Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Shabdo Ki 'hera Pheri'
Old
  (#1)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
Shabdo Ki 'hera Pheri' - 26th March 2009, 12:59 PM

Jo khud se jud jaaya karte hain,
ve khuda se mil jaaya karte hain,
duniya k sitam ki parwah nahi hoti unhe,
ve bulandiyo se jud jaaya karte hain...

Dosto yaha maine kuch koshish ki hai, ummeed hai aapko pasand aayegi....

Jo 'khuda' se 'juda', wo duniya se 'juda' ho gaya,
duniya ke dwara uske liye gadhha 'khuda',
lekin wo 'khuda' se 'juda',aur wo 'khuda' ho gaya...

jisne khuda ko 'jaana',
vo duniya se 'begana' ho gaya,
ab kitni b koshish karo 'jaanaa'...
Bhayega nahi ishq ka gana,wo 'be-gana' ho gaya... !

'dwara' hai sirf khuda ka,
baki to shamshaan hai,
meri nazro k 'dwara' dekho khuda ko,
khuda ki he sabse oonchi shaan hai...

Aapk mann me b kuch shabdo ki hera pheri aaye to please share kijiyega...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
26th March 2009, 01:29 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post

'maan' gae Raj tumhe,
tumhari baat hai niraali 'maana' aaj,
khudko'manwaane' ki himmat rakhte ho,
jo nhi 'maana' hai wo 'kaana' hai.

Hey Raj tumhari har post bht mazedaar hoti hai........
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
26th March 2009, 02:33 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
'maan' gae Raj tumhe,
tumhari baat hai niraali 'maana' aaj,
khudko'manwaane' ki himmat rakhte ho,
jo nhi 'maana' hai wo 'kaana' hai.

Hey Raj tumhari har post bht mazedaar hoti hai........

kaane ko kaana mat kaho,
nahi to jayega rooth,
dheere dheere pooch lo,
kaise gai phoot
nm

just kiddin..

Thanx Naaz,

ye 'karam' ( ehsaan ) hai teri nazar ka,
jo is nasamajh ko samjhdaar samjhti hai,
meri nazar se dekh,
ye 'karam' ( work ) to duniya karti hai...

Thanx again Naaz...
Tumhare jaise dosto ki himmat afjayi k kaaran he meri kalam me himmat apne aap aa jati hai...

Last edited by asdfgh; 26th March 2009 at 02:37 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
26th March 2009, 02:38 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post

kaane ko kaana mat kaho,
nahi to jayega rooth,
dheere dheere pooch lo,
kaise gai phoot
nm

just kiddin..

Thanx Naaz,

ye 'karam' ( ehsaan ) hai teri nazar ka,
jo is nasamajh ko samjhdaar samjhti hai,
meri nazar se dekh,
ye 'karam' ( work ) to duniya karti hai...

Thanx again Naaz...
Tumhare jaise dosto ki himmat afjayi k kaaran he meri kalam me himmat apne aa jati hai...
Ye words ki hera pheri mujhe bht pasand ayi hai............kuch aur yaad ayega to posting karungi..........aise kamaal k kaam kartei raho.......
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
26th March 2009, 02:59 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Ye words ki hera pheri mujhe bht pasand ayi hai............kuch aur yaad ayega to posting karungi..........aise kamaal k kaam kartei raho.......
Thanx for apreciating,
i'll wait 4 ur post
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
manvinder singh
THE HEART
manvinder singh will become famous soon enoughmanvinder singh will become famous soon enough
 
manvinder singh's Avatar
 
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2009
Location: MANN --- ME
Rep Power: 17
26th March 2009, 08:43 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Jo khud se jud jaaya karte hain,
ve khuda se mil jaaya karte hain,
duniya k sitam ki parwah nahi hoti unhe,
ve bulandiyo se jud jaaya karte hain...

Dosto yaha maine kuch koshish ki hai, ummeed hai aapko pasand aayegi....

Jo 'khuda' se 'juda', wo duniya se 'juda' ho gaya,
duniya ke dwara uske liye gadhha 'khuda',
lekin wo 'khuda' se 'juda',aur wo 'khuda' ho gaya...

jisne khuda ko 'jaana',
vo duniya se 'begana' ho gaya,
ab kitni b koshish karo 'jaanaa'...
Bhayega nahi ishq ka gana,wo 'be-gana' ho gaya... !

'dwara' hai sirf khuda ka,
baki to shamshaan hai,
meri nazro k 'dwara' dekho khuda ko,
khuda ki he sabse oonchi shaan hai...

Aapk mann me b kuch shabdo ki hera pheri aaye to please share kijiyega...

khuda se khud ki pehchan puchte hai
duniya kyu hai pareshaan puchte hai
jannat (duniya) me rehte hai aur jannat (swarg ) ko puchte hai
khuda se hum ye insa hairaan puchte hai
buland shayar ji jo keh gaye sun le " MANN "
hum kyu dharti se aasman puchte hai.............

