Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek baar phir haal mera, AzeeB banaana…!
Old
  (#1)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Exclamation Ek baar phir haal mera, AzeeB banaana…! - 14th September 2009, 01:43 AM

Aadaab bazm ko

Ek umra ke baad kalam uthayi hai .. bas yuN hi khyaal bas likhta chala gaya.. aapke nazar kar raha huN.. baaki aap sab par chorrta huN...



Chale gaye hai mausam aaNkhoN se ashq ban kar.. faisle hai saamne khade har pal ka aks ban kar.. tum aane jaane ka ye silsila chor do.. gham ke raastoN pe mujhe maud do… teri salamati main sukooN paa lounga kahiN .. mujhse apna har naata tod do… ki tumhe chah thi jis aashiyane ki .. bas dil maiN gad gaya hai naksh ban kar… aur faisle khade hai saamne.. pal pal ka aks ban kar… Dhal hi jaate hai mausam aaNkhoN se ashq ban ke …


oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

Mere zehan ka mujhe hi, raqeeb*banaana…
Ek baar phir haal mera, ajeeb banaana…

Badal gaye raste hijra*maiN ilzaamoN tale..
Mil gaya to karam, na to naseeb bataana..

Intzaar hi hai mere jeene ka sahara akela..
Tum bhi faasla itna aake, qareeb banaana..

Laayak nahi tumhare dagabaaz zindgi meri..
Mujh sa na-kaamil*na koi, habeeb banana..

Muflis*chehre pe ishq saja hai khushi ban ke..
Kaazib*daulat maiN khush, ghareeb zamaana..

Aur..!

Uth na sake zameeN tale ‘saccha_pyar’ mera..
Shab-e-gunah*maiN aisi koi, tarkeeb lagaana..

Ek baar phir haal mera yuN, ajeeb banaana…
Mere zehan ka mujhe tum, rakeeb banaana…

oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

KunaaL :- 14-09-2009

----------------------


*Raqeeb ------ Dushman, enemy

*Hijra --------- Judaai, Pain of separation

*Na-kaamil---- Na-kaamyaab, unsuccessful

*Kaazib ------- Jhoote, Fake

*Shab-e-gunah--- Gunah ki raat, Night of crime



--------------------------------


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..

Last edited by KunaaL; 14th September 2009 at 01:48 AM..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
14th September 2009, 06:14 AM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Aadaab bazm ko

Ek umra ke baad kalam uthayi hai .. bas yuN hi khyaal bas likhta chala gaya.. aapke nazar kar raha huN.. baaki aap sab par chorrta huN...



Chale gaye hai mausam aaNkhoN se ashq ban kar.. faisle hai saamne khade har pal ka aks ban kar.. tum aane jaane ka ye silsila chor do.. gham ke raastoN pe mujhe maud do… teri salamati main sukooN paa lounga kahiN .. mujhse apna har naata tod do… ki tumhe chah thi jis aashiyane ki .. bas dil maiN gad gaya hai naksh ban kar… aur faisle khade hai saamne.. pal pal ka aks ban kar… Dhal hi jaate hai mausam aaNkhoN se ashq ban ke …


oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

Mere zehan ka mujhe hi, raqeeb*banaana…
Ek baar phir haal mera, ajeeb banaana…

Badal gaye raste hijra*maiN ilzaamoN tale..
Mil gaya to karam, na to naseeb bataana..

Intzaar hi hai mere jeene ka sahara akela..
Tum bhi faasla itna aake, qareeb banaana..

Laayak nahi tumhare dagabaaz zindgi meri..
Mujh sa na-kaamil*na koi, habeeb banana..

Muflis*chehre pe ishq saja hai khushi ban ke..
Kaazib*daulat maiN khush, ghareeb zamaana..

Aur..!

Uth na sake zameeN tale ‘saccha_pyar’ mera..
Shab-e-gunah*maiN aisi koi, tarkeeb lagaana..

