Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
dastan (Poet-Ajay Pandey)
Old
  (#1)
Ashwani Tyagi
Registered User
Ashwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of light
 
Ashwani Tyagi's Avatar
 
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 15
dastan (Poet-Ajay Pandey) - 28th August 2014, 06:03 PM

खुद से इक जंग भी लड़ें कब तक
दर्द की क़ैद में रहें कब तक ?
बिखरे रिश्तों की ऐसी आँधी में
सूखे पत्तों से हम उड़ें कब तक ?
ज़ुल्म की इन्तहा नहीं कोई
फिर भी बतला दे हम सहें कब तक ?
कोई सुन जाए दास्ताँ दिल की
इसको तन्हाई से कहें कब तक ?

khud se ek jung bhi lade kab tak
Dard ki kaid me rahe kab tak ?
Bikhre rishto ki aisi aandhi me
sukhe Patto se ham udey kab tak?
julm ki intiha nahi koi
Fir bhi batla de ham sahe kab tak?
Koi sun jaye dastaan dil ki
isko tanhai se kahe kab tak?

Sahaab

Regards,
Ashwani Tyagi

akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
  Send a message via Skype™ to Ashwani Tyagi 
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
28th August 2014, 06:58 PM

Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi View Post
खुद से इक जंग भी लड़ें कब तक
दर्द की क़ैद में रहें कब तक ?
बिखरे रिश्तों की ऐसी आँधी में
सूखे पत्तों से हम उड़ें कब तक ?
ज़ुल्म की इन्तहा नहीं कोई
फिर भी बतला दे हम सहें कब तक ?
कोई सुन जाए दास्ताँ दिल की
इसको तन्हाई से कहें कब तक ?

khud se ek jung bhi lade kab tak
Dard ki kaid me rahe kab tak ?
Bikhre rishto ki aisi aandhi me
sukhe Patto se ham udey kab tak?
julm ki intiha nahi koi
Fir bhi batla de ham sahe kab tak?
Koi sun jaye dastaan dil ki
isko tanhai se kahe kab tak?

Sahaab

naayaab....................................

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ashwani Tyagi
Registered User
Ashwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of light
 
Ashwani Tyagi's Avatar
 
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 15
28th August 2014, 07:32 PM

Bahut bahut Shukriya poet ki taraf se janab

Regards,
Ashwani Tyagi

akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
  Send a message via Skype™ to Ashwani Tyagi 
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
29th August 2014, 09:48 AM

Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi View Post
खुद से इक जंग भी लड़ें कब तक
दर्द की क़ैद में रहें कब तक ?
बिखरे रिश्तों की ऐसी आँधी में
सूखे पत्तों से हम उड़ें कब तक ?
ज़ुल्म की इन्तहा नहीं कोई
फिर भी बतला दे हम सहें कब तक ?
कोई सुन जाए दास्ताँ दिल की
इसको तन्हाई से कहें कब तक ?

khud se ek jung bhi lade kab tak
Dard ki kaid me rahe kab tak ?
Bikhre rishto ki aisi aandhi me
sukhe Patto se ham udey kab tak?
julm ki intiha nahi koi
Fir bhi batla de ham sahe kab tak?
Koi sun jaye dastaan dil ki
isko tanhai se kahe kab tak?

Sahaab

wahhhhh.............bahut hi khoobsurat ahsaas...aik aik lafz dil ke kareeb rha...shukriya ki aapne hame yeh poetry padne ka mokka diya.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th August 2014, 04:45 PM

Good one...thanks for sharing ashwani ji....

Aapse guzarish hai ke kisi aur ki poetry agar share karna ho tou anjuman e shayri section me post karein....

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Ashwani Tyagi
Registered User
Ashwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of light
 
Ashwani Tyagi's Avatar
 
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 15
29th August 2014, 07:59 PM

Anjuman-e-Shayri (4 Viewing)
Shayri which does not belong to any one of the above categories goes here.

