Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
tere baare mein jab socha nahi tha -Jagjeet singh shahab
Old
  (#1)
tabaah
Registered User
tabaah has a spectacular aura abouttabaah has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 12
Love tere baare mein jab socha nahi tha -Jagjeet singh shahab - 23rd March 2014, 04:01 PM

Tere baare mein jab socha nahi tha
mein Tanha tha magar itna nahi tha,

Teri tasveer se karta tha baatein
mere kamre mein aaina nahi tha,

Samandar ne mujhe pyasa hi rakha
Mein jab sehra mein tha pyasa nahi tha,

Manaane ruthne ke khel mein hum
Bichad jayenge ye socha nahi tha,

Suna hai band kar li usne ankhe
Kayi raato se wo soya nahi tha,

Tere baare mein jab socha nahi tha
Mein tanha tha magar itna nahi tha...


   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Bedard
Qadir Kadri
Bedard is on a distinguished road
 
Bedard's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Mar 2014
Location: Khuda Ki Jannat Me
Rep Power: 0
23rd March 2014, 06:50 PM

nice.............................................. ..................
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
24th March 2014, 10:06 AM

Please always use some readable fonts... thanks.

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
24th March 2014, 10:48 AM

Quote:
Originally Posted by tabaah View Post
Tere baare mein jab socha nahi tha
mein Tanha tha magar itna nahi tha,

Teri tasveer se karta tha baatein
mere kamre mein aaina nahi tha,

Samandar ne mujhe pyasa hi rakha
Mein jab sehra mein tha pyasa nahi tha,

Manaane ruthne ke khel mein hum
Bichad jayenge ye socha nahi tha,

Suna hai band kar li usne ankhe
Kayi raato se wo soya nahi tha,

Tere baare mein jab socha nahi tha
Mein tanha tha magar itna nahi tha...

Tabaahji,
Ye behad khubsurat ghazal, Meraj Faizabadi ki hai, shaayad........... Aur jagjeet Singhji ne use swar diya hai...........

Aapka bahot bahot shukriya ees khubsurat ghazal ko hamaare rubaroo karne ke liye.

Aur jaise ke Sameerji ne bataayaa..... readable fonts istemal kijiye taakee sabhee memberaan iska lutf utha sake............



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 24th March 2014 at 10:50 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
27th March 2014, 06:19 PM

Bahut Umda Gazal............Shukriya


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com