Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dard_E_Dil
Old
  (#1)
waqar451
I m still Alone
waqar451 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Jul 2008
Location: Jeddah
Rep Power: 16
Dard_E_Dil - 30th July 2008, 04:14 AM

Dekhna B hamain unhain Gawara na tha,

Bin un k hamra b ik pal guzara na tha,,,

Tamam Omer os Shaks ko poojtey rahey..

Jo Ik Pal ko b hamra na tha..........
  Send a message via Yahoo to waqar451  
Reply With Quote
Old
  (#2)
irfantak
Registered User
irfantak will become famous soon enough
 
irfantak's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Jul 2008
Location: balotra(rajasthan)
Rep Power: 16
30th July 2008, 11:42 AM

samandar mein utarta hoon toh aankhay begh jati hai
teri aankhoo ko pharta hoon toh aankay beegh jati hai

tumhara naam likhnay ki ejazat chein gai jab se
loi bhi lafz likhta hoon toh aanaky beegh jati hai

mein haas k jhal lata hoon judai ki sabhi rasmay
galay jab us sy lagta hoon toh aankhy beegh jati hai

na janay hoogaye is qadar hassas mein kab se
kisi say baat karta hon toh aankhay beeghjati hai

woh sab ghuzay lamhay mujhy yaad aatay hai
tumharay khat jo pharta hoon toh aankahy beeghjati hai

mein sara din bohat masrooof rahata hoon magar juhi
qadam chokhat per rakhta hon toh aankahy beeghjati hai

teri yaddon ki khushboo khirkiyoon mein raks karti hai
tery gham mein sulagta hoon toh aankahy beeghjati hai

har ek muflis k matayhy per alam ki dastanay hai
koi cheera bhi pharta hoon toh aankahy beeghjati hai

tery kochay se ab mera taluk ab wajabi sa hai
magar jab bhi ghuzarta hoon toh aankahy beeghjati hai

hazaroo mosamoo ki hukmarani hai mery dil per
wasi mein jab bhi hasta hoon toh aanak beeghjati hai*
  Send a message via Yahoo to irfantak  
Reply With Quote
Old
  (#3)
islam anu
Registered User
islam anu will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Jul 2008
Location: Farrukhabad (uttar pradesh) INDIA
Rep Power: 0
30th July 2008, 10:48 PM

[QUOTE]irfan sahab u wrote suparbbbb,,,,,,,
   
Reply With Quote
Yah Zidd
Old
  (#4)
waqar451
I m still Alone
waqar451 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Jul 2008
Location: Jeddah
Rep Power: 16
Love Yah Zidd - 31st July 2008, 08:17 PM

Yah Zidd, Yah Nakhray, Yah Aadain keb tak,,
Hamain Jala k Auron se Wafaain keb tak,,
Ab to ho gayi ho gi aap ki Dunya Roshan,
Ham iss Dil ko aur Jalain keb tak.......
  Send a message via Yahoo to waqar451  
Reply With Quote
Aaj Phir Unhain
Old
  (#5)
waqar451
I m still Alone
waqar451 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Jul 2008
Location: Jeddah
Rep Power: 16
Post Aaj Phir Unhain - 31st July 2008, 08:22 PM

Aaj phir Unhain Bholne ka khud se Waada ker bethey,
Aye Khuda Anjane main Ham yah kaya ker bethay,,,,
Nahi jee sakain gey bin sochay unhain ik pal bhi..,,,,
Jante hoye b Kaisa yah ham Gunnah ker bethay.
  Send a message via Yahoo to waqar451  
Reply With Quote
Aye Kaash
Old
  (#6)
waqar451
I m still Alone
waqar451 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Jul 2008
Location: Jeddah
Rep Power: 16
Aye Kaash - 2nd August 2008, 06:14 PM

Aye Kaash K Shayri Ham b ker paate,
Lafzon ka Khel Ham b khel kabhi pate,
Rooop ko os k Chandni bana deta,,,,
Zulf ko os ki kali Ghata kehta,,,,,,
Chaand ka Tukra to sab kehtey hain
Chaand ko os ka Tukra bana deta.
Yaad jo os ki kabhi mujhe Sata,ti
Khud ko ek Sher se Rule leta,,.
Paney ki Aarzu main Chahat ko oski,
Girr k Sajday main Khud ko rab se mila Leta.
Husn par os k Ik Shokh Ghazal kehta,
Kuch na kah ker bhi Sab kuch Suna deta,

Par Kaaash Ham yah Ker paaate....Kaaash......

