Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
intezaar ke mausam......
Old
  (#1)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love intezaar ke mausam...... - 7th January 2010, 07:41 PM

Doston,
aaj kuch purani GTM ki post chaan rahi thi to meri nazar Jan'2009 ki GTM me post ki gayi meri ik ghazal pe padi... to socha purani yaadein fir se tazaa ki jaye... aap sab ke saath apni ye INTEZAAR pe likhi ghazal share karne chahungi... apni kimati raay zaroor dijiyega...

Tere wajood se the tere iqraar ke mousam
gaya jo tu to dai gaya intezaar ke mousam


Meri aankho ko khabo.n ka dhuwaa.n baant gaye
mere naaseeb mai wo tere ikhteyaar ke mousam


Bhichad ke tujhse ab kahan koi beqaraar raha
guzar gaye wo tere mere pyaar ke mousam


Khuli jo aankh to phir aaina choor choor hua
mohabbaton mai mile mujhko haar ke mousam


Usse mai ‘lamha’ kabhi bhool hi na paungi
mere gharoor the wo mere yaar ke mousam


************************



"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
7th January 2010, 08:19 PM

Bohat Umda Lamha jee..........


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
7th January 2010, 10:53 PM

Lamha Ji.....Aadaab ! aapki tamaam Ghazal achi lagi mujhe.....aakhir ke teen sher dil ke jiyada kareeb rahe.....

Bhichad ke tujhse ab kahan koi beqaraar raha
guzar gaye wo tere mere pyaar ke mousam

Khuli jo aankh to phir aaina choor choor hua
mohabbaton mai mile mujhko haar ke mousam

Usse mai ‘lamha’ kabhi bhool hi na paungi
mere gharoor the wo mere yaar ke mousam


yuhi likhte rhiye....dil se daad hazir hai....

apna khayal rakhiyega...
duaaon ke saath....


















YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
8th January 2010, 02:52 PM

Lamha dear,

Yeh aapki sabse best gazal lagi mujhe, aur aisa laga dil se ke yeh aapne hi likhi hai
To daad bhi dil se dunga, sabhi ashaar behad khoob lage, aapne behad khubsurtai se gazal ko bayan kiya hai very nice dear........

Keep writting,
Keep smiling......
Khuda hafez........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
8th January 2010, 08:36 PM

Lamha jii...aadaab...

behad achhi ghazal pesh ki hai aapne,
khayal aur byaani dono khoobsurat....maza
aa gaya padh kar....
daad haazir hai....qubuul kijiye....aur yeh neeche wale sher
bahut pasand aaye....


Meri aankho ko khabo.n ka dhuwaa.n baant gaye
mere naaseeb mai wo tere ikhteyaar ke mousam

Khuli jo aankh to phir aaina choor choor hua
mohabbaton mai mile mujhko haar ke mousam


aise hi likhti rahiye....
aapna khayal rakhiye...

aapka dost,
vikram...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
8th January 2010, 09:13 PM

lamha sweety ,
tab bhi yeh ghazal tumhari mujhe bahut pasand thi aur aaj bhi...
kaii bar padh chuki hun main is ghazal ko
ehesaas se bharpoor hai ghazal

khus rahna
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
9th January 2010, 04:19 PM

sach yeh mausam anginat si tasveeren dil ko de jaata hai..kuch hasti kuch ghabraati kuch roti aur kuch muskuraati...aapke har sher mein ek lazmi tasveer nazar ayi....

aapka aandaaz-e-bayaan to pehle hi mashoor hai
aur lafzon ko barikiyat se likhne ki adaa kya kahiyee

yunhi likhte rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 9th January 2010, 08:10 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Bohat Umda Lamha jee..........


Sajid,

aapne apna kimati waqt meri is adnaa si koshish ko diya iske liye mai tahe dil se shukra-guzaar hu... yuhi apna saath banaye rakhiyega.... khush rahiye....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#9)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
10th January 2010, 06:44 PM

Meri aankho ko khabo.n ka dhuwaa.n baant gaye
mere naaseeb mai wo tere ikhteyaar ke mousam


Khuli jo aankh to phir aaina choor choor hua
mohabbaton mai mile mujhko haar ke mousam


Bhut khoob, dono sher lajaawaab, daad hazir hai qubool keejiye,


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
25th January 2010, 09:25 PM

