Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aa!tere Ashkon Ko ...
Old
  (#1)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
Aa!tere Ashkon Ko ... - 29th July 2007, 11:57 PM

AA!TERE ASHKON KO APNI AANKHON MAI UTAARDUN,
TERI ZINDAGI KO APNI KHUSHIYON SE SAWAANRDUN,

NA RAHE KOI GILA TUJHE MUJH SE KABHIE,
TERI CHAHAT KA TUJHE AISA UPHAARDUN,

MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAARDUN,

TERI HAR SOCH KA AGHAAZ-O-ANJAAM RAHUN MAI,
BHULADE TU ZAMAANA,TUJHE MAI ITNA PYAARDUN!!!

apni aara se zaroor navaaziyega,
aapki,
akelijaan...


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#2)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 30th July 2007, 01:02 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
AA!TERE ASHKON KO APNI AANKHON MAI UTAARDUN,
TERI ZINDAGI KO APNI KHUSHIYON SE SAWAANRDUN,

NA RAHE KOI GILA TUJHE MUJH SE KABHIE,
TERI CHAHAT KA TUJHE AISA UPHAARDUN,

MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAARDUN,

TERI HAR SOCH KA AGHAAZ-O-ANJAAM RAHUN MAI,
BHULADE TU ZAMAANA,TUJHE MAI ITNA PYAARDUN!!!

apni aara se zaroor navaaziyega,
aapki,
akelijaan...

sara ji ko raj ka adaab......aap sachi kamaal ka likhti ho.....aap aati to bhut der baad ho lakin jab bhi aati ho apne saath bhut pyare or gehre ehsaason ka zikar laati ho.....yun hi likhti rahiyega.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
31st July 2007, 12:36 PM

bahut khub sara ji

bahut hi pyaare alfaaz ko pesh kiya hai aapne rachan ke zariyeee

bahut achchha laga padhte padhte hamein

yuhi likhte rahiyega
aapka dost
Merul



Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
AA!TERE ASHKON KO APNI AANKHON MAI UTAARDUN,
TERI ZINDAGI KO APNI KHUSHIYON SE SAWAANRDUN,

NA RAHE KOI GILA TUJHE MUJH SE KABHIE,
TERI CHAHAT KA TUJHE AISA UPHAARDUN,

MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAARDUN,

TERI HAR SOCH KA AGHAAZ-O-ANJAAM RAHUN MAI,
BHULADE TU ZAMAANA,TUJHE MAI ITNA PYAARDUN!!!

apni aara se zaroor navaaziyega,
aapki,
akelijaan...


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#4)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
31st July 2007, 03:29 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
bahut khub sara ji

bahut hi pyaare alfaaz ko pesh kiya hai aapne rachan ke zariyeee

bahut achchha laga padhte padhte hamein

yuhi likhte rahiyega
aapka dost
Merul

Namaste Akelijaan ji,
Aap ki iss rachna parh kar mujhe qaraar zarur mila,
yu hi likhte rahiye,

Reshma,


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
31st July 2007, 11:10 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
AA!TERE ASHKON KO APNI AANKHON MAI UTAARDUN,
TERI ZINDAGI KO APNI KHUSHIYON SE SAWAANRDUN,

NA RAHE KOI GILA TUJHE MUJH SE KABHIE,
TERI CHAHAT KA TUJHE AISA UPHAARDUN,

MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAARDUN,

TERI HAR SOCH KA AGHAAZ-O-ANJAAM RAHUN MAI,
BHULADE TU ZAMAANA,TUJHE MAI ITNA PYAARDUN!!!

apni aara se zaroor navaaziyega,
aapki,
akelijaan...

waah wah bohat bohat khubsurat khayalat ko shayri kishakal main utara aapne aur itna gehra pyar dikh raha hai yunhi likhti rahiye ga khush rahiye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
1st August 2007, 10:12 PM

Sara jee taSleemaat:

aapko baRe dino baad paRhaa... KhuShii hu'ii bazm meiN aapkii teHreer deKh ke... aapne baRii ahcchhii kosiSh peSh kii hay...

ye Sher Bahot Khuub rahaa...
Quote:
MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAAR DUN,


YuuN hii bazm meiN aate raheN aur apniii kosiShoN ke zar'iiye ess bazm ko sajaate rahiYe...

