Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Desire Of Rumi
Old
  (#1)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
Love Desire Of Rumi - 30th December 2002, 12:38 PM

janabe aala,

main pehli baar is bazm maen pesh hua hoon aur

bahut himmat karke aaj main ye ghazal pesh kar raha hoon.

jo main ne bahut pehle hi leekhi thee.

ya phir kah leejia ke yeh meri pehli ghazal hai.

jo main dil kee gharaioon se likhi hai.

aaj meri ye khawahis hai log is par zara gaur karen aur mujhe

tanqeed-o-hausla-afzai se nawazen.



mahfilon maen bhi ab mujhe wo yaad aate hain rumi.

khayalon se bhi hum jinke abb darte hain rumi.

wo, jo haste the to moti baraste the jaise .

main unki saadgi ka qayal ho gaya rumi .

wo shola badan, wo sharabi nain thi mastani.

wo reshmi zulfen, wo shabnam see nazar rumi.

unko apna banana main chahta to tha lekin.

wo ho na sake kabhi mere apne rumi .

abb unki yadein hi tere paas baqaya hain.

eik maut hi lage hai abb tera sahara rumi




Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)

Last edited by rumi; 31st December 2002 at 04:33 PM..
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
30th December 2002, 01:05 PM

Aapne bhi kya style azmaa liya; agar maiN sahii huuN to rumi aap hi haiN? JahaaN tak mujhe yaad hai, aaj tak rumi lafz nahiiN suna, sirf naam suna hai.
Gar aapne yeh likha ho, to likhte rahiye

Waise sabse zada mujhe yeh sher pasand aaya --

wo shola badan, wo sharabi nain thi mastani.

wo reshmi zulfen, wo shabnam see nazar rumi.



Chalta huun,
Aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Re: Bohot khub
Old
  (#3)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
Re: Bohot khub - 30th December 2002, 05:14 PM

Quote:
Originally posted by sanjoo
Hi..Rumi...
gr8 feelin bohot khub likha hai....ur frns Sanjj


aapko janne ki tamanna jagi hai dil maen.
sukriya aapka hoga ,taskin hogi dil maen.
janab aapka sukriya,

zarranawazi ka behad sukriya.

aap ne is qabil samjha ye meri khushkismati hai.

warna main hoon hi kis qabil.

aapki madad ka talabgar.

aapka

rumi


Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
Old
  (#4)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
30th December 2002, 05:25 PM

Quote:
Originally posted by Sharaabi
Aapne bhi kya style azmaa liya; agar maiN sahii huuN to rumi aap hi haiN? JahaaN tak mujhe yaad hai, aaj tak rumi lafz nahiiN suna, sirf naam suna hai.
Gar aapne yeh likha ho, to likhte rahiye

Waise sabse zada mujhe yeh sher pasand aaya --

wo shola badan, wo sharabi nain thi mastani.

wo reshmi zulfen, wo shabnam see nazar rumi.



Chalta huun,
Aman

janab sharabi sahab,

aapne iss qabil samjha main iske lia aapka sukrguzar hoon.

aap iss khaqsar ko jo izzat bakhshi hai isse meri kafi hausla-afzai hui hai.

aap ke mashwaron ka hamesha se talabgar hoon.

aapka apna

rumi


Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
Old
  (#5)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
30th December 2002, 05:33 PM

Quote:
Originally posted by Sharaabi
Aapne bhi kya style azmaa liya; agar maiN sahii huuN to rumi aap hi haiN? JahaaN tak mujhe yaad hai, aaj tak rumi lafz nahiiN suna, sirf naam suna hai.
Gar aapne yeh likha ho, to likhte rahiye

Waise sabse zada mujhe yeh sher pasand aaya --

wo shola badan, wo sharabi nain thi mastani.

wo reshmi zulfen, wo shabnam see nazar rumi.



Chalta huun,
Aman

janab sharabi sahab,

iss izzat-afzai ke lia main aapka sukr-guzar hoon.

aap mujh par hamesha aise hi nazre inayat karte rahenge to meri himmat-afzai hogi.

aapke madad ka hamesha se talabgar.

aapka apna
rumi


Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~~True desire....Ye kya maang baithe~~ dr.raj Shayri-e-Dard 2 10th August 2009 05:30 AM
Tadap (A husband's desire) Ek Ehsaas Shayri-e-Ishq 18 6th April 2009 02:20 PM
Kiss Of Desire Ayaan English Poetry 2 3rd August 2005 04:36 PM
Desire kevin English Poetry 6 16th February 2005 10:51 PM
I Desire piyush_singh English Poetry 0 21st April 2003 10:16 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com