Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
uski baateN , gulaab ki baateN (Ghazal)
Old
  (#1)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
uski baateN , gulaab ki baateN (Ghazal) - 30th March 2013, 03:39 AM

shareeke-ebazm ko aadaab

yaad nahiiN ke yeh Ghazal pehle idhar post ki hai ya nahiiN, aaj besaakhta yaad aa gayi to post kar raha hooN, yeh Ghazal koi taqreeban 7-8 saal pehle kahi thi, apni aara se zaroor nawaazeN


mehke mehke shabaab ki baateN
uski baateN, gulaab ki baateN

usko khona tha baat kismat ki
uska milna hai khwaab ki baateN

aaj dil khol kar pilaa saaqi
kal kareNge hisaab ki baateN

ya karo zikr unkii aaNkhoN ka
ya to jaam-e-sharaab ki baateN

kaun sunta hai yaar duniya meiN
humse khaana kharaab ki baateN

hum gareeboN se puuch kar dekho
aalam-e-iz'teraab ki baateN

bewafaa keh rahe haiN vo humko
tauba tauba !! janaab ki baateN

Ghazal-e-"maikash" meiN aur hoga kya ?
dard-o-Gham aur sharaab ki baateN!!


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................

Last edited by maikasH; 30th March 2013 at 03:47 AM..
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
30th March 2013, 07:43 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
mehke mehke shabaab ki baateN
uski baateN, gulaab ki baateN

usko khona tha baat kismat ki
uska milna hai khwaab ki baateN

aaj dil khol kar pilaa saaqi
kal kareNge hisaab ki baateN

ya karo zikr unkii aaNkhoN ka
ya to jaam-e-sharaab ki baateN

kaun sunta hai yaar duniya meiN
humse khaana kharaab ki baateN

hum gareeboN se puuch kar dekho
aalam-e-iz'teraab ki baateN

bewafaa keh rahe haiN vo humko
tauba tauba !! janaab ki baateN

Ghazal-e-"maikash" meiN aur hoga kya ?
dard-o-Gham aur sharaab ki baateN!!
WaaH ! Kyaa DilKash ... HaseeN Ashaar Hue HaiN

hum gareeboN se puuch kar dekho
aalam-e-iz'teraab ki baateN ......... Kyaa Kahne

Nihaayat UmdaaH Ghazal Huii Janaab

Sar Se Paa Talak

PurKash ... Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
30th March 2013, 10:44 AM

bahut khoob maikash jee....kya baat hai.....dilkash andaaz



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#4)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
30th March 2013, 10:59 AM

Bhai Maikash
Besaakhtgi, barjastgi, saadgi ka muraqqa hai yeh ghazal.
meri bharpoor daad qubool karein.
khush rahein, aabaad rahein.
regards
musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
30th March 2013, 01:53 PM

Bohat khoob maikash ji.............

1,2,5,6,7 are the best....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 30th March 2013, 02:03 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
shareeke-ebazm ko aadaab

yaad nahiiN ke yeh Ghazal pehle idhar post ki hai ya nahiiN, aaj besaakhta yaad aa gayi to post kar raha hooN, yeh Ghazal koi taqreeban 7-8 saal pehle kahi thi, apni aara se zaroor nawaazeN


mehke mehke shabaab ki baateN
uski baateN, gulaab ki baateN

usko khona tha baat kismat ki
uska milna hai khwaab ki baateN

aaj dil khol kar pilaa saaqi
kal kareNge hisaab ki baateN

ya karo zikr unkii aaNkhoN ka
ya to jaam-e-sharaab ki baateN

kaun sunta hai yaar duniya meiN
humse khaana kharaab ki baateN

hum gareeboN se puuch kar dekho
aalam-e-iz'teraab ki baateN

bewafaa keh rahe haiN vo humko
tauba tauba !! janaab ki baateN

Ghazal-e-"maikash" meiN aur hoga kya ?
dard-o-Gham aur sharaab ki baateN!!

aapki gazleN haiN dil ke kraeeb,
aap likhte ho kamaal ki baateN....