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal rakheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka dost

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Chota Sa Dil
Registered User
Chota Sa Dil will become famous soon enoughChota Sa Dil will become famous soon enough
 
Chota Sa Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Oct 2001
Location: Canada,Vancouver
Rep Power: 24
2nd August 2007, 08:33 AM

sooo sweet! kya baat hai ithne koobsurtee se kithna kuch byaan kar diya. Keep writting!
Chota Sa Dil


"Work like you dont need money,
Love like you have never been hurt,
and
Dance like no one is watching."

"Janee kya likha hai us Rub ne apne kismat par, roz hathon ko dekh kar unee parne ke koshish karthe hai"
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
2nd August 2007, 10:44 AM

AADAB.........bahut khoob kalam apne pesh kiya hai ehsas apne aap men mukammal rahey unhi likhti rahiye aur hame padne kuka milta rahey.........khush rahiye...........aap ka dost


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#9)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
21st August 2007, 05:25 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sara ji ko raj ka adaab......aap sachi kamaal ka likhti ho.....aap aati to bhut der baad ho lakin jab bhi aati ho apne saath bhut pyare or gehre ehsaason ka zikar laati ho.....yun hi likhti rahiyega.......raj.......
adaab raj ji,kaise hain aap?
bahut bahut shukriya meri post per ane ka.kaisa bhi likha hai raj ji per aap ke kalaamon se to kamtar hi hia..aapke andaaz-e-bayan ka koi jawaab nahi..
umed karti hun is nacheez ko aapka saath hamesha milta rahga


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#10)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
21st August 2007, 05:28 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
bahut khub sara ji

bahut hi pyaare alfaaz ko pesh kiya hai aapne rachan ke zariyeee

bahut achchha laga padhte padhte hamein

yuhi likhte rahiyega
aapka dost
Merul
adaab merul ji..
shukriya aapne mere liye waqt nikala mujhe saraha..yunhin saath dete rahiyega.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#11)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
21st August 2007, 05:53 PM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Namaste Akelijaan ji,
Aap ki iss rachna parh kar mujhe qaraar zarur mila,
yu hi likhte rahiye,

Reshma,
bahut bahut shukriya reshma ji meri post per aap aaye mujhe bahut khushi hui.bahut acha laga jankar ke aapko yeh rachna itni pasand aayi..yunhin saath deti rahiyega..


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#12)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 30th August 2007, 01:40 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
AA!TERE ASHKON KO APNI AANKHON MAI UTAARDUN,
TERI ZINDAGI KO APNI KHUSHIYON SE SAWAANRDUN,

NA RAHE KOI GILA TUJHE MUJH SE KABHIE,
TERI CHAHAT KA TUJHE AISA UPHAARDUN,

MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAARDUN,

TERI HAR SOCH KA AGHAAZ-O-ANJAAM RAHUN MAI,
BHULADE TU ZAMAANA,TUJHE MAI ITNA PYAARDUN!!!

apni aara se zaroor navaaziyega,
aapki,
akelijaan...

Aadab sara ji,
kaise hai aap?

wah wah .
MASHA ALLAH,kya baat hai.
Aapki is nazam ko padhkar,dil khush hogaya.

ALLAH APKO AUR TARAKKI DE,AAMIN
'

apna khayal rakhiye,
KHUSH RAHIYE,
ALLAH HAFIZ

Apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )


()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!


