Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Some " Ahmed Faraz " collection....
Old
  (#1)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
Some " Ahmed Faraz " collection.... - 19th August 2008, 07:27 PM

Manzil kareeb dekh kar youn mutmaeen na ho faraz
Aksar kashtiyaan doobti hyn manzil k ass pass
==================== ==================
Mili saza jo mujhe wo kisi khata pe na thi faraz
Mujh pe jurm jo sabit howa wo wafa ka tha
==================== ==================
Agar manzil juda hai to jane do mujhko faraz
Lout k kab aaoge pochte q ho
==================== ==================
Kaya koi subah nahi apnay muqaddar mein faraz
Raat dhalti hay to phir raat nikal aati hy
==================== ==================
Hum itnay bhi gaye guzrey nahi jaan-e-faraz
K tumhen saari khudai k baad yaad aayen
==================== ==================
Teray lehjay mein thakan shamil hy Faraz
Lagta hy judai ki gharri aa gai hy
==================== ==================
Tera bachpan hi rehta to acha tha faraz
Hazaron hasraten barbaad ki hain tu ne jawan ho kar
==================== ===================
Main bus ik bar lajawab howa faraz
Kisi apny ne kaha jab kaun ho tum?
==================== ==================
Tumhari dunia me hm jese hazaaron hen faraz
Hum hi pagal the jo tumhay paa k itraanay lagay
==================== ==================
Mere shikwon per us ne hans k kaha faraz
Kis ne kit hi wafa jo ham karte
==================== ==================
Tu un gallion mein q jata hy faraz
Jahan teray apnay hi teray liye khanjar liye baithay hain
==================== ==================== ==
Bara naaz tha un ko apne parde pe faraz
Kal raat woh khawab me sar-e-aam chale aaye
==================== ==================== ==
Rooth jane ki ada hum ko bhi atti hy faraz
Kash hota koi hum ko b manane wala
==================== ==================== ==
Chal ab meri sans hi zamant rakh ly to faraz
Shaid es tarah ban jaon mein teray aitbaar k qabel
==================== ==================== =
Hum loug tere shehar me khsushbu ki tarha hyn faraz
Mehsus to hote hyn dikhai nahi dete
==================== ==================== =
Rooy ga is qadar wo meri lash se lypat kar faraz
Agar is baat ka pata hota to kab k mar gaey hote

Ab neend se kaho hum se sulah kar lay faraz
Wo door chala gaya hy jis k liye hum jaaga karte thay
==================== ==================== =
Ap hi apni adaon pe zara ghour karain faraz
Hm agar arz karain ge to shikayat ho gi

Torr de tasbeeh ko iss khayyal se faraz
Kya gin gin lain uska jo be hisaab deta hy
==================== ==================== =
Usay tarash k heera bana dia hum ne faraz
Magar ab yeh sochtey hyn husse hum khariden kaisey

Wo parinda jisy apni parwaaz sy fursat na thi faraz
Aaj tanha howa to meri hi deewar pay aa baitha
==================== ==================== =
Kis ki kya majal thi jo koi humko kharid sakta faraz
Hum to khud hi bik gae kharidar dekh kar
==================== ==================== =
Aik dewana yeh kehtay huye hansta jaata faraz
Kaash manzil se bhi agay koi rasta jaata
==================== ==================== =
Be-naam zindgai ki haqeeqat na puchiye faraz
Kuch pur khuloos log thay barbaad kar gaey
==================== ==================== =
Muhabbat kar saktay ho to rab se karo faraz
Mitti k khilno se kabi wafa nahi milti

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
19th August 2008, 07:29 PM

Karoon na yaad magar kis tarah bhulaon usey
Ghazal baha na karoon aur gungunaon usey

Magar woh zood faramosh zood ranj bhi hey
Keh rooth jaye agar kuch yaad dilaon usey

Jo hamsafar sar-e-manzil bichar raha hey Faraz
Ajab nahin hey agar yaad bhi na aaon usey

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
28th August 2008, 12:25 AM

Rooy ga is qadar wo meri lash se lypat kar faraz
Agar is baat ka pata hota to kab k mar gaey hote

Nice one !!!!!!!

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
28th August 2008, 01:44 PM

Quote:
Originally Posted by zishan107 View Post
Rooy ga is qadar wo meri lash se lypat kar faraz
Agar is baat ka pata hota to kab k mar gaey hote

Nice one !!!!!!!
sukriya dost ...Ab faraz ji humare bich nehin rahe bas unke yadoon ko sametna hai ........

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Tribute to Faraz Sahab
Old
  (#5)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
Tribute to Faraz Sahab - 15th November 2008, 06:46 PM

Aadab Arz hai,

Ap hi apni adaon pe zara ghour karain faraz
Hm agar arz karain ge to shikayat ho gi

Mai Chunki, aajkal bahut zyada mashghool tha zindagi ki kathin rahon me, isliye pathar sa ho gaya tha.

