Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zindegi Mein Tou Sabhi Pyaar Kiya Karte Hain*
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Love Zindegi Mein Tou Sabhi Pyaar Kiya Karte Hain* - 14th February 2005, 06:13 PM

Zindegi Mein Tou Sabhi_Pyaar Kiya Karte Hain

Main Tou Maar Kar Bhi Meri Jaan_Tujhe Chahounga

Tu Mila Hain Tou Ye_Ehsaas Houa Hain MujhKo
Ye Meri Umr Muhabbat Ke Liye_Thodi Hain
Ik Zara Sa Gham-e-Daura Ka Bhi_Haq Hain Jiss Par
Maine Wo Saans Bhi_Tere Liye Rakh Chhodi Hain
TujhPe Ho Jaaounga Qurbaan_Tujhe Chahounga

Aapni Jaazbaat Mein Nagmat_Rachane Ke Liye
Maine Dhadkan Ki Tarah Dil Mein_Basaya Hain Tujhe
Main Tasabbour Bhi Judai Ka_Bhala Keise Karoun
Maine Qissmat Ki Laqeeron Se_Churaaya Hain Tujhe
Pyaar Ka BanKe Nigah-e-Ban_Tujhe Chahounga

Writer: Qateel Shefai Jee*
Singer: Mehdi Hassan Jee**

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
14th February 2005, 08:13 PM

.................................

Nice one Shimul.

Chaand

Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
I Know Jee :)**
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
I Know Jee :)** - 14th February 2005, 08:22 PM

Hope You are well*Dil Ki Gehraaion Se Shukriya **So Nice to See You Here **Shiqwa Na Kar_Gila Na Kar, Ye Bhi Submit karhi diya...Writer Jee ki Naam Abhi Tak Nahin Mili hain lekin jab bhi milegi tou likhdoungi...agar Kisi Aur Ko Pata Ho Phir tou aur bhi achha hain**Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care...**God bless You.

Keep smilling.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
~Meer Sahab Says..~
Old
  (#4)
aman_suhan
Registered User
aman_suhan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 60
Join Date: Feb 2005
Location: Ahmedabad, India
Rep Power: 20
~Meer Sahab Says..~ - 18th February 2005, 03:39 AM

Meer ka sher ada karna chahunga, izazat dijiyega...

Gam rahaa jab tak ki dam meN dam rahaa
dil ke jaane kaa nihaayat Gam rahaa

husn thaa teraa bohot 'alam fareb
KHat ke aane par bhee ik 'alam rahaa
['alam fareb = alluring/enticing]

mere rone kee Haqeeqat jis meN thee
ek muddat tak vo kaaGaz nam rahaa
[nam = moist]

jaam'a-e-eHraam-e-zaahid par na jaa
thaa Haram meN lek naa-maHram rahaa
[jaam'a-e-eHraam = pilgrim's robe] [zaaHid = preacher]
[Haram = mosque/kaaba] [naa-maHram = immodest/impure]

~Aman
   
Reply With Quote
Thank You For The Ghazal :)**
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Thank You For The Ghazal :)** - 18th February 2005, 06:47 AM

Aadab,
Welcome to This Beautiful Site~Hope You will enjoy being here~Aapna Samajh Kar Aate Rahiyega **I see~You Love His(Meer Taqi Meer Jee) Writings Dil Ki Gehraaion Se Shukriya Kuboul Kijiyega...**Aap Yeaha Par Aaye_Ye Tou Ham Sabhi Ke Liye Khushi Ki Baat Houi_Mehfil Mein Zarour Aate Rahiyega**Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat chahoungi...**Take Care*...*God bless You.

Keep smilling.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Shukriya
Old
  (#6)
aman_suhan
Registered User
aman_suhan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 60
Join Date: Feb 2005
Location: Ahmedabad, India
Rep Power: 20
Shukriya - 18th February 2005, 06:43 PM

Shimulji,

Apka tahe dil se shukriya ki apne hamara yahan aan kabul kiya...Yuhin, chalte jayenge hum jab tak aap jaise doston ka saath hoga.......

--------

Jo too hi sanam hamse bezaar hoga
To jeena hamen apna dushwaar hoga
~Meer Saab....

Aman
   
Reply With Quote
You made me smile :)
Old
  (#7)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
You made me smile :) - 19th February 2005, 04:49 AM

Quote:
Originally posted by aman_suhan
Shimulji,

Apka tahe dil se shukriya ki apne hamara yahan aan kabul kiya...Yuhin, chalte jayenge hum jab tak aap jaise doston ka saath hoga.......