**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
4th September 2007, 05:07 PM

thnks so much koi to ho ji,apko yahan dekh bahut khushi hui.yunhin saath deti rahiyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#14)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
4th September 2007, 05:10 PM

thanks so much dhaval ji for giving me time.bahut khushi hui jaankar aapko mera likha pasand aaya.yunhin saath dete rhaioyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#15)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
4th September 2007, 05:15 PM

aapko pehli baarapni post per paya hai chota sa dil ji..bahut khushi hui aapko yahan dekh..yunhin saath dete rahiyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#16)
zainab_saifee
Registered User
zainab_saifee will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 85
Join Date: Dec 2006
Location: Bangalore
Rep Power: 18
4th September 2007, 08:19 PM

hi Sara
Main aaj bahut dino baad forum par aaya hoon.Aur aate hi itni pyaari likhawat dekh kar dil khush ho gaya.Aise hi likhte rahiye


Gam ki dukaan kholkar baitha hua hai "Saifee"
Aansoo nikal pade hai kharidaar dekhkar...
  Send a message via Yahoo to zainab_saifee Send a message via MSN to zainab_saifee  
Reply With Quote
Old
  (#17)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th September 2007, 02:29 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
AADAB.........bahut khoob kalam apne pesh kiya hai ehsas apne aap men mukammal rahey unhi likhti rahiye aur hame padne kuka milta rahey.........khush rahiye...........aap ka dost

adaab kashiif ji,
bahut khushi hui aapko yahan dekh.aapko mera likha pasand aaya yeh khush naseebi meri,yunhin saath dete rahiyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#18)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th September 2007, 02:35 PM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
Aadab sara ji,
kaise hai aap?

wah wah .
MASHA ALLAH,kya baat hai.
Aapki is nazam ko padhkar,dil khush hogaya.

ALLAH APKO AUR TARAKKI DE,AAMIN
'

apna khayal rakhiye,
KHUSH RAHIYE,
ALLAH HAFIZ

Apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )


()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!


**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
hello soni ji,kaisi hain aap,hum to theek hain.
aapko apni posts per dekh bahut khushi hoti hia,aapko akser paaya hai apni posts per maine.bas is nacheez ka sath yunhin deti rahiyega.
khush rahen


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#19)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th September 2007, 02:37 PM

Quote:
Originally Posted by zainab_saifee View Post
hi Sara
Main aaj bahut dino baad forum par aaya hoon.Aur aate hi itni pyaari likhawat dekh kar dil khush ho gaya.Aise hi likhte rahiye

hello zainab ji,
aaj pehli baar paaya hai aapko apni post per,behad khushi hui jaanker ke aapko mera likha bahut pasand aaya,umeed karti hun aap meri baaki posts per bhi zaror aayengi.yunhin saath deti rahiyega,khush rahen


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#20)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
5th October 2007, 03:35 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
AA!TERE ASHKON KO APNI AANKHON MAI UTAARDUN,
TERI ZINDAGI KO APNI KHUSHIYON SE SAWAANRDUN,

NA RAHE KOI GILA TUJHE MUJH SE KABHIE,
TERI CHAHAT KA TUJHE AISA UPHAARDUN,

MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAARDUN,

TERI HAR SOCH KA AGHAAZ-O-ANJAAM RAHUN MAI,
BHULADE TU ZAMAANA,TUJHE MAI ITNA PYAARDUN!!!

apni aara se zaroor navaaziyega,
aapki,
akelijaan...

Pyari Sara!!!

Tumhe bahut dino baad aaj padha!!! Bahut hi khoobsoorti se tumne apne ehsaason ko pesh kiya hai... har baar ki tarah!!!!

Yunhi hasti raho, muskuraati raho!

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#21)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
10th November 2007, 06:17 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Pyari Sara!!!

Tumhe bahut dino baad aaj padha!!! Bahut hi khoobsoorti se tumne apne ehsaason ko pesh kiya hai... har baar ki tarah!!!!

Yunhi hasti raho, muskuraati raho!

~Priya
hello priya,
bahut bahut shukriya mera likha pasand karne ka,yunhin saath deti rehna


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#22)
mirza
Registered User
mirza is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Nov 2007
Rep Power: 0
14th November 2007, 11:23 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
AA!TERE ASHKON KO APNI AANKHON MAI UTAARDUN,
TERI ZINDAGI KO APNI KHUSHIYON SE SAWAANRDUN,

NA RAHE KOI GILA TUJHE MUJH SE KABHIE,
TERI CHAHAT KA TUJHE AISA UPHAARDUN,

MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAARDUN,

TERI HAR SOCH KA AGHAAZ-O-ANJAAM RAHUN MAI,
BHULADE TU ZAMAANA,TUJHE MAI ITNA PYAARDUN!!!

