 |
|
|
|
|
 |
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
Re: Taj ke sitam -
2nd September 2006, 05:08 PM
Quote:
Originally posted by Kailash Bodade
Sunita tera nikhar dekhu ya tere shayari ka...ab kya kahu? tu to dikhati nahi hai to itna hi kahunga ...SHENAIYO SEY KEH DO KAHI AUR JAKAR GAYE, IS DIL MAI BHI JAL RAHI HAI ARMANO KI CHITAYE...
|
kailash ji app meri post par aaye accha lagga, vaise maine appko phachana nahi,
aur na hi mujhe appke reply ki kuch khaas samaj aaye. app kaya likhna chahtey thy jarra detail mai bataye.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
|
3rd September 2006, 08:04 AM
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
|
3rd September 2006, 11:39 AM
kya likha hai ye kailash ne yaar? dilip mere bhi samajh me nahi aaya
lagta hai ye pi pikar likh rahe hai
sharab k nashe me jhoom rahe hai
aisa to nahi?????a jab hosh ayega to unhise puch lenge k ya kehna chte he wo
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
Last edited by Dhaval; 3rd September 2006 at 11:41 AM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 83
Join Date: Sep 2006
Location: delhi
Rep Power: 18
|
6th September 2006, 12:05 PM
raat khaamosh hain chand madhosh hain haathon mein jaam
sharaab mein uskii tasveer ankhon mein uskaa chehraa
ashqon mein bani uski tasveer ye pal ye wakt hain kitnaa sunheraa
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 83
Join Date: Sep 2006
Location: delhi
Rep Power: 18
|
6th September 2006, 12:15 PM
raat khaamosh hain chand madhosh hain haathon mein jaam
sharaab mein uskii tasveer ankhon mein uskaa chehraa
ashqon mein bani uski tasveer ye pal ye wakt hain kitnaa sunheraa shaam hotein he yaar ankhein nam hojaati hain kadam khud ba khud maikhaaney ki aur chaley jaatein hain naa chaahtein hueyy bhii humm pee jaateinn hainn uskii yaadonn ko bhoolaaneyy keeyy liyee humm phir pee jaateinn hainn
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
7th September 2006, 12:08 PM
Quote:
Originally posted by night_walker13
raat khaamosh hain chand madhosh hain haathon mein jaam
sharaab mein uskii tasveer ankhon mein uskaa chehraa
ashqon mein bani uski tasveer ye pal ye wakt hain kitnaa sunheraa shaam hotein he yaar ankhein nam hojaati hain kadam khud ba khud maikhaaney ki aur chaley jaatein hain naa chaahtein hueyy bhii humm pee jaateinn hainn uskii yaadonn ko bhoolaaneyy keeyy liyee humm phir pee jaateinn hainn
|
raat jaroori hai har subha ke liye,
gum jaroori hai har kushi ke liye,
maut jaroori hai zindgi ke liye,
es tarah eh mere dost..........!
ladkdhana bhi jaroor hai,
sambhlaney ke liye...........!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 47
|
11th September 2006, 09:14 PM
wah sunita ji bahut hi umda sher pesh kiya hai aapne mehifl-e-bazm me.bahut bahut shukriya ise humare saath bantne ke liye.umeed karta hun aap aage v yunhi posts karti rahenge.
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
29th September 2006, 11:23 AM
Quote:
Originally posted by ghayal_shayar
wah sunita ji bahut hi umda sher pesh kiya hai aapne mehifl-e-bazm me.bahut bahut shukriya ise humare saath bantne ke liye.umeed karta hun aap aage v yunhi posts karti rahenge.
|
shukriya lucky pasand karne le liye, aur ha tumhara naya thakallus pasand aaya.
tumhari dd
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
12th October 2006, 08:47 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
dostoyeh share mera nahi hai, par mujhe behad pasand hai, so mai appko bhi sunana chahati hu.
