle
Ab gaya jiss bazm mai mauzu-e-charcha ho ke nikla

Kya kahu teer-e-nazar kha kar bhi ye fitrat na badli
Ishq ka maara mujahid tera shaida ho ke nikla


FEW MEANINGS

Anjuman= association/gathering/bazm
·Pur-musarrat= happily
·Fasurdah= dejected
·Ba-jam’aat= with a group
·Ghaarat= plundered
·Baarha= many times/again & again
·Saraapa= from head to foot
·Musalsal= continous
·Humnafas= lover/friend/companion
·Gard-e-zameeN= dust of the surface
·Mauzu-e-charcha= debatable topic
·Shaida= maverick

   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th September 2016, 04:34 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Iss qadar mai anjuman se terey ruswaa ho ke nikla
Pur-musarrat aaya tha mai par fasurdah ho ke nikla

Aaye thai shirkat karne terey bazm mai hum ba-jam’aat
Iss qadar ruswaa hua aakhir mai tanha ho ke nikla

Ek tamanna thi panaah-e-ishq mai aaney ki teri
Iss qadar ghaarat hua ke be-tamanna ho ke nikla

Baarha kartey rahey tum waar yu teer-e-nazar se
Kya kahu yaaro mai toh zakhmi saraapa ho ke nikla

Beh raha tha dard ka darya nigaaho se musalsal
Kya kahu aye humnafas tab bhi mai pyasa ho ke nikla

Haisiyat gard-e-zameeN ke bhi baraabar na thi pehle
Ab gaya jiss bazm mai mauzu-e-charcha ho ke nikla

Kya kahu teer-e-nazar kha kar bhi ye fitrat na badli
Ishq ka maara mujahid tera shaida ho ke nikla


FEW MEANINGS

Anjuman= association/gathering/bazm
·Pur-musarrat= happily
·Fasurdah= dejected
·Ba-jam’aat= with a group
·Ghaarat= plundered
·Baarha= many times/again & again
·Saraapa= from head to foot
·Musalsal= continous
·Humnafas= lover/friend/companion
·Gard-e-zameeN= dust of the surface
·Mauzu-e-charcha= debatable topic
·Shaida= maverick

Kya baat hai mujahid sahab ishq aur dard dono hee rang hain aapki is ghazal me bahot khoob.....

Likhte rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th September 2016, 04:56 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Iss qadar mai anjuman se terey ruswaa ho ke nikla
Pur-musarrat aaya tha mai par fasurdah ho ke nikla

Aaye thai shirkat karne terey bazm mai hum ba-jam’aat
Iss qadar ruswaa hua aakhir mai tanha ho ke nikla

Ek tamanna thi panaah-e-ishq mai aaney ki teri
Iss qadar ghaarat hua ke be-tamanna ho ke nikla

Baarha kartey rahey tum waar yu teer-e-nazar se
Kya kahu yaaro mai toh zakhmi saraapa ho ke nikla

Beh raha tha dard ka darya nigaaho se musalsal
Kya kahu aye humnafas tab bhi mai pyasa ho ke nikla

Haisiyat gard-e-zameeN ke bhi baraabar na thi pehle
Ab gaya jiss bazm mai mauzu-e-charcha ho ke nikla

Kya kahu teer-e-nazar kha kar bhi ye fitrat na badli
Ishq ka maara mujahid tera shaida ho ke nikla


FEW MEANINGS

Anjuman= association/gathering/bazm
·Pur-musarrat= happily
·Fasurdah= dejected
·Ba-jam’aat= with a group
·Ghaarat= plundered
·Baarha= many times/again & again
·Saraapa= from head to foot
·Musalsal= continous
·Humnafas= lover/friend/companion
·Gard-e-zameeN= dust of the surface
·Mauzu-e-charcha= debatable topic
·Shaida= maverick


wahhhhh Ali ji, bahut khoobsurat kalaam, urdu lafzoN ki bharmaar rhi aapki gazal meiN, shukriya ki aapne urdu lafzoN ke matlab bhi bata diye, warna meri to samaj se bahar rehti gazal

khoobsurat kalaam par daad hazir hai.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
17th September 2016, 05:43 PM

