Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
kaise kahoon tumse............?
Old
  (#1)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
kaise kahoon tumse............? - 17th August 2006, 12:45 PM

dosto. aaj pata nahi kyoun mere kisi gumnaam dost ki mujhe yaad aa gayee. or jab kuch likhne baitha to achanak ye nagma taiyar ho gaya. pata nahi kaisa lagega aapko . per dil ki baat kagaz per utar gayee hai. ab aapke samne hai.

kaise kahoon tumse
ki main tumhe kitna chahta hoon.
kaise kahoon tumse
ki jheel si aankhon me doob marna chahta hoon
kaise kahoon ki main
tumse iskq karna chahta hoon.

bas gayee hai dil main tu mere kuch is tarah
seepi ke pet main koi moti ho jis tarah

main manta hoo.n ki tu meri manzin nahi hai shayad
per dil me teri mohhabt ke chirag jalana chahta hoo.n

ek baar chupke se dekha tha thujhe aaine main maine
deewangi meri thujhko fir us aaine main doondti hai

main nahi kahta ki tu mujhe na mili to mar jaunga main
haan agar bhula dogi tum mujhe to jinda rahna mushkil hoga

o sitamgar mat dhaa mere dil pe sitam ithna ki toot jaun.
tootne ko taiyar hoon gr bahon me samhale tu mujhko.

mar raha hoon main ab jeene ki aas banki na rahi
chain se mar jaunga gar ek baar tu milne aa jaye.

aapka dost
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 17th August 2006, 12:57 PM

dilip bhai kaise ho......yaar tum to chha gaye ho achi nazam likhi hai......ehsaas bhut pyare hai lafzon ko bhee bakhubi istemaal kiya hai......meri daad kabool karna.........raj.........

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: kaise kahoon tumse............?
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: kaise kahoon tumse............? - 17th August 2006, 02:13 PM

Quote:
Originally posted by dilip200
dosto. aaj pata nahi kyoun mere kisi gumnaam dost ki mujhe yaad aa gayee. or jab kuch likhne baitha to achanak ye nagma taiyar ho gaya. pata nahi kaisa lagega aapko . per dil ki baat kagaz per utar gayee hai. ab aapke samne hai.

kaise kahoon tumse
ki main tumhe kitna chahta hoon.
kaise kahoon tumse
ki jheel si aankhon me doob marna chahta hoon
kaise kahoon ki main
tumse iskq karna chahta hoon.

bas gayee hai dil main tu mere kuch is tarah
seepi ke pet main koi moti ho jis tarah

main manta hoo.n ki tu meri manzin nahi hai shayad
per dil me teri mohhabt ke chirag jalana chahta hoo.n

ek baar chupke se dekha tha thujhe aaine main maine
deewangi meri thujhko fir us aaine main doondti hai

main nahi kahta ki tu mujhe na mili to mar jaunga main
haan agar bhula dogi tum mujhe to jinda rahna mushkil hoga

o sitamgar mat dhaa mere dil pe sitam ithna ki toot jaun.
tootne ko taiyar hoon gr bahon me samhale tu mujhko.

mar raha hoon main ab jeene ki aas banki na rahi
chain se mar jaunga gar ek baar tu milne aa jaye.

aapka dost
dilip bahut hi accha likha hai tumne, sach mai kuch share to dil ko chu gaye. jaise ki :

bahut pyari koshish hai, dil se mubrakbaad kabool karna aur aaggey bhi aise hi likhtey rahna.

tumari didi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#4)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: hi - 19th August 2006, 11:19 AM

Quote:
Originally posted by rajveeer
dilip bhai kaise ho......yaar tum to chha gaye ho achi nazam likhi hai......ehsaas bhut pyare hai lafzon ko bhee bakhubi istemaal kiya hai......meri daad kabool karna.........raj.........
raj sahab

thankyou for giving me this wonderful words...................
aapki daad mere sar aankhon per hai..................
aap jaisa mashhoor shayar meri post par aakar tarif kar raha hai. isse bada kya ho sakta hai. ......................... such poochiye aaj mera kad or bad gaya hai. ....... ...................age bhi aap ase hi meri post per aa kar mera kad badate rahiyega.

aapka adna sa dost
dilip
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Re: Re: kaise kahoon tumse............?
Old
  (#5)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: Re: kaise kahoon tumse............? - 26th August 2006, 01:24 PM