gaur farmayega:
"Lehro'N se khelta hua lehra ke pee gaya,
mai sakki ki nazar par bal kha ke pee gaya,
maine chod di thi, par roney laggi sharab,
mai uskey aansuo par taras kha ke pee gaya"
|
Waah kya baat hai sunita ji...bahoot oomda sher.....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
17th October 2006, 09:45 AM
Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan
Waah kya baat hai sunita ji...bahoot oomda sher.....
|
Thanks harash, accha lagga ki tum mere es post par bhi aaye.
aapki dost
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
17th October 2006, 09:47 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
dostoyeh share mera nahi hai, par mujhe behad pasand hai, so mai appko bhi sunana chahati hu.
gaur farmayega:
"Lehro'N se khelta hua lehra ke pee gaya,
mai sakki ki nazar par bal kha ke pee gaya,
maine chod di thi, par roney laggi sharab,
mai uskey aansuo par taras kha ke pee gaya"
|
sunita ji bahoot hi sunder sher
doonda hai aapne....lovely
Harash
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
23rd October 2006, 02:52 PM
Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan
Waah kya baat hai sunita ji...bahoot oomda sher.....
|
shukriya harash ji.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 26
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
|
jam-e-nazar -
30th November 2006, 02:34 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
dostoyeh share mera nahi hai, par mujhe behad pasand hai, so mai appko bhi sunana chahati hu.
gaur farmayega:
"Lehro'N se khelta hua lehra ke pee gaya,
mai sakki ki nazar par bal kha ke pee gaya,
maine chod di thi, par roney laggi sharab,
mai uskey aansuo par taras kha ke pee gaya"
|
kya karenge maikade mein jake ye maikhane to har waqt khule nahin rehte.ek nazar hi qafi hai jab aankhomein jam ho.umra bhar ke liye madhosh hojate hai aur fir hosh ka nakoi kam hota hai.
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
1st December 2006, 10:08 AM
aji kaynat ji aap phele baar aaye aur woh es maikhane mai.n to thik hai hum aapka yehi par suwagat kartey hai.n aap es pariwaar kei naye member hai.n aapko jaha bahut dost mileygey, bas jaha ke rules par chaltey rahna.
kya karenge maikade mein jake,
ye maikhane to har waqt khule nahin rehte.
ek nazar hi qafi hai jab aankhomein jam ho,
umra bhar ke liye madhosh hojate hai,
aur fir hosh ka na koi kam hota hai.
to lijiye aapke sher ka reply hum bhi kar rahey hai.n
aji nazro se ghayal hai, tabhi hum maikhane aate hai.n
kyu ki waha pyar mai.n doobey nahi.....
pyar mai.n tootey log dil dard sahlaney aate hai.n
mahboob ki yaddo mai.n liptey hotey hai.n
aur uska naam bholaney maikhane aatey hai.n
aapki dost
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 26
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
|
jam-3 -
1st December 2006, 10:31 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
dostoyeh share mera nahi hai, par mujhe behad pasand hai, so mai appko bhi sunana chahati hu.
gaur farmayega:
"Lehro'N se khelta hua lehra ke pee gaya,
mai sakki ki nazar par bal kha ke pee gaya,
maine chod di thi, par roney laggi sharab,
mai uskey aansuo par taras kha ke pee gaya"
|
mangaye sunitaji aap ko kya khub jawab diya hai.
shukriya aap ka humein yaar kehne ke liye ye lijiye aap ka jawab un nazaro se ghayal hue to kya hua abhi tak dil ki nazarein to salamat hai.to kya hua unhone bairukhi di kisi aur ki nazar mein to jaam hota hai.maikhane to tabtak salamat hai jab kharid ne ke liye dam ho
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
1st December 2006, 10:43 AM
man gaye sunitaji aap ko kya khub jawab diya hai.
shukriya aap ka humein yaar kehne ke liye ye lijiye aap ka jawab
un nazaro se ghayal hue to kya hua,
abhi tak dil ki nazarein to salamat hai.
to kya hua unhone bairukhi di kisi aur ki nazar mein to jaam hota hai.
