Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Darpan

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Film: :- Majboor (1974)
Old
  (#1)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Film: :- Majboor (1974) - 4th September 2015, 04:45 PM

Kabhi sochta hoon, Ki mein kuch kahon
Kabhi sochta hoon, Ki main chup rahon

Aadmi jo kehta hain
Aadmi jo sunta hain
Zindagi bhar woh sadaye
Peecha karti hain

Aadmi jo kehta hain
Aadmi jo sunta hain
Zindagi bhar woh sadaye
Peecha karti hain

Aadmi jo deta hain
Aadmi jo leta hain
Zindagi bhar woh dooayen
Peecha karti hain

Koi bhi ho har khwab to saccha nahi hota
Koi bhi ho har khwab to saccha nahi hota
Bohot jyaada pyar bhi accha nahin hota
Kabhi daman chudana hon to mushkil hin

Pyar ke rishte tute to
Pray ke raste chute to
Raaste mein fir wafayen
Peecha karti hain

Aadmi jo kehta hain
Aadmi jo sunta hain
Zindagi bhar woh sadaye
Peecha karti hain

Kabhi kabhi mann dhoop ke karan tarasta hain
Kabhi kabhi mann dhoop ke karan tarasta hain
Kabhi kabhi fir zhoom sawaan barasta hain
Palak zapate yaha mausam badal jaye

Pyas kabhi miti nahin
Ek boondh bhi milti nahin
Aur kabhi rimzim ghataye
Peecha karti hain

Aadmi jo kehta hain
Aadmi jo sunta hain
Zindagi bhar woh sadaye
Peecha karti hain

Aadmi jo deta hain
Aadmi jo leta hain
Zindagi bhar woh dooayen
Peecha karti hain


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
9th September 2015, 11:47 AM

ek aur khoobsoorat nagma...bahut umda sahring......shukriya di...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com