Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 13 votes, 4.69 average. Display Modes
Old
  (#1801)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
10th November 2009, 02:50 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
hai mujhko aqeeda to bahot apnay khuda pe
Kyaa jaanay magar lab pe duaa kyuN nahii aatii (Nt Mine)
teri dua sab kubool ho, jo tu dua karey...
Tujhe b koi mujhsa mile, jo wafa karey...
( Buland Raj )
   
Reply With Quote
Old
  (#1802)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
10th November 2009, 02:54 PM

ishq vo jazbaa hai jo kabhii martaa nahiiN
vo sadaa hai jaavidaaN vo kabhii miTtaa nahiiN



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#1803)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
10th November 2009, 03:07 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
ishq vo jazbaa hai jo kabhii martaa nahiiN
vo sadaa hai jaavidaaN vo kabhii miTtaa nahiiN
HoshwaloN ko khabar kya, Maikashii kyaa cheez hai
Ishq kije phir samjhiye, zindagii kya cheez hai

................NM........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1804)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
10th November 2009, 03:09 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
HoshwaloN ko khabar kya, Maikashii kyaa cheez hai
Ishq kije phir samjhiye, zindagii kya cheez hai

................NM........

husn ki adaaon par hai ishq ka luut jaana
aaya nahin parwaane ko shama bujhaana



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#1805)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th November 2009, 03:30 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
HoshwaloN ko khabar kya, Maikashii kyaa cheez hai
Ishq kije phir samjhiye, zindagii kya cheez hai

................NM........

its

Hosh waloon ko khabar kya, bekhudi kya cheez hai
ishq kijiye phir samajhiye, zindagi kya cheez hai


Jagjit singh ji ki ghazal ka sher hai....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#1806)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th November 2009, 03:34 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
husn ki adaaon par hai ishq ka luut jaana
aaya nahin parwaane ko shama bujhaana

NA RAHO KHUD UDAAS NA KISI AUR KO REHNE DO
ZINDEGI KE HAR MOD PER , DIL ME EHSAAS REHNE DO..NM




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#1807)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
10th November 2009, 03:47 PM

Dozakh hai ye ishq ka gham, isey Dozakh me rehne de..
Jannat hai 'jahaan' to mujhe jannat me rehne de..

Jahaan = duniya
( Buland Raj )
   
Reply With Quote
Old
  (#1808)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
11th November 2009, 04:02 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
its

Hosh waloon ko khabar kya, bekhudi kya cheez hai
ishq kijiye phir samajhiye, zindagi kya cheez hai


Jagjit singh ji ki ghazal ka sher hai....
Shukriyaa Zainy jii... Woh kya haiN naa... maine jis tarha sher ko kaha hai us tarha hi uske mayne sahiN lagate hai.... Isliye maine use waise post kar diya...

Nidaan sahab ne aap per sher behad shaiN kaha hai....

Kuch aisa tha shayad woh sher...

Bachana unse nazar hai jinki painy
Tez nazar wali haiN naam hai Zainy

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Dozakh hai ye ishq ka gham, isey Dozakh me rehne de..
Jannat hai 'jahaan' to mujhe jannat me rehne de..

Jahaan = duniya
( Buland Raj )
Dushmana yaar sade dil per churiyaN na chala
Sanu aise hi mar jawa tu aur duriyaan na bada


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1809)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
11th November 2009, 04:11 PM

Shukriyaa Zainy jii... Woh kya haiN naa... maine jis tarha sher ko kaha hai us tarha hi uske mayne sahiN lagate hai.... Isliye maine use waise post kar diya...


well..agar aapko yeh sher aysa accha lagta hai to aysa hi likhiye......per saath (nm )mat lagayiye......

nm lag gaya to phir us sher ko bilkul sahi alfaaz me hi likhna zaruri hai,just to respect the original writers feelings.....



Nidaan sahab ne aap per sher behad shaiN kaha hai....

Kuch aisa tha shayad woh sher...

