Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
apna apna naseeb hain
Old
  (#1)
Firoz Sayyad
Registered User
Firoz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really nice
 
Offline
Posts: 114
Join Date: Jul 2006
Location: Jeddah, Saudi Arabia
Rep Power: 21
Angry apna apna naseeb hain - 21st November 2010, 03:08 PM

21st November 2010

Adaab dosto. Taqdeer, apna apna naseeb….

Kiske taqdeer mein kya hain, khud use bhi to pata nahi hain
Apna apna naseeb hain, kal kisine yaha dekha bhi nahi hain
Andaaz ke to kayee uske apne roop hain,
Andaaz kabhi sach bhi hue hain, jo socha tha woh hua bhi hain
Apna apna karam hain, bina iske koyee taqdeer bhi nahi hain
Jeena kise kahte hain, apne apne wasool hain
Jeeneka nasha bhi alag alag hain, apna apna wajood hain
Din gujarte hain, mahine beet te hain, sal nikal jate hain
Aaj umar ke us mod pe khada hoon, kya khoya hain kya paya hain
Kamyab hoon, yake hara hoon, jeeta hoon ya hara hoon
In rasmome kaha kabhi tola hain, zindagi ko jiya hain
Abhi to kayee padawse gujarna hain, kayee manjiloka apnana hain
Jeete jeete jiye ja raha hoon, zindagi tujhe jeene ka majabhi kya hain
Aaj jaha hoon, who bhi taqdeer ka ek gujara hain
Kya kuch nahi dekha, gam ke saye to kahi khusi ke ujale the
Dard se bhari wadiya thi, hansise bhari duniya thi
Karam na sath hota, taqdeer bhi kaha ban pati thi
Phir taqdeer ka hona kyun jaroori hain, sirf karam bhi to kafee the
Apna apna naseeb hain, kal kisine yaha dekha bhi nahi hain


Main Jindagi hoon teri,
tuzhe pata nahin.
Tum taqdir hon meri,
mujhe khabar nahin.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 22nd November 2010, 04:05 PM

Quote:
Originally Posted by Firoz Sayyad View Post
21st November 2010

Adaab dosto. Taqdeer, apna apna naseeb….

Kiske taqdeer mein kya hain, khud use bhi to pata nahi hain
Apna apna naseeb hain, kal kisine yaha dekha bhi nahi hain
Andaaz ke to kayee uske apne roop hain,
Andaaz kabhi sach bhi hue hain, jo socha tha woh hua bhi hain
Apna apna karam hain, bina iske koyee taqdeer bhi nahi hain
Jeena kise kahte hain, apne apne wasool hain
Jeeneka nasha bhi alag alag hain, apna apna wajood hain
Din gujarte hain, mahine beet te hain, sal nikal jate hain
Aaj umar ke us mod pe khada hoon, kya khoya hain kya paya hain
Kamyab hoon, yake hara hoon, jeeta hoon ya hara hoon
In rasmome kaha kabhi tola hain, zindagi ko jiya hain
Abhi to kayee padawse gujarna hain, kayee manjiloka apnana hain
Jeete jeete jiye ja raha hoon, zindagi tujhe jeene ka majabhi kya hain
Aaj jaha hoon, who bhi taqdeer ka ek gujara hain
Kya kuch nahi dekha, gam ke saye to kahi khusi ke ujale the
Dard se bhari wadiya thi, hansise bhari duniya thi
Karam na sath hota, taqdeer bhi kaha ban pati thi
Phir taqdeer ka hona kyun jaroori hain, sirf karam bhi to kafee the
Apna apna naseeb hain, kal kisine yaha dekha bhi nahi hain

firoz bhai
radhe radhe

bahut khoob.........................................


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com