maikhane to tabtak salamat hai jab kharid ne ke liye dam ho
reply
dil ki nazro ki baat na kijiye janab,
enhoney hi humey duboya hai,
hum to sambhal kar chaltey thy,
enhoney hi humey giraya hai....
na yeh nazrey unse milti,
na hum barbaad hotey,
na unse hamara naam judta,
na hum badnaam hotey....
aapki dost
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 26
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
|
gham-e-dil -
5th December 2006, 04:59 PM

dil ki ek aur nazar se dekhiye jisse khud ko sambhal sake phir ek aur nazar se unki nazar ko khud ki nazar se giraiye vo aankhon mein noor laiye aur unko khud ki aankhon mein duboiye vo aap ki nazaron se ghayal ho jayenge aur dekhna aapki nazaron se pi ke madhosh hoke aap ke ishq mein ghayal ho jayenge. EDITED (maikash)
Last edited by maikasH; 27th September 2007 at 04:23 AM..
|
|
|
|
|
Guest
|
14th December 2006, 06:08 PM
Very nice Bahot acachya likha hai,aapke aur shyarian ho to plz mujhe mail karo
"Lehro'N se khelta hua lehra ke pee gaya,
mai sakki ki nazar par bal kha ke pee gaya,
maine chod di thi, par roney laggi sharab,
mai uskey aansuo par taras kha ke pee gaya"[/QUOTE]
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
19th December 2006, 11:23 AM
Quote:
Originally Posted by kaynat
dil ki ek aur nazar se dekhiye jisse khud ko sambhal sake phir ek aur nazar se unki nazar ko khud ki nazar se giraiye vo aankhon mein noor laiye aur unko khud ki aankhon mein duboiye vo aap ki nazaron se ghayal ho jayenge aur dekhna aapki nazaron se pi ke madhosh hoke aap ke ishq mein ghayal ho jayenge. aap ka yaar kaynat
|
kaynat ji aapne kaya likha hai kuch samaj nahi aaya, bura na mano to jarra saaf-saaf likhye na....aur nichey likha hua aapka yaar yeh bhi kuch decent sa nahi lagga..! sher phir se likhye mai.n reply jaroor karuNgi..!
aapki dost
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
19th December 2006, 11:25 AM
Quote:
Originally Posted by rohan_deshpande
Very nice Bahot acachya likha hai,aapke aur shyarian ho to plz mujhe mail karo
"Lehro'N se khelta hua lehra ke pee gaya,
mai sakki ki nazar par bal kha ke pee gaya,
maine chod di thi, par roney laggi sharab,
mai uskey aansuo par taras kha ke pee gaya"
|
[/QUOTE]
dost etna samey hi nahi hota ki har kisi ko aapni shayri post ki jaye, ha aap kisi bhi member ko choose karke uski collection pad saktey hai.n member list mai.n jakar, particular member ko choose kar lijiye...bas
aapki dost
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 26
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
|
jam -
20th December 2006, 10:29 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
kaynat ji aapne kaya likha hai kuch samaj nahi aaya, bura na mano to jarra saaf-saaf likhye na....aur nichey likha hua aapka yaar yeh bhi kuch decent sa nahi lagga..! sher phir se likhye mai.n reply jaroor karuNgi..!
aapki dost
|
sunitaji main muafi chahta hun ki mera likha hua aap ko samaz nahin aaya par yeh ek haqeekat hai yeh unlogo ko sambhal neke liye hai jo log apne chah ne valon ki bevafai se mayus ho jate hai aur vo jeena bhul jate hai mera kehne ka matlab hai ki khud madhosh hone ki bajah unko hamari nazaro ke teerse ghayal karde aur ek baat hamare yahan ke ek shayar ne kahahai ki fulon ko dekh ke deevane hone ki bajah kuchh aisa kijiye ki ful aapkaa divana hojaye matlab ki kisi ko dekh ke unka divana hone ki jagah unko apna divana banaiye.aur aap se ek darkhast thi ki ye jo aap maikhane vali shayriyan likhti hai us mein kahin vo padhkar maikhane ki taraf na chalpade uska dhyan rakhiye mera ye sab shayri jo aap ko bheji thi vo sab likhne ke pichhe ek hi matlab tha ki main kisiko maikash bananese rok sakun isiliye maine vo sab shayriyan aapko bhejata raha aur main yaar likhne ki galati pe muafi chahta hun magar ye dost ka similar word hai isiliye maine aap kolikhatha kaynat aati hai bagon mein bahar jab chaman pe phul khilta hai aatahai dilon ko karar jab dilse dil miltahai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
|
20th December 2006, 08:00 PM
Bahut acha sher hai..
