Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#241)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
25th August 2004, 12:20 AM

1st sher

hamari chahat ko yuun aazmaya na karo
Duur rehna hai tau yaad bhi aaya na karo"
-Paras

2nd sher

hamne saari koshishe ki apko bhulaane ki
phir bhi yaad aa aa kar rulaayaa naa karo
-mast

3rd sher

jab aa hi nahi sakte ho meri jindgi mein tum
yaadoin mein aa kar mujhe tadpaaya na karo
--sakhi

4th sher

Teri inhin ansooon main meri yaadein basti hein
Apni ankhon se ab toum inhein bahaaya na karo
--amanush

5th sher

Meri panaho me aaker fir jaya na karo
u aa-ja kar dil ki tanhaiya baraya na karo
--udas

6th sher

Dil hai mera nahi koi khilona,
isse yun khelkar chhod jaya na karo...
--pulkit gupta

7th sher

zarra see aahat, aur yeh be-ikhtiyaari meri
bekhabar sanson ko meri, yun uljhaaya na karo
--paras

Sanjoo,

plz. help me keep the integrity of this thread...

aur tum aaye hee thhe tau koyi sher likh jaate...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#242)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
25th August 2004, 10:23 AM

Sanjoo,

plz. help me keep the integrity of this thread...

Parastaar jii satsriyaakal........mujhe koii shoK nahii hai tumharee yaa kisi aur kii daanT khaane kaa..... mai ne joo kuch likhaa hai..bada soch samjh kar likhaa hai........

aur tum aaye hee thhe tau koyi sher likh jaate......vo tao bada mushkil hai jii....ek se ek bade mahaaratii baithe hai yahan....mai ap kii bisaad ka sab se choota moharaa hu....sab se pehale piit jata huu jii...aur mai ab aur piitne ka shok nahi rakhtaa.......

mai bhalaa aur mere bakwaas shayarii bhaliii.....radif pakadne jaat hu tao kafeeyaa tang pad jata hai...kafiiye ko pakdu tao wazaan kam pad jata hai......mai ap jaise paiimaanoo nahi likh pata jiii.........awaaraa hu jii aawargii se jinaa chahataa hu..................

chaltaa hu......

jaate jaate ek ghalib sahaab ka sher ap k liye khaas toR......nazaar kartaa hu....

Nikalnaa khulld se aadam ka sunnte aaye thai lekin
bade be-aabaruu ho kar tere kuuche se hum nikle

aur ek sher...kahii sunne ko nahi milegaa joo mere mijaaz se miltaa hai......woh bhii sunn lo....

Vo nazuuk mijaaz hai tao yahaan hum bhii hai tamkanak*
khud hii hum aese hai kii manaya na jaayegaa.......

*tamkanak=masstmolaa(ap kii bhashaa mai sankii)

shaamapraathii......Sanju!!!!!

Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....

Last edited by sanjoo; 25th August 2004 at 10:28 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#243)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
26th August 2004, 01:02 PM

1st sher

hamari chahat ko yuun aazmaya na karo
Duur rehna hai tau yaad bhi aaya na karo"
-Paras

2nd sher

hamne saari koshishe ki apko bhulaane ki
phir bhi yaad aa aa kar rulaayaa naa karo
-mast

3rd sher

jab aa hi nahi sakte ho meri jindgi mein tum
yaadoin mein aa kar mujhe tadpaaya na karo
--sakhi

4th sher

Teri inhin ansooon main meri yaadein basti hein
Apni ankhon se ab toum inhein bahaaya na karo
--amanush

5th sher

Meri panaho me aaker fir jaya na karo
u aa-ja kar dil ki tanhaiya baraya na karo
--udas

6th sher

Dil hai mera nahi koi khilona,
isse yun khelkar chhod jaya na karo...
--pulkit gupta

7th sher

zarra see aahat, aur yeh be-ikhtiyaari meri
bekhabar sanson ko meri, yun uljhaaya na karo
--paras

Tumhari zyaadtiyon se dushman mauj karte hain
besabab rooth ke yuun mujh ko sataya na karo
--Sahil Khan "Sahil"
   
Reply With Quote
Old
  (#244)
UDAS
Registered User
UDAS has a spectacular aura aboutUDAS has a spectacular aura about
 
UDAS's Avatar
 
Offline
Posts: 652
Join Date: Aug 2004
Location: India
Rep Power: 21
26th August 2004, 03:20 PM

Jheel si ankho me bhar kar ye udasi..
rukhsaro ki ranaaion* ko bujhaya na karo..
--udas

rukhsaro ki ranaaion = beauty of face

udas
   
Reply With Quote
Old
  (#245)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
13th September 2004, 12:05 AM

Doston...