Ek baar phir haal mera yuN, ajeeb banaana…
Mere zehan ka mujhe tum, rakeeb banaana…

oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

KunaaL :- 14-09-2009

----------------------


*Raqeeb ------ Dushman, enemy

*Hijra --------- Judaai, Pain of separation

*Na-kaamil---- Na-kaamyaab, unsuccessful

*Kaazib ------- Jhoote, Fake

*Shab-e-gunah--- Gunah ki raat, Night of crime



--------------------------------
Katl

kar diyaa bhayeeeeee .
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
14th September 2009, 07:40 AM

Kunaal ji........Namashkaar......kaise hai aap......bahut dino ke baad hi sahi.......bahut khub likha hai hamesha ki tarhaa......har sher zindgi ke bahut kareeb raha.........har ek mai soch ki gehraai bahut hai......jo ghazal ke naazuk palon ko dhaardaar banaye rakhti hai.....mujhe padhkar bahut acha laga........aise hi likhte rahiye.......

yeh sher mere dil ke bahut kareeb raha......

Intzaar hi hai mere jeene ka sahara akela..
Tum bhi faasla itna aake, qareeb banaana..


itni behtreen ghazal kehne ke liye main dil se daad deytaa hu......aap kabul farmaaye......

khush rahiye.......






YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
14th September 2009, 04:57 PM

Kunal Sahab aadaab.........

Janab aapki gazal aayi aur hum aa gaye... Bhai aapki gazal ki taraf jane se pahele ek ilteja karunga janab aapki shirkat bazm mein bahut kam ho chuki hai bus isse mentain kariye....

Chaliye aapki gazal ki taraf chalte hai........
Muradaf waza gair muradaf gazal behad khoob lagii..... sabhi sher achche lage but kuch sher ke muaine saaf zahir nahi hote ke sher ka msg kiya hai...

mujhe yeh sher behad umda lage......

Laayak nahi tumhare dagabaaz zindgi meri..
Mujh sa na-kaamil*na koi, habeeb banana..


Uth na sake zameeN tale ‘saccha_pyar’ mera..
Shab-e-gunah*maiN aisi koi, tarkeeb lagaana..


likhate rahiye
Bazm mein aate rahiye
Apna khayal rakhiye
Khuda hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
vichiter
Registered User
vichiter has a spectacular aura aboutvichiter has a spectacular aura aboutvichiter has a spectacular aura about
 
vichiter's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Aug 2009
Location: south delhi india
Rep Power: 17
Exclamation 14th September 2009, 05:12 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Aadaab bazm ko

Ek umra ke baad kalam uthayi hai .. bas yuN hi khyaal bas likhta chala gaya.. aapke nazar kar raha huN.. baaki aap sab par chorrta huN...



Chale gaye hai mausam aaNkhoN se ashq ban kar.. faisle hai saamne khade har pal ka aks ban kar.. tum aane jaane ka ye silsila chor do.. gham ke raastoN pe mujhe maud do… teri salamati main sukooN paa lounga kahiN .. mujhse apna har naata tod do… ki tumhe chah thi jis aashiyane ki .. bas dil maiN gad gaya hai naksh ban kar… aur faisle khade hai saamne.. pal pal ka aks ban kar… Dhal hi jaate hai mausam aaNkhoN se ashq ban ke …


oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

Mere zehan ka mujhe hi, raqeeb*banaana…
Ek baar phir haal mera, ajeeb banaana…

Badal gaye raste hijra*maiN ilzaamoN tale..
Mil gaya to karam, na to naseeb bataana..

Intzaar hi hai mere jeene ka sahara akela..
Tum bhi faasla itna aake, qareeb banaana..

Laayak nahi tumhare dagabaaz zindgi meri..
Mujh sa na-kaamil*na koi, habeeb banana..

Muflis*chehre pe ishq saja hai khushi ban ke..
Kaazib*daulat maiN khush, ghareeb zamaana..

Aur..!

Uth na sake zameeN tale ‘saccha_pyar’ mera..
Shab-e-gunah*maiN aisi koi, tarkeeb lagaana..

