 |
|
|
|
|
 |
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
31st May 2007, 09:21 AM
Quote:
Originally Posted by chaahat
sach hi kahti hai yeh duniya jaaneman ki mujh se mil kar tu laajawaab ho gayi.
Jaam Tootne ka bahana na kar ,Hum to teri aankho se pi lenge. ...
-not mine-
~Priya
|
"jab se tu jawan ho gaye,
meri neeyat be-imaan ho gaye,
mere ek baar chune ke baad,
tu to khil ke gulaab ho gaye"
yeh meri pyari priya ke liye..... 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
31st May 2007, 10:15 AM
[QUOTE=donlove;234578] hey mar jama meri sunita di kina vadhia likhdi a
meri sweety sunita hmmmmmmmm kya kahu appse chalo
ek hor pekash tuhade le
Palko K Uthte Hi Do Diye Se Jal Jaate Hai
Jhuk Jaati Hai Jab Palke
To Band Kaliyo Se Nazar Aate Hai
Uski Aankhe hai Ya Meh K Pyale
Jo Bin Peeye Hi Hum Behak Se Jaate Hai....
-Preet
Kitni kashish teri aankhoN maiN hai jaam nazer ata nahi
PalkoN ki dekh rawaangi muzhe kutchh our yahan bhata nahi
tera husn-o-shabaab loot raha hai mere dil ka har sabab
Jo paar tere dil maiN hai kahiN our nazer ata nahi
Harash
preet aapne aur harash ji ne bahut khoob sher kahey hai.n....! aapke sher ka jawab to harash ji ne de diya hai, ab harsh ji ke sher ke reply ki bari hai...hai...na..!
en ankho ki masti mei.n doob gaya ek aur diwana,
piyega shab bhar jaam pe jaam dekhyga zamana,
har shab eski gujreygi esi maikhane mei.n,
bhool jayega ab yeh dosto aapne ghar jana....
koshish ki hai maine aapko reply karne ki, par harash ji aapke sher jaisa to nahi hai, hai na.... 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
31st May 2007, 11:13 PM
[QUOTE=sunita virender;234594]
Quote:
Originally Posted by donlove
hey mar jama meri sunita di kina vadhia likhdi a
meri sweety sunita hmmmmmmmm kya kahu appse chalo
ek hor pekash tuhade le
Palko K Uthte Hi Do Diye Se Jal Jaate Hai
Jhuk Jaati Hai Jab Palke
To Band Kaliyo Se Nazar Aate Hai
Uski Aankhe hai Ya Meh K Pyale
Jo Bin Peeye Hi Hum Behak Se Jaate Hai....
-Preet
Kitni kashish teri aankhoN maiN hai jaam nazer ata nahi
PalkoN ki dekh rawaangi muzhe kutchh our yahan bhata nahi
tera husn-o-shabaab loot raha hai mere dil ka har sabab
Jo paar tere dil maiN hai kahiN our nazer ata nahi
Harash
preet aapne aur harash ji ne bahut khoob sher kahey hai.n....! aapke sher ka jawab to harash ji ne de diya hai, ab harsh ji ke sher ke reply ki bari hai...hai...na..!
en ankho ki masti mei.n doob gaya ek aur diwana,
piyega shab bhar jaam pe jaam dekhyga zamana,
har shab eski gujreygi esi maikhane mei.n,
bhool jayega ab yeh dosto aapne ghar jana....
koshish ki hai maine aapko reply karne ki, par harash ji aapke sher jaisa to nahi hai, hai na.... 
|
Waah sunita ji bahoot khoob is se achha our kya ho sakta hai.....
Is ada ne teri hamko dewana bana liya
Apne hi ghar ko hamne maikhana bana liya
AankhoN maiN ashq kam nahi rote haiN jaar jaar
Chun-chun ke har ik boond paimana bana liya.
harash
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
1st June 2007, 10:22 AM
[QUOTE=Harash Mahajan;234716]
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Waah sunita ji bahoot khoob is se achha our kya ho sakta hai.....
Is ada ne teri hamko dewana bana liya
Apne hi ghar ko hamne maikhana bana liya
AankhoN maiN ashq kam nahi rote haiN jaar jaar
Chun-chun ke har ik boond paimana bana liya.
harash
|
irshaad...bahut khoob....
"paimana bhar gaya to bikhar jayega,
mujse bichad kar tu kidhar jayega,
na chudda yu be-rukhi se daaman,
akhir lout ke tu mere paas hi aayega"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
14th July 2007, 03:19 AM
didi namaskar,
hw r u? so so so so sorry bahut dher k baad aaya. apko kaha tha nah, shayad aana band ho jaye, pehle exams the, phir internet nahi tha. aap batayein, aap kaisi hain. kuch likha hai, pehla sher sirf aur sirf aapke ke liye, uske baad kuch sharaab par.
this is for you sister:
apni nigaho se dheere dheere pilaiye
barri mehfil mein humein dheere dheere bulaiye
tamanna chand ko zameen par dekhne ki puri ho jaye
agar app rukh se niqaab dheere dheer uthaiye......
kaisa laga didi?
aur kuch meri mehbooba (sharaab) ke liye:
pee rahe the hum ajj akele akele
seh rahe the gum ajj akele akele
vaada kiya usne aakri saans tak saath nibane ka
par marange hum ajj akele akele
sharaab to marne ke dard ko kam karegi
par takleef jo hai saans lene mein, uska kya karen
saakhi ne kaha bula do us bewaffa ko
par bassi hai wo saanson mein, inn saanso ka kya karen
mere aakri nishani, yhe khat, use bewaffa ko bijwa dena
jab nah rahun hosh mein saaki, jaam me thoda zeher mila dena
kuch nahi mere pass, bash tumse ek choti si gujarish hai
mar jayen hum, to mujh par saaki, ek kafan beecha dena..........
didi aapke ke jwab ka intezaar rahega.....
aapka chohta bhai
manish
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
14th July 2007, 02:32 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal

dear manish sabhi sher wah-wahi ke kabil hai.n......yeh shayri bas shayri hi honi chahiye.....apni zindgi mei.n yeh baatey hargiz mat aane dena.....yeh sharab ki baatey shayri tak hi thik hai.n.....main koi aise permission nahi deti ki bahut khoob....kal phir maikhane jao....samjay
kal jab maikhane se ghar lout rahe thy,
tere khayalo.n mei.n hum dubey hue thy,
raastey mei.n har mod par tu nazar aaye thi,
tu chudda rahi thi..hum tera daaman pakad rahe thy,
tu baar baar kuch samaaj ki duhai de rahi thi,
hum baar baar tere gale se lipat ro rahe thy......
batana kaisa laga.....tumharey reply ke intjaar mei.n
tumhari didi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
15th July 2007, 04:53 AM
didi,
abb main kya jwab dun, agar ehsaas dil mein nah ho, to kagaz par kaise ayenge. hum to maikhane nahi jaate, jahan jagah mil gayi, bass use hi maikana bana diya.....majak kar raha hun.
maikhana se abb hum ghar nahi jaate
dil ke kareeb abb kisiko nahi laate
sharaab ke nashe neend to aati hai
par vo haseen khwaab "DIDI" aab laaye nahi aate....
kaisa laga?
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
16th July 2007, 04:58 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
didi,
abb main kya jwab dun, agar ehsaas dil mein nah ho, to kagaz par kaise ayenge. hum to maikhane nahi jaate, jahan jagah mil gayi, bass use hi maikana bana diya.....majak kar raha hun.
maikhana se abb hum ghar nahi jaate
dil ke kareeb abb kisiko nahi laate
sharaab ke nashe neend to aati hai
par vo haseen khwaab "DIDI" aab laaye nahi aate....
kaisa laga?
|
oye hoye mai.n mar java....kaun se haseen khwaab  batana jara betu.
ghar ki har deewar par tasveer hai teri,
koi aur tasveer lagau.n to bhi na lage,
mujhe to nasha hai eh janam tere pyar ka,
koi aur nasha ab to na mujhe chadey.....
koshish ki hai...par janti hoon ki pheli ki 2 lines ke baad sher gadbadda gaya hai...
phir bhi mujhe pata hai tujhe pasand aa hi jayega....maine jo likha hai....hai na....  
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|

