Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
sikke puraane
Old
  (#1)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
sikke puraane - 23rd January 2011, 07:46 PM

dosto ko aadaab/salaam/ssa

is section ka silsila badaate huye meri ek koshish pesh kar raha hu...
aaj hi likhi hai
dosto se guzarish hai ki ise durust karne me meri help kijiye.
all suggestions and corrections are welcome.

--------------------------------------------------
kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

bhatakte rahe raah me apne dil ki
diya saath dilne na jaane kaha tak

jaha hum khaDe the wahi tak thi manzil
game ishq jaate sunane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak

uTho zidd na cheDo ye baate purani
chalaa.ooge sikke puraane kaha tak

Last edited by zidd; 23rd January 2011 at 07:50 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
25th January 2011, 02:36 PM

Wah wah mere bhai Bohat khoob Ghazal ke 3 shero me se yeh tay karna mushkil ho gaya hai ke sabse kamaal ka sher kaunsa hai..............waise to poori Ghazal ghazab dhaa rahi hai mere bhai.

Rep++++

kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak

uTho zidd na cheDo ye baate purani
chalaa.ooge sikke puraane kaha tak







Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
25th January 2011, 05:25 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko aadaab/salaam/ssa

is section ka silsila badaate huye meri ek koshish pesh kar raha hu...
aaj hi likhi hai
dosto se guzarish hai ki ise durust karne me meri help kijiye.
all suggestions and corrections are welcome.

--------------------------------------------------
kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

bhatakte rahe raah me apne dil ki
diya saath dilne na jaane kaha tak

jaha hum khaDe the wahi tak thi manzil
game ishq jaate sunane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak

uTho zidd na cheDo ye baate purani
chalaa.ooge sikke puraane kaha tak

Zidd Ji...!

Aaap Ki Ye Ghazal Hr Taraf Se Mukammal Or Khubsurat Hai.....
Aap Ki Soch Ki Wussat Or Alfaz Ko Piranay Ka Fun Ja-baja Nazar Aaya Hai Is Nazar Me........

Is Shandaar Takhleeq Pr Me To Tah-e-Dil Se Aap Ko Daad Pesh Krta Hun.......... Qabool Farmayen

Yunhi Likhtay Rahen Or Aatay Rahen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
25th January 2011, 07:12 PM

YuuN toh saari ghazal ka lafz lafz taareef ke qaabil hai .. har ashaar aap se aise adaa huaa hai jaise kisi murtikaar ne khoobsurat muzasmaa shaahakar kar diya ho .. sachaai toh yeh hai Zidd Bhaai ! jo mujhe nazar aai ... yun toh tajmahal banne ke baad bhi logo ne nuqtaachiinii ki hogi ... ! magar jo kharaa woh kabhi nahi badaltaa ... !

iss sab ke baawjood nayi zubaan kehtaa .. tazaa tareen khayaal ... maqtaa ... mujhe behad pasand aayaa ...


uTho zidd na cheDo ye baate purani
chalaa.ooge sikke puraane kaha tak


aakhir kehna hi padhega ... humari dil se daad le hi li jiye ... ! iss behtar kalaam ko janam dene ki khushi meN ...!

abhi toh bahut kuch aap kehne aur likhne waale hai ... intezaar ke saath khadhe hai ... aate rahen likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 25th January 2011 at 07:15 PM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
26th January 2011, 02:19 PM

--------------------------------------------------
kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak
---------------------------------------------------------

Bahut khoooooooooob....

Waise Mr Khanna naraaz hai par chalta hai,
aise bahut log naraaz hote hai mujhse
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
30th January 2011, 05:03 PM

kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

bhatakte rahe raah me apne dil ki
diya saath dilne na jaane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak

Ji .. nice one ......................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
19th February 2011, 07:37 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Wah wah mere bhai Bohat khoob Ghazal ke 3 shero me se yeh tay karna mushkil ho gaya hai ke sabse kamaal ka sher kaunsa hai..............waise to poori Ghazal ghazab dhaa rahi hai mere bhai.