Ek baar phir haal mera yuN, ajeeb banaana…
Mere zehan ka mujhe tum, rakeeb banaana…

oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

KunaaL :- 14-09-2009

----------------------


*Raqeeb ------ Dushman, enemy

*Hijra --------- Judaai, Pain of separation

*Na-kaamil---- Na-kaamyaab, unsuccessful

*Kaazib ------- Jhoote, Fake

*Shab-e-gunah--- Gunah ki raat, Night of crime



--------------------------------
kunal bhai ko vichitra ka aadaab

behad khoobsoorat likha hai aapnay .............har shayr ki apni ek soch hoti

hai aaj ek baar fir say main bhi is soch ka kayaal ho gaya hoon .....

meri aur say daad kabool kijiyega.........

aapka vichitra


Yeh manjilen yeh rastay mushkilo bhari yeh dager.....
Tu nahin hai mere sath to mushkilo ka hai safer......
Tham lay tu mera daman meri khushiyan nahi hai koi.....
Na meri manjil na mera karwaan na humsafer hai koi............
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 15th September 2009, 01:25 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Aadaab bazm ko

Ek umra ke baad kalam uthayi hai .. bas yuN hi khyaal bas likhta chala gaya.. aapke nazar kar raha huN.. baaki aap sab par chorrta huN...



Chale gaye hai mausam aaNkhoN se ashq ban kar.. faisle hai saamne khade har pal ka aks ban kar.. tum aane jaane ka ye silsila chor do.. gham ke raastoN pe mujhe maud do… teri salamati main sukooN paa lounga kahiN .. mujhse apna har naata tod do… ki tumhe chah thi jis aashiyane ki .. bas dil maiN gad gaya hai naksh ban kar… aur faisle khade hai saamne.. pal pal ka aks ban kar… Dhal hi jaate hai mausam aaNkhoN se ashq ban ke …


oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

Mere zehan ka mujhe hi, raqeeb*banaana…
Ek baar phir haal mera, ajeeb banaana…


Badal gaye raste hijra*maiN ilzaamoN tale..
Mil gaya to karam, na to naseeb bataana..

Intzaar hi hai mere jeene ka sahara akela..
Tum bhi faasla itna aake, qareeb banaana..

Laayak nahi tumhare dagabaaz zindgi meri..
Mujh sa na-kaamil*na koi, habeeb banana..


Muflis*chehre pe ishq saja hai khushi ban ke..
Kaazib*daulat maiN khush, ghareeb zamaana..

Aur..!

Uth na sake zameeN tale ‘saccha_pyar’ mera..
Shab-e-gunah*maiN aisi koi, tarkeeb lagaana..

Ek baar phir haal mera yuN, ajeeb banaana…
Mere zehan ka mujhe tum, rakeeb banaana…

oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

KunaaL :- 14-09-2009

----------------------


*Raqeeb ------ Dushman, enemy

*Hijra --------- Judaai, Pain of separation

*Na-kaamil---- Na-kaamyaab, unsuccessful

*Kaazib ------- Jhoote, Fake

*Shab-e-gunah--- Gunah ki raat, Night of crime



--------------------------------

bahot khubsurat...................achchi rachna hai aap ki

Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#7)
pallavik
Registered User
pallavik is on a distinguished road
 
pallavik's Avatar
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Aug 2009
Rep Power: 0
15th September 2009, 02:41 PM

good gazal ye jo apne first line mai jo likha hai Aadaab bazm ko ?? bazm kya hota hai
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
15th September 2009, 07:33 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Aadaab bazm ko

Ek umra ke baad kalam uthayi hai .. bas yuN hi khyaal bas likhta chala gaya.. aapke nazar kar raha huN.. baaki aap sab par chorrta huN...



Chale gaye hai mausam aaNkhoN se ashq ban kar.. faisle hai saamne khade har pal ka aks ban kar.. tum aane jaane ka ye silsila chor do.. gham ke raastoN pe mujhe maud do… teri salamati main sukooN paa lounga kahiN .. mujhse apna har naata tod do… ki tumhe chah thi jis aashiyane ki .. bas dil maiN gad gaya hai naksh ban kar… aur faisle khade hai saamne.. pal pal ka aks ban kar… Dhal hi jaate hai mausam aaNkhoN se ashq ban ke …


oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

Mere zehan ka mujhe hi, raqeeb*banaana…
Ek baar phir haal mera, ajeeb banaana…

Badal gaye raste hijra*maiN ilzaamoN tale..
Mil gaya to karam, na to naseeb bataana..

Intzaar hi hai mere jeene ka sahara akela..
Tum bhi faasla itna aake, qareeb banaana..

Laayak nahi tumhare dagabaaz zindgi meri..
Mujh sa na-kaamil*na koi, habeeb banana..