Share karne ke liye shukriya Di..
Take Care..
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
22nd December 2006, 09:56 AM
Quote:
Originally Posted by kaynat
sunitaji main muafi chahta hun ki mera likha hua aap ko samaz nahin aaya par yeh ek haqeekat hai yeh unlogo ko sambhal neke liye hai jo log apne chah ne valon ki bevafai se mayus ho jate hai aur vo jeena bhul jate hai mera kehne ka matlab hai ki khud madhosh hone ki bajah unko hamari nazaro ke teerse ghayal karde aur ek baat hamare yahan ke ek shayar ne kahahai ki fulon ko dekh ke deevane hone ki bajah kuchh aisa kijiye ki ful aapkaa divana hojaye matlab ki kisi ko dekh ke unka divana hone ki jagah unko apna divana banaiye.aur aap se ek darkhast thi ki ye jo aap maikhane vali shayriyan likhti hai us mein kahin vo padhkar maikhane ki taraf na chalpade uska dhyan rakhiye mera ye sab shayri jo aap ko bheji thi vo sab likhne ke pichhe ek hi matlab tha ki main kisiko maikash bananese rok sakun isiliye maine vo sab shayriyan aapko bhejata raha aur main yaar likhne ki galati pe muafi chahta hun magar ye dost ka similar word hai isiliye maine aap kolikhatha kaynat aati hai bagon mein bahar jab chaman pe phul khilta hai aatahai dilon ko karar jab dilse dil miltahai
|
aapne views batane ke liye shukriya..........!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
22nd December 2006, 09:57 AM
Quote:
Originally Posted by chaahat123
Bahut acha sher hai..
Share karne ke liye shukriya Di..
Take Care..
~Priya
|
areeeeeee meri jaan tum bhi jaha.....pahunch gaye....ab aayega majja...hai na....
teri dii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 23
Join Date: Mar 2002
Location: hyderabad
Rep Power: 0
|
2nd January 2007, 03:07 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"kismat ne mujhe dhokha diya har pal,
meri naav waha doobi jaha pani tha kum"
|
Kismat ne tujhe dhoka diya har pal,
wahan kya karne gayi thi jahan paani tha kam
Last edited by kapil_00; 2nd January 2007 at 03:11 PM..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
3rd January 2007, 02:51 PM
Kismat ne tujhe dhoka diya har pal,
wahan kya karne gayi thi jahan paani tha kam
kapil ji aap meri post par aaye, bahut bahut shukriya....!
aapka sher padkar lagta hai, aap bahut badey shayar hai.n, aapse kuch shayri ke gur seekhney padeyngey...!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2
Join Date: Jan 2007
Rep Power: 0
|
5th January 2007, 01:40 PM
 fantaaaaaaaaaaastic................tune mere dil ki baat shayri se bahot achchi tarah keh di hai.............lage raho sunita ben
Quote:
Originally Posted by sunita virender
dostoyeh share mera nahi hai, par mujhe behad pasand hai, so mai appko bhi sunana chahati hu.
gaur farmayega:
"Lehro'N se khelta hua lehra ke pee gaya,
mai sakki ki nazar par bal kha ke pee gaya,
maine chod di thi, par roney laggi sharab,
mai uskey aansuo par taras kha ke pee gaya"
|
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
5th January 2007, 03:22 PM
Quote:
Originally Posted by maxkinn
 fantaaaaaaaaaaastic................tune mere dil ki baat shayri se bahot achchi tarah keh di hai.............lage raho sunita ben
|
shukriya bhai saheb.....aapka shayri.com par tahe-dil se suwagat hai, yakeen maniye aapko jaha sab ka bharpoor pyar aur sahyog mileyga....yu hi aatey rahna....humey aapki shayri ka aur aapka intjaar raheyga...!
