Shayri.com
>
Shayri
>
Shayri-e-Sharaab
Sharaab ki mehak............
User Name
Remember Me?
Password
Thread Tools
Rate Thread
Display Modes
Sharaab ki mehak............
(#
1
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 38
Sharaab ki mehak............ -
23rd February 2015, 03:01 PM
Kehte hain sharaab ki baate ladkiyon ke mooh se aachi nahi lagti aur ye cheez hai bhi khaana kharaab.
Pehli baar ispar kuch likhne ki koshish ki hai..
Sharaab ki mehak semaikhane mein suroor aa gaya
Aur unke aane se bazm mein noor aa gaya
aisi nigaah se dekhaa qatil ne humein
ke mast nigaahon se khud par guroor aa gaya.
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
(#
2
)
Madhu 14
Moderator
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power
: 28
23rd February 2015, 03:59 PM
aisi nigaah se dekhaa qatil ne humein
ke mast nigaahon se khud par guroor aa gaya.
Bahut khoob sarika jee...
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
Madhu 14
View Public Profile
Find More Posts by Madhu 14
(#
3
)
prarthana
Registered User
Offline
Posts: 11
Join Date: Mar 2015
Location: new delhi
Rep Power
: 0
5th March 2015, 11:05 AM
nigah milayi usne to jukai humne bhi nahi..
pyaar ho gaya bas dill kabhi lagaya nahi..
prarthana
View Public Profile
Find More Posts by prarthana
(#
4
)
bhushan
Registered User
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power
: 12
20th March 2015, 07:38 PM
Bohot khoob Sarika ji
Likhte rahiye
Duao ke sath
Bhushan
Bhushan Joshi
bhushan
View Public Profile
Find More Posts by bhushan
(#
5
)
aru
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,794
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power
: 49
22nd March 2015, 09:13 AM
Waah sarika jee.....aapne to sharaab pe likha aur accha bhi laga...dekha itni bhi buri cheez nahin hai sharaab....
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
aru
View Public Profile
Find More Posts by aru
(#
6
)
Qasid
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power
: 45
4th April 2015, 11:44 PM
Quote:
Originally Posted by
masti
Kehte hain sharaab ki baate ladkiyon ke mooh se aachi nahi lagti aur ye cheez hai bhi khaana kharaab.
Pehli baar ispar kuch likhne ki koshish ki hai..
Sharaab ki mehak semaikhane mein suroor aa gaya
Aur unke aane se bazm mein noor aa gaya
aisi nigaah se dekhaa qatil ne humein
ke mast nigaahon se khud par guroor aa gaya.
Wah yeh to meri nazar se chook gayi thi par sach mein mast nighaahon mein suroor aa gaya
Bahut khoob
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
Qasid
View Public Profile
Find More Posts by Qasid
(#
7
)
sunita thakur
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power
: 63
20th April 2015, 04:44 PM
oye hoye kya kehna MAST nigaahoN ka...MASTI chaa gye bazm meiN Bhabhi jaan
yoon hi MASTI meiN joomte rho aur MAST paimaane chalkaate rho
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
sunita thakur
View Public Profile
Visit sunita thakur's homepage!
Find More Posts by sunita thakur
(#
8
)
aadeil
Registered User
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power
: 21
23rd April 2015, 12:18 PM
Quote:
Originally Posted by
masti
Kehte hain sharaab ki baate ladkiyon ke mooh se aachi nahi lagti aur ye cheez hai bhi khaana kharaab.
Pehli baar ispar kuch likhne ki koshish ki hai..
Sharaab ki mehak semaikhane mein suroor aa gaya
Aur unke aane se bazm mein noor aa gaya
aisi nigaah se dekhaa qatil ne humein
ke mast nigaahon se khud par guroor aa gaya.
waaah waah Sarikaji,
behad khubsurat ashaar haiN...
dheroN daad hamaari jaanib se
ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता
aadeil
View Public Profile
Find More Posts by aadeil
(#
9
)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power
: 59
23rd April 2015, 03:15 PM
Bahot khoob
daad
Aapka
Dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
Dhaval
View Public Profile
Visit Dhaval's homepage!
Find More Posts by Dhaval
(#
10
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 38
14th May 2015, 09:55 AM
Quote:
Originally Posted by
Madhu 14
aisi nigaah se dekhaa qatil ne humein
ke mast nigaahon se khud par guroor aa gaya.