Lekin Aapne jo Faraz sahab ke sher yahan pe arz kar dee. Fir se Insaan jaag utha mere andar.

Bahut Bahut Shukriya.

Faraz saab, aap chale gaye magar aapko duniya hamesha yaad rakhegi.

Bahut jald haziir ho - oonga bazm me.

Ijaazat dijia.

Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
4th December 2008, 03:30 PM

Sukriya Rumi ji

wo apne faide ki khatir phir aa mile thay hum se "faraz".
hum nadan samjhey k hamari duaon mein asar hain...

Quote:
Originally Posted by rumi View Post
Aadab Arz hai,

Ap hi apni adaon pe zara ghour karain faraz
Hm agar arz karain ge to shikayat ho gi

Mai Chunki, aajkal bahut zyada mashghool tha zindagi ki kathin rahon me, isliye pathar sa ho gaya tha.

Lekin Aapne jo Faraz sahab ke sher yahan pe arz kar dee. Fir se Insaan jaag utha mere andar.

Bahut Bahut Shukriya.

Faraz saab, aap chale gaye magar aapko duniya hamesha yaad rakhegi.

Bahut jald haziir ho - oonga bazm me.

Ijaazat dijia.

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
redtears_ocean
Registered User
redtears_ocean is a jewel in the roughredtears_ocean is a jewel in the roughredtears_ocean is a jewel in the rough
 
redtears_ocean's Avatar
 
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
17th February 2009, 06:36 PM

Diya ji apne boaht hi khoobsorat collection rakha hai
faraz sahab ka really'amazing saare maqte ek se bardh kar ek hain
great work....keep sharing yaar...
==================== ==================== =
Usay tarash k heera bana dia hum ne faraz
Magar ab yeh sochtey hyn husse hum khariden kaisey
==================== ==================== =

Muhabbat kar saktay ho to rab se karo faraz
Mitti k khilno se kabi wafa nahi milti

==================== ====================

yeh tau bohat hi koobsurat hain

Mera daman jalega tau jalogai tum bhi
yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
26th February 2009, 03:32 AM

very nice sharing from all........................................

kaha tha kisne ke ehed e wafa karo usse
jo you.n kia hai to phir kiyn gila karo usse

ye kia ke tum hi gham e hijr ke fasane kho
yahi bhut hai ke kam kam mila karo usse

faraaz tark e ta'alluq to khair kia hoga
yahi bhut hai ke kam kam mila karo usse
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
23rd March 2009, 08:00 PM

excellent Collection Diya.....thanks For Sharing..............

Zainy

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd March 2009, 09:41 PM

Quote:
Originally Posted by redtears_ocean View Post
Diya ji apne boaht hi khoobsorat collection rakha hai
faraz sahab ka really'amazing saare maqte ek se bardh kar ek hain
great work....keep sharing yaar...
==================== ==================== =
Usay tarash k heera bana dia hum ne faraz
Magar ab yeh sochtey hyn husse hum khariden kaisey
==================== ==================== =

Muhabbat kar saktay ho to rab se karo farazMitti k khilno se kabi wafa nahi milti
==================== ====================

yeh tau bohat hi koobsurat hain

Sukriya Ali jee............................................... ...

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd March 2009, 09:42 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
very nice sharing from all........................................

kaha tha kisne ke ehed e wafa karo usse
jo you.n kia hai to phir kiyn gila karo usse

ye kia ke tum hi gham e hijr ke fasane kho
yahi bhut hai ke kam kam mila karo usse

faraaz tark e ta'alluq to khair kia hoga
yahi bhut hai ke kam kam mila karo usse
thanx a lot Noor jee

thanx 4 sharing

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd March 2009, 09:43 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
excellent Collection Diya.....thanks For Sharing..............

Zainy

sukriya zainy jee
mujhe ghazal mein MaQtaa padhna jyada pasand hai ...isiliye maine yeh collection banayi thi......

khus rahiye
Diya

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
25th March 2009, 04:02 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
thanx a lot Noor jee

thanx 4 sharing
ur most welcom........................
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Woh roye to - Modify collection "self" ajay nidaan Doston Ki SMS Shayri 0 24th November 2010 05:35 PM
"kameene","laffange parindo.n" ki "badmaash compny" parveen komal Shayri-e-Dard 9 17th August 2010 11:59 PM
"ishq Collection" Tausif shaikh Shayri-e-Ishq 3 31st July 2008 06:45 PM
Door koi, raat bhar gaata raha!-by "Akhtar" janisar ahmed.. mausam Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 17th August 2007 11:18 PM
"Ishq collection." "Best of mine" Tausif shaikh Shayri-e-Ishq 0 19th August 2006 11:02 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com