Quote:
Originally posted by sunita virender
dilip bahut hi accha likha hai tumne, sach mai kuch share to dil ko chu gaye. jaise ki :

main manta hoo.n ki tu meri manzin nahi hai shayad
per dil me teri mohhabt ke chirag jalana chahta hoo.n

main nahi kahta ki tu mujhe na mili to mar jaunga main
haan agar bhula dogi tum mujhe to jinda rahna mushkil hoga

o sitamgar mat dhaa mere dil pe sitam ithna ki toot jaun.
tootne ko taiyar hoon gr bahon me samhale tu mujhko.

bahut pyari koshish hai, dil se mubrakbaad kabool karna aur aaggey bhi aise hi likhtey rahna.

tumari didi

sorry didi
pata nahi kaise aapka reply meri nazaro se chook gaya or main reply bhi nahi kar saka

aap khud itna khoob surat likhti hain ki main to waise hi aapka kayal hoo.n fir aapne meri is post ka jaw3ab de kar mujhe apna gulam bana liya...................

shukriya..

aapka bhaiya

dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#6)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
26th August 2006, 02:09 PM

main nahi kahta ki tu mujhe na mili to mar jaunga main
haan agar bhula dogi tum mujhe to jinda rahna mushkil hoga

o sitamgar mat dhaa mere dil pe sitam ithna ki toot jaun.
tootne ko taiyar hoon gr bahon me samhale tu mujhko

dilip ji,acha laga aapko padhkar.yeh do sher ache lage
likhte rahiye.

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#7)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
28th August 2006, 11:14 AM

Quote:
Originally posted by akelijaan
main nahi kahta ki tu mujhe na mili to mar jaunga main
haan agar bhula dogi tum mujhe to jinda rahna mushkil hoga

o sitamgar mat dhaa mere dil pe sitam ithna ki toot jaun.
tootne ko taiyar hoon gr bahon me samhale tu mujhko

dilip ji,acha laga aapko padhkar.yeh do sher ache lage
likhte rahiye.
hi akelijaan ji

shukriya

sorry aapka naam to mujhe nahi maloom magar accha laga ki aap meri post per aayi or aapne reply diya............
jab bhi kisi thread ko reply milta hai to dil bag bag hojata hai of fir agli bar ke liye or gahrais e koshish ki jati hai.............

ase hi aap mera housal badate rahiyega or aate rahiyega.
aapke reply ka mujhe sada intzar rahega.

aapka dost
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
28th August 2006, 11:39 AM

bahot khub dost bahot hi badhiya likha hai tumne mujhe tumse zarur kuch sikhne ko milega ........keep writing dost ...............tumhara dost dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
28th August 2006, 01:57 PM

dilip ji..

kehne ke shabd hi nahi hai.. dhawal ji ne humse poocha tha ki log pyaar kyu chupate hain.. aapne apne pyar ka khula izhaar kar diya.. sach hai ki apne pyaar ko pa kar uske saath zindagi beetana khushkismati hai..par usi pyaar ke kho jane par bhi uska intzaar karte karte palko ko moond lena BANDAGI

Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
28th August 2006, 01:58 PM

dilip ji..

kehne ke shabd hi nahi hai.. dhawal ji ne humse poocha tha ki log pyaar kyu chupate hain.. aapne apne pyar ka khula izhaar kar diya.. sach hai ki apne pyaar ko pa kar uske saath zindagi beetana khushkismati hai..par usi pyaar ke kho jane par bhi uska intzaar karte karte palko ko moond lena BANDAGI kehlati hai..

aapki is bandagi ko mera salaam..

aapki dost
nisha

(sorry pehle galti se adha hi post hua)

Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
29th August 2006, 07:48 AM

Quote:
Originally posted by dhavalrami4you
bahot khub dost bahot hi badhiya likha hai tumne mujhe tumse zarur kuch sikhne ko milega ........keep writing dost ...............tumhara dost dhaval

dhaval mere bhai

tum to khud hi itna khoob surat likhte ho ki main kya kahoon tumse .. ase mein tumhara meri is thread per aana or meri tarif karna .........................
bus yun samajh lo ki mere per lag gaye..............
shukriya mere yaar... isi prakar apna pyar tum mujher lutate rahana.......................

tumhara dost
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
29th August 2006, 09:29 AM

hi dilip kaisa hai dost?

yaar tum jaise dost hai mere isiliye main kuch likh pata hu

tum sab ka sath aur pyaar mujhe achhe se acha likhne ki himmat deta hai dost ...

dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
1st September 2006, 11:44 AM

Quote:
Originally posted by dhavalrami4you
hi dilip kaisa hai dost?

yaar tum jaise dost hai mere isiliye main kuch likh pata hu

tum sab ka sath aur pyaar mujhe achhe se acha likhne ki himmat deta hai dost ...

dhaval
dear dhaval
tumhare in golden word ke liye jo tumne kahe hai.n
tum mujhe dost mante ho ye mere liye bahut hai...... meri dosti tumhare liye sada meri jaan se badkar rahegi ye wada raha.....
or tm hamesha accha likhte raho ye khuda se main dua karoonga...

tumhara dost
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Re: kaise kahoon tumse............?
Old
  (#14)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Re: kaise kahoon tumse............? - 9th September 2006, 11:05 PM

Quote:
Originally posted by dilip200
dosto. aaj pata nahi kyoun mere kisi gumnaam dost ki mujhe yaad aa gayee. or jab kuch likhne baitha to achanak ye nagma taiyar ho gaya. pata nahi kaisa lagega aapko . per dil ki baat kagaz per utar gayee hai. ab aapke samne hai.

kaise kahoon tumse
ki main tumhe kitna chahta hoon.
kaise kahoon tumse
ki jheel si aankhon me doob marna chahta hoon
kaise kahoon ki main
tumse iskq karna chahta hoon.

bas gayee hai dil main tu mere kuch is tarah
seepi ke pet main koi moti ho jis tarah

main manta hoo.n ki tu meri manzin nahi hai shayad
per dil me teri mohhabt ke chirag jalana chahta hoo.n

ek baar chupke se dekha tha thujhe aaine main maine
deewangi meri thujhko fir us aaine main doondti hai

main nahi kahta ki tu mujhe na mili to mar jaunga main
haan agar bhula dogi tum mujhe to jinda rahna mushkil hoga

o sitamgar mat dhaa mere dil pe sitam ithna ki toot jaun.
tootne ko taiyar hoon gr bahon me samhale tu mujhko.

mar raha hoon main ab jeene ki aas banki na rahi
chain se mar jaunga gar ek baar tu milne aa jaye.

aapka dost
namaskaar dilip ji, kaise hai aap janaab.

na jane kahan kahan se aapke kalam meri nazro-n ke samne aa rahe hai. ab aap kahenge ki '' to mei kya karu'' fir mein kahungi ki
ab aapka likha samne ayega to reply to karna padega na.

chaliye ji koi baat nahi aapne bahot achha likha hai. ab jyada mujhe bolna nahi aata. si liye itna hi likh rahi hu ki aapka likha laajavab hai. ummid hai ki unhi aap likhte rahenge bass likhte rahenge. ok ji. meri shubhkamnaye to lete jaiye ji

ok bye take care

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#15)
prashant_ai
Registered User
prashant_ai will become famous soon enoughprashant_ai will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 31
Join Date: May 2005
Location: Meerut (UP, currently in Bangalore
Rep Power: 0
hi - 10th September 2006, 01:20 AM

hello dost,

aapki shayri padhi ...
jayada theek nahi hain ...
ek tarannum nahi hain ....

means ek lay nahi hain

pehle aapne lines mein 'chahta hoon' use kiya ...
phir 'dhoondta hu'

means aap ' ... ta hu' use kar rahe the ...

phir aapne alag shabd use kerne shuru kar diye ...

sher achhhe hain ... but not related to each other.
but u hav good words.

shayar achhe ho par shayri mein .. tarannum lao...
shabdo ki achhi pehchaan hain aapko ...

ise aur achhee se istemaal karo ...

likhte raho ...

prashant
  Send a message via Yahoo to prashant_ai  
Reply With Quote
Old
  (#16)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
10th September 2006, 09:59 AM

Quote:
Originally posted by NISHA_VIRGO16
dilip ji..

kehne ke shabd hi nahi hai.. dhawal ji ne humse poocha tha ki log pyaar kyu chupate hain.. aapne apne pyar ka khula izhaar kar diya.. sach hai ki apne pyaar ko pa kar uske saath zindagi beetana khushkismati hai..par usi pyaar ke kho jane par bhi uska intzaar karte karte palko ko moond lena BANDAGI kehlati hai..

aapki is bandagi ko mera salaam..

aapki dost
nisha

(sorry pehle galti se adha hi post hua)
nisha ji

accha laga aapko yahan dekha kar... bhai kahan rahti ho aaj kal dikahi hi nahi deti.n........... pyar ki jo paribhasa aapne di hai.n kamal hain ek payr karne wala hi ese golden wprd kah sakta hai.n aapka salam hame dil se sweekar hai... aap ase hi hamara housla badate rahiyega or haa.n apna khayal rakhana....

aapka dost
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Re: kaise kahoon tumse............?
Old
  (#17)
sonia_saah
Registered User
sonia_saah is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 39
Join Date: Jul 2006
Rep Power: 0
Re: kaise kahoon tumse............? - 10th September 2006, 01:09 PM

Quote:
Originally posted by dilip200
dosto. aaj pata nahi kyoun mere kisi gumnaam dost ki mujhe yaad aa gayee. or jab kuch likhne baitha to achanak ye nagma taiyar ho gaya. pata nahi kaisa lagega aapko . per dil ki baat kagaz per utar gayee hai. ab aapke samne hai.

kaise kahoon tumse
ki main tumhe kitna chahta hoon.
kaise kahoon tumse
ki jheel si aankhon me doob marna chahta hoon
kaise kahoon ki main
tumse iskq karna chahta hoon.

bas gayee hai dil main tu mere kuch is tarah
seepi ke pet main koi moti ho jis tarah

main manta hoo.n ki tu meri manzin nahi hai shayad
per dil me teri mohhabt ke chirag jalana chahta hoo.n

ek baar chupke se dekha tha thujhe aaine main maine
deewangi meri thujhko fir us aaine main doondti hai

main nahi kahta ki tu mujhe na mili to mar jaunga main
haan agar bhula dogi tum mujhe to jinda rahna mushkil hoga

o sitamgar mat dhaa mere dil pe sitam ithna ki toot jaun.
tootne ko taiyar hoon gr bahon me samhale tu mujhko.

mar raha hoon main ab jeene ki aas banki na rahi
chain se mar jaunga gar ek baar tu milne aa jaye.

aapka dost
dilip ji
aaj jab main idhar ko aayi to maine aapki is peshkash ko dekha accha laga padkar bus jee u.N maniye ki dil khush ho gaya... pahle jab maine aapko pada tha aap kuch khas nahi likh pate the per aaj aapko padkar sacchi lag raha hai ki aap bahut mehnat kar rahe hain main to aapki dost hoo.n per lag raha hai ki aap mujhe bhool chuke hain na koi pm na koi ......... khair chodo ab jab dubara se is paribar main aa gaye hai.n to aapke or mere sab gilesikabe door ho jaye.nge or bataiyega kya naya chal raha hai.. aapki is behad khoobsurat peshkas per sonia ki daad hazir hai hazoor dil se ise kbool farmaiye

aapki dost
SONIA
   
Reply With Quote
Re: Re: kaise kahoon tumse............?
Old
  (#18)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: Re: kaise kahoon tumse............? - 11th September 2006, 04:55 PM

Quote:
Originally posted by pooja4588
namaskaar dilip ji, kaise hai aap janaab.

na jane kahan kahan se aapke kalam meri nazro-n ke samne aa rahe hai. ab aap kahenge ki '' to mei kya karu'' fir mein kahungi ki
ab aapka likha samne ayega to reply to karna padega na.

chaliye ji koi baat nahi aapne bahot achha likha hai. ab jyada mujhe bolna nahi aata. si liye itna hi likh rahi hu ki aapka likha laajavab hai. ummid hai ki unhi aap likhte rahenge bass likhte rahenge. ok ji. meri shubhkamnaye to lete jaiye ji

ok bye take care

aapki dost
pooja
hi pooja
accha laga aapko yahan dekha kar...ab aapne jab reply de hi diya hai to mujhe bhi shukriya kahna hi padega na........................... aap ase hi hamara housla badate rahiyega or haa.n apna khayal rakhana....

aapka dost
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#19)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: hi - 13th September 2006, 09:26 AM

Quote:
Originally posted by prashant_ai
hello dost,

aapki shayri padhi ...
jayada theek nahi hain ...
ek tarannum nahi hain ....

means ek lay nahi hain

pehle aapne lines mein 'chahta hoon' use kiya ...
phir 'dhoondta hu'

means aap ' ... ta hu' use kar rahe the ...

phir aapne alag shabd use kerne shuru kar diye ...

sher achhhe hain ... but not related to each other.
but u hav good words.

shayar achhe ho par shayri mein .. tarannum lao...
shabdo ki achhi pehchaan hain aapko ...

ise aur achhee se istemaal karo ...

likhte raho ...

prashant
prashant ji shukriya
aap ne yahan aakar jo mere kalam ko izzat afazai hai uske liye main aapka shukarguzar hoo.n............
aapne sahi kaha ki isme koi tarrnum nahi hai... koi lay nahi hai main bhi nahi kahta ki isme koi tarrnum hai.... ye sirf mere man ke bhav hain jo kagaz per utar gaye or sher ho gaye main to inhe sher bhe nahi manta......... wanki main aage se koshish karoonga ki aapko koi shiyakat ka mouka na doo.n........
agli baar bhi aap suggession jaroor digiyega jisse main kuch behatar likh sakoo.n

aapka ekbegana sa dost
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Re: Re: kaise kahoon tumse............?
Old
  (#20)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: Re: kaise kahoon tumse............? - 13th September 2006, 09:29 AM

Quote:
Originally posted by sonia_saah
dilip ji
aaj jab main idhar ko aayi to maine aapki is peshkash ko dekha accha laga padkar bus jee u.N maniye ki dil khush ho gaya... pahle jab maine aapko pada tha aap kuch khas nahi likh pate the per aaj aapko padkar sacchi lag raha hai ki aap bahut mehnat kar rahe hain main to aapki dost hoo.n per lag raha hai ki aap mujhe bhool chuke hain na koi pm na koi ......... khair chodo ab jab dubara se is paribar main aa gaye hai.n to aapke or mere sab gilesikabe door ho jaye.nge or bataiyega kya naya chal raha hai.. aapki is behad khoobsurat peshkas per sonia ki daad hazir hai hazoor dil se ise kbool farmaiye

aapki dost
SONIA

hi sonia kaisi ho
bhia bada accha laga tumhara ye reply padkar
dil ko badi thandak pahunchai hai isne..... sach main soniya tumne mujhe hamesha sahara diya hai... mujhe suggession diye hain jiski badoulat main ab kuch sekh raha hoo.n tum hamesha ase hi mera housla badate rahna

begana sa dost nahi kahoonga tumse

tumhara
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Re: Re: kaise kahoon tumse............?
Old
  (#21)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: Re: kaise kahoon tumse............? - 13th September 2006, 09:46 AM

Quote:
Originally posted by sonia_saah
dilip ji
aaj jab main idhar ko aayi to maine aapki is peshkash ko dekha accha laga padkar bus jee u.N maniye ki dil khush ho gaya... pahle jab maine aapko pada tha aap kuch khas nahi likh pate the per aaj aapko padkar sacchi lag raha hai ki aap bahut mehnat kar rahe hain main to aapki dost hoo.n per lag raha hai ki aap mujhe bhool chuke hain na koi pm na koi ......... khair chodo ab jab dubara se is paribar main aa gaye hai.n to aapke or mere sab gilesikabe door ho jaye.nge or bataiyega kya naya chal raha hai.. aapki is behad khoobsurat peshkas per sonia ki daad hazir hai hazoor dil se ise kbool farmaiye

aapki dost
SONIA

hi sonia kaisi ho
bhia bada accha laga tumhara ye reply padkar
dil ko badi thandak pahunchai hai isne..... sach main soniya tumne mujhe hamesha sahara diya hai... mujhe suggession diye hain jiski badoulat main ab kuch sekh raha hoo.n tum hamesha ase hi mera housla badate rahna

begana sa dost nahi kahoonga tumse

tumhara
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
hi
Old
  (#22)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
hi - 14th September 2006, 12:56 PM

Dilip ji,

aapko padha.. aur aapke emotion ko mahsus kiya.. sach mujhe bahut achchha laga... laga ki kaisi udhenbun rahati hai jin paristhityo ko aapne jeevant kiya hai.. beshak technical dristi se esmein kuchh kahmiya hai.. dil ke dristi mein ekdam durust hai...

likhate rahiye...

Akant...

*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#23)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: hi - 15th September 2006, 10:25 AM

Quote:
Originally posted by akant
Dilip ji,

aapko padha.. aur aapke emotion ko mahsus kiya.. sach mujhe bahut achchha laga... laga ki kaisi udhenbun rahati hai jin paristhityo ko aapne jeevant kiya hai.. beshak technical dristi se esmein kuchh kahmiya hai.. dil ke dristi mein ekdam durust hai...

likhate rahiye...

Akant...
akant sahab

shukriya janab jo aap mere is post per aaye or aapne ise saraha.,.... or aapne ye bhi ek dam durust farmaya ki isme kuch technicali problem hai per kya karoo.n janab main abhi seekh hi raha hoo.n aage se main koshish karoo.nga ki aapko shikayat ka koi mouka na doo.n

ummid karta hoo.n aap ese hi aakar mujhe margdarshan dete rahenge....... shukriya

ek begana sa dost
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kaise kahoon!!!! Broken Heart Aapki Shayri 2 18th May 2009 12:31 PM
Kaise kahoon ilesh shah Shayri-e-Dard 7 7th June 2007 02:44 PM
Kaise kahoon...? tanhaa Shayri-e-Dard 1 21st February 2005 08:13 PM
Kaise Kahoon.. Payal_19 Shayri-e-Ishq 4 21st July 2002 10:48 PM
Agar main Tumse kahoon princePyaradost Shayri-e-Ishq 0 12th May 2002 08:11 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com