Rep++++

kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak


uTho zidd na cheDo ye baate purani
chalaa.ooge sikke puraane kaha tak





thanks bhai....for the appreciation.
it means a ton.


waise koi to galti kahi huii hi hogi....vo batate to double thanks kahta

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
19th February 2011, 07:39 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Zidd Ji...!

Aaap Ki Ye Ghazal Hr Taraf Se Mukammal Or Khubsurat Hai.....
Aap Ki Soch Ki Wussat Or Alfaz Ko Piranay Ka Fun Ja-baja Nazar Aaya Hai Is Nazar Me........

Is Shandaar Takhleeq Pr Me To Tah-e-Dil Se Aap Ko Daad Pesh Krta Hun.......... Qabool Farmayen

Yunhi Likhtay Rahen Or Aatay Rahen
aapki daad sar ankho par shakil bhai....
yu hi hausla badaate rahiye,,,,

apka teh e dil se shukriya

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
19th February 2011, 07:43 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
YuuN toh saari ghazal ka lafz lafz taareef ke qaabil hai .. har ashaar aap se aise adaa huaa hai jaise kisi murtikaar ne khoobsurat muzasmaa shaahakar kar diya ho .. sachaai toh yeh hai Zidd Bhaai ! jo mujhe nazar aai ... yun toh tajmahal banne ke baad bhi logo ne nuqtaachiinii ki hogi ... ! magar jo kharaa woh kabhi nahi badaltaa ... !

iss sab ke baawjood nayi zubaan kehtaa .. tazaa tareen khayaal ... maqtaa ... mujhe behad pasand aayaa ...


uTho zidd na cheDo ye baate purani
chalaa.ooge sikke puraane kaha tak


aakhir kehna hi padhega ... humari dil se daad le hi li jiye ... ! iss behtar kalaam ko janam dene ki khushi meN ...!

abhi toh bahut kuch aap kehne aur likhne waale hai ... intezaar ke saath khadhe hai ... aate rahen likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !
nareshji namaste...
apka izzat afzai ka apna ek alag dhang hai,rang hai....zara darr bhi lagta hai ki agee apko nirash na karu....

hausla afzaii ka bahut shukriya
your appreciation means a lot.
and my respect and affection

refards
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
19th February 2011, 07:56 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
--------------------------------------------------
kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak
---------------------------------------------------------

Bahut khoooooooooob....

Waise Mr Khanna naraaz hai par chalta hai,
aise bahut log naraaz hote hai mujhse
naaraaz nahi hu mr. tiger
kyu galatfahmi paalte ho?
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
19th February 2011, 07:57 PM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

bhatakte rahe raah me apne dil ki
diya saath dilne na jaane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak

Ji .. nice one ......................
thanks radhika ji....

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
20th February 2011, 11:31 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
thanks bhai....for the appreciation.
it means a ton.


waise koi to galti kahi huii hi hogi....vo batate to double thanks kahta

regards
Hahahahah woh kya hai na Galti batane ka Tender main haar gaya hu aajkal woh kahi aur hai aur mujhse kahi zyda kabil logho ke pass hai.......isiliye agla tender milne tak jiske milne ki na ummeed hai na talab, Islah ka kaam bandh hai.....


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#13)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
20th February 2011, 10:37 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko aadaab/salaam/ssa

is section ka silsila badaate huye meri ek koshish pesh kar raha hu...
aaj hi likhi hai
dosto se guzarish hai ki ise durust karne me meri help kijiye.
all suggestions and corrections are welcome.

--------------------------------------------------
kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

bhatakte rahe raah me apne dil ki
diya saath dilne na jaane kaha tak

jaha hum khaDe the wahi tak thi manzil
game ishq jaate sunane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak

uTho zidd na cheDo ye baate purani
chalaa.ooge sikke puraane kaha tak
Zidd Saheb, Aadaab,

Ghazal pasnd aai, magar ik sawaal reh gaya..

]kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

bhatakte rahe raah me apne dil ki
diya saath dilne na jaane kaha tak

Kaafiya dohraaya kyuN gaya hai? Aap se siikha so puuch rahaa huuN. Be-adabi ki muafi chahta huuN.

Shab-ba-khair,
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
21st February 2011, 05:25 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Zidd Saheb, Aadaab,

Ghazal pasnd aai, magar ik sawaal reh gaya..

]kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

bhatakte rahe raah me apne dil ki
diya saath dilne na jaane kaha tak

Kaafiya dohraaya kyuN gaya hai? Aap se siikha so puuch rahaa huuN. Be-adabi ki muafi chahta huuN.

Shab-ba-khair,
Naadaan
Sawaal se pehle sawaal yeh hai ke kya Qafiya dohraya jana najayez hai..........aur jawab shayed yeh hai ke bilkool najayez nahi hai.....

aa ke patthar to mere sahan me.n do-chaar gire
jitane us pe.D ke phal the pas-e-diivaar gire

[sahan = courtyard; pas-e-diivaar = other side of the wall]

aisii dahashat thii fazaao.n me.n khule paanii kii
aa.Nkh jhapakii bhii nahii.n haath se patavaar gire

mujhe giranaa hai to mai.n apane hii qadamo.n me.n giruu.N
jis tarah saayaa-e-diivaar pe diivaar gire

[saayaa-e-diivaar = wall's shadow]

tiiragii chho.D gaye din me.n ujaale ke Khutuut
ye sitaare mere ghar TuuT ke bekaar gire

[tiiragii = darkness; Khutuut = letters]

dekh kar apane dar-o-baam laraz uThataa huu.N
mere ham_saaye me.n jab bhii ko_ii diivaar gire

[dar-o-baam = walls and roofs; laraz = tremble]
[ham_saaye = neighbourhood]

vaqt kii Dor Khudaa jaane kahaa.N se TuuTe
kis gha.Dii sar pe ye laTakii hu_ii talvaar gire

[Dor = string]

ham se Takaraa ga_ii Khud ba.Dh ke andhere kii chaTTaan
ham sambhal_kar jo bahut chalate the naachaar gire

haath aayaa nahii.n kuchh raat kii dal_dal ke sivaa
haaye kis mo.D pe Khvaabo.n ke parastaar gire

kyaa kahuu.N diidaa-e-tar ye to meraa cheharaa hai
sang kaT jaate hai.n baarish kii jahaa.N dhaar gire

[diidaa-e-tar = tear filled eyes; sang = stone]

dekhate kyo.n ho 'Shakeb' itanii bulandii kii taraf
na uThaayaa karo sar ko ki ye dastaar gire

[bulandii = height; dastaar = turban]

Shakeb Jalali


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#15)
purvesh shah
Registered User
purvesh shah is a jewel in the roughpurvesh shah is a jewel in the roughpurvesh shah is a jewel in the rough
 
purvesh shah's Avatar
 
Offline
Posts: 39
Join Date: Nov 2010
Location: Mumbai
Rep Power: 0
6th March 2011, 02:36 PM

Very Nice gazal ; wish you all the best for bright future
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kajal123
Registered User
kajal123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 34
Join Date: Feb 2011
Rep Power: 0
7th March 2011, 12:38 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko aadaab/salaam/ssa

is section ka silsila badaate huye meri ek koshish pesh kar raha hu...
aaj hi likhi hai
dosto se guzarish hai ki ise durust karne me meri help kijiye.
all suggestions and corrections are welcome.

--------------------------------------------------
kadam dagmagaye najaane kaha tak
khuda jaane jaayen fasaane kaha tak

bhatakte rahe raah me apne dil ki
diya saath dilne na jaane kaha tak

jaha hum khaDe the wahi tak thi manzil
game ishq jaate sunane kaha tak

divane huye hai sabhi hosh wale
sambhalte phir akhir divane kaha tak

uTho zidd na cheDo ye baate purani
chalaa.ooge sikke puraane kaha tak
Hi friends,,,Kajal here,thanks for nice feeling....keep it up....
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com