Hello niceeeeeee ghazal ,,,,,,keep it up....bye take care


******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Old
  (#11)
karanstyle
Registered User
karanstyle is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Dec 2009
Rep Power: 0
26th January 2010, 09:27 PM

hehhehe shall i post the link for above posted ghazal

namashkar lamha ji behtar hoga ap confess karle kis site se churayi hai yeh gazal ya main link du is bar khud confess karo dear lamha ji hehehehe sari gazlo ke link post karunga wait n watch jitni post ki in 2009 & 2010 hehehehe
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
28th January 2010, 11:37 PM

wonderfull post and nice sharing....
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
kabir_shayer
Aapka Dost
kabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura about
 
kabir_shayer's Avatar
 
Offline
Posts: 55
Join Date: Oct 2009
Location: Delhi
Rep Power: 17
10th February 2010, 06:08 PM

bohot khooob likha hia
lamha sahab
mujhe khoob pasand aaya
aap kahan se ho batayein to sahi
kabir_shayer@yahoo.com
kb
  Send a message via Yahoo to kabir_shayer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 24th February 2010, 09:46 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Doston,
aaj kuch purani GTM ki post chaan rahi thi to meri nazar Jan'2009 ki GTM me post ki gayi meri ik ghazal pe padi... to socha purani yaadein fir se tazaa ki jaye... aap sab ke saath apni ye INTEZAAR pe likhi ghazal share karne chahungi... apni kimati raay zaroor dijiyega...

Tere wajood se the tere iqraar ke mousam
gaya jo tu to dai gaya intezaar ke mousam


Meri aankho ko khabo.n ka dhuwaa.n baant gaye
mere naaseeb mai wo tere ikhteyaar ke mousam


Bhichad ke tujhse ab kahan koi beqaraar raha
guzar gaye wo tere mere pyaar ke mousam


Khuli jo aankh to phir aaina choor choor hua
mohabbaton mai mile mujhko haar ke mousam


Usse mai ‘lamha’ kabhi bhool hi na paungi
mere gharoor the wo mere yaar ke mousam

************************
lamha jee
radhe radhe

badi sundar ghazal hai har sher apne aap me sundar hai..aise hi likhti rahen..duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 3rd September 2014, 04:48 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Doston,
aaj kuch purani GTM ki post chaan rahi thi to meri nazar Jan'2009 ki GTM me post ki gayi meri ik ghazal pe padi... to socha purani yaadein fir se tazaa ki jaye... aap sab ke saath apni ye INTEZAAR pe likhi ghazal share karne chahungi... apni kimati raay zaroor dijiyega...

Tere wajood se the tere iqraar ke mousam
gaya jo tu to dai gaya intezaar ke mousam


Meri aankho ko khabo.n ka dhuwaa.n baant gaye
mere naaseeb mai wo tere ikhteyaar ke mousam


Bhichad ke tujhse ab kahan koi beqaraar raha
guzar gaye wo tere mere pyaar ke mousam


Khuli jo aankh to phir aaina choor choor hua
mohabbaton mai mile mujhko haar ke mousam


Usse mai ‘lamha’ kabhi bhool hi na paungi
mere gharoor the wo mere yaar ke mousam


************************

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Beautiful ghazal....my dear frnd whr r u....i hope u r in good health....pls do come back dear i miss u
Lamha dear... waaaaaaaah! bohat khooob.....

Please come back, if possible.....

Take care,

Regards,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th September 2014, 02:15 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Doston,
aaj kuch purani GTM ki post chaan rahi thi to meri nazar Jan'2009 ki GTM me post ki gayi meri ik ghazal pe padi... to socha purani yaadein fir se tazaa ki jaye... aap sab ke saath apni ye INTEZAAR pe likhi ghazal share karne chahungi... apni kimati raay zaroor dijiyega...

Tere wajood se the tere iqraar ke mousam
gaya jo tu to dai gaya intezaar ke mousam


Meri aankho ko khabo.n ka dhuwaa.n baant gaye
mere naaseeb mai wo tere ikhteyaar ke mousam


Bhichad ke tujhse ab kahan koi beqaraar raha
guzar gaye wo tere mere pyaar ke mousam


Khuli jo aankh to phir aaina choor choor hua
mohabbaton mai mile mujhko haar ke mousam


Usse mai ‘lamha’ kabhi bhool hi na paungi
mere gharoor the wo mere yaar ke mousam


************************


bohat khoob lamha....

hope you are doing fine...

keep coming dear. ....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
16th September 2014, 03:32 PM

Lamha ji,

Bhut badiya Ghazal. Ek ajib c kashmkash mehsoos huyi isey pdkr. Behtrin andaz aur khubsoorat peshkash.

Baghbaan (Jaspal)
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com