17th July 2007, 05:36 AM
kaise ho didi???
vo khwaab jo subah uthne nahi dete, raat ko katam nahi hone dete, vo khwaab jahan usse mulakat ho jaye.........wo khwaab.
aapka sher acha tha, humein to pasand aaya, very meaningful. abb hum likte hain, umeed hai pasand ayega:
ajj pyass lagi thi mujko
labon ko nahi, mere dil ko
nashe mein abb b bewaffa ko yaad kiya
par humari halat ki khabar nahi usko
Saaki neh b dil manga humara
yhe b kaha, jo b pasand aaya usse pee lo
humne kaha, dil humara...agar chahiye tumhe
zameen par tukde pade hain....jo pasand aaye ley lo
i knw wha i jus wrote is really sad, wha cn i do!!!! plz tell me ur thoughts,
bye
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
18th July 2007, 09:15 AM

wah wah...bahut khoob...munna bhai
manna tu dil ka ameer hai,
saaki ka bhi koi zameer hai,
zameen par pade dil ke tukde nahi uthati,
kyuki woh giri hue cheez se dil nahi lagati....   
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
19th July 2007, 04:46 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
wah wah...bahut khoob...munna bhai
manna tu dil ka ameer hai,
saaki ka bhi koi zameer hai,
zameen par pade dil ke tukde nahi uthati,
kyuki woh giri hue cheez se dil nahi lagati....   
|
dil main ameer nahi gareeb hun
har jaam ka bass mai hi nasseb hun
Saakhi chal do pal hi baathein kar le mujhse
main maut k bahut kareeb hun.......  
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
19th July 2007, 10:20 AM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
dil main ameer nahi gareeb hun
har jaam ka bass mai hi nasseb hun
Saakhi chal do pal hi baathein kar le mujhse
main maut k bahut kareeb hun.......  
|
aise likheyga to pitai karvayga mujse...samja...mujhe last line pasand nahi aaye.....
"aaj mausam bhi bheega bheega sa hai,
aalam bhi kuch bahka bahka sa hai,
do jaam pee loon phir tere paas aau.n,
kuch ho na jaye dil kuch darra darra sa hai"
hehehehehehe..............   
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
19th July 2007, 04:54 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
aise likheyga to pitai karvayga mujse...samja...mujhe last line pasand nahi aaye.....
"aaj mausam bhi bheega bheega sa hai,
aalam bhi kuch bahka bahka sa hai,
do jaam pee loon phir tere paas aau.n,
kuch ho na jaye dil kuch darra darra sa hai"
hehehehehehe..............   
|
wah wah wah wah...kya baat hai, love this sher
tum kareeb aaye....sharm se dhoor ho gaye hum
dekha kaatil nigahon se....aur nashe mein behak gaye hum
daar se dil kuch jyada hi dhadk raha hai
kaha kareeb aayo...par daar se.....usi jagah par...kade reh gaye hum......
hahahahah   
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
23rd July 2007, 06:10 AM
didi kaha hon??????????????????? miss u
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
25th July 2007, 03:04 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
wah wah wah wah...kya baat hai, love this sher
tum kareeb aaye....sharm se dhoor ho gaye hum
dekha kaatil nigahon se....aur nashe mein behak gaye hum
daar se dil kuch jyada hi dhadk raha hai
kaha kareeb aayo...par daar se.....usi jagah par...kade reh gaye hum......
hahahahah   
|
aao aaj bheegi ci chandni mei.n,
hum tum ji bhar pyar kare.n,
mai.n tum mei.n kho jau,
tum muj mei.n kho jao,
tan-man apna ek dooje par nisaar kare.n
  
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
25th July 2007, 04:43 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
aao aaj bheegi ci chandni mei.n,
hum tum ji bhar pyar kare.n,
mai.n tum mei.n kho jau,
tum muj mei.n kho jao,
tan-man apna ek dooje par nisaar kare.n
  
|
yhe beet kehne mein, tumse dher ho gayi
izhaar ka kiya, khud k dil se shikayat ho gayi
hum to kissi aur ke ho chuke hain
abb kaise kahen........k ..............saaki se mohabaat ho gayi..............   
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

26th July 2007, 07:18 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
yhe beet kehne mein, tumse dher ho gayi
izhaar ka kiya, khud k dil se shikayat ho gayi
hum to kissi aur ke ho chuke hain
abb kaise kahen........k ..............saaki se mohabaat ho gayi..............   
|
badalna nahi aata humen auro ki tarah,
har ek rut mein tera intezar karte hai,
na tum sameet sako ge jise qayamat tak,
khuda ki kasam tumhe itna pyaar karte hai.........
  