Maikash ji.....aapki poetry shuru se hi hame bahut khaas lagti hai...aap jab bhi likhte ho..dil ko sakoon milta hai aapko padkar...yu hi aapki kalam chlti rhe...bazm ki ronak aap jaise shayroN se hi hai.

rabb raakha


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
30th March 2013, 07:21 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
WaaH ! Kyaa DilKash ... HaseeN Ashaar Hue HaiN

hum gareeboN se puuch kar dekho
aalam-e-iz'teraab ki baateN ......... Kyaa Kahne

Nihaayat UmdaaH Ghazal Huii Janaab

Sar Se Paa Talak

PurKash ... Dilee Mubaaraqbaad !!!
Ghazal ki pazi'raii ke liye bohat bohat shukriya aapka Naresh saahab

aapki mubarakbaad sar-aaNkhoN par


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#8)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
1st April 2013, 01:37 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
bahut khoob maikash jee....kya baat hai.....dilkash andaaz

bohat shukriya Aru saahab, mashkoor hooN jee aapka


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#9)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
1st April 2013, 06:55 AM

ya karo zikr unkii aaNkhoN ka
ya to jaam-e-sharaab ki baateN


maikash bhai ji kya umda gazal hui hai

rajinderseep
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
1st April 2013, 11:33 AM

usko khona tha baat kismat ki
uska milna hai khwaab ki baateN

aaj dil khol kar pilaa saaqi
kal kareNge hisaab ki baateN

bewafaa keh rahe haiN vo humko
tauba tauba !! janaab ki baateN



waah waah waah.. kya khoob hain janaab ki baaateN.. mazaa aa gaya bhai sachh kya andaaz hai zaalim a dil taar taar ho gayaa... subhan allah miyaaN.... jiyo...

likhte raheN.......

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
1st April 2013, 12:51 PM

Maikhash Jee Aadaab!



WaaH janab kia baat hai behad khoob khayaaloN ko umdaa lafz diye haiN aapne... sabhi ashaar behad khoob rahe janab..


Is khoobsurat gazal par meri hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...


Likhate rahiye... mehfil ko roshan karte rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
2nd April 2013, 11:43 PM

bewafaa keh rahe haiN vo humko
tauba tauba !! janaab ki baateN


ahaan...... kia baat hai janab...
boht aalaa... boht khoob..

DuaooN k saath ijaazat,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
5th April 2013, 05:58 PM

Maikash JI..... Bahot Lutf Aaya Aap Ka Ye Kalaam Parh Kar...
Ghazal Ki Rawaani Aur Andaaz-e-Bayaan BHi Umdah Raha
Bahot Si DAAAD Qabool Kijiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
8th April 2013, 09:31 AM

maikash bhaiyaa

pranaam ssa

bahot hi khoob huzoor . . umdaah Ghazal aur umdaah ehsaas


yuunhi bazm ki shaan ko badhaate rahiye aage bhee. . . dil se daad aur duaaen


khush rahiye apnaa khayaal rakhen

duaaon ke saath ijazat

aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
8th April 2013, 05:00 PM

Quote:
Originally Posted by musharrafhusain View Post
Bhai Maikash
Besaakhtgi, barjastgi, saadgi ka muraqqa hai yeh ghazal.
meri bharpoor daad qubool karein.
khush rahein, aabaad rahein.
regards
musharrafhusain