Aisa Koi rule maine dekha nahi Tha zainy sahiba... Aage se khyal rahega.....

Vaise agar bura na lage to kuch poochna chahta hu... Ye rules sabhi p apply h ya sirf Ham pe.. 2nd ye rule Abhi pass hua ya purana h....

Or ek Akhiri guzarish... Plz Koi thread banaye jisme sabhi rules Ho sdc k... Savidhan of sdc type...

Hope Aap hame guide karenge in sab k baare m

Regards,
Ashwani Tyagi

akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
  Send a message via Skype™ to Ashwani Tyagi 
Reply With Quote
Old
  (#7)

29th August 2014, 08:26 PM

Chaliye ek Kaam karte h Ham Ab sirf padhenge post nhi karenge... Is se Koi rule break nhi hoga or Ham sdc jude bhi rahege... Vaise b kuch chije is site m hame samjh nhi Aayi... Jaise post edit karna... Are bhai admin k Sath Sath member ka bhi haq hota h apni post editing ka... Mistake Ho Jaye to sudharne ka... Aisa Koi option nhi Dikha hame.. Vo to shukr h ki itne Co oprat karne wali administration h nhi to badi mushkil hoti...

Khair... Hope in points Par technical team gour karegi

Regards,
Ashwani Tyagi

akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
  Send a message via Skype™ to Ashwani Tyagi 
Reply With Quote
Old
  (#8)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
29th August 2014, 09:57 PM

Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi View Post
Anjuman-e-Shayri (4 Viewing)
Shayri which does not belong to any one of the above categories goes here.

Aisa Koi rule maine dekha nahi Tha zainy sahiba... Aage se khyal rahega.....

Vaise agar bura na lage to kuch poochna chahta hu... Ye rules sabhi p apply h ya sirf Ham pe.. 2nd ye rule Abhi pass hua ya purana h....

Or ek Akhiri guzarish... Plz Koi thread banaye jisme sabhi rules Ho sdc k... Savidhan of sdc type...

Hope Aap hame guide karenge in sab k baare m
aadaab !

jee moHteram app ka HaQ hai sawaal poochnaa , waisy yo yeh jawab daina mera tonaheN banta thaa kiyoN keh app zainy saHiba se mukhatib haiN , lakin q keh mai ne appkee post peRh lee to baHaisyat intezaamiya ke jawaab day rahaa hoN .

jee yaqeenan yahaaN ke sabhee asool / qanoon har aik rukan / fard per laago hoty haiN , sirf app per naheeN .

isse app asool / rule keh rahy haiN chalieN aisy hi saHeeH lakin yeh pehly se hi majood hai . iskee thoRee see wizahat ker daita hoN .

shayri e dard , shayri e ishq ya dosry jitny bhee sections haiN un mai app apnee tehreer kee huwi ghazal likh sakty haiN , aur aapki shayri mai bhee app apnee tehreer kee huwi ghazal likh sakty haiN , is mai koi pabandee naheeN hai . lakin intezaamiyah (administration ) yeh chahtee hai keh jin logoN ko apne kalaam / shayri per yaqeen hai jo technical ghaltioN se pak hai woh dosry sections mai post ker sakty haiN . lakin jinhaiN islaaH chahiye woh patshaala ke section mai post ker sakty haiN , lakin kiyoN keh islaaH ka kaam itna asaan naheeN hai aur kuch aHbaab jab iSlaaH kee koshish kerty haiN to un per hee tanqeed shuru ker dee jaatee hai is liye hum ne patshalaa per tawajoo kuch kam ker dee hai lakin ... bahut jald us ke liyee bhee koi behter Hal nikaal liya jaaey ga

ab baat kerty haiN anjuman e shayri kee , ab jaise appko bataya hai keh dosry section apnee shayri ke liye banaey gaey haiN is liye hum sabhee members se anjuman e shayree mai woh shayri ko rakhny ki guzarish kerty haiN jo appne to na likhee aur app usse share kerna chahty haiN . umeed hai appke sawaloN ka jawab mil gayaa ho ga . mazeed kisi sawaal ke liye bilaa jhijhak app kisi bhee mod se baraherast rabta ker sakty haiN .

Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi View Post
Chaliye ek Kaam karte h Ham Ab sirf padhenge post nhi karenge... Is se Koi rule break nhi hoga or Ham sdc jude bhi rahege... Vaise b kuch chije is site m hame samjh nhi Aayi... Jaise post edit karna... Are bhai admin k Sath Sath member ka bhi haq hota h apni post editing ka... Mistake Ho Jaye to sudharne ka... Aisa Koi option nhi Dikha hame.. Vo to shukr h ki itne Co oprat karne wali administration h nhi to badi mushkil hoti...

Khair... Hope in points Par technical team gour karegi

yeh to app khafaa ho gaey haiN ... moHteram appko yahaN ki intezaamiya ne koi Hukm naheeN sirf aik iltejaa kee thee or agaah kiya keh ager app kisi dosry shair ki shayri ko anjuman mai post karieNgy to us se baaqi members ko bhee aitraaz naheeN ho ga aur app preshanioN se bhee bachy rahieNge .

is dunya mai bahut achy achy shair haiN , jinka kalaam hum tak pahunch hi naheeN paata , ager aisy mai app bhee aisy kahieNge to ajay saHb ya kisi aur achy shayir ki shaairi hum tak kaise pahunchy gee ? zara gahur fermaaiye ga is baat per .

rahee baat rules break kerny kee to moHteram ghaltiyaaN to insaano se hee hotee haiN acha wohee hai jo ghaltee smajh ker sudhaar lay na keh zidd ke ke baiTh jaaey or tamasha lagaa day ke mai saHeeH hoN , ghaltiyaN to humse bhee hotee haiN barhaa , halaaNkeh ab to mod hone ke baad hamieN ghaltioN se pak ho jaata chahiye thaa . lakin phir bhee ho jaati hai .

app ki is baat se ittefaq kerta hoN keh SDC ke her rules ko baqaaida aik thread mai post kiya jaaey , chalieN appse waada hai keh is per jald az jald kaam shuru kiyaa jaaey ga

post edit kerny ke waqt ko limited rakhny ki bhee bahut saari wajohaat hoti hai jo phir kabhee appse share kerna chahoNga

abhee ke liye ijjazat chahta hoN , umeed hai app umda umda shayri o adab ke khazeeny hamary saath share kerty rahieNgy .
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#9)
Ashwani Tyagi
Registered User
Ashwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of light
 
Ashwani Tyagi's Avatar
 
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 15
30th August 2014, 12:55 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
aadaab !

jee moHteram app ka HaQ hai sawaal poochnaa , waisy yo yeh jawab daina mera tonaheN banta thaa kiyoN keh app zainy saHiba se mukhatib haiN , lakin q keh mai ne appkee post peRh lee to baHaisyat intezaamiya ke jawaab day rahaa hoN .

jee yaqeenan yahaaN ke sabhee asool / qanoon har aik rukan / fard per laago hoty haiN , sirf app per naheeN .

isse app asool / rule keh rahy haiN chalieN aisy hi saHeeH lakin yeh pehly se hi majood hai . iskee thoRee see wizahat ker daita hoN .

shayri e dard , shayri e ishq ya dosry jitny bhee sections haiN un mai app apnee tehreer kee huwi ghazal likh sakty haiN , aur aapki shayri mai bhee app apnee tehreer kee huwi ghazal likh sakty haiN , is mai koi pabandee naheeN hai . lakin intezaamiyah (administration ) yeh chahtee hai keh jin logoN ko apne kalaam / shayri per yaqeen hai jo technical ghaltioN se pak hai woh dosry sections mai post ker sakty haiN . lakin jinhaiN islaaH chahiye woh patshaala ke section mai post ker sakty haiN , lakin kiyoN keh islaaH ka kaam itna asaan naheeN hai aur kuch aHbaab jab iSlaaH kee koshish kerty haiN to un per hee tanqeed shuru ker dee jaatee hai is liye hum ne patshalaa per tawajoo kuch kam ker dee hai lakin ... bahut jald us ke liyee bhee koi behter Hal nikaal liya jaaey ga