Muflis*chehre pe ishq saja hai khushi ban ke..
Kaazib*daulat maiN khush, ghareeb zamaana..

Aur..!

Uth na sake zameeN tale ‘saccha_pyar’ mera..
Shab-e-gunah*maiN aisi koi, tarkeeb lagaana..

Ek baar phir haal mera yuN, ajeeb banaana…
Mere zehan ka mujhe tum, rakeeb banaana…

oOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoOoO

KunaaL :- 14-09-2009

----------------------


*Raqeeb ------ Dushman, enemy

*Hijra --------- Judaai, Pain of separation

*Na-kaamil---- Na-kaamyaab, unsuccessful

*Kaazib ------- Jhoote, Fake

*Shab-e-gunah--- Gunah ki raat, Night of crime



--------------------------------
aadaab.........sahab......

jaisa ki apne bataya apne bahut time baad kuch likha hai.......magar yakeen janiye apki qalam ki dhar me koi kami nahi hai........
pahle ka to pata nahi lekin abto bahut paini hai

is bahut acchi ghazal par meri daad kabool kijiye

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
17th September 2009, 02:28 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Katl

kar diyaa bhayeeeeee .
shukriya sir jee..............


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#10)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
17th September 2009, 09:36 PM

Mere Bhai..Kunnu.........

Kalaam ka Matla aur Maqta behtreen laga.... haan matle se maqte tak ki ravaani ka hi ye asar hai... ek baar phri tumne behtereen kalaam pesh kiya hai...

Likhte raho...

Tumhara apna.......



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#11)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
21st September 2009, 01:39 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Kunaal ji........Namashkaar......kaise hai aap......bahut dino ke baad hi sahi.......bahut khub likha hai hamesha ki tarhaa......har sher zindgi ke bahut kareeb raha.........har ek mai soch ki gehraai bahut hai......jo ghazal ke naazuk palon ko dhaardaar banaye rakhti hai.....mujhe padhkar bahut acha laga........aise hi likhte rahiye.......

yeh sher mere dil ke bahut kareeb raha......

Intzaar hi hai mere jeene ka sahara akela..
Tum bhi faasla itna aake, qareeb banaana..


itni behtreen ghazal kehne ke liye main dil se daad deytaa hu......aap kabul farmaaye......

khush rahiye.......


Naresh jee ...

Bohat bohat shukriya .. aapka khaak alfaazoN ko apnanane ke liye .. aapki daad ko seene se laga ke rakhta huN maiN...

aate rahiyega,,,

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#12)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
21st September 2009, 06:05 PM

kunal ji Namaskaar!!
kaise hain aap?
bahaut samay baad aapko parhney ka awsar mila hai.
bahaut behtareen ghazal pesh ki hai aapne.....alfaaz bahaut majbooti liye hue hain.

aabhaar
vipin


विपिन


   
Reply With Quote
Old
  (#13)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
21st September 2009, 08:52 PM

kunnu !

kaise ho ??? kahaN ho ??? kya kar rahe ho ??? amaa bhai kuch to bataoge na ??? tumhaarii to koi khabar hi nahi miltii ??? mere paas tumhara number bhi nahi jo cal kar luN ??? khair ...

ghazal behad khuubsuurat hai ... hamesha ki tarah ...vo hi jana pehchana dard samete hue ...

merii dheroN daad Qubuul farmaao ...

maalik tumhe apne saaye meiN mahfooz rakhe !


andaaz

Last edited by kshitiz; 21st September 2009 at 09:00 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
23rd September 2009, 08:40 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kunal Sahab aadaab.........

Janab aapki gazal aayi aur hum aa gaye... Bhai aapki gazal ki taraf jane se pahele ek ilteja karunga janab aapki shirkat bazm mein bahut kam ho chuki hai bus isse mentain kariye....

Chaliye aapki gazal ki taraf chalte hai........
Muradaf waza gair muradaf gazal behad khoob lagii..... sabhi sher achche lage but kuch sher ke muaine saaf zahir nahi hote ke sher ka msg kiya hai...

mujhe yeh sher behad umda lage......

Laayak nahi tumhare dagabaaz zindgi meri..
Mujh sa na-kaamil*na koi, habeeb banana..


