Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
My First And Last Composition(gazal)
Old
  (#1)
DR SHAFI
NEW HERE
DR SHAFI is on a distinguished road
 
DR SHAFI's Avatar
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Jun 2008
Location: MUMBAI
Rep Power: 0
Love My First And Last Composition(gazal) - 25th June 2008, 11:43 PM

TERI HI NIGHAHON KA HAR SIMT ISHARA HAI.
BEHTA HUA DARIYA HAI KHAMOSH KINARA HAI.

EK DIN CHURAKE TUJHKO DUNIYA KI NIGHAHON SE.
PALKON PE SAJAUNGA ARMAAN YE HAMARA HAI.

WO ZAKHM TUMHE DUNGA TAA UMR RAHEGA YAAD.
NA TEER NA NASHTAR LAFZON KA SAHARA HAI.

DUNIYA KI NAZAR MEIN WO PEHCHAAN BANAUNGA.
DUNIYA YE PUKAREGI DEEWANA TUMHARA HAI.

AASAN NAHIN HAI ZAALIM HARKI KO BHOOL JANA.
KAL WAQT TUMHARA THA AB WAQT HAMARA HAI.






Ye gazal maine college mein likha tha TARAHI GAZAL COMPETITION mein aur 3rd prize bhi mila tha.HARKI mera TAKHALLUS hai.
  Send a message via Yahoo to DR SHAFI Send a message via Skype™ to DR SHAFI 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
25th June 2008, 11:56 PM

Bahut Khoob Mohteram ...





Meri taraf se daad kabool kijiye ....Umeed hai aage bhi aisa hi kalam pedhne ko mile ga


Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#3)
DR SHAFI
NEW HERE
DR SHAFI is on a distinguished road
 
DR SHAFI's Avatar
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Jun 2008
Location: MUMBAI
Rep Power: 0
26th June 2008, 12:46 PM

Bohat bohat SHUKRIYA MUJEEB BHAI.Bas DUA kijiye aage bhi kuch na kuch sunata rahoonga.INSHALLAH
  Send a message via Yahoo to DR SHAFI Send a message via Skype™ to DR SHAFI 
Reply With Quote
Old
  (#4)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
26th June 2008, 03:42 PM

Aapki ghazal to bohat umda hai lekin yeh sub-forum mashahoor shayeron ki shayri ke liye hai .





Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
DR SHAFI
NEW HERE
DR SHAFI is on a distinguished road
 
DR SHAFI's Avatar
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Jun 2008
Location: MUMBAI
Rep Power: 0
26th June 2008, 08:12 PM

Quote:
Originally Posted by zishan107 View Post
Aapki ghazal to bohat umda hai lekin yeh sub-forum mashahoor shayeron ki shayri ke liye hai .
ZISHAN BHAI bohat bohat shukriya ki aapko meri gazal umda lagi aur reh gayi baat galat sub-forum mein meri ghazal post karne ki to main yahan naya hoon aur mujhe pata nahin hai ki kahan post karna chahiye.aainda khayal rakhoonga.aapki badi meherbaani hogi agar aap mujhe batayenge ki agar mujhe kisi shayar ki ghazal ki request karni hoto kahan karoon?


" NA TO KUCH INTEZAAM ZADAA HAI.
NA TO KUCH EHTEMAAM ZADAA HAI.
CHAHTA HOON KI SABKO KHUSH RAKHOON.
UMR THODI HAI KAAM ZADAA HAI. "
  Send a message via Yahoo to DR SHAFI Send a message via Skype™ to DR SHAFI 
Reply With Quote
Old
  (#6)
majnu78
Registered User
majnu78 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Mar 2005
Location: india
Rep Power: 20
27th June 2008, 02:52 AM

subhaan allah.........shafi sahab..................aaj kuch 2 saal baad waapas aaya hoon aur yakeen maniye aab ki ghazal ne mera aana kaamyaab kar diya.


my angel lost her wings.......
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
DR SHAFI
NEW HERE
DR SHAFI is on a distinguished road
 
DR SHAFI's Avatar
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Jun 2008
Location: MUMBAI
Rep Power: 0
29th June 2008, 09:33 PM

Quote:
Originally Posted by majnu78 View Post
subhaan allah.........shafi sahab..................aaj kuch 2 saal baad waapas aaya hoon aur yakeen maniye aab ki ghazal ne mera aana kaamyaab kar diya.
Majnu bhai aajtak bohat daad mili lekin aapke alfaaz ne to mera dil khush kar diya.THANKS
aur ye sher aapke liye
MAINE PIYE HAIN SHARABON KE PIYAALE AKSAR,
BHEEGTI RAATON MEIN TERI YAADON SE SAMBHALNE KE LIYE.


" NA TO KUCH INTEZAAM ZADAA HAI.
NA TO KUCH EHTEMAAM ZADAA HAI.
CHAHTA HOON KI SABKO KHUSH RAKHOON.
UMR THODI HAI KAAM ZADAA HAI. "
  Send a message via Yahoo to DR SHAFI Send a message via Skype™ to DR SHAFI 
Reply With Quote
Old
  (#8)
islam
Registered User
islam is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
11th July 2008, 11:14 PM

my name is Islam. i m in farrukhabad (u.p. india) i m a new visitors
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
15th November 2008, 07:37 PM

[quote=DR SHAFI;294137]TERI HI NIGHAHON KA HAR SIMT ISHARA HAI.
BEHTA HUA DARIYA HAI KHAMOSH KINARA HAI.

EK DIN CHURAKE TUJHKO DUNIYA KI NIGHAHON SE.
PALKON PE SAJAUNGA ARMAAN YE HAMARA HAI.

WO ZAKHM TUMHE DUNGA TAA UMR RAHEGA YAAD.
NA TEER NA NASHTAR LAFZON KA SAHARA HAI.

DUNIYA KI NAZAR MEIN WO PEHCHAAN BANAUNGA.
DUNIYA YE PUKAREGI DEEWANA TUMHARA HAI.

AASAN NAHIN HAI ZAALIM HARKI KO BHOOL JANA.
KAL WAQT TUMHARA THA AB WAQT HAMARA HAI.






EK BEHETREEN GHAZAL KE LIYE HAMARI TARAF SE DAAD QUBOOL KIJIYE...WAKAY BAHUT ACCHE EHSAAS HAIN...LEKIN FIRST AND LAST COMPOSITION KYU....???...KEEP WRITING..


ZAINY
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
gazal sanaji Shayri-e-Ishq 0 17th August 2008 11:53 PM
gazal sohanii Shayri-e-Dard 5 14th February 2008 01:34 PM
Dard kagaz pe utara to gazal ban gayii (GAZAL) rajveeer Shayri-e-Dard 14 27th June 2007 06:48 PM
gazal joe_arg261986 Ghazal Section 2 25th September 2003 03:44 PM
Ek Gazal :- Gazal Ke Naam. shyam Shayri-e-Dard 6 21st May 2003 04:25 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com