ab baat kerty haiN anjuman e shayri kee , ab jaise appko bataya hai keh dosry section apnee shayri ke liye banaey gaey haiN is liye hum sabhee members se anjuman e shayree mai woh shayri ko rakhny ki guzarish kerty haiN jo appne to na likhee aur app usse share kerna chahty haiN . umeed hai appke sawaloN ka jawab mil gayaa ho ga . mazeed kisi sawaal ke liye bilaa jhijhak app kisi bhee mod se baraherast rabta ker sakty haiN .

yeh to app khafaa ho gaey haiN ... moHteram appko yahaN ki intezaamiya ne koi Hukm naheeN sirf aik iltejaa kee thee or agaah kiya keh ager app kisi dosry shair ki shayri ko anjuman mai post karieNgy to us se baaqi members ko bhee aitraaz naheeN ho ga aur app preshanioN se bhee bachy rahieNge .

is dunya mai bahut achy achy shair haiN , jinka kalaam hum tak pahunch hi naheeN paata , ager aisy mai app bhee aisy kahieNge to ajay saHb ya kisi aur achy shayir ki shaairi hum tak kaise pahunchy gee ? zara gahur fermaaiye ga is baat per .

rahee baat rules break kerny kee to moHteram ghaltiyaaN to insaano se hee hotee haiN acha wohee hai jo ghaltee smajh ker sudhaar lay na keh zidd ke ke baiTh jaaey or tamasha lagaa day ke mai saHeeH hoN , ghaltiyaN to humse bhee hotee haiN barhaa , halaaNkeh ab to mod hone ke baad hamieN ghaltioN se pak ho jaata chahiye thaa . lakin phir bhee ho jaati hai .

app ki is baat se ittefaq kerta hoN keh SDC ke her rules ko baqaaida aik thread mai post kiya jaaey , chalieN appse waada hai keh is per jald az jald kaam shuru kiyaa jaaey ga

post edit kerny ke waqt ko limited rakhny ki bhee bahut saari wajohaat hoti hai jo phir kabhee appse share kerna chahoNga

abhee ke liye ijjazat chahta hoN , umeed hai app umda umda shayri o adab ke khazeeny hamary saath share kerty rahieNgy .
Namaskar mujeeb sahab
Positive response ka Bahut bahut Shukriya.. Kuch confusion hone ki vajh se Ham posting rokne ki soch liye.. Jab Tak clear na ho galtiya hoti rahegi... Un galtiyo se Ham b bachna chahte hai... For example... Kisi poet ki shayri anjuman m post kare to shayri e mashoor shyar ka kya criteria hai... Or shyri e Dard or ishq dono m kuch thread Par other poets ki shayri dekh k Ham confused Hue...

Pichhle do roz se hamari Har baat galat si LG rhi h sdc me so posting rokna munasib sa lga

Aapk achhe response se Khushi hui... Hope Ham yaha k kayde or soch samjh jayenge jald he... Or Ham sirf Ajay sahab se vabasta nahi h.. Kuch or bhi aise beshkimti khazane h jo padhne lyak. H.. Jinka adab p achha command h... Behr bhi follow karte h taqti ka bhi dhyan h... ... Ham to khair sirf padhne Tak he h ya tukbandi m ulzhne wale.....

Ek Baar Fir se tahe Dil se Shukriya...

Regards,
Ashwani Tyagi

akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
  Send a message via Skype™ to Ashwani Tyagi 
Reply With Quote
Old
  (#10)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th August 2014, 09:44 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
aadaab !

jee moHteram app ka HaQ hai sawaal poochnaa , waisy yo yeh jawab daina mera tonaheN banta thaa kiyoN keh app zainy saHiba se mukhatib haiN , lakin q keh mai ne appkee post peRh lee to baHaisyat intezaamiya ke jawaab day rahaa hoN .

jee yaqeenan yahaaN ke sabhee asool / qanoon har aik rukan / fard per laago hoty haiN , sirf app per naheeN .

isse app asool / rule keh rahy haiN chalieN aisy hi saHeeH lakin yeh pehly se hi majood hai . iskee thoRee see wizahat ker daita hoN .

shayri e dard , shayri e ishq ya dosry jitny bhee sections haiN un mai app apnee tehreer kee huwi ghazal likh sakty haiN , aur aapki shayri mai bhee app apnee tehreer kee huwi ghazal likh sakty haiN , is mai koi pabandee naheeN hai . lakin intezaamiyah (administration ) yeh chahtee hai keh jin logoN ko apne kalaam / shayri per yaqeen hai jo technical ghaltioN se pak hai woh dosry sections mai post ker sakty haiN . lakin jinhaiN islaaH chahiye woh patshaala ke section mai post ker sakty haiN , lakin kiyoN keh islaaH ka kaam itna asaan naheeN hai aur kuch aHbaab jab iSlaaH kee koshish kerty haiN to un per hee tanqeed shuru ker dee jaatee hai is liye hum ne patshalaa per tawajoo kuch kam ker dee hai lakin ... bahut jald us ke liyee bhee koi behter Hal nikaal liya jaaey ga

ab baat kerty haiN anjuman e shayri kee , ab jaise appko bataya hai keh dosry section apnee shayri ke liye banaey gaey haiN is liye hum sabhee members se anjuman e shayree mai woh shayri ko rakhny ki guzarish kerty haiN jo appne to na likhee aur app usse share kerna chahty haiN . umeed hai appke sawaloN ka jawab mil gayaa ho ga . mazeed kisi sawaal ke liye bilaa jhijhak app kisi bhee mod se baraherast rabta ker sakty haiN .

yeh to app khafaa ho gaey haiN ... moHteram appko yahaN ki intezaamiya ne koi Hukm naheeN sirf aik iltejaa kee thee or agaah kiya keh ager app kisi dosry shair ki shayri ko anjuman mai post karieNgy to us se baaqi members ko bhee aitraaz naheeN ho ga aur app preshanioN se bhee bachy rahieNge .

is dunya mai bahut achy achy shair haiN , jinka kalaam hum tak pahunch hi naheeN paata , ager aisy mai app bhee aisy kahieNge to ajay saHb ya kisi aur achy shayir ki shaairi hum tak kaise pahunchy gee ? zara gahur fermaaiye ga is baat per .

rahee baat rules break kerny kee to moHteram ghaltiyaaN to insaano se hee hotee haiN acha wohee hai jo ghaltee smajh ker sudhaar lay na keh zidd ke ke baiTh jaaey or tamasha lagaa day ke mai saHeeH hoN , ghaltiyaN to humse bhee hotee haiN barhaa , halaaNkeh ab to mod hone ke baad hamieN ghaltioN se pak ho jaata chahiye thaa . lakin phir bhee ho jaati hai .

app ki is baat se ittefaq kerta hoN keh SDC ke her rules ko baqaaida aik thread mai post kiya jaaey , chalieN appse waada hai keh is per jald az jald kaam shuru kiyaa jaaey ga

post edit kerny ke waqt ko limited rakhny ki bhee bahut saari wajohaat hoti hai jo phir kabhee appse share kerna chahoNga

abhee ke liye ijjazat chahta hoN , umeed hai app umda umda shayri o adab ke khazeeny hamary saath share kerty rahieNgy .
Dear Mujeeb..........bahut pyar se aapne apni baat rakhi, uske liye aap reps ke haqdaar hai.

Ashwani ji....aap sharing kijiye, hame aapki share ki hue poetry bahut acchi lagti hai, bas wahi chotti chotti baatoN ka khayal rakhiye, jinka Mujeeb ne jikar kiya hai

Rabb Raakha

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com