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
27th July 2007, 06:07 AM
bahut khub lamha ji, sawagat hai aapka yahan.
zakm humesha rehta hai, bass nishaan badal jatein hain
phalkon mein basse khwaab badal jatein hain.....
tum kya mohabaat karoge qayamat tak
waqt k saath dil k yhe armaan b badal jatein hain
mat baat karo tum mohabaat ki humse
nibahi mohabaat, phir b bewaafai ka ilzaam hai
mat puchna mere gum ka sabab "LAMHA"
bass ek haath se kabr khod raha hun......aur doosre haath mein jaam hai    
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 17
Join Date: Jul 2007
Location: germany
Rep Power: 0
|
27th July 2007, 04:46 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
bahut khub lamha ji, sawagat hai aapka yahan.
zakm humesha rehta hai, bass nishaan badal jatein hain
phalkon mein basse khwaab badal jatein hain.....
tum kya mohabaat karoge qayamat tak
waqt k saath dil k yhe armaan b badal jatein hain
mat baat karo tum mohabaat ki humse
nibahi mohabaat, phir b bewaafai ka ilzaam hai
mat puchna mere gum ka sabab "LAMHA"
bass ek haath se kabr khod raha hun......aur doosre haath mein jaam hai    
|
Hi
hame nahi tha pata jis ISH ko ham ISHQ ban ne ki rai
de chuke woh ishq me kabhi tooth chuke hain
sorry i AM REALLY VERY SORRY
apna chaial rakhna
aapki doast jaan
Unko chaha hai unko chahein ge
wade jo kiye te woh nibhayein ge
ho kar kisi aur ke bhi rahein ge unhi ke
ham chahein haar jaayen hamara pyaar nahi haare
jism chahe ho jaye kisi aur ka
dil to hai unka aur unhi ka rehe ga
mil sakein na woh aur ham kahin
phir bhi joodhre hain unka mera dil kahin
jaante hain ham mera kal koi aur hai
par phir bhi HUMKO UNSE PYAR HAI
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

27th July 2007, 06:28 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
bahut khub lamha ji, sawagat hai aapka yahan.
zakm humesha rehta hai, bass nishaan badal jatein hain
phalkon mein basse khwaab badal jatein hain.....
tum kya mohabaat karoge qayamat tak
waqt k saath dil k yhe armaan b badal jatein hain
mat baat karo tum mohabaat ki humse
nibahi mohabaat, phir b bewaafai ka ilzaam hai
mat puchna mere gum ka sabab "LAMHA"
bass ek haath se kabr khod raha hun......aur doosre haath mein jaam hai    
|
kis ko khabar thi kis ko yakeen tha,aise bhi din aayenge,
jeena to mushkil hoga,mar bhi na payenge,
hum jaise barbaad dilo ka jeena kya aur marna kya,
aaj teri mehfil se uthe'MANISH',
kal duniya se uth jayenge............................
  
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
28th July 2007, 02:11 AM
Quote:
Originally Posted by Tumhari Jaan
Hi
hame nahi tha pata jis ISH ko ham ISHQ ban ne ki rai
de chuke woh ishq me kabhi tooth chuke hain
sorry i AM REALLY VERY SORRY
apna chaial rakhna
aapki doast jaan
|
hello jaan,
hw r u?
dnt feel sorry, stf happens.....u learn......life goes on. hw r u?
tc
aapka dost
manish
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
28th July 2007, 04:03 AM
humko khabar thi k yhe din zaruur ayega
k humara haath chodne ka waqt zaruur ayega
aur humne badnaami ko hass k seh liya
aur jab saasne rukein.....to humare marne ka paigaam zaruur ayega
humein yaad hai....yaad hai, wo pyaara sa "LAMHA"
jaab hum the...tum the....aur chup kaynat thi
phir aandi aayi......aur tumne saath nah diya
chod gayi gehra zakm dil par.......yhe aishe kaali raat thi
abb to bass sharaab chahiye jeene k liye
saakhi ki abb ek jaruraat se ban-ne lagi hai
par hum dubara mohabaat nahi karenge
zindagi ki shamma bujne jo lagi hai.......
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
Last edited by musafir ek pal; 28th July 2007 at 04:27 AM..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
28th July 2007, 01:41 PM
wow...gr8....kaya khoobsurat tuk-bandi chal rahi hai...hum aa jaye aapki es tuk-bandi mei.n
saaki ka daman kab tak yoon hi pakdey rahogey,
kab tak saanso.n ko seene mei.n jakdey rahogey,
Manish chorr to saaki ko aur azaad kar do sannso.n ko,
yeh kushnseeb lamha hai, rooh ko ban parinda udney do....
just shayri hai munna....darasal mai.n aap dono ka naam apne sher mei.n likhna chah rahi thi.....!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

28th July 2007, 07:22 PM

kaise chod de saaki ka daman'SUNITA',
is dil-e-barbaad par ab bas usi ka raaj hai,
sannse ab kabhi azaad na ho payegi'MANISH',
rooh-e-zindagi ab saaki ki mohtaj hai.........
  
