Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
karawa guzar gaye
Old
  (#1)
hara ashiq
broken heart
hara ashiq is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 0
karawa guzar gaye - 24th October 2002, 11:34 AM

hello friend

read this

meri mehboba ki tareef main
************************************************** **
kya shabab tha ki phool phool pyar kar utha
kya roop tha ki aaina bhi sihar utha
is taraf zameen or udhar asaman utha
tham kar zigar utah jo nazar mila utha
ek din magar yaha
aise kuch hawa chali
lut gayi kali kali or ghut gayi gali gali
or hum lute lute se
waqat se pite pite se
saas ki sharab ka khumar dekte rahe
karawa guzar gaya gubar dekhte rahe
**********************************


tell me that how did u find this
   
Reply With Quote
O MA GOD
Old
  (#2)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
O MA GOD - 24th October 2002, 09:00 PM

O MY GOD HEY YAAR u hae written this one...it has touched my hrt..

hum bhi jaantey they kisiko jo hua aisey karte they
jab vvo hastey they phul bhi khila karte they,
aaj vo bhi nahi aur phool bhi nahi khiltey,
kyu ki aaj se vo aur hum aur nahi mila kartey

Priya>>


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
gr8
Old
  (#3)
Nitin
Registered User
Nitin is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 88
Join Date: Sep 2002
Location: coimbatore, india
Rep Power: 22
Thumbs up gr8 - 24th October 2002, 09:21 PM

hi mr.ashiq
it's gr8 yaar!!!!!


justnitin










 Send a message via ICQ to Nitin Send a message via Yahoo to Nitin Send a message via AIM to Nitin  
Reply With Quote
Old
  (#4)
chandsi
Registered User
chandsi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,192
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 21
6th October 2005, 06:15 PM

meri mehboba ki tareef main
**************************************************
**
kya shabab tha ki phool phool pyar kar utha
kya roop tha ki aaina bhi sihar utha
is taraf zameen or udhar asaman utha
tham kar zigar utah jo nazar mila utha
ek din magar yaha
aise kuch hawa chali
lut gayi kali kali or ghut gayi gali gali
or hum lute lute se
waqat se pite pite se
saas ki sharab ka khumar dekte rahe
karawa guzar gaya gubar dekhte rahe
**********************************



phool phool bhi usko pyaar kar utha
.............................aaina bhi sihar uthaa
.......................................aasaman bhi khil uthaa
...........................................zameen bhi mehak uthi
.................................................a apka zigar or nazar usko dekhte hin
.............................har kali ghutt gayi
...................................galiyaana bhi ghut gayi
.........................................par aap lute lute se huye
,,,,,,,,,,,,,,,,,,...................,,,,,,,,,,waq t pe pite pite se rahe
................................................sh araab ki khumaar dekhte rahe
.................................................. ...jisko dekhte dekhte hin
.................................................. ......kaarwaan gujar gaya.........


.ye dost hum sabke.............. itna humsabko na jaaalo ....................humsab bhi toh dekhain uss hasiin ka chehra.......................... jisko dekh kar aap bas dekhte hin reh gaye ....................




@




.
Bada hua to kya hua jaisay paid khajoor,
Panthi ko chhaya nahin, phal laagen ati door.

Nahaye dhoye kya bhala jo man ka mail na jaay
Meen sada jal mein rahe par tan ki baas na jaay

Akath Kahani Prem Ki, Kutch Kahi Na Jaye
Goonge Keri Sarkara, Baithe Muskae





.................................bye and tc ..................
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
6th October 2005, 06:53 PM

Bhadiya>>>>

Aur kya kaHuN ki hum waqai bebas haiN bohat ...

Bas dekhte hi reh jate hai ...

Aise hi likhte raho

Tumhara apna

Kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
6th October 2005, 07:08 PM

wah bahut hi ahcha likha aashiq sahab bas yunhi likhte rahiye aap,bas dil khush ho gaya aapki is rachna ko padh kar.bahut hi ahcha likha hai aapne.

aapka LUCKY



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Re: karawa guzar gaye
Old
  (#7)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: karawa guzar gaye - 7th October 2005, 09:54 AM

kya shabab tha ki phool phool pyar kar utha
kya roop tha ki aaina bhi sihar utha
is taraf zameen or udhar asaman utha
tham kar zigar utah jo nazar mila utha
ek din magar yaha
aise kuch hawa chali
lut gayi kali kali or ghut gayi gali gali
or hum lute lute se
waqat se pite pite se
saas ki sharab ka khumar dekte rahe
karawa guzar gaya gubar dekhte rahe

AASHIQ BHAI
BAHOOOT ACHI RACHNA PESH KI HAI AAPNE...magar aapne na jane kyun pooori nazm pesh nahin ki,,,,,,yeh nazm Gopaldas parsad "Neeraj" ki hai..film "nayi umar ki nayi fasal" mein Rafi saheb ka gaya yeh geet.." kaarwan gujar gaya gubaar dekhte rahe...".. se liya hai....yeh behad famous rachna hai neeraj saheb ki....agar aap poori nazm unke naam ke saaath pesh karte to aur bhi khushi hoti....
take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#8)
hara ashiq
broken heart
hara ashiq is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 0
7th April 2007, 07:43 PM

manoj bhai
sabase pehle to der se wab dene ke liye mafi chonga par saath main yeh bhi ba atana chanoga ki apne sahi kaha hai ki yeh neeraj saba ki nazam hai par maine sirf do panktiya hi unki nazam se le hai karwa guzar gaya gubar dekhte rahe baki maine apne shabdon ko is nazam main pesh kiya hai mafi chahta hooin ki main in do panktion ko unke naam se pesh karna bhul gaya. chote bhai ki galti samaz ke maaf kar dijyega

mafi ka talabgaar
ek hara hua ashiq
hara ashiq
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hum unke ghar kee gali se guzar gaye karndhar Shayri-e-Ishq 1 21st October 2008 05:09 PM
tere intezar ki had se guzar gaye.... ashiq awara, Shayri-e-Dard 1 8th May 2006 04:56 PM
jamaane guzar gaye karan q Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 7th August 2004 10:07 AM
hum guzar gaye shika Shayri-e-Dard 1 12th April 2004 09:35 AM
Bohat Din Guzar Gaye nomi Shayri-e-Ishq 3 10th March 2004 07:16 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com