Musharraf bhai aadaab,

aap ba'khoobi jaante haiN ke aapki raye,tabsira mere liye kya ehmiyat rakhte haiN aur jab aap dadd ataa farmaate haiN to maiN phoole nahiiN samaata

sar-aaNkhoN par, bohat shukriya

aate raha kijiye gaahe-ba-gaahe, aapse mukhaatib hona bhi mere liye baa'is-e-massarrat hai

rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#16)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
11th April 2013, 12:54 AM

bahut hi pyari ghazal kahi hai apne....yakeenan behtreen


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Feroz
None
Feroz will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 88
Join Date: Oct 2001
Location: Canada
Rep Power: 23
26th April 2013, 04:33 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
shareeke-ebazm ko aadaab

yaad nahiiN ke yeh Ghazal pehle idhar post ki hai ya nahiiN, aaj besaakhta yaad aa gayi to post kar raha hooN, yeh Ghazal koi taqreeban 7-8 saal pehle kahi thi, apni aara se zaroor nawaazeN


mehke mehke shabaab ki baateN
uski baateN, gulaab ki baateN

usko khona tha baat kismat ki
uska milna hai khwaab ki baateN

aaj dil khol kar pilaa saaqi
kal kareNge hisaab ki baateN

ya karo zikr unkii aaNkhoN ka
ya to jaam-e-sharaab ki baateN

kaun sunta hai yaar duniya meiN
humse khaana kharaab ki baateN

hum gareeboN se puuch kar dekho
aalam-e-iz'teraab ki baateN

bewafaa keh rahe haiN vo humko
tauba tauba !! janaab ki baateN

Ghazal-e-"maikash" meiN aur hoga kya ?
dard-o-Gham aur sharaab ki baateN!!

maikash bhai,

bahut khoob. aap kee is ghazal mein riwayati rang bakhoobi nazar aata hai, aur wo aap ki pahchaan hai. tamaam ashar khoob lagey.
aaj dil khol kar pilaa saaqi
kal kareNge hisaab ki baateN

ye sher padh kar abdul hameed 'adam' ke har ghazal kee yaad taza ho gayi.

naacheez
Feroz



Feroz
ye zindagi hai kya 'feroz' shayari hai kya
kuchh haulnaak haadsey asha'ar ho gaye
  Send a message via Yahoo to Feroz  
Reply With Quote
Old
  (#18)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
26th April 2013, 05:39 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
shareeke-ebazm ko aadaab

yaad nahiiN ke yeh Ghazal pehle idhar post ki hai ya nahiiN, aaj besaakhta yaad aa gayi to post kar raha hooN, yeh Ghazal koi taqreeban 7-8 saal pehle kahi thi, apni aara se zaroor nawaazeN


mehke mehke shabaab ki baateN
uski baateN, gulaab ki baateN

usko khona tha baat kismat ki
uska milna hai khwaab ki baateN

aaj dil khol kar pilaa saaqi
kal kareNge hisaab ki baateN

ya karo zikr unkii aaNkhoN ka
ya to jaam-e-sharaab ki baateN

kaun sunta hai yaar duniya meiN
humse khaana kharaab ki baateN

hum gareeboN se puuch kar dekho
aalam-e-iz'teraab ki baateN

bewafaa keh rahe haiN vo humko
tauba tauba !! janaab ki baateN

Ghazal-e-"maikash" meiN aur hoga kya ?
dard-o-Gham aur sharaab ki baateN!!

Shandaar paishkash ke liyN dili daad qubool farmaaiye hazir hai

aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Parindaa
Registered User
Parindaa is on a distinguished road
 
Parindaa's Avatar
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Apr 2013
Location: Still Searching
Rep Power: 0
26th April 2013, 10:10 PM

As Salaam Walikum

Bahut khob Janab


Ashq Banke Woh Mere Chachm-e-Tar Main Rehta Hai

Ajeeb Woh Shaks Hai Jo Paani Ke Ghar Main Rehta Hai

----------------------------------------------

Faanoos Banke Jiski Hifazaat Hawaa Kare
Woh Shama Kia Bhuje Jise Roshan Kudha Kare
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
26th April 2013, 10:16 PM

Janab muhtrahaam Maikash

Behaad Kushi hui Janab apko dekh kar kaise mijaaz Hain apke....

Kaafi salon bad apki ghazal Parii salaam hai mere Bhai apko Bahut umdaa ....

Likhte rahega. .. Apka Purana dost....


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com