thanks again
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Prince of angels
Offline
Posts: 236
Join Date: Mar 2007
Location: In Broken Hearts
Rep Power: 19
|
wah -
28th March 2007, 06:57 PM
wah aap ne to kya sher likha hai...!! saaki.. ke bina saraab ka sher adhura hai...!!!
wah wah..!!! sharaab ke aansu!!! peene ko man kar raha hai..!!
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
18th April 2007, 03:44 PM
Quote:
Originally Posted by taqdeer.786
wah aap ne to kya sher likha hai...!! saaki.. ke bina saraab ka sher adhura hai...!!!
wah wah..!!! sharaab ke aansu!!! peene ko man kar raha hai..!!
|
dost aapne yeh sher pasand kiya bahut bahut shukriya... 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
22nd April 2007, 04:48 AM
man gaye sunitaji aap ko kya khub jawab diya hai.
shukriya aap ka humein yaar kehne ke liye ye lijiye aap ka jawab
un nazaro se ghayal hue to kya hua,
abhi tak dil ki nazarein to salamat hai.
to kya hua unhone bairukhi di kisi aur ki nazar mein to jaam hota hai.
maikhane to tabtak salamat hai jab kharid ne ke liye dam ho
reply
dil ki nazro ki baat na kijiye janab,
enhoney hi humey duboya hai,
hum to sambhal kar chaltey thy,
enhoney hi humey giraya hai....
na yeh nazrey unse milti,
na hum barbaad hotey,
na unse hamara naam judta,
na hum badnaam hotey....
aapki dost
Sunita Virender Singh
Eh aasmaan wale jameen par uttar kar dekh,
hoti hai kaya judai tu bhi bichad kar dekh.....
.................................................. .................................................. ...

namaskar sunita g,
bahut acha likha hai apne, humein padkar acha laga. humne b thodi is koshish ki hai jawab dene k, umeed hai jo likha hai pasand ayega. gaur farmaiye:
humara ghar to aasman mein tha
tujhe dek-Kar zameen pe aya hun
teri nigaho ne mujhe baheka diya
zammane kahe main peeke aya hun
teri chah mein BARBAAD hum b ho gaye
apno mein paraye hum b ho gaye
par koi shikwa is nadani par
chahe tere pyaar mein BADNAAM hum ho haye
apke jawaab ka intezaar rahega....
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 17
Join Date: Dec 2006
Rep Power: 0
|
23rd April 2007, 02:24 PM
hum bewafa hargij na the. par hum wafa kar na sake.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 17
Join Date: Dec 2006
Rep Power: 0
|
23rd April 2007, 02:26 PM
mai jab bhi laga hasne teri yad ne mujhe rula diya.
mai jab bhi laga sone teri yad ne mujhe jaga diya,
ghar se nikla to tha mandir k liye,
par teri yad ne maykhane pahuncha diya.
mai jab bhi laga hasne teri yad ne mujhe rula diya.
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
23rd April 2007, 02:37 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
man gaye sunitaji aap ko kya khub jawab diya hai.
shukriya aap ka humein yaar kehne ke liye ye lijiye aap ka jawab
un nazaro se ghayal hue to kya hua,
abhi tak dil ki nazarein to salamat hai.
to kya hua unhone bairukhi di kisi aur ki nazar mein to jaam hota hai.
maikhane to tabtak salamat hai jab kharid ne ke liye dam ho
reply
dil ki nazro ki baat na kijiye janab,
enhoney hi humey duboya hai,
hum to sambhal kar chaltey thy,
enhoney hi humey giraya hai....
na yeh nazrey unse milti,
na hum barbaad hotey,
na unse hamara naam judta,
na hum badnaam hotey....
aapki dost
Sunita Virender Singh
Eh aasmaan wale jameen par uttar kar dekh,
hoti hai kaya judai tu bhi bichad kar dekh.....