apni aara se zaroor navaaziyega,
aapki,
akelijaan...
Bahut Khoob Dost.... keep it up
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
3rd April 2008, 11:47 PM

Thnx For Yr Appreciation Mirza Ji..
Tk Cr


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#24)
muskaan76
Registered User
muskaan76 is a splendid one to beholdmuskaan76 is a splendid one to beholdmuskaan76 is a splendid one to beholdmuskaan76 is a splendid one to beholdmuskaan76 is a splendid one to beholdmuskaan76 is a splendid one to beholdmuskaan76 is a splendid one to behold
 
muskaan76's Avatar
 
Offline
Posts: 362
Join Date: Aug 2005
Location: delhi
Rep Power: 27
7th April 2008, 12:21 PM

bahoot khub aapki shayri pad ke meri aankh namm ho gayi aisa laga jaise ki maine khud likhi ho........aise hi likhte rahiyega




Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
AA!TERE ASHKON KO APNI AANKHON MAI UTAARDUN,
TERI ZINDAGI KO APNI KHUSHIYON SE SAWAANRDUN,

NA RAHE KOI GILA TUJHE MUJH SE KABHIE,
TERI CHAHAT KA TUJHE AISA UPHAARDUN,

MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAARDUN,

TERI HAR SOCH KA AGHAAZ-O-ANJAAM RAHUN MAI,
BHULADE TU ZAMAANA,TUJHE MAI ITNA PYAARDUN!!!

apni aara se zaroor navaaziyega,
aapki,
akelijaan...


**** Muskaan ****
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
18th May 2008, 12:46 AM

Wah ! Kya likha hai aapne !!!





Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
18th May 2008, 11:51 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
AA!TERE ASHKON KO APNI AANKHON MAI UTAARDUN,
TERI ZINDAGI KO APNI KHUSHIYON SE SAWAANRDUN,

NA RAHE KOI GILA TUJHE MUJH SE KABHIE,
TERI CHAHAT KA TUJHE AISA UPHAARDUN,

MILE TERE HISSE KI BHI BEQARAARI MUJHE,
KHOKAR MAI APNA SUKOON TUJHKO QARAARDUN,

TERI HAR SOCH KA AGHAAZ-O-ANJAAM RAHUN MAI,
BHULADE TU ZAMAANA,TUJHE MAI ITNA PYAARDUN!!!

apni aara se zaroor navaaziyega,
aapki,
akelijaan...

Appka Kalam acha laga ...

keep it up ...

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#27)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
7th October 2008, 10:49 PM

bahut bahut shukrtiya muskaan..bahut acha laga yeh jaanker ke aapko mera likha itna pasand aaya..yunhinsaath deti rahiyega


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#28)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
7th October 2008, 10:50 PM

thank you zeeshan ,thnx for comin on my post ..keep comin n tk cr


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#29)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
4th February 2009, 12:11 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Appka Kalam acha laga ...

keep it up ...

Mujeeb
asa mujeeb..kya haal hian..long time no see..badi der se reply kar rahi hun..maafi chahungi..
u always like my writings..yeh meri khushnaseebi hai..coz u r faarrr bettter than me..thnx a ton
keep in touch


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#30)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
4th February 2009, 12:31 AM

Beautifully written...

Amongst ur best I have ever read. Keep it up akelijaan ji...

Bahut hi achha laga padhkar...


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Na talaash kar hamen ashkon mein,tere dil mein hum bus jaayenge. vichiter Shayri-e-Ishq 45 11th November 2009 01:31 PM
ashkon........ sanaji Shayri-e-Ishq 6 20th September 2008 01:08 AM
ashkon ki kahani newbornlyshayar Shayri-e-Dard 1 19th February 2006 07:50 PM
rok na paaogi ashkon ko..... shoaib_malik21 Anjuman-e-Shayri 0 13th December 2005 11:11 AM
Inn ashkon me karan q Aapki Shayri 1 15th February 2005 08:43 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com