Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
yaad e yaar ka aalaam.....
Old
  (#1)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
yaad e yaar ka aalaam..... - 30th December 2009, 12:04 PM

palkon men chipe ansu
rukhaasron pe bikhar jate hein
Eik tees se uthtee hie dil men aise
sar ta paa hum laraz jatae hain
bojhal hotee hoee saans ukhar jatee hei
lahu kee ravanee thithar jate hei
Dum ghutaa sa lagta hai
apna aap luta sa lagta hai
seene ko hathelee tale dabatae hein
ghabra ke kabhi siyah hote chehre ko
anchal men chupatae hein
zabt toot jata hai aksar jo kabhi
tanha goshae men jaa ke ansu bahaatae hein
thartharatae badan ko sambhalte hein kabhi
kabhi khud ko khud hee pyar se samjhatae hain
Toot ke yaad jab kabhi apkee atee hei hamae
apkee qasam sajan jeetae jee mar jatae hain


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
31st December 2009, 05:35 PM

shayed ehbaab ki nigah se ojhal rahee ye tehreer
so mukarar hazir hei...


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
31st December 2009, 06:47 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
shayed ehbaab ki nigah se ojhal rahee ye tehreer
so mukarar hazir hei...
Maham Jii,,

Waqai janab,,, yeh tehreer hamari nazrooN se ohjal
hui..... humain yakeen nahi ho raha,,

Yeh to achaa hua k aap ne issey reply de dia...
warna itni achi tehreer hamari nazrooN ko dekhni
naseeb na hoti......

Kia baat hai janab.... dard hi dard... ishq hi ishq...
sab dikh raha hai aap ki nazm mein....
jitni daad di jaye kam hai......

Likhte rahiye aur humain mehzooz karte rahiye,,

Regardz,,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
3rd January 2010, 11:35 AM

Maham ki adnaa tehreerain is laiq nai hoteen ke koi un pe waqt zaya kare magar haan aap se hasas qaari inko parh ke gehrayee se mehsus kar lete hien yehe kafi hei maham kel ye ...

behud nav azish hazrat...


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 3rd January 2010, 11:42 AM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Maham ki adnaa tehreerain is laiq nai hoteen ke koi un pe waqt zaya kare magar haan aap se hasas qaari inko parh ke gehrayee se mehsus kar lete hien yehe kafi hei maham kel ye ...

behud nav azish hazrat...

Hmmm....

Majrooh Sultaanpuri Sahib ne sahi likha
aur
Ustaad Nusrat Fateh Ali Khan Sahib ne sahi Gayaa hai:-


"ISHQ ka rutbaa ISHQ hi jaanay.......!"

Regardz,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 3rd January 2010 at 11:44 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
3rd January 2010, 11:49 AM

Laaraib sach hie yeh!!!!!
Beshak...


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
3rd January 2010, 01:22 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
palkon men chipe ansu
rukhaasron pe bikhar jate hein
Eik tees se uthtee hie dil men aise
sar ta paa hum laraz jatae hain
bojhal hotee hoee saans ukhar jatee hei
lahu kee ravanee thithar jate hei
Dum ghutaa sa lagta hai
apna aap luta sa lagta hai
seene ko hathelee tale dabatae hein
ghabra ke kabhi siyah hote chehre ko
anchal men chupatae hein
zabt toot jata hai aksar jo kabhi
tanha goshae men jaa ke ansu bahaatae hein
thartharatae badan ko sambhalte hein kabhi
kabhi khud ko khud hee pyar se samjhatae hain
Toot ke yaad jab kabhi apkee atee hei hamae
apkee qasam sajan jeetae jee mar jatae hain
Maham Saheba Ji....Aadaab ! aapki yeh nazm Shuru se aakhir tak bahut dilkash rahi....ek khubsurat manzar banati lagi mujhe....sabhi panktiyon mai kashish nazar aati hai....yuhi likhte rahiye....dil se daad hazir hai.....khush rahiye....

apna khayal rakhiyega...
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#8)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
3rd January 2010, 04:25 PM

Mohterma Maham Ji Aadaab,

Naye saal ki mubarakbaad aapko. Aapki tehriir achhi lagi. Aapke ehsasaat bahot umda hote haiN aur aap ki bayani meiN bhi rawaani hoti hai. HumeN yaqiiN hai ke aap agar koshish kareN to beh'r meiN bhi aasani se likh sakeNgii. Behar'al aapki kavish par daad qubuul farmayeN.

Khush rahiye,
Aadaab
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
UDAS PATHIK
Registered User
UDAS PATHIK is just really niceUDAS PATHIK is just really niceUDAS PATHIK is just really niceUDAS PATHIK is just really nice
 
UDAS PATHIK's Avatar
 
Offline
Posts: 95
Join Date: Dec 2009
Location: Faridabad
Rep Power: 18
3rd January 2010, 11:17 PM

Azmi janaab bahut khoobsurati aur saadgi se mano dil ki baat ek hi saans me keh dali ho aur sara dard ni**** dala ho...bahut khoobsurat andaaz seedhe dil ki baat dil tak pahuchane ka..badhayi.


~*~*~* उदास पथिक ~*~*~*

दिल की चीखे जब बढ जाती हैं
और जज्बातो की आंधी
रोके नही रुकती..
तो लिख लेती हू...
.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
5th January 2010, 07:33 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Maham Saheba Ji....Aadaab ! aapki yeh nazm Shuru se aakhir tak bahut dilkash rahi....ek khubsurat manzar banati lagi mujhe....sabhi panktiyon mai kashish nazar aati hai....yuhi likhte rahiye....dil se daad hazir hai.....khush rahiye....

apna khayal rakhiyega...
duaaon ke saath....

navazish karam meharbani hazrat
ap sada hee meri tehreeron ko gehrayee se mehsus karte hien
behud shukriya is karamfarmaye kel ye...


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
25th January 2010, 04:27 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Mohterma Maham Ji Aadaab,

Naye saal ki mubarakbaad aapko. Aapki tehriir achhi lagi. Aapke ehsasaat bahot umda hote haiN aur aap ki bayani meiN bhi rawaani hoti hai. HumeN yaqiiN hai ke aap agar koshish kareN to beh'r meiN bhi aasani se likh sakeNgii. Behar'al aapki kavish par daad qubuul farmayeN.

Khush rahiye,
Aadaab
Naadaan

Behud shukriya mohtaram hazrat ke ap ne na sirf is adnaa kaavish ko waqt diya balke is ki islaah ke lye bhi socha

GHAZAL ke section mein kuch behar mein kehne ki koishsih ki thee do baar....ho sake tou dkehiye ga aur tanqeed zaroor kijiye ga

bauhaat shukriya hzrat


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com