Uth na sake zameeN tale ‘saccha_pyar’ mera..
Shab-e-gunah*maiN aisi koi, tarkeeb lagaana..


likhate rahiye
Bazm mein aate rahiye
Apna khayal rakhiye
Khuda hafez..
Mujhe behad khushi ka ehsaas hua hai aapko yahaN dekh ke... sach kehta huN ... waise kaafi log mujhse ye shikyat rakhte hai ki maiN ab aata nahi huN .. par meri kalam binawajah chalne maiN dikkat karti hai.. koshish rahegi sabse mukhatib hota rahuN ..

Aur shukriya ghazal ko pasand karne ke liye .. ilteza karunga .. jin aasharoN ke muane samajh nahi aaye hai mere saamne rakheN .. maiN koshish karunga aap tak apni baat pahuchaane ki .. aur maiN sach kehta huN khwahish jee .. maiN khush koshish karta huN ki cheezoN ko saaf rakhuN .. par maiN na jaane koun se khyaal kisme mila deta huN .. par umeed karta huN padhne wala bas padhe nahi ... use aaraam se padhte hue uta hi gehra utar jaye jitna main jaa ke likhta huN ...

aap aaye accha laga ...

aapka apna

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
23rd September 2009, 08:41 PM

Quote:
Originally Posted by vichiter View Post
kunal bhai ko vichitra ka aadaab

behad khoobsoorat likha hai aapnay .............har shayr ki apni ek soch hoti

hai aaj ek baar fir say main bhi is soch ka kayaal ho gaya hoon .....

meri aur say daad kabool kijiyega.........

aapka vichitra

Bohat bohat shukriya janaab .. aapke tashreef laane ka .. main aapka teh dil se shukriya ada karta huN... aapki daad sir maathe sir,.

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#16)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
23rd September 2009, 08:45 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
bahot khubsurat...................achchi rachna hai aap ki

Regards
Shukriya Pari ...

Pari bula sakta huN na tumhe .. khuda se guzarish karunga .. tumhe sach maiN pari banaye... aap aayi accha laga... umeed rahegi aage bhi

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#17)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
23rd September 2009, 08:47 PM

Quote:
Originally Posted by pallavik View Post
good gazal ye jo apne first line mai jo likha hai Aadaab bazm ko ?? bazm kya hota hai
llll it is a joke or somthing else.. LOL


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#18)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
23rd September 2009, 08:51 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
aadaab.........sahab......

jaisa ki apne bataya apne bahut time baad kuch likha hai.......magar yakeen janiye apki qalam ki dhar me koi kami nahi hai........
pahle ka to pata nahi lekin abto bahut paini hai

is bahut acchi ghazal par meri daad kabool kijiye

regards
Ab maiN Kya kahuN .. ki aapko acchi lagi to kahiN kuch accha hi raha hoga ...maiN bas itni izzat afzaaii pe sir hi jhuka sakta huN..

KunaaL


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#19)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
23rd September 2009, 08:53 PM

Quote:
Originally Posted by Aman_rahi View Post
Mere Bhai..Kunnu.........

Kalaam ka Matla aur Maqta behtreen laga.... haan matle se maqte tak ki ravaani ka hi ye asar hai... ek baar phri tumne behtereen kalaam pesh kiya hai...

Likhte raho...

Tumhara apna.......
Accha jee...

Aapko accha lag gaya aakhir kaar .. par bhai asar to is baat ka hai aap aaye.. mujhe bas aapka ashirwaad hi chaiye..

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#20)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
24th September 2009, 09:28 PM

Quote:
Originally Posted by Vipinbox View Post
kunal ji Namaskaar!!
kaise hain aap?
bahaut samay baad aapko parhney ka awsar mila hai.
bahaut behtareen ghazal pesh ki hai aapne.....alfaaz bahaut majbooti liye hue hain.

aabhaar
vipin
Shukriya Vipin sir ...

MaiN ek dum durust huN.. aap aaye mujhe behad khushi hui .. aapko pasand aaye khaak alfaaz .. maiN bayan nahi kar sakta apni manmooniyat ko...

aapka bhi shukriya

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#21)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
28th September 2009, 07:00 PM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
kunnu !

kaise ho ??? kahaN ho ??? kya kar rahe ho ??? amaa bhai kuch to bataoge na ??? tumhaarii to koi khabar hi nahi miltii ??? mere paas tumhara number bhi nahi jo cal kar luN ??? khair ...

ghazal behad khuubsuurat hai ... hamesha ki tarah ...vo hi jana pehchana dard samete hue ...

merii dheroN daad Qubuul farmaao ...

maalik tumhe apne saaye meiN mahfooz rakhe !
Bhaai ...