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
28th July 2007, 11:50 PM
didi welcome back, glad u r enjoyin this. well, help me........i cn only write sad shers.....  . nt fair.
here come another one;
daman choda, hasna choda aur chodi sharaab
bayan karun dard ko, likhu aishe koi kitaab
par lafzon mein itna dard nahi hai
kaise kahein...mar gaye ishq aur ho gaye barbaad
saaki ki baat mat karo
baatein karti hai humse....par aankh rakti hai jaam par
aur yehi soch-kar peeta hai "Manish"
aaj peele jee bar-kaar...teri jaan jaa sakti hai kissi jaam par....
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

30th July 2007, 09:47 PM

raat gumsum hai magar chand khamosh nahi,
kaise keh du 'MANISH' aaj fir hosh nahi,
aise dube teri yadon ki gehrai mai,
haath mai jaam hai magar peene ka hosh nahi............
  
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
31st July 2007, 11:10 PM
raat ke pass andheron k sivaye kuch b nahi
jaise en aankhon mein aansuon k siave kuch b nahi
de dete tumhe dil, par wo bi tutgaya
sivaye dhuaon k mere pass kuch b nahi
ek aur jaam peene ka jee chahta hai
peete shaam ho gayi....abb subah tak peene ka jee chahta hai
abb thak gaya hua main zindagi se
maut thak aaj peene ka jee chahta hai........
bahut khub lamha ji, bahut acha likha hai apne.
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

2nd August 2007, 06:17 PM

bahut khub MANISH............
aap ki aahat pehchante hai hum,
duniya ke gham-o ko bhi jante hai hum,
aap ki bewafai ke hi sahare ,
aaj bhi has-kar jeena jante hai hum,
ishk ka jaha bhi naam hota hai,
tadapna sisakna waha aam hota hai,
badnaseebo ko kabhi ishk ho nahi sakta,
ye to khushnaseebo ka kaam hota hai................
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
|
5th August 2007, 02:17 AM
wow lamha, really good, bt plz remember to mention shraab or anything related to it k. i hope u didnt upset u. apologies in advance.
tum mujhe aaj pilado sakhi
ek jaam nahi, purra maikhana pila do sakhi
mat pucho tum humare dard k barre mein
aansuon ko jaam mein ghulakar pila do sakhi
aaj mujhe nashe mein mast kar do
phir se dhadke dil, aise harkat kar do
pilaoge tum mujhe meri akkri saans tak
bass tum aisha koi vaada kar do.....
bass yhe vaada kar do....
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Guest
|
6th August 2007, 08:31 PM
Nisha aur Aesh ki duniya basaa ker peeta hoon
Kisi ko apnay samnay bethaa ker peeta hoon
Bharosa itnaa hai rehmat-e haq per kashif
Khyaal-e- atish-e- dozakh bhula kay peeta hoon!
Syed Kashif Shah
Al Jubail
Saudi Arabia
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

6th August 2007, 09:42 PM
Quote:
Originally Posted by kashifshah
Nisha aur Aesh ki duniya basaa ker peeta hoon
Kisi ko apnay samnay bethaa ker peeta hoon
Bharosa itnaa hai rehmat-e haq per kashif
Khyaal-e- atish-e- dozakh bhula kay peeta hoon!
Syed Kashif Shah
Al Jubail
Saudi Arabia
|
mat pee sharaab "LAMHA"masjid mein baith kar,
ek hi botal hai, kahin KHUDA na maang le.............
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
8th August 2007, 04:10 PM
aaj ji bhar ke pee jaye yeh irada hai,
kisi be-wafa ko yaad karne ka wada hai,
aaj likhu kuch bewafa par ja sharab par,
aaj dard es dil meiN kuch jayada hai...........
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

