Yadoon sey jud jaye jab dard to Yaddein bahut takleef deti hain;
Yadoon sey jud jaye jab zindagi To yaddein bahut kareeb lagti hain
Yadoon sey jud jaye jab her ek khushi To yaddein bahut hasseen lagti hain ;
Hum ne yadoon main ek umar ghuzare de hai ,
Lakin yaddein phir bhee hum ko bahut takleef dati hain.