Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Na to kuch pane ke kaabil
Old
  (#1)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love Na to kuch pane ke kaabil - 1st April 2010, 04:49 PM

Na to kuch pane ke kaabil rahe hai ham
na ab kuch khone ke kaabil bache hai ham
kaha le jayega na jaane mera waqt mujhe
pata nahi kis kashti ke saahil hai ham.
------------------------------
Tumse milne ke lamhe talsahta rahta hu
mai roz tujhe apne dil se lagye rahta hu
kab nahi karta tumhe yad ye na paucho
har saas se pahle tera naam leta rahta hu.
--------------------------------
Ab to har aahat me bas teri jhalak nazar aati hai
is tarah se meri umeed har baar sawar jaati hai,
kya hoga ye sochta rahta hai dil mere tere liye
is ek pal me meri puri zindagi thahar jati hai.



Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com