Main ek dum durust huN .. apr aapki khairiyat ki dua karta huN ,,, aur batane ko kya hai ... kuch din ke liye waapas aaya huN .. but aapka no miss ho gaya hai dobara ,, offliner de dijiye ya scrap daal dijiye

baaki aapki hausla afzaai ka shuriya ata farmaata huN...

aapka apna

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#22)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
28th September 2009, 11:16 PM

Kunnu Bhaiya, Kaise ho...?

Jab se tum ne iss rachna ko submit kiya hai, har roz yaani jab jab SDC par aate hein hein, isse ek baar zaroor parh lete hein...!

Tum ne bahut khoob likha hai aur ashirvaad hai ki tum hamesha har mukaam par tarakki karte raho...!

Aashirvaad ke saath...!

Shubhchintak tumhaara



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
29th September 2009, 09:26 AM

Kunaal Bhaa'ii:

namaste!

meraa Shaa'iiree kaa safar jab se Shuru huaa thaa uN dinoN se maiN aapko paRhtaa aayaa huuN.. aapki koShiSh bahot hi beHteriN rahiiN... umdaah aNdaaz-e-bayaa.n! waah!! ! liKhate rahe.N aage bhee! bazm ki Shaan baRhaate raheN aise hi!
Quote:
Ek baar phir haal mera yuN, ajeeb banaana…
Mere zehan ka mujhe tum, rakeeb banaana…
yeh Sher kuch apnaa saa lagaa! daad qabUl keejiYe!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
29th September 2009, 01:38 PM

Kunal Ji,
Wah janab... kia kehnay janab,
Itnay khobsorat jazbaat pesh karnay ke liye
daad qabool kijiye......

Aise hi likhtay rahiye,

GOD BLESS YOU,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
4th October 2009, 04:41 AM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Kunnu Bhaiya, Kaise ho...?

Jab se tum ne iss rachna ko submit kiya hai, har roz yaani jab jab SDC par aate hein hein, isse ek baar zaroor parh lete hein...!

Tum ne bahut khoob likha hai aur ashirvaad hai ki tum hamesha har mukaam par tarakki karte raho...!

Aashirvaad ke saath...!

Shubhchintak tumhaara

Kahan reh gaye the danny bhaiya... aapko dekhne ke liye taras gaya tha .. aisi bhi kya narazgi hai ki peeche peeche padh rahe the saamne nahi aa rahe the ... amaa aa jaya karo aapke bhaai ka dil laga rahega

aur apko acchi lagi ghazal mujhe behad khushi hai

aapka apna

kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#26)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
4th October 2009, 04:44 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Kunaal Bhaa'ii:

namaste!

meraa Shaa'iiree kaa safar jab se Shuru huaa thaa uN dinoN se maiN aapko paRhtaa aayaa huuN.. aapki koShiSh bahot hi beHteriN rahiiN... umdaah aNdaaz-e-bayaa.n! waah!! ! liKhate rahe.N aage bhee! bazm ki Shaan baRhaate raheN aise hi!yeh Sher kuch apnaa saa lagaa! daad qabUl keejiYe!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Shukriya dhaval,,

Mujhe khushi hai tum mujhe itne din se padh rahe ho .. aur yakeen jaano aaNkhoN main purane pal taazah ho gaye jo meri shayri ka shurwaati daur tha.. aata to rahunga hi ab tak is shey se bacha nahi saka huN khud ko ... ek nayi gazal tayaar hai jaldi hi saamne hogi

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#27)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
4th October 2009, 04:46 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Kunal Ji,
Wah janab... kia kehnay janab,
Itnay khobsorat jazbaat pesh karnay ke liye
daad qabool kijiye......

Aise hi likhtay rahiye,

GOD BLESS YOU,
Bohat bohat shukriya janaab ...

aise hi mera honsla badhate rahiyega ,.. mujhe khushi hogi

aur aapki daad ko seen se lete hai humm

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com