Aaj pehli baar yahan par ek pehla phool iss haar-e-ghazal
main lagaa rahe hein...aap logon ke gul-e-kalaam ke intazaar
main ijaazat chahte hein...

Shukriya...

Teen kadam to chal diyaa raah-e-ishk main tere saath
Kya houa jo gouzaar na sakaa sari zindagi tere saath...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#246)
*Amore*
Pearl of the Sea...
*Amore* is on a distinguished road
 
*Amore*'s Avatar
 
Offline
Posts: 304
Join Date: Oct 2004
Location: Rehne ko jagah nahin hai....Sara jahan hamara hai
Rep Power: 20
15th November 2004, 06:29 PM

Teen kadam to chal diyaa raah-e-ishk main tere saath
Kya houa jo gouzaar na sakaa sari zindagi tere saath...

2nd sher

Tere haanthon ki garmi ka abhi tak hai moujhe ehsaas
Kismat ne jane kya kya khel khela hai mere tere saath

Hum tum ko chahte hein,
Ye sab jaante hein…
Tum ko kitna chahte hein,
Sirf Rab jaante hein

'Amrita'
   
Reply With Quote
Paras ji ke liye
Old
  (#247)
*Amore*
Pearl of the Sea...
*Amore* is on a distinguished road
 
*Amore*'s Avatar
 
Offline
Posts: 304
Join Date: Oct 2004
Location: Rehne ko jagah nahin hai....Sara jahan hamara hai
Rep Power: 20
Paras ji ke liye - 15th November 2004, 06:52 PM

Paras ji ......yaha bhi aap hi ka thread hai......aankh na chouraaiye
iss se.......aapka aur sabhi doston ka intazaar hai yahan par

Moujh ko meri vafaa ka sila aur kya mile
oussne bhi meri yaad main ansoo bahaye

'Namaloum'

Hum tum ko chahte hein,
Ye sab jaante hein…
Tum ko kitna chahte hein,
Sirf Rab jaante hein

'Amrita'

Last edited by *Amore*; 15th November 2004 at 06:54 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#248)
kaif
Registered User
kaif is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Oct 2004
Rep Power: 0
16th November 2004, 02:32 AM

Tere haanthon ki garmi ka abhi tak hai moujhe ehsaas
Kismat ne jane kya kya khel khela hai mere tere saath

3rd Sher

teri mohabbat ke julus ne samja jise ek shayar ka agaaz,
anjaan nigaahon ne na dekha woh mera janazaa tere saath
   
Reply With Quote
Old
  (#249)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
16th November 2004, 02:55 AM

Dosto aap sabko, especially Amrita aapko yahan dekh kar bahut khushi huyi...dekhiey main shayar nahin hoon...lekin yeh thread humne shayri ke niyamon ko samajhne ke liye hee taamir kiya...tau ab yeh mera farz ban jaata hai ki jitna maine shayri ko samjha hai ya seekha hai...utna tau aapko bata hee doon...

plz dhyaan dijieygaa yahan;

1st sher

hamari chahat ko yuun aazmaya na karo
Duur rehna hai tau yaad bhi aaya na karo"
-Paras

2nd sher

hamne saari koshishe ki apko bhulaane ki
phir bhi yaad aa aa kar rulaayaa naa karo
-mast

3rd sher

jab aa hi nahi sakte ho meri jindgi mein tum
yaadoin mein aa kar mujhe tadpaaya na karo
--sakhi

4th sher

Teri inhin ansooon main meri yaadein basti hein
Apni ankhon se ab toum inhein bahaaya na karo
--amanush

