Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Sar jhukaoge to patthar devata ho jaayega
Old
  (#1)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
Thumbs up Sar jhukaoge to patthar devata ho jaayega - 19th May 2009, 10:36 AM

Sar jhukaoge to patthar devta ho jaayega
Itana mat chaho use wo be-wafa ho jaayega

Ham bhi dariya hai.n hamai.n apana hunar maalum hai
Jis taraf bhi chal padenge rasta ho jayega

Kitani sachchai se mujhase zindagi ne keh diya
Tu nahin mera to koi dusra ho jayegaa

Main Khuda ka naam le kar pi raha huun doston
Zeher bhi is mei.n agar hoga davaa ho jayegaa

Ruuth jana to mohabbat ki alaamat hai magar
Kya Khabar thi mujh se wo itanaa Khafaa ho jayega

(Bashir Badar)


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#2)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
20th May 2009, 07:48 PM

Salaam Mohammed bhaiii,

kaise hain aap? aaj kaal milte hi nahi bazm mein! jab bi waqt mile aate rahein! aur jaanab jo aapne sher kiya hai, main usse ek waqt se dhuund raha tha! jabse jagjit sahaab ki yeh ghazal sunni hai.. meh sabse iski search meh hun! thank you for sharing it with us...

God Bless u

Manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
Thumbs up 27th December 2009, 11:15 AM

Shukriya Manish Sahab aapka jo aapne apni raye e hale rubaro karaya


Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
Salaam Mohammed bhaiii,

kaise hain aap? aaj kaal milte hi nahi bazm mein! jab bi waqt mile aate rahein! aur jaanab jo aapne sher kiya hai, main usse ek waqt se dhuund raha tha! jabse jagjit sahaab ki yeh ghazal sunni hai.. meh sabse iski search meh hun! thank you for sharing it with us...

God Bless u

Manish


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
27th December 2009, 03:08 PM

Aadaab-o-tasleemaat !

kashif miyaaN kahaN ghayeb ho jaate haiN ? app se bar haa rabta kerne ki koshish ki mager be-sood raha , umeed hai jald hi raabta ho paaeyga


la-jawab to yeh Ghazal hai hi , app aksar ghazalieN anmool hi laate haiN , umeed hai appki yeh shafqat hamesha hum per rahe gi

shukriyah

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
5th August 2010, 02:09 PM

Shukriya Mujeeb Sahab aapka bahut bahut


Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aadaab-o-tasleemaat !

kashif miyaaN kahaN ghayeb ho jaate haiN ? app se bar haa rabta kerne ki koshish ki mager be-sood raha , umeed hai jald hi raabta ho paaeyga


la-jawab to yeh Ghazal hai hi , app aksar ghazalieN anmool hi laate haiN , umeed hai appki yeh shafqat hamesha hum per rahe gi

shukriyah

Mujeeb


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Sar Jhukaaoge To Patthar Devtaa Ho Jaayega KhamosH DiL Shayri-e-Mashahoor Shayar 3 26th February 2009 03:04 AM
sar jhukaa-oge to patthar devata ho jayega! komal5 Shayri-e-Mashahoor Shayar 3 12th September 2005 04:09 PM
sar jhukaa-oge to patthar devata ho jayega - by Basheer Badr Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 19th April 2005 10:45 PM
Sar Jhukaaoge To Patthar Devtaa Ho Jaayega.. Mayank Shayri-e-Mashahoor Shayar 3 26th October 2004 09:10 AM
patthar ke khudaa, patthar ke sanam, patthar ke hii inasaan paae hai.n sanjoo Ghazal Section 2 20th August 2004 09:41 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com