To be Honest guys pehlay do shers kahin se perhay they maine, baqi sari ghazal khud meri apni banayi hui hai need ur precious comments.Thanks

Waqar Azeem
  Send a message via Yahoo to waqar451  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
4th August 2008, 02:38 PM

Quote:
Originally Posted by waqar451 View Post

bahat achha hai aapke nagme ....................

dil-e-barbaad se niklaa nahi ab tak koii
ek lute ghar ko DIYA karta hai dastak koii

aas jo chhut gayi phirse bandhataa kyoun hai
yehi duniyaa hai to aakhir aisi duniyaa kyoun hai ?????

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 22
4th August 2008, 06:47 PM

Quote:
Originally Posted by irfantak View Post
samandar mein utarta hoon toh aankhay begh jati hai
teri aankhoo ko pharta hoon toh aankay beegh jati hai

tumhara naam likhnay ki ejazat chein gai jab se
loi bhi lafz likhta hoon toh aanaky beegh jati hai

mein haas k jhal lata hoon judai ki sabhi rasmay
galay jab us sy lagta hoon toh aankhy beegh jati hai

na janay hoogaye is qadar hassas mein kab se
kisi say baat karta hon toh aankhay beeghjati hai

woh sab ghuzay lamhay mujhy yaad aatay hai
tumharay khat jo pharta hoon toh aankahy beeghjati hai

mein sara din bohat masrooof rahata hoon magar juhi
qadam chokhat per rakhta hon toh aankahy beeghjati hai

teri yaddon ki khushboo khirkiyoon mein raks karti hai
tery gham mein sulagta hoon toh aankahy beeghjati hai

har ek muflis k matayhy per alam ki dastanay hai
koi cheera bhi pharta hoon toh aankahy beeghjati hai

tery kochay se ab mera taluk ab wajabi sa hai
magar jab bhi ghuzarta hoon toh aankahy beeghjati hai

hazaroo mosamoo ki hukmarani hai mery dil per
wasi mein jab bhi hasta hoon toh aanak beeghjati hai*

bhai kitna accha likhte ho aap nayi thread bana kar post karen,aur aap ka likha hua kuch sahi samajh nahi aata i mean spelling,thoda spelling par dhyaan dege to accha rahega likhte rahe aur share karte rahen

ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
5th August 2008, 01:50 PM

ALFAAZ NAHIN HAI KEHNE KO
TUMKO BATA RAHI HU
ALFAAZO SE DARD CHALAKTA HAI
TUMSE APNA DARD CHUPPA RAHI HU

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
waqar451
I m still Alone
waqar451 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Jul 2008
Location: Jeddah
Rep Power: 16
Love 5th August 2008, 05:45 PM

Toot ker
Zara dekho

Tum Ager bikhar
jao

Bebasi main Ghir jao

Dil se ik Sada
dena

Bus mujhay Bula laina

Main tumhain Sanbhalu ga!

Zindgi main chlnay ka,Rasta badalne ka

ik Hunar sikha donga

Tumko Hosla don ga!

Aur jab sanbhal jao

Roshni main dhal jao!

Mujh ko yun sila dena

Tum mujhe bhula dena!!
  Send a message via Yahoo to waqar451  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
5th August 2008, 05:53 PM

na reh payenge tumse door itna.....
ki tumhari khamoshi ko sun na sake........
dhadkne chalti rahe....
aur saans hum le na sake.......