5th sher

Meri panaho me aaker fir jaya na karo
u aa-ja kar dil ki tanhaiya baraya na karo
--udas

6th sher

Dil hai mera nahi koi khilona,
isse yun khelkar chhod jaya na karo...
--pulkit gupta

7th sher

zarra see aahat, aur yeh be-ikhtiyaari meri
bekhabar sanson ko meri, yun uljhaaya na karo
--paras

Tumhari zyaadtiyon se dushman mauj karte hain
besabab rooth ke yuun mujh ko sataya na karo
--Sahil Khan "Sahil"

Aapne kuch note kiya? na karo is the ending of every sher's second line...this is called 'radeef'

just before na karo is a rhyming pattern...of 'aaya' 'rulaaya' 'tadpaya' uljhaaya' etc... this is called the 'kafiyaa.'

A ghazal must have these two...there are other things as well like 'behr' length of lines must be same., and the 'wazan' yaani weight that till date my ghazals lack too...but abhi tau hum yeh do cheezein hee samajh jayein tau ghazal ko aur samjhein...

ab aap sab khud hee samajh gaye honge ki yeh ghazal sahi nahin jaa rahi...

let me start a new ghazal and then you guys reply to that...theek hai?

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#250)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
16th November 2004, 03:03 AM

lijiey 1st sher

Aaj Pyaar se apne rihaayi maangti hoon
Ab tumse tumhari judaayi mangti hoon

so 'aayi' is the kaafiya and 'mangti hoon' is 'Radeef'

every second line of the sher must end with mangti hoon..and before that the rhyming pattern must be for eg....rihaayi, judaayi, gehraayi, pazeeraayi...etc etc... Good luck

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#251)
kaif
Registered User
kaif is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Oct 2004
Rep Power: 0
16th November 2004, 03:24 AM

Since I messed up previously in the 'kafiya' - 'radeef' combination, here I'm trying to redeem myself..

gustakhi maaf kijiyega aur is baar shayaad is naye shayar ka sher safal ho..

Aaj Pyaar se apne rihaayi maangti hoon
Ab tumse tumhari judaayi mangti hoon

2nd sher

Sab kuch lootakar bas ek cheez maangti hoon
Ab tere zehan se apni parchaayi mangti hoon
   
Reply With Quote
Old
  (#252)
*Amore*
Pearl of the Sea...
*Amore* is on a distinguished road
 
*Amore*'s Avatar
 
Offline
Posts: 304
Join Date: Oct 2004
Location: Rehne ko jagah nahin hai....Sara jahan hamara hai
Rep Power: 20
17th November 2004, 12:53 AM

Aaj Pyaar se apne rihaayi maangti hoon
Ab tumse tumhari judaayi mangti hoon

2nd sher

Sab kuch lootakar bas ek cheez maangti hoon
Ab tere zehan se apni parchaayi mangti hoon

3rd sher

Apni iss anaaniyat ko ab tum chod bhi do
Tumse sirf tumhari tanhaayi mangti houn

'Anaaniyat' = Egoism

Hum tum ko chahte hein,
Ye sab jaante hein…
Tum ko kitna chahte hein,
Sirf Rab jaante hein

'Amrita'
   
Reply With Quote
Old
  (#253)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
28th November 2004, 01:30 PM

Aaj Pyaar se apne rihaayi maangti hoon
Ab tumse tumhari judaayi mangti hoon

2nd sher

Sab kuch lootakar bas ek cheez maangti hoon
Ab tere zehan se apni parchaayi mangti hoon

3rd sher

Apni iss anaaniyat ko ab tum chod bhi do
Tumse sirf tumhari tanhaayi mangti houn

'Anaaniyat' = Egoism

4th sher

tum chal to diye ho yun chodke mujhe ab
tere dil ke jakham ki gahraai jaanti hoon

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#254)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
17th February 2005, 05:51 AM

Hi Paras di aur shayri.com ke sadasye,

Paras di aapne yeh link mujhe diya iska mein bahut hi abhari hoon

Yeh thread vakai mein bahut hi acha hai aur mujhe isse kai cheezein sikhne ko milin hain.