Tah-e-dil se mashkoor hu aapka madhu sahiba aur sunita aapa

Aapne nigaah-e-karam farmaya meri adna si koshish par

Ummeed karta hu agli baar iss se bhi behtar kalaam pesh karne ki koshish karunga

Dua ki darkhuwasth
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
18th September 2016, 11:00 AM

Mujahid bhai

Salaam

Subha subhaa nafees Ghazal paDh ke dil Shaad Shaad ho gayaa.... Yuunhi bazm ko shaan ko baDhaate tahiye... Dil se daad

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka
Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
19th September 2016, 06:36 PM


Vah buhet achee ghazal dard m doobi huee
Mujahid sahib dhairon daad


Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Iss qadar mai anjuman se terey ruswaa ho ke nikla
Pur-musarrat aaya tha mai par fasurdah ho ke nikla

Aaye thai shirkat karne terey bazm mai hum ba-jam’aat
Iss qadar ruswaa hua aakhir mai tanha ho ke nikla

Ek tamanna thi panaah-e-ishq mai aaney ki teri
Iss qadar ghaarat hua ke be-tamanna ho ke nikla

Baarha kartey rahey tum waar yu teer-e-nazar se
Kya kahu yaaro mai toh zakhmi saraapa ho ke nikla

Beh raha tha dard ka darya nigaaho se musalsal
Kya kahu aye humnafas tab bhi mai pyasa ho ke nikla

Haisiyat gard-e-zameeN ke bhi baraabar na thi pehle
Ab gaya jiss bazm mai mauzu-e-charcha ho ke nikla

Kya kahu teer-e-nazar kha kar bhi ye fitrat na badli
Ishq ka maara mujahid tera shaida ho ke nikla


FEW MEANINGS

Anjuman= association/gathering/bazm
·Pur-musarrat= happily
·Fasurdah= dejected
·Ba-jam’aat= with a group
·Ghaarat= plundered
·Baarha= many times/again & again
·Saraapa= from head to foot
·Musalsal= continous
·Humnafas= lover/friend/companion
·Gard-e-zameeN= dust of the surface
·Mauzu-e-charcha= debatable topic
·Shaida= maverick



sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
19th September 2016, 08:06 PM

Shukriya dhaval sahab aur saba sahiba

Aapke daad-o-tehseen ka mashkoor hu
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
30th September 2016, 12:14 AM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Iss qadar mai anjuman se terey ruswaa ho ke nikla
Pur-musarrat aaya tha mai par fasurdah ho ke nikla

Aaye thai shirkat karne terey bazm mai hum ba-jam’aat
Iss qadar ruswaa hua aakhir mai tanha ho ke nikla

Ek tamanna thi panaah-e-ishq mai aaney ki teri
Iss qadar ghaarat hua ke be-tamanna ho ke nikla

Baarha kartey rahey tum waar yu teer-e-nazar se
Kya kahu yaaro mai toh zakhmi saraapa ho ke nikla

Beh raha tha dard ka darya nigaaho se musalsal
Kya kahu aye humnafas tab bhi mai pyasa ho ke nikla

Haisiyat gard-e-zameeN ke bhi baraabar na thi pehle
Ab gaya jiss bazm mai mauzu-e-charcha ho ke nikla

Kya kahu teer-e-nazar kha kar bhi ye fitrat na badli
Ishq ka maara mujahid tera shaida ho ke nikla


FEW MEANINGS

Anjuman= association/gathering/bazm
·Pur-musarrat= happily
·Fasurdah= dejected
·Ba-jam’aat= with a group
·Ghaarat= plundered
·Baarha= many times/again & again
·Saraapa= from head to foot
·Musalsal= continous
·Humnafas= lover/friend/companion
·Gard-e-zameeN= dust of the surface
·Mauzu-e-charcha= debatable topic
·Shaida= maverick

Bahut hi umdaa ghazal janaab

Aaye thai shirkat karne terey bazm mai hum ba-jam’aat
Iss qadar ruswaa hua aakhir mai tanha ho ke nikla

kya adaaygi hai janaab, daad qubool farmiyegaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com