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
waqar451
I m still Alone
waqar451 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Jul 2008
Location: Jeddah
Rep Power: 16
Sad 5th August 2008, 05:57 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
na reh payenge tumse door itna.....

ki tumhari khamoshi ko sun na sake........
dhadkne chalti rahe....

aur saans hum le na sake.......
Ajeeb Lagti Hai Sham Kabhi Kabhi,
Zindagi Lagti Hai Bayjaan Kabhi Kabhi.
Samajh Aaye To Humay Bhi Batana,
K Kyun Karti Hain Yadain Pareshan Kabhi Kabhi.
  Send a message via Yahoo to waqar451  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
5th August 2008, 06:23 PM

Quote:
Originally Posted by waqar451 View Post
Ajeeb Lagti Hai Sham Kabhi Kabhi,
Zindagi Lagti Hai Bayjaan Kabhi Kabhi.
Samajh Aaye To Humay Bhi Batana,
K Kyun Karti Hain Yadain Pareshan Kabhi Kabhi.
Jab jab teri yaado ne mujhe hai sataya
Meri raato ko nasreen ki tarah mehkaya

Kaano main gungunane lagi fiza geet tere
Mere haatho ki chudiya khankaa gaya

Kehta man ki uud ke ajaoo teri baho main
Tab saanso ne meri aur shor hai machaya

Kitne khwab mere saje hai saajan tujhse
Kya jaano tum yaado ne teri hai kitna sataya

Aab to kaate nahi kaati ye chandni raate
Na tarsao hume itna ki bheeg jaaye akhiya NM

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
waqar451
I m still Alone
waqar451 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Jul 2008
Location: Jeddah
Rep Power: 16
Love 5th August 2008, 06:38 PM

Mujrim bhi tha Mohsin bhi mera lagta tha,
Dast-e-Qatil bhi mjhy
Dast-e-Hina lgta tha,

Arey daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy,
Haan wo Shaks Mohabbat ka Khuda lgta tha,

Kanton bhari Shakh nazar ata tha kabi,
Phol lgta tha kabi
Baad-e-Saba lgta tha,

Ab logon sy pochta phirta hai mere Ghar ka pata,
Main jisy sare Zamany sy bura lgta tha,

Us ki batein thin Rivayat sy hat kar MOHSIN,
Sab main rehta tha magar sub sy Juda lgta tha.
  Send a message via Yahoo to waqar451  
Reply With Quote
Old
  (#15)
prasad.kulkarni
Bangalore
prasad.kulkarni will become famous soon enoughprasad.kulkarni will become famous soon enough
 
prasad.kulkarni's Avatar
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Jul 2008
Location: Bangalore
Rep Power: 17
13th August 2008, 01:34 AM

Quote:
Mujrim bhi tha Mohsin bhi mera lagta tha,
Dast-e-Qatil bhi mjhy
Dast-e-Hina lgta tha,

Bahut Khuub! Achchaa lagaa.

aaKhirii hichaki tere zaanoN pe aaye
maut bhi maiN shaayraana chaahtaa huuN
-Qateel Shifai
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
waqar451
I m still Alone
waqar451 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Jul 2008
Location: Jeddah
Rep Power: 16
Love 27th August 2008, 03:56 PM

Mere Liye To Harf_e_Dua ho agya Wo Shaks,

Sare Dukhon ki jaise Dawa ho gaya wo Shaks.

Main Aasman pey tha to Zameen Ki kashish tha wo Shaks,

Utra Zameen per to Hawa ho gaya wo Shaks....

Sochoon bhi Ab Osay Takhiyal k Par jalain,

Mujh say Juda hoya to Khuda Ho gaya Wo Shaks.

Main os k Hath dekh raha tha k Dafatan,

Simat Simat k Rang_e-Hina ho gaya wo Shaks.

Phirta hai lay k Aankh k Kashol Dar Badar,

Dil ka Bharm Luta to Gada ho gaya wo shaks,

Parta tha main Namaz samjh k osey,

Phir youn hua k Mujh say Qaza ho gaya wo Shaks.

Last edited by waqar451; 27th August 2008 at 04:03 PM..
  Send a message via Yahoo to waqar451  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Dard_E_Dil Mein Kami............... Eyes Ghazal Section 0 4th April 2006 05:06 PM
dard_e_dil malika Humourous Shayri 0 27th February 2005 12:30 PM
dard_e_dil kanchi Shayri-e-Dard 1 14th November 2003 02:00 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com