Bahut khoob sarika jee...
Maafi chahungi late reply ke liye. Darasal main likhne ke baad iss section mein aai hi nahi.
Maikhane mein Ana zaraa Kami hota hai.
Bohut shukriya pasandagi ke liye.
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
(#
11
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 38
14th May 2015, 09:57 AM
Quote:
Originally Posted by
prarthana
nigah milayi usne to jukai humne bhi nahi..
pyaar ho gaya bas dill kabhi lagaya nahi..
Wah wah! Bohut ache....
Likhti rahen.
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
(#
12
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 38
14th May 2015, 09:58 AM
Quote:
Originally Posted by
bhushan
Bohot khoob Sarika ji
Likhte rahiye
Duao ke sath
Bhushan
Shukriya bhushan ji............
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
(#
13
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 38
14th May 2015, 10:02 AM
Quote:
Originally Posted by
aru
Waah sarika jee.....aapne to sharaab pe likha aur accha bhi laga...dekha itni bhi buri cheez nahin hai sharaab....
Shukriya aru ji
Sharaab Kahan buri hai, sharabi bure hain
Woh ungli thamaati hai ye hath pakadte hain....
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
(#
14
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 38
14th May 2015, 10:04 AM
Quote:
Originally Posted by
mast
Wah yeh to meri nazar se chook gayi thi par sach mein mast nighaahon mein suroor aa gaya
Bahut khoob
Shukriya......mast sahab apki Nazarein inayat to hui.
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
(#
15
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 38
14th May 2015, 10:09 AM
Quote:
Originally Posted by
sunita virender
oye hoye kya kehna MAST nigaahoN ka...MASTI chaa gye bazm meiN Bhabhi jaan
yoon hi MASTI meiN joomte rho aur MAST paimaane chalkaate rho
Shukriya didi.
Aap aa jaati hain to waise hi mehfil mein chaar chand lag jaate hain.
Aati rahiye.. Acha lagta hai.
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
(#
16
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 38
14th May 2015, 10:13 AM
Quote:
Originally Posted by
aadeil
waaah waah Sarikaji,
behad khubsurat ashaar haiN...
dheroN daad hamaari jaanib se
Shukriya aadeil ji.......
Apko dekh kar Bohut khushi hui.
Yunhi aate rahen.
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
(#
17
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 38
14th May 2015, 10:15 AM
Quote:
Originally Posted by
Dhaval
Bahot khoob
daad
Aapka
Dhaval
Shukriya dhaval ji................
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
«
Previous Thread
|
Next Thread
»
Thread Tools
Show Printable Version
Email this Page
Display Modes
Rate This Thread
Linear Mode
Switch to Hybrid Mode
Switch to Threaded Mode
Rate This Thread
:
5 : Excellent
4 : Good
3 : Average
2 : Bad
1 : Terrible
Posting Rules
You
may not
post new threads
You
may not
post replies
You
may not
post attachments
You
may not
edit your posts
BB code
is
On
Smilies
are
On
[IMG]
code is
Off
HTML code is
Off
Forum Rules
Forum Jump
User Control Panel
Private Messages
Subscriptions
Who's Online
Search Forums
Forums Home
Shayri
Shayri-e-Ishq
Shayri-e-Dard
Gauhar-e-shayri.com
Shayri-e-Sharaab
Shayri-e-Mashahoor Shayar
Aapki Shayri
Anjuman-e-Shayri
Shayri Ki Paathshaala
Humourous Shayri
Ghazal Section
Darpan
Announcements
Site Announcements
Lyrics
Hindi/Urdu Lyrics
Sahir Ludhianvi
Majrooh Sultanpuri
English Lyrics
English/Hindi/Other Languages Poetry
English Poetry
Hindi Kavitayen
Gujarati Poetry
Punjabi Poetry
SMS Shayri
Doston Ki SMS Shayri
Pyaar Bhari SMS Shayri
Mazaakiya SMS Shayri
Doha Section
Delightful Dohas
Kabir ke Dohe
Devotional Songs
Stories/Quotes/Anecdotes
General Stories
Inspiring Stories
Informative Stories
Quotable Quotes
Dictionaries
Urdu Dictionary
Personal Messages
Feedback and Suggestions
Introduction Forum
Celebrations
Chit-Chat & General Discussion Forum
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by:
vBStyles.com
Contact Us
-
www.shayri.com
-
Archive
-
Top