MANN
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
26th March 2009, 10:10 PM

sorry mann ji, par aapki baat mere upar se nikal gayi

Quote:
Originally Posted by manvinder singh View Post
khuda se khud ki pehchan puchte hai
duniya kyu hai pareshaan puchte hai

( AAPNE NEECHE LIKHA K DUNIYA KO JANNAT B KEHTE HAI, FIR JANNAT PARESHAAN KAISE HO SAKTI HAI ? )

jannat (duniya) me rehte hai aur jannat (swarg ) ko puchte hai
khuda se hum ye insa hairaan puchte hai

( buland shayar ji jo keh gaye sun le " MANN "
hum kyu dharti se aasman puchte hai.............)

is ka kya mtlb hua ?
sorry to say mann ji, par mere palle seriously kuch nahi pada, ho sake to please explain kar dijiye...

Aapke reply ki pratikshaa me...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
26th March 2009, 10:52 PM

Jo khud se jud jaaya karte hain,
ve khuda se mil jaaya karte hain,
duniya k sitam ki parwah nahi hoti unhe,
ve bulandiyo se jud jaaya karte hain...
............main try karti hun kuchh

Jo khud se juda ho jate hain
vo khuda se juda ho jate hain
duniyaN ka parwah vo kyun kare
vo to duniyaan se juda ho jate hain

sayad yeh sahi sayad ghalat ................................bas maine koshish to kiya

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
26th March 2009, 11:25 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post

well tried diya ji, aapki koshish theeeeek hai, par shayad mujhe to vo pehle wala he theek lag raha hai, waise mujhe zyada samajh nahi hai shayri ki, par SENSE ko dekha jaaye to pehle wala he theek lagta hai...

Neways aapne try kiya, is post ko aapne apna keemti waqt diya, mere liye khushnaseebi ki baat hai...

jaha b mai koi galati karu, aap mujhe samjha dijiyega, jaise aapne mehfil e ishq me mujhe bataya tha... pleeeease
Thanx Again....
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
26th March 2009, 11:49 PM

Buland jee apne kaha hai shabdoN ki hera feri
isiliye maine sabdoN ko badal diya
abhi aap kah rahe ho pahla theek hai
fir aap shabdoN ko badalne ko kyun kaha tha
yeh baat samjh mein nahin aayi

hehehehehe.............................

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
27th March 2009, 12:20 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Buland jee apne kaha hai shabdoN ki hera feri
isiliye maine sabdoN ko badal diya
abhi aap kah rahe ho pahla theek hai
fir aap shabdoN ko badalne ko kyun kaha tha
yeh baat samjh mein nahin aayi

hehehehehe.............................
aapki purvi di aur sunita di sahi kehti hai.....
aap bachhi ho....
hehehehehe
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
27th March 2009, 12:28 AM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
aapki purvi di aur sunita di sahi kehti hai.....
aap bachhi ho....
hehehehehe
aur aap Adult.......................................:rolley es:

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
27th March 2009, 01:29 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
aur aap Adult.......................................:rolley es:
Hmmmmmm.......
sahi pehchana....
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
28th March 2009, 03:02 PM

I think i should explain...
Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Jo khud se jud jaaya karte hain,
ve khuda se mil jaaya karte hain,
duniya k sitam ki parwah nahi hoti unhe,
ve bulandiyo se jud jaaya karte hain...

Dosto yaha maine kuch koshish ki hai, ummeed hai aapko pasand aayegi....

Jo 'khuda'( god ) se 'juda' ( linked) , wo duniya se 'juda' ( different ) ho gaya,
duniya ke dwara uske liye gadhha 'khuda' ( digged ),
lekin wo 'khuda' ( god )se 'juda' ( linked ),aur wo 'khuda' ( god ) ho gaya...

jisne khuda ko 'jaana' ( understand ),
vo duniya se 'begana' ( different ) ho gaya,
ab kitni b koshish karo 'jaanaa' ( sweetheart )...
Bhayega nahi ishq ka gana,wo 'be-gana' ( song less ) ho gaya... !

'dwara' ( door ) hai sirf khuda ka,
baki to shamshaan hai,
meri nazro k 'dwara' ( through ) dekho khuda ko,
khuda ki he sabse oonchi shaan hai...

Aapk mann me b kuch shabdo ki hera pheri aaye to please share kijiyega...
now its better i think...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
7th April 2009, 11:10 AM

Wwwwwwwwwwwuuuuuuuuuuuuwwwwww
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
pyar me shabdo ko jagah mile ashu_uppal Aapki Shayri 0 19th September 2010 02:15 PM
> shabdo ko tarash ke ghazal bana diya karte hai. heart_killer Shayri-e-Ishq 7 3rd September 2010 06:04 PM
Shabdo.N Ke Darmiya.N.....Ek auir Shabd vijen Shayri-e-Dard 10 8th March 2005 04:32 PM
Khuda(bhagwan-Jesus-waheguru) ne 2 shabdo....Gujarati. aas_sea1126 Humourous Shayri 1 20th February 2005 10:17 AM
shabdo ka jaadu dard_thesorrow Shayri-e-Ishq 0 22nd October 2004 01:36 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com