Bachana unse nazar hai jinki painy
Tez nazar wali haiN naam hai Zainy


hahahaha...jee haaN bilkul sahi kaha hai nidaan saheb ne, bohat tez hai meri nazar........






door rehkar bhi tere paas raha karte hain
teri yadoN ke sahare jiya karte haiN..NM





Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 11th November 2009 at 04:23 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#1810)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
11th November 2009, 04:35 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post


door rehkar bhi tere paas raha karte hain
teri yadoN ke sahare jiya karte haiN..NM
Hasarat E Tamanna E Arzoo E Kwahish
Khawab adhure rehte hai pure nahi hote


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1811)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
11th November 2009, 07:20 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Hasarat E Tamanna E Arzoo E Kwahish
Khawab adhure rehte hai pure nahi hote
tum jo kehte ho k khwab poore nahi hote...
Tera mujhe milnaaa, kya khwab se kam hai . . . .
Hasrat e,tamanna e,chahat e,khwaish..
Tujhse milne ki thi.. So poori ho gayi...
( KILLER POET )




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1812)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
12th November 2009, 01:50 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
tum jo kehte ho k khwab poore nahi hote...
Tera mujhe milnaaa, kya khwab se kam hai . . . .
Hasrat e,tamanna e,chahat e,khwaish..
Tujhse milne ki thi.. So poori ho gayi...
( KILLER POET )
Yeh ittefak bhi bada dilchasp raha hoga
Jab kisine aapko mera naam kaha hoga .............


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1813)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
13th November 2009, 11:14 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Yeh ittefak bhi bada dilchasp raha hoga
Jab kisine aapko mera naam kaha hoga .............

guzre hain ishq mein aaj us makaam se...
nafrat si ho gai hai mohabbat k naam se...
nm


Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#1814)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
13th November 2009, 04:50 PM

Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16 View Post
guzre hain ishq mein aaj us makaam se...

nafrat si ho gai hai mohabbat k naam se...
nm
Surkh laboN ki surkhi aur badh jati hai
Ishq mein raatoN ki nindeN udh jati hai


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1815)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
13th November 2009, 07:22 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Surkh laboN ki surkhi aur badh jati hai
Ishq mein raatoN ki nindeN udh jati hai
Hazaro'n saal nargis apni be-noori pe roti hai
Badi mushkil se hota hai chaman mei'n deedawar paida

.................................................. .......................................nm


.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye

Last edited by fezan; 13th November 2009 at 07:24 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1816)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
14th November 2009, 11:25 AM

aaye ho meri zindagi me tum bahaar ban ke,
mere dil me yuN hi rehna tum pyar pyar ban ke....!!


obviously nt mine...!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#1817)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
14th November 2009, 01:10 PM

khuda Gawah Hai, Badi Mushkil Se Milta Hai
Wo Aik Dil Jo Muhabbat Nibhane Wala Ho.. nm




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#1818)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
14th November 2009, 02:32 PM

Hum tumse mohabbat karke..
Din raat sanam rote hain..
Aur wo apne makano me..
Aaram se sote hain ...
lagta hai 2 alag-2 songs chipka diye maine
   
Reply With Quote
Old
  (#1819)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
14th November 2009, 03:47 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Hum tumse mohabbat karke..
Din raat sanam rote hain..
Aur wo apne makano me..
Aaram se sote hain ...
lagta hai 2 alag-2 songs chipka diye maine
Na rakh dil mein dard aye dilber mere
Tere dard ka asar mere dil per hota hai


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1820)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
14th November 2009, 04:10 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Na rakh dil mein dard aye dilber mere
Tere dard ka asar mere dil per hota hai
imaan bhi tum ho, mera maan bhi tum ho..
Mere dil me base ho, meri jaan bhi tum ho..

( killer poet )




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1821)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
14th November 2009, 04:12 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
imaan bhi tum ho, mera maan bhi tum ho..
Mere dil me base ho, meri jaan bhi tum ho..

