Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
vahii phir mujhe yaad aane lage hain ..
Old
  (#1)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
vahii phir mujhe yaad aane lage hain .. - 26th July 2003, 08:50 PM

vahii phir mujhe yaad aane lage hain
jinhen bhulaane mein zamaane lage hain

unki aankhon ke gehre bhawar mein
hum dil ka safina dubane lage hai

aaine mein darpan ubharta hai unka
ashqon mein bhi wo jhilmilane lage hai

diye the jo phool humne unko kabhi
meri saanson ko wo mehkane lage hai

ye kahanaa thaa un se muhabbat hai mujh ko
ye kahane mein mujh ko zamaane lage haiin

bandagi karne se bhi Khuda nahin milta "Kureel"
muhabbat mein hosh ab Thikaane lage hain

-Manoj Kureel
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Hafeez
Registered User
Hafeez will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 77
Join Date: Jun 2003
Location: Dubai
Rep Power: 21
27th July 2003, 10:23 AM

Monaj sahab,
bohot hi umda kalaam hai ye agar mein galat nahin hoon to ye shayr khumar barabankvi ka to nahin.
lekin ye aap ka andaaz theek laga ke kuch ashayer kisi shayer ke aur phir kuch apne aur ye nazm.. bohot achche Manoj sahab.


Hafeez


To love is to receive a glimpse of heaven
Paradise is always where love dwells
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
rajawara
bas yun hi
rajawara is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 44
Join Date: Jul 2003
Location: india ,,,hoogly kinare ,,,
Rep Power: 0
Talking 28th July 2003, 12:24 AM

bandagi karne se bhi Khuda nahin milta "Kureel"
muhabbat mein hosh ab Thikaane lage hain

chalo ab hosh aaya thik hein,,,but dubara mohabbat mein pad gaye ,,,,,to kisi aur shayar ki aatma royegi,,,,jaise un janab ki jinki aapne ,,,,,,samjh gaye to,,,,,,,,,,,


sunha hein humein wo bhulane lagein hein,,,,,,
to kya hum unhein yaad aane lagein hein,,,,,,,

god knows inka koi bharosa nahin,,,,,,
yeh to wehi jane wo kinhein yaad karke
kinhein bhulate hein,,,,,,


keep smiling....and the world will smile with u
  Send a message via Yahoo to rajawara  
Reply With Quote
Galat baat hai Manjo ji
Old
  (#4)
Love me not
Registered User
Love me not is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 26
Join Date: Apr 2003
Location: At Work
Rep Power: 0
Galat baat hai Manjo ji - 28th July 2003, 12:26 AM

Hello Manoj ji ,

ye kalam humane bhi pahale pada hai, aur aap ka dusare kalam
ilzam bhi aap ka apna likha hua nahi hai, ye to bahoot galat baat hai ki aap kisi aur ke likhe kalam aap apne naam se post kare

umeed hai aap aisa phir nahi karange .....

I request an explanation from you on behalf of shayir.com for this

Love Me Not





"A lie that heals is better than the truth that hurts."
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
rajawara
bas yun hi
rajawara is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 44
Join Date: Jul 2003
Location: india ,,,hoogly kinare ,,,
Rep Power: 0
28th July 2003, 12:38 AM

bandagi karne se bhi Khuda nahin milta "Kureel"
muhabbat mein hosh ab Thikaane lage hain

chalo ab hosh jab thikane aa hi gaye,,,,
dubara mohabbat mein na pad jana,,,warna aur kisi shayar ki
aatma royegi,,,,
,,,samajh gaye kuch,,,

suna hein humein wo bhulane lagein hein,,,,
to kya hum unhein yaad aane lage,,,,,,


keep smiling....and the world will smile with u
  Send a message via Yahoo to rajawara  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Wo mujhe phir yaad aane lage hai TariqAhmadAzmi Shayri-e-Dard 12 26th May 2009 08:25 PM
Mujhe aksar yaad aane lage hai...!!!!! Irfan Hakeem Ghazal Section 1 27th July 2006 02:59 PM
mujhe phir wahi yaad ane lage hain mausam Ghazal Section 8 30th September 2004 12:28 PM
phir vahii maa.Nge hue lamhe, phir vahii jaam-e-sharaab Neha Haroon Shayri-e-Sharaab 0 30th April 2003 02:15 PM
{"vahii phir mujhe yaad aane lage hai.n"}, dilkayarma Anjuman-e-Shayri 2 21st September 2001 02:52 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com