--------

Aadab...Hope You are well You are so most welcome**Nice to Know Jee*Aap Ke Liye 2 Sher's jo Mere Dil Ke Kareeb Hain**

Aapni Tarah Sabhi Ko_Kisi Ki Taalash Thi
Ham Jiss Ke Bhi Kareeb Rahe_Dur Hi Rahe
Guzron Jo Bagh Se Tou_Duwa Mangte Chalon
Jiss Mein Khile Hain Phoul Wo_Dali Hari Rahe

Nida Fazli Jee **

Dil Se Shukriya**Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat chahoungi...**Take Care*...**God bless You.

Keep smilling.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: Zindegi Mein Tou Sabhi Pyaar Kiya Karte Hain*
Old
  (#8)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: Zindegi Mein Tou Sabhi Pyaar Kiya Karte Hain* - 28th February 2005, 07:39 PM

Quote:
Originally posted by Shimul
Zindegi Mein Tou Sabhi_Pyaar Kiya Karte Hain
Zindegi Mein Tou Sabhi_Pyaar Kiya Karte Hain
Main Tou Maar Kar Bhi Meri Jaan_Tujhe Chahounga
Zindegi Mein Tou Sabhi_Pyaar Kiya Karte Hain

Tu Mila Hain Tou Ye_Ehsaas Houa Hain MujhKo
Ye Meri Umr Muhabbat Ke Liye_Thodi Hain
Ik Zara Sa Gham-e-Daura Ka Bhi_Haq Hain Jiss Par
Maine Wo Saans Bhi_Tere Liye Rakh Chhodi Hain
TujhPe Ho Jaaounga Qurbaan_Tujhe Chahounga
Main Tou Maar Kar Bhi Meri Jaan_Tujhe Chahounga
Zindegi Mein Tou Sabhi_Pyaar Kiya Karte Hain

Aapni Jaazbaat Mein Nagmat_Rachane Ke Liye
Maine Dhadkan Ki Tarah Dil Mein_Basaya Hain Tujhe
Main Tasabbour Bhi Judai Ka_Bhala Keise Karoun
Maine Qissmat Ki Laqeeron Se_Churaaya Hain Tujhe
Pyaar Ka BanKe Nigah-e-Ban_Tujhe Chahounga
Main Tou Maar Kar Bhi Meri Jaan_Tujhe Chahounga
Zindegi Mein Tou Sabhi_Pyaar Kiya Karte Hain

Writer: Qateel Shefai Jee*
Singer: Mehdi Hassan Jee**

meri shimu,

abhi yahi gajal soon rahi thhi to socha ki tumne kahi n kahi yah gajal post jaroor ki hogi.... aur dekha to mil bhi gayi.

Pyaar Ka BanKe Nigah-e-Ban_Tujhe Chahounga
Main Tou Maar Kar Bhi Meri Jaan_Tujhe Chahounga
Zindegi Mein Tou Sabhi_Pyaar Kiya Karte Hain

mere dil k bahut hi kareeb rahi hai yah gajal...........
   
Reply With Quote
Re: Re: Zindegi Mein Tou Sabhi Pyaar Kiya Karte Hain*
Old
  (#9)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: Re: Zindegi Mein Tou Sabhi Pyaar Kiya Karte Hain* - 4th March 2005, 06:50 PM

Quote:
Originally posted by meena chheda
meri shimu,

abhi yahi gajal soon rahi thhi to socha ki tumne kahi n kahi yah gajal post jaroor ki hogi.... aur dekha to mil bhi gayi.

Pyaar Ka BanKe Nigah-e-Ban_Tujhe Chahounga
Main Tou Maar Kar Bhi Meri Jaan_Tujhe Chahounga
Zindegi Mein Tou Sabhi_Pyaar Kiya Karte Hain

mere dil k bahut hi kareeb rahi hai yah gajal...........
Dear Meena, Hope You are well Jee haan, mujhe pata the~hain~**Dil ki gehraaion se Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care...**God bless You.

Keep smilling.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Nakaam si koshish kiya karte hain, kishor Anjuman-e-Shayri 0 13th June 2010 09:28 PM
intezaar kiya karte hain sem Shayri-e-Ishq 3 15th May 2005 01:06 AM
Milti Hain Zindegi Mein** Shimul Ghazal Section 10 23rd March 2005 06:23 PM
....Pyaar Kiya Karte The Hum khaksaar Shayri-e-Dard 2 21st February 2005 09:12 AM
intezaar kiya karte hain love_shoaib Shayri-e-Dard 2 29th March 2004 02:19 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com