( killer poet )
HontoN se kahi baateN dil ki zubaaN nahi hoti
Dil ki koyiN bhi Kwahish jism ki JaaN nahi hoti


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1822)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
Cool 14th November 2009, 04:18 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
HontoN se kahi baateN dil ki zubaaN nahi hoti
Dil ki koyiN bhi Kwahish jism ki JaaN nahi hoti
teri har baat me ek baat nazar aati hai...
Tum kuch b kaho, tum me.. jaan nazar aati hai...

( killer poet )




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1823)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
14th November 2009, 04:20 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
teri har baat me ek baat nazar aati hai...
Tum kuch b kaho, tum me.. jaan nazar aati hai...

( killer poet )
Humarii baateN bhi adhuri reh jayengi zindagii ki tarha
Murjha jayenge yaadoN ke phul bhuli hui khushi ki tarha


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1824)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
Cool 14th November 2009, 04:35 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Humarii baateN bhi adhuri reh jayengi zindagii ki tarha
Murjha jayenge yaadoN ke phul bhuli hui khushi ki tarha
alam-e-judaaii ka asar,kuch yu hua us par...
Wo bahaar me khiza ko talaashne laga...

( killer poet )




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1825)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
14th November 2009, 04:40 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
alam-e-judaaii ka asar,kuch yu hua us par...
Wo bahaar me khiza ko talaashne laga...

( killer poet )
Goyaa woh mujhe aab bhi yaad karte hoge
Sard mousam mein thandi aah bharte hoge


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1826)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
14th November 2009, 04:48 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Goyaa woh mujhe aab bhi yaad karte hoge
Sard mousam mein thandi aah bharte hoge
gulistaan me koi phool mujhsa nahi hai...
Aur baagh me bhanwra, koi tumsa nahi hai...

( killer poet )




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1827)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
14th November 2009, 04:54 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
gulistaan me koi phool mujhsa nahi hai...
Aur baagh me bhanwra, koi tumsa nahi hai...

( killer poet )
HusN ko naaz haiN apni khoobsurati per
Aur humko Naaz haiN unki magroori per


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1828)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
Talking 14th November 2009, 06:28 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
HusN ko naaz haiN apni khoobsurati per
Aur humko Naaz haiN unki magroori per
rut hai hasiin.. Aur tum ho jawaaa...
Aaja o dilbar.. Ab tum ho kahaa !!
Umr meri hai sixty two..
Ye bata,kaha hai tu...
( killer poet )




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1829)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
15th November 2009, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
rut hai hasiin.. Aur tum ho jawaaa...
Aaja o dilbar.. Ab tum ho kahaa !!
Umr meri hai sixty two..
Ye bata,kaha hai tu...
( killer poet )
Tum bulao to main nahi aa sakta
Main bulauN to tum chale aanaa

Main huN abhi londoN mein miyaN
auto pakar ke sidhe chale aanaa.........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1830)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
16th November 2009, 10:07 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Tum bulao to main nahi aa sakta
Main bulauN to tum chale aanaa

Main huN abhi londoN mein miyaN
auto pakar ke sidhe chale aanaa.........
hmmm... Sameer bhai tum london me ho kya ? Aur kya iraade hai aapke janaab,? jo kaatil ko bula rahe ho ?

na tum bewafa ho,na ham bewafa hain...
Magar kya karen,apni raahe juda hain...
( nm )
   
Reply With Quote
Old
  (#1831)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
16th November 2009, 10:39 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Tum bulao to main nahi aa sakta
Main bulauN to tum chale aanaa

Main huN abhi londoN mein miyaN
auto pakar ke sidhe chale aanaa.........
aa jaa.. Aayi bahaar.. Dil hai.. Bekaraar.. O mere raajkumaar.. Tere bin raha na jaaye...
nm




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1832)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th November 2009, 02:04 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Tum bulao to main nahi aa sakta
Main bulauN to tum chale aanaa

Main huN abhi londoN mein miyaN
auto pakar ke sidhe chale aanaa.........
Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
aa jaa.. Aayi bahaar.. Dil hai.. Bekaraar.. O mere raajkumaar.. Tere bin raha na jaaye...
nm



yeh kya maajra hai ,yeh kya zamaana hai

aap dono se milker humne yeh jaana hai

kitna haseeN yeh dostana hai.......hehehe...




