Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 6 votes, 5.00 average. Display Modes
Maa to jesi bhi ho Maa hoti hai Maa
Old
  (#1)
Abid_Majaaz
Registered User
Abid_Majaaz will become famous soon enough
 
Abid_Majaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Apr 2010
Location: Peshawar Pakistan
Rep Power: 0
Maa to jesi bhi ho Maa hoti hai Maa - 6th July 2011, 10:04 PM

Maa to Jesi bhi ho Maa hoti hai Maa,
Gehray Zakhmon ki dawa hoti hai Maa,
Maa ki duaon se Vazeer-e-Aala bnte hain,
Par Faqeeron ki bhi Maa hoti hai Maa,
Maa to jesi bhi ho Maa hoti hai Maa,
Gehray Zakhmon ki dawa hoti hai Maa,
Maa k har haq ko adaa kiya kis ne hai??
Uski har Aas ko poora kiya kis ne hai??
Pochta mai hun k ye sb kiya kis ne hai??
Maa se betay ko Juda kiya kis ne hai??
Kitne hi Pyar se paala tha Us ne bache ko?
Apna hissa bhi khilaya tha us ne bache ko?
Bhooke reh kr bhi Parhaya tha us ne bache ko?
Aaj bache ne usi Maa ko bhulaya q hai?
Apne bachon ko hi seene pe sulaya q hai?
Sirf begam k liye Maa ko Rulaya q hai??
Majaaz,
Unko Maaloom nahi kya hoti hai Maa?
Maa to jesi bhi ho Maa hoti hai Maa,
Gehray Zakhmon ki dawa hoti hai Maa.
Poet:Abid Afzal Majaaz.
S/O Khan Gul,
Location: Karachi Pakistan,
Book: Adhuray Khwab
Page Number: 36
Phone:
00923149815410
Email: AbidAfzal2011@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Abid_Majaaz
Registered User
Abid_Majaaz will become famous soon enough
 
Abid_Majaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Apr 2010
Location: Peshawar Pakistan
Rep Power: 0
7th July 2011, 08:19 AM

This beautiful Poetry is for all Mothers From behalf of Abid Afzal Majaaz..Salam Mothers
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
7th July 2011, 12:48 PM

maa jaisi bhi ho maa hoti hai..........bhai yaha...ye aapka jumla....;maa jaisi bhi ho' samjh nahi aaya

aisa jaan pad raha hai ki 'maa jaisi bhi ho maa hoti hai'.........jaise maa par meherbaani ki jaa rahi hai.....

aisa mujhse laga.

Last edited by zidd; 7th July 2011 at 12:50 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Abid_Majaaz
Registered User
Abid_Majaaz will become famous soon enough
 
Abid_Majaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Apr 2010
Location: Peshawar Pakistan
Rep Power: 0
7th July 2011, 01:37 PM

Thnx for reply zidd,
is sentence ka mtlb hai k Mother chahe jahan bhi ho,jesi bhi ho,mother hamesha mother hoti hai..Chahe khushi ho ya gham mother insan ka sath deti hai.is sentence main na smjhne wali baat bhai??
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
7th July 2011, 03:27 PM

Quote:
Originally Posted by Abid_Majaaz View Post
Thnx for reply zidd,
is sentence ka mtlb hai k Mother chahe jahan bhi ho,jesi bhi ho,mother hamesha mother hoti hai..Chahe khushi ho ya gham mother insan ka sath deti hai.is sentence main na smjhne wali baat bhai??
hmmmmm

maa to jaisi bhi ho maa hoti hai..........

kya itna irregular inappropriate qualification valid hai?

agar koi kahe ki baccha kaisa bhi hai maa ka dulaara hai.....to baat samjh aati hai

magar kya iska ulat bhi possible hai?

ki maa kaisi bhi ho maa hoti hai? 'maa' kaisi bhi hai ya jaisi bhi hai....moot question ye hai ki kya ye kahna ya is tarah lahna literary dayre me hai?

----------------------

mai ye 100 percent kah sakta hu ki aapki first line jisne bhi pada hoga ek baar to use ajeeb sa kuch laga hi hoga
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Abid_Majaaz
Registered User
Abid_Majaaz will become famous soon enough
 
Abid_Majaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Apr 2010
Location: Peshawar Pakistan
Rep Power: 0
7th July 2011, 06:36 PM

Ok thats ok,i m sorry yar 4 all users
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Abid_Majaaz
Registered User
Abid_Majaaz will become famous soon enough
 
Abid_Majaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Apr 2010
Location: Peshawar Pakistan
Rep Power: 0
7th July 2011, 07:36 PM

Ok Frndz,jo bhi meri is poetry ko read karay,so please 1st sentence ki jaga kya sentence hona chahye ye bhi suggession dijieyga.
Because it is possible k mai yahan join krta hun aur meri sirf 1 book market ayi hai. Yahan 100% wo log bhi join krte honge jinki 8,10 ya is se b zyada
books market ayi hongi,
Baqi zidd bhai ap ye na samjhen plz k mujhe ap k reply bure lage honge,bhai main ne ye forum isi liey join kiya hai k yahan boht muhabat krne wale log milte hain,
aur phir sacha dost bhi to wahi hota hai jo insan ko galti btata hai,q k aik dost ka haq hai k dosray dost ko galti bataye,
Shayad mujh se pehle sentence main isi liey galti howi k main alfaaz ki oonch neech per utna hi yaqin nahi rakhta jitna zaat paat,rang nasal wagera pe mera yaqin nahi,q k Maa aik aisi hasti hai jiski tareef krne k liye mere Khayal main Alfaz ka sahara lene ki zarorat nahi q k maa ki tareef krne main dair nahi lagani chahye..
Baharhaal meri soch aik taraf kr k,
aap sb mujhe ache ache suggessions den tha k meri is nazam main ache se acha sentence as a 1st sentence add hojaye.
Regardz
Abid Afzal Majaaz..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com