Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Phir mere aansu aaye..
Old
  (#1)
aryanvishu
ek ahsaas adhura sa
aryanvishu has a spectacular aura aboutaryanvishu has a spectacular aura about
 
aryanvishu's Avatar
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Feb 2007
Location: Lucknow (India)
Rep Power: 19
Thumbs up Phir mere aansu aaye.. - 8th March 2007, 09:33 PM

Shayri ki duniya ke dosto
aap ke liye ek nayi najm pesh kar raha hu yakin hai aap ko pasand aayegi..

shaam phir dhalne lagi phir mere aasu aaye ,
apni nakaam-e- wafa par mere aasu aaye,
ek tute hue ehsaas ki iss kismat per ,
lakh roka tha mager phir mere aasu aaye,

raat bhi gahri hui zakhmo me sihran si hui,
dard phir badhne lega phir mere aasu aaye ,
mud ke tum dekh bhi lete to suku mil jata,
tum ne dekha bhi nahi phir mere aasu aaye,

aaye aasu to maine unko bhi jaya na kiya,
maine likh di kahani padhne tum nahi aaye ,
dum mera ghut raha hai ek jhalak dikhla do mujhe,
dekhi bedardi teri phir mere aasu aaye,

aryan


Aise to lafja yun bhatkate rah jayenge,
Koi parh lega to alfaj suku payege...

Last edited by aryanvishu; 8th March 2007 at 10:14 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Post 8th March 2007, 09:44 PM

Quote:
Originally Posted by aryanvishu View Post
Shayri ki duniya ke dosto
aap ke liye ek nayi najm pesh kar raha hu yakin hai aap ko pasand aayegi..

shaam phir dhalne lagi phir mere aasu aaye ,
apni nakaam-e- wafa par mere aasu aaye,
ek tute hue ehsaas ki iss kismat per ,
lakh roka tha mager fhir mere aasu aaye,

raat bhi gahri hue zakhmo me shirhan si hue,
dard fhir badhne lega fhir mere aasu aaye ,
mud ke tum dekh bhi lete to suku mil jata,
tum ne dekha bhi nahi fhir mere aasu aaye,

aaye aasu to maine unko bhi jaya na kiya,
maine likh di kahani padne tum nahi aaye ,
dum mere gut raha hai ek jhalak dikhla do mujhe,
dekhi bedarde teri phir mere aasu aaye,

aryan
Aryan ji ko shaan ka salam,

Kyasee hain aap, ek baat bataye! itna derd aaya kaha se aap ke paas
dekhi bedarde teri phir mere aasu aaye
bahut achi lagi aapki post.
"ek din ansun ne mujhe pocha ki tum roz roz mujhe kyu bulate ho tab humne kaha ki hum to yaad unhe kerten hai tum baar-baar meri aankhon me kyu chale aate ho.".
aap yu hi likhte rahe mujhe aage bhi aapki new post ka intezaar rahega is umeed ke saath izazat chahta hun

App hanste or muskurate rahe

take care
SHAAN


Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
9th March 2007, 01:03 PM

ashq ko samhaal girah na khol mere dost
dard hai apna mahfil main na bol mere dost
use jo aadat hai tujhe mitakar khush hone ki
ushi khushi ke liye tu tanhayiyon main dol mere dost


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#4)
aryanvishu
ek ahsaas adhura sa
aryanvishu has a spectacular aura aboutaryanvishu has a spectacular aura about
 
aryanvishu's Avatar
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Feb 2007
Location: Lucknow (India)
Rep Power: 19
Post 10th March 2007, 09:11 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
ashq ko samhaal girah na khol mere dost
dard hai apna mahfil main na bol mere dost
use jo aadat hai tujhe mitakar khush hone ki
ushi khushi ke liye tu tanhayiyon main dol mere dost
dost reply mila aapka to accha laga

logon ko mere chehre pe aane laga taras,
ye kaun khake gum mere chehre pe mal gaya.

thx


Aise to lafja yun bhatkate rah jayenge,
Koi parh lega to alfaj suku payege...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
10th March 2007, 10:25 PM

bhaut bhaut khoob aryan

aapke liye

gham mile khushi mile mohhbat ki nishani main
sakoon hai kahi to hum rahe wafa-e-kahani main


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#6)
aryanvishu
ek ahsaas adhura sa
aryanvishu has a spectacular aura aboutaryanvishu has a spectacular aura about
 
aryanvishu's Avatar
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Feb 2007
Location: Lucknow (India)
Rep Power: 19
Post 10th March 2007, 10:31 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
bhaut bhaut khoob aryan

aapke liye

gham mile khushi mile mohhbat ki nishani main
sakoon hai kahi to hum rahe wafa-e-kahani main
Wah wah kya jawab diya hai hujur.

Tum ab mere jakhmo ko nasoor kar do,
yahi ek tumari nishani rahegi,
yahi ab humari jubani rahegi,
yahi sham-e-gum ki kahani rahegi...

aapka
aryan


Aise to lafja yun bhatkate rah jayenge,
Koi parh lega to alfaj suku payege...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~.. aaj aansu aaye rab yaad aaya janumanu Shayri-e-Dard 21 17th July 2010 11:36 PM
Aaye jab aansu koi baat raaz nahi hogi... naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 28 3rd September 2009 06:49 AM
fir vo aansu bankar yaad aaye rijaan Shayri-e-Dard 0 18th August 2008 06:03 PM
in aankho me aansu aaye na hote......... veethi Shayri-e-Dard 5 25th May 2005 06:51 PM
In aankhon me aansu aaye na hote Pulkit_gupta Shayri-e-Ishq 2 3rd May 2004 10:15 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com