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#1833)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
16th November 2009, 02:09 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post


yeh kya maajra hai ,yeh kya zamaana hai

aap dono se milker humne yeh jaana hai

kitna haseeN yeh dostana hai.......hehehe...
hahaha zainy ji..
Ab to mujhe bhi sameer ji pe kuch shakk hone laga hai

Hai isi me pyaar ki aabruu..
Wo wafa kare, mai jafa karu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1834)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
16th November 2009, 02:28 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post

yeh kya maajra hai ,yeh kya zamaana hai

aap dono se milker humne yeh jaana hai

kitna haseeN yeh dostana hai.......hehehe...
haaaawwwww chii chii zainy ji aur Buland shayar ji... Aapse toh aesi ummeed naa the.. Sameer bhaijaan aur hamaare beech me aapne ye kya rishta jod diya...
"kya yaha jo koi bhi, sher o shayri karta hai, usko uski haqiiki bhawnaao se joda jata hai ??"
Mere andaaz se ye munasib nahi hoga...
buland shayar ji, sameer ji aur bhi bahut se members sher o shayri karte hain, to kya he jaruri hai k sab apne dil ki baate he likh rahe ho... ? Jaha tak mai samajht hu, sab achha 'timepass' karne aate hain..


Quote:
Originally Posted by Buland shayar
hahaha zainy ji.. Ab to mujhe bhi sameer ji pe kuch shakk hone laga hai

Hai isi me pyaar ki aabruu.. Wo wafa kare, mai jafa karu..
uske aane se jo aa jati hai chehre pe raunak,
wo samajhte hain, beemar ka haal achha hai.. Nm




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1835)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
16th November 2009, 02:43 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
rut hai hasiin.. Aur tum ho jawaaa...
Aaja o dilbar.. Ab tum ho kahaa !!
Umr meri hai sixty two..
Ye bata,kaha hai tu...
( killer poet )
Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
aa jaa.. Aayi bahaar.. Dil hai.. Bekaraar.. O mere raajkumaar.. Tere bin raha na jaaye...
nm
Quote:
Originally Posted by zainy View Post


yeh kya maajra hai ,yeh kya zamaana hai

aap dono se milker humne yeh jaana hai

kitna haseeN yeh dostana hai.......hehehe...
Taubaa Taubaa...........

Kyaa dost haiN mere mere pith piche meri burai kar rahe haiN.... Mujhe yakiN nahi ho raha ke aap log mujhe aisa samjhte haiN.........

Raaj Bhai tum bhi........ Yaar sabse jyada janne wale Dost ho mere aur Zainy jii khair Zainy ji mere bare kuch janti nahi unka kehna mere liye koi mayne nahi rakhta..

Ranj aur dard ki basti ka main Washinda huN
ye toh main huN jo aise halat mein jinda huN .......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1836)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th November 2009, 02:54 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
haaaawwwww chii chii zainy ji aur Buland shayar ji... Aapse toh aesi ummeed naa the.. Sameer bhaijaan aur hamaare beech me aapne ye kya rishta jod diya...


chii chii to u tooo...........


"kya yaha jo koi bhi, sher o shayri karta hai, usko uski haqiiki bhawnaao se joda jata hai ??"
Mere andaaz se ye munasib nahi hoga...
buland shayar ji, sameer ji aur bhi bahut se members sher o shayri karte hain, to kya he jaruri hai k sab apne dil ki baate he likh rahe ho... ? Jaha tak mai samajht hu, sab achha 'timepass' karne aate hain..



samajhta hu/samajhti hu...yeh to clear kar dete......HAHAHA....


uske aane se jo aa jati hai chehre pe raunak,
wo samajhte hain, beemar ka haal achha hai.. Nm
Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Taubaa Taubaa...........

Kyaa dost haiN mere mere pith piche meri burai kar rahe haiN.... Mujhe yakiN nahi ho raha ke aap log mujhe aisa samjhte haiN.........


Raaj Bhai tum bhi........ Yaar sabse jyada janne wale Dost ho mere aur Zainy jii khair Zainy ji mere bare kuch janti nahi unka kehna mere liye koi mayne nahi rakhta..

VERY TRUE.....


Ranj aur dard ki basti ka main Washinda huN
ye toh main huN jo aise halat mein jinda huN .......



Hai ajeeb yeh Shak-e-jigar hota hai..
Zakhm dikhta hi nahi dard magar hota hai...NM




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 16th November 2009 at 03:15 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#1837)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
16th November 2009, 04:15 PM

Zainy Jii agar khinchai hi karna hai to samne kijiyenga, dekhana phir koun kis per bhari padta hai, Baqs bhi kaam nazar aayenga aapko mere saamne shukra kijiye, main aab tak aadab ke dayre mein huN........... warna kisi ki khair nahi rahengii agli baar dhayan rahe, khinchai karna hai to samne kijiyengaa......


Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Hai ajeeb yeh Shak-e-jigar hota hai..
Zakhm dikhta hi nahi dard magar hota hai...NM

Hum bhi khamoshi barate hua the Kwahish
Zamane ko humari chuppi per bhi itraz tha


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1838)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
16th November 2009, 05:29 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Zainy Jii agar khinchai hi karna hai to samne kijiyenga, dekhana phir koun kis per bhari padta hai, Baqs bhi kaam nazar aayenga aapko mere saamne shukra kijiye, main aab tak aadab ke dayre mein huN........... warna kisi ki khair nahi rahengii agli baar dhayan rahe, khinchai karna hai to samne kijiyengaa......





Hum bhi khamoshi barate hua the Kwahish
Zamane ko humari chuppi per bhi itraz tha
i hv send u pm sameer bhai.. Aur ummeed hai k aap mere haalaat samajh gaye honge aur apne Dost ko Dosto ki shreni me he rakhenge... Aur dhamki kisey de rahe ho?? Agar dost ko dhamki de rahe ho to ....
bandaa haazir hai...

tha agar ham se gila koii,
saamne aakar mita dete...
Tu ek baar kehta to sahi dost...
Ham tera aansu,apni aankh se gira dete..
   
Reply With Quote
Old
  (#1839)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th November 2009, 07:23 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Zainy Jii agar khinchai hi karna hai to samne kijiyenga, dekhana phir koun kis per bhari padta hai, Baqs bhi kaam nazar aayenga aapko mere saamne shukra kijiye, main aab tak aadab ke dayre mein huN........... warna kisi ki khair nahi rahengii agli baar dhayan rahe, khinchai karna hai to samne kijiyengaa......

wow!! dhamki.....per kis liye mili..??.......DID'NT GET THAT....

By the way ,khinchaayi to maine saamne hi ki hai...........peet pechey kahaan ki hai...



Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post

tha agar ham se gila koii,
saamne aakar mita dete...
Tu ek baar kehta to sahi dost...
Ham tera aansu,apni aankh se gira dete..

TANHAI MERI MEHFIL AUR YADEIN MERA SAHARA

KABHI ZINDAGI KO TARSE KABHI MAUT KO PUKARA...NM




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#1840)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
17th November 2009, 10:48 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
TANHAI MERI MEHFIL AUR YADEIN MERA SAHARA

KABHI ZINDAGI KO TARSE KABHI MAUT KO PUKARA...NM
waah waah zainy ji... Bahut khoob sher kaha aapne ...

Rote hue aate hain sab,
hasta hua jo jayega...
Wo mukaddar, ka sikandar,
jaanemann kehlayega.. Nm
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Baitbaazi-e-Sharaab khan Shayri-e-Sharaab 22 1st January 2013 02:03 PM
Baitbaazi-e-kalaam-e-Asaatzaa khan Shayri-e-Mashahoor Shayar 362 11th November 2008 07:31 AM
Baitbaazi-e-Dard khan Shayri-e-Dard 12 2nd September 2008 01:44 PM
Baitbaazi-e-Ishq khan Shayri-e-Ishq 17 23rd January 2004 02:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com