8th August 2007, 08:20 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
aaj ji bhar ke pee jaye yeh irada hai,
kisi be-wafa ko yaad karne ka wada hai,
aaj likhu kuch bewafa par ja sharab par,
aaj dard es dil meiN kuch jayada hai...........
|
hey.......SUNITA JI,
bahut ache............
aap to aa gayi par humare dost MANISH kaha gayab ho gaye hai
aaj kal kuch likhate nahi hai woh...........manish, come back................waiting 4 ur reply..
sham hote hi ye dil udaas hota hai,
toote khawabo ke siwa kuch na pass hota hai,
tumhari yaad us waqt bahut aati hai,
maykhana jab koi aas-pass hota hai..............
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
9th August 2007, 03:17 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA

ha ha ha  
manish dekha, lamha ko aapki yaad tab aati hai jab koi maikhana aas-paas hota hai....kaya samjay....
lamha - lamha sharaab peeti hoon,
teri yaddoN ke saath jeeti hoon,
nahi bhool pati tujhe ek bhi pal,
har lamha maiN bhi yaad aati hoon?
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 21
|
9th August 2007, 03:26 PM
Bahut hi khoob hai yeh Sunita G
"Jiye to bahut hain ham logo ki khaatir
ab tere liye jeene ko jee chahta hai,
yun to piye hai hamne maikhaane kai,
par ab teri aankhon se peene ko jee chahta hai"
Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
|
9th August 2007, 03:40 PM
Quote:
Originally Posted by jasdeephere
Bahut hi khoob hai yeh Sunita G
"Jiye to bahut hain ham logo ki khaatir
ab tere liye jeene ko jee chahta hai,
yun to piye hai hamne maikhaane kai,
par ab teri aankhon se peene ko jee chahta hai"
|
"aa meri anjumaN meiN tujhe hontoN se jaam pilauN,
tu kho jaye meri baahoN meiN aur maiN jahaN ko bhool jauN" 
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 21
|
9th August 2007, 04:19 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"aa meri anjumaN meiN tujhe hontoN se jaam pilauN,
tu kho jaye meri baahoN meiN aur maiN jahaN ko bhool jauN" 
|
jaam honton ke peene ki hamein aadat nahi
kisi ki baahon mein jaane ki izaazat nahi
ham to bhula dena chahte hai khud ko kisi ke liye
par unhe khud ko bhool jaane se fursat nahi
Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

9th August 2007, 07:03 PM
Quote:
Originally Posted by jasdeephere
jaam honton ke peene ki hamein aadat nahi
kisi ki baahon mein jaane ki izaazat nahi
ham to bhula dena chahte hai khud ko kisi ke liye
par unhe khud ko bhool jaane se fursat nahi
|
AAP KE SHER KA JAWAAB DENA CHAHUNGI............GAUR FARMAYE................
ek khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum,
kisi se kuch keh bhi na sake itne majboor huye hum,
na aayi unhe nibhaani pyaar mai wafaa,
aur zamane ki nazar mai bewafaa ke naam se mashhur huye hum...............

|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 21
|
10th August 2007, 08:49 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
AAP KE SHER KA JAWAAB DENA CHAHUNGI............GAUR FARMAYE................
ek khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum,
kisi se kuch keh bhi na sake itne majboor huye hum,
na aayi unhe nibhaani pyaar mai wafaa,
aur zamane ki nazar mai bewafaa ke naam se mashhur huye hum...............

|
Lamha ji yeh aapke sher ka jawaab...............
Khushiyan mohaabat mein kaha milti hai,
Mohabbat ka to gham hi anjaam hota hai,
Naam-e-Bewafa se mashoor ho jana,
Mohabbat ka sabse bada inaam hota hai.........
Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

11th August 2007, 12:03 AM
Quote:
Originally Posted by jasdeephere
Lamha ji yeh aapke sher ka jawaab...............
Khushiyan mohaabat mein kaha milti hai,
Mohabbat ka to gham hi anjaam hota hai,
Naam-e-Bewafa se mashoor ho jana,
Mohabbat ka sabse bada inaam hota hai.........
|
kya jawaab diya hai apne..................aap ka jawaab nahi............
unse roz milne ko jee chahta hai,
kuch sunne sunane ko jee chahta hai,
tha kisi ke manane ka andaaz aisa,
ke aaj fir ruth jane ko jee chahta hai..............
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |