Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"kya hua gar vo bewafa nikla"
Old
  (#1)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
"kya hua gar vo bewafa nikla" - 20th March 2009, 10:40 PM

DostoN yeh bas ek ehesaas hai jo main aap sabke saath share karna chahti huN......sayad aapko pasand aayegi.......


Bin aansooN ke mere
armaan ka jaNaza nikla
hazar tukde hua dil
ek katra khun Na nikla

Dulhansi sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per
Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla

log hairaN rah gaye the
meri is adaa ko dekh kar
itNa sitam seh kar bhi
kaise yeh ziNdaa nikla

kyoN sikayat karoon uNki
kii vo wafa ka Qatil hai
pyar to sirf pyar hai Diya
kya hua gar vo bewafa nikla



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya

Last edited by Diya_Jale; 20th March 2009 at 10:50 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 21st March 2009, 09:36 AM

Aadaab Diya ji..................Diya ji bahut khoob raha aapka yeh kalaam aap to din dugni raat chougni tarakki kar rahi hai is umda kalaam par meri daad kubool ho


Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
DostoN yeh bas ek ehesaas hai jo main aap sabke saath share karna chahti huN......sayad aapko pasand aayegi.......


Bin aansooN ke mere
armaan ka jaNaza nikla
hazar tukde hua dil
ek katra khun Na nikla

Dulhansi sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per
Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla

log hairaN rah gaye the
meri is adaa ko dekh kar
itNa sitam seh kar bhi
kaise yeh ziNdaa nikla

kyoN sikayat karoon uNki
kii vo wafa ka Qatil hai
pyar to sirf pyar hai Diya
kya hua gar vo bewafa nikla


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
PREM_LOVE
Registered User
PREM_LOVE is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 38
Join Date: Mar 2009
Location: AHMEDABAD
Rep Power: 0
21st March 2009, 12:38 PM

BAHOT KHUB DIYA JI KEEP WRITING LIKE..........

DIYA JALTI HAI TO PARWANE CHALE AATE HAIN
GHUTNO PE CHAL KE ISHQ KE DIWANE CHALE AATE HAIN
AB TO CHALI AAO SANAM TUMHE MERI KASAM
GAIRON KO DAFNANE TO BEGANE CHALE AATE HAIN


Mat pucho kis kis ne mara laat mere janaje par...............
wo sabhi samil the mere mehboob k mehman namaji par.
+91-9978-1111-61
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
22nd March 2009, 08:45 AM

Dulhansi sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per
Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla

kya baat diya ji......kaun hai jo bewafa nikla..........hmm doston se dil ki baat nahi chupate.......hamein bataiye hum uski qabar lenge...

waqay bohat accha likha hai aapne..yuhi likhte rahiye...khush rahiye

zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 22nd March 2009 at 08:50 AM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
22nd March 2009, 10:26 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
DostoN yeh bas ek ehesaas hai jo main aap sabke saath share karna chahti huN......sayad aapko pasand aayegi.......


Bin aansooN ke mere
armaan ka jaNaza nikla
hazar tukde hua dil
ek katra khun Na nikla

Dulhansi sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per
Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla

log hairaN rah gaye the
meri is adaa ko dekh kar
itNa sitam seh kar bhi
kaise yeh ziNdaa nikla

kyoN sikayat karoon uNki
kii vo wafa ka Qatil hai
pyar to sirf pyar hai Diya
kya hua gar vo bewafa nikla

hey Diya.....

Bahot accha likha hai tumne..ehsaas bahot acche hai....

Arz karti hoon

Unki berukhi ko hum yunh gale lagayenge
Mohabaat kahte hai kise hum unhe sikhayenge

yunhi likhti raho..........

Khush raho......

tumhari di

purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
22nd March 2009, 07:49 PM

waah Diya ji bahoot oomda rachna..dil ke ahsaas poori taarh utaar ke rakh diye aapne....merii jaanib se dhairoN daad haazir haiN janaab.....khush raheiN


Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
22nd March 2009, 08:59 PM

Diya Ji,

Bahut khoobsoorat ehsaas hai, bahut pasand aayi aapki koshish, likhti rahiye, kush rahiye.

Ye lines mujhe bahut pasand aayiN-

Dulhansi sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per

Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla

log hairaN rah gaye the
meri is adaa ko dekh kar
itNa sitam seh kar bhi
kaise yeh ziNdaa nikla


With best wishes

-Rashid

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
DostoN yeh bas ek ehesaas hai jo main aap sabke saath share karna chahti huN......sayad aapko pasand aayegi.......


Bin aansooN ke mere
armaan ka jaNaza nikla
hazar tukde hua dil
ek katra khun Na nikla

Dulhansi sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per
Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla

log hairaN rah gaye the
meri is adaa ko dekh kar
itNa sitam seh kar bhi
kaise yeh ziNdaa nikla

kyoN sikayat karoon uNki
kii vo wafa ka Qatil hai
pyar to sirf pyar hai Diya
kya hua gar vo bewafa nikla



Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

   
Reply With Quote
Old
  (#8)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
23rd March 2009, 12:23 PM

Hi Diya,

Excellent thought............Keep it up
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
23rd March 2009, 01:15 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
DostoN yeh bas ek ehesaas hai jo main aap sabke saath share karna chahti huN......sayad aapko pasand aayegi.......


kyoN sikayat karoon uNki
kii vo wafa ka Qatil hai
pyar to sirf pyar hai Diya
kya hua gar vo bewafa nikla
Sirf Ehesaas hai tou phir theek hai... Warna dont be a dev dasi
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd March 2009, 09:18 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Aadaab Diya ji..................Diya ji bahut khoob raha aapka yeh kalaam aap to din dugni raat chougni tarakki kar rahi hai is umda kalaam par meri daad kubool ho
Janaab kashif jee
adaab,.....kahan gayab ho jate ho aap ?
aaj kal nazar hi nahin aate ho mahfil meiN.

humari yeh koshish aapko pasand aaya hume behat khusi mili...
aise hi Dua.on me.N yaad rakhiyega ...

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd March 2009, 09:19 PM

Quote:
Originally Posted by PREM_LOVE View Post
BAHOT KHUB DIYA JI KEEP WRITING LIKE..........

DIYA JALTI HAI TO PARWANE CHALE AATE HAIN
GHUTNO PE CHAL KE ISHQ KE DIWANE CHALE AATE HAIN
AB TO CHALI AAO SANAM TUMHE MERI KASAM
GAIRON KO DAFNANE TO BEGANE CHALE AATE HAIN

Sukriya Prem jee
SDC per aapka swagat hai

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd March 2009, 09:23 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Dulhansi sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per
Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla

kya baat diya ji......kaun hai jo bewafa nikla..........hmm doston se dil ki baat nahi chupate.......hamein bataiye hum uski qabar lenge...

waqay bohat accha likha hai aapne..yuhi likhte rahiye...khush rahiye

zainy
Zainy jee,
Hum jante hai ki doston se kuchh chhupate nahin hai ...batane layak jab bhi kuchh hoga hum zarur batayenge ............

aapko humari yeh koshish pasand aayi hume achha laga
saath dete rahiyega

Dua.oN ke saath

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
7th April 2009, 11:37 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
hey Diya.....

Bahot accha likha hai tumne..ehsaas bahot acche hai....

Arz karti hoon

Unki berukhi ko hum yunh gale lagayenge
Mohabaat kahte hai kise hum unhe sikhayenge

yunhi likhti raho..........

Khush raho......

tumhari di

purvi
Pyaari Di
aapki to sukriya ada nahin karoongi kyunki i love u very much
aap mere apne ho .....aapki yeh sher hume bahot pasand aayi
apni sis ko humesha dua.on mein yaad rakhna


With love
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 8th April 2009, 01:15 AM

Dear Roshni.......aaj bahut dino baad kuch waqt lekar aaye hoon sdc par, aur tumhari es gazal ko waqt de paye hoon, esko phele bhi pada tha par socha fursat se review dooNgi. phele yeh batao ki etna dukhi dukhi sa kyun likha hai

yeh chand ahsaas mere dil ko tadpa gaye:

Dulhan si sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per
Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla


bahut khoob likha hai, bhagwaan tumhari kalam ko aur accha likhne ki taaqat deN.

pyar aur duao.n ke saath
tumhari diii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
14th April 2009, 07:22 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
DostoN yeh bas ek ehesaas hai jo main aap sabke saath share karna chahti huN......sayad aapko pasand aayegi.......


Bin aansooN ke mere
armaan ka jaNaza nikla
hazar tukde hua dil
ek katra khun Na nikla

Dulhansi sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per
Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla

log hairaN rah gaye the
meri is adaa ko dekh kar
itNa sitam seh kar bhi
kaise yeh ziNdaa nikla

kyoN sikayat karoon uNki
kii vo wafa ka Qatil hai
pyar to sirf pyar hai Diya
kya hua gar vo bewafa nikla
aadab diya ji itna dard bhara likha hai apne ki padhne wale insan ko bhi ansoo aa jate hai. kash aisa kabhi na ho humari har khushiya app pe kurbaan hai.
yuhi humesha khush rahiye dua humesha apke sath hai humari.
dinu


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
15th April 2009, 08:40 AM

Hi Diya..

Dard ko lafzon mein beyaan karna kabhie aasan nahi hota....
Du'a karti hu aap aaur bhi aacha aur pyaara likhe ...mohabaat per

God bless u happines

take care



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
5th October 2009, 04:02 PM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
waah Diya ji bahoot oomda rachna..dil ke ahsaas poori taarh utaar ke rakh diye aapne....merii jaanib se dhairoN daad haazir haiN janaab.....khush raheiN


Harash
Harash jee,
muaafi chahati hun waqt ki kami ke wajah se aapko reply nahi de payi thi.....
meri nazm aapko pasand aayi ,mujhe bahot khusi hui

daad dil se kabul hai
younhi saath dete rahiye
khus rahiye

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
5th October 2009, 04:05 PM

Quote:
Originally Posted by Rashid_rahil View Post
Diya Ji,

Bahut khoobsoorat ehsaas hai, bahut pasand aayi aapki koshish, likhti rahiye, kush rahiye.

Ye lines mujhe bahut pasand aayiN-

Dulhansi sajke baithi thi
barbadi ke chauthe per
Qatl hue the saare khawab
lab se uff tak Na nikla

log hairaN rah gaye the
meri is adaa ko dekh kar
itNa sitam seh kar bhi
kaise yeh ziNdaa nikla


With best wishes

-Rashid

Rashid jee
aapko meri nazm pasand aayi mujhe behat khusi hui
younhi apni raye dete rahiye
khus rahiye

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
5th October 2009, 04:08 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Hi Diya,

Excellent thought............Keep it up


thanx a lot Naaz jee

miss u lot



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th October 2009, 04:10 PM

Dear Roshni
aaj bahut waqt baad phir en ahsaaso.n ko pada, phele jab pada tha tab mujhe poetry acchi lagi thi par jane kyuN aaj yeh ahsaas tadpa gaye......!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#21)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
5th October 2009, 04:20 PM

KhayaaloN ka asar hi hai .. jo tumne is nazm ko anjaam diya hai..

Bohat khoob

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"राजनीति"../.."Raajneeti"...! Dhaval Shayri-e-Dard 40 12th March 2011 11:16 AM
"kameene","laffange parindo.n" ki "badmaash compny" parveen komal Shayri-e-Dard 9 17th August 2010 11:59 PM
हम "ग़ज़ल" की "धुन" और "हवाओं" की "खुशबू" कí nalinmehra Aapki Shayri 11 23rd May 2009 09:24 AM
" "CHAHTA HU USE MAIN KUCH ISTARHA SE........". ........"mera wajud" Dhaval Shayri-e-Ishq 0 26th August 2006 11:20 AM
{"Mera janaza nikla"}? dilkayarma Shayri-e-Dard 0 23rd July 2001 07:24 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com