.................................................. .................................................. ...
.................................................. .................................................. ...
.................................................. .................................................. ...
namaskar sunita g,
bahut acha likha hai apne, humein padkar acha laga. humne b thodi is koshish ki hai jawab dene k, umeed hai jo likha hai pasand ayega. gaur farmaiye:
humara ghar to aasman mein tha
tujhe dek-Kar zameen pe aya hun
teri nigaho ne mujhe baheka diya
zammane kahe main peeke aya hun
teri chah mein BARBAAD hum b ho gaye
apno mein paraye hum b ho gaye
par koi shikwa is nadani par
chahe tere pyaar mein BADNAAM hum ho haye
apke jawaab ka intezaar rahega....
|
manish bahut accha tumko aapni es post par dekh kar....lijiye jawaab deti hoon....
mere pyar mein kuad ko rusba na kar,
yeh hai goongey bahro ka shahar,
jaha dil ki baat na samjey koi,
har kadam par milti hai naye thokar...
hehehe......  waiting for u r reply
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
23rd April 2007, 02:40 PM
Quote:
Originally Posted by bansalsonu
hum bewafa hargij na the. par hum wafa kar na sake.
|
thanks for sharing
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
23rd April 2007, 04:57 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
manish bahut accha tumko aapni es post par dekh kar....lijiye jawaab deti hoon....
mere pyar mein kuad ko rusba na kar,
yeh hai goongey bahro ka shahar,
jaha dil ki baat na samjey koi,
har kadam par milti hai naye thokar...
hehehe......  waiting for u r reply
|
bahut dher mein kahi tumne yhe baat
hum to dil ko alvida keh chuke hain
har kadam par milti hai naye thokar...
hum khud us SHAHAR mein reh chuke hain
kaisa laga.....app ke jawab ka intezaar rahega
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
24th April 2007, 09:46 AM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
bahut dher mein kahi tumne yhe baat
hum to dil ko alvida keh chuke hain
har kadam par milti hai naye thokar...
hum khud us SHAHAR mein reh chuke hain
kaisa laga.....app ke jawab ka intezaar rahega
|
es shahar mein ek baar dil lagaya hai humne,
patharon ko aapna kudha banaya hai humne,
har dard jakar us kudha ko sunaya hai humne,
par har baar usko khamosh hi paya hai humne.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
24th April 2007, 05:27 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
es shahar mein ek baar dil lagaya hai humne,
patharon ko aapna kudha banaya hai humne,
har dard jakar us kudha ko sunaya hai humne,
par har baar usko khamosh hi paya hai humne.
|
SHAHAR k galiyon mein mil jayenge
tumhe mere massum dil ke tukde
beed mein tumhe sunaiydenge
iss tanha dil ke dukde
SHAHAR mein main khoh gaya hun
kaun hum main, beed mein gum gaya hun
pinjre mein band paxi (bird) ki tarah
ajadi ki umeed lagana aab main bhul gaya hun
kaisa laga.....
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
24th April 2007, 05:34 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
SHAHAR k galiyon mein mil jayenge
tumhe mere massum dil ke tukde
beed mein tumhe sunaiydenge
iss tanha dil ke dukde
SHAHAR mein main khoh gaya hun
kaun hum main, beed mein gum gaya hun
pinjre mein band paxi (bird) ki tarah
ajadi ki umeed lagana aab main bhul gaya hun
kaisa laga.....
|
suna hai tu har dard ki dawa deti hai,
do goont piya de humey sakoon miley,
uski be-wafei se toot gaya hoon main,
nikal jaye ab dum ki humey sakoon miley...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
24th April 2007, 06:48 PM
aap aise maat kahiye....
puraani yaadon ko bulane ko koshish mein
main aab har pal peeta hun
kya kahun hosh mein rehna abb munasib nahi
isse main paani samak kar jo peeta hun
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |