Ishq ko ajmana nahi chahiye,
Husan ko yeh bhulana nahi chahiye,
Hum ko Buda jamana nahi chahiye,
Hum ko kissa purana nahi chahiye,
Hum se hai sara jamana jhoota,
Aap ko ruth jana nahi chahiye,
Rishton me garam joshi c rehati nahi,
Roz roz aana jana nahi chahiye,
Tum ko milne ko dil me hai tufaan sa,
Mujh ko bhana nhai chahiye,
Sab dukano ko taaley se lag jate hai,
Tum ko bazar me jana nahi chahiye,
Cheen le hum se chian ki bansuri,
Humko itna khajana nahi chahiye,
Ghar humko banana nahi aata magar
Giar ka ashiyana nahi chahiye,
Chaand ko jo chandni se na milne de,
Hum ko aisa jamana nahi chahiye,
Chori ki kya saza hai yeh tum jaan lo,
Dil kisi ka churana nahi chahiye,
Log kehte hai ess umar me,
Itna dil ashiayana nahi chahiye.