Ek adhuri ghazal ek aisa phool hai jo khilne se pehle murjha jaata hai isliye is Ghazal ko aage badha raha hoon ki yeh Ghazal jald apne sahi anjaam tak pahooche

Aaj mein is

Aaj Pyaar se apne rihaayi maangti hoon
Ab tumse tumhari judaayi mangti hoon

2nd sher

Sab kuch lootakar bas ek cheez maangti hoon
Ab tere zehan se apni parchaayi mangti hoon

3rd sher

Apni iss anaaniyat ko ab tum chod bhi do
Tumse sirf tumhari tanhaayi mangti houn

'Anaaniyat' = Egoism

4th sher

tum chal to diye ho yun chodke mujhe ab
tere dil ke jakham ki gahraai jaanti hoon

5th sher
Ab tak tera intezar kiya bahut e shayar
aaj khatam ho, tujhse vidaayi mangti hoon

Thanks
Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#255)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
17th February 2005, 03:01 PM

Paras Meri Behna......

bahut hi aachi kadi shuru ki hai....

saari posts padi aur bahut kutch seekhne ko mila.....

chaata (6th) sher pesh kar raha hoon....

Aaj Pyaar se apne rihaayi maangti hoon
Ab tumse tumhari judaayi mangti hoon

Paras

Sab kuch lootakar bas ek cheez maangti hoon
Ab tere zehan se apni parchaayi mangti hoon

Kaif

Apni iss anaaniyat ko ab tum chod bhi do
Tumse sirf tumhari tanhaayi mangti houn

'Anaaniyat' = Egoism

Amrita- Amore

tum chal to diye ho yun chodke mujhe ab
tere dil ke jakham ki gahraai jaanti hoon

Sakhi

Ab tak tera intezar kiya bahut e shayar
aaj khatam ho, tujhse vidaayi mangti hoon

Rohin

lagaya tune mol is pyar ka ae sanam......
aaj tujhse apni wafa ki saudaai maangti hoon.....

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#256)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
17th February 2005, 07:20 PM

aman rahi

Aag hoon, shola banoon, phir raakh aye sanam
Rahe tu salamat, paayandah vidaayi maangti hoon

paras

shukriya rohin aur aman...keep it up

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 17th February 2005 at 07:25 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#257)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
18th February 2005, 01:09 PM

8th and last sher

Aaj Pyaar se apne rihaayi maangti hoon
Ab tumse tumhari judaayi mangti hoon
--Paras

Sab kuch lootakar bas ek cheez maangti hoon
Ab tere zehan se apni parchaayi mangti hoon
--Kaif

Apni iss anaaniyat ko ab tum chod bhi do
Tumse sirf tumhari tanhaayi mangti houn
'Anaaniyat' = Egoism
--Amrita- Amore

tum chal to diye ho yun chodke mujhe ab
tere dil ke jakham ki gahraai jaanti hoon
--Sakhi

Ab tak tera intezar kiya bahut e shayar
aaj khatam ho, tujhse vidaayi mangti hoon
--Rohin

lagaya tune mol is pyar ka ae sanam......
aaj tujhse apni wafa ki saudaai maangti hoon.....
--aman rahi

Aag hoon, shola banoon, phir raakh aye sanam
Rahe tu salamat, paayandah vidaayi maangti hoon
--paras

Tasaavur me mere qaid hain yaadein Tumhaari hi,
In Yaadon sang jeevan bhar ki tanhayee maangti hoon
--Pulkit

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#258)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
18th February 2005, 01:49 PM

Starting a New Ghazal...

Ist Sher

Dil ke halaat ba Qalaam likha karte haiN
Mohabbat ki ghazal har sham likha karte haiN

Requesting all the members to please continue it further...

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#259)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
18th February 2005, 01:55 PM

Ist Sher

Dil ke halaat ba Qalaam likha karte haiN
Mohabbat ki ghazal har sham likha karte haiN

-Pulkit Gupta

2nd Sher

Kiya hai roshan meri mehbooba ne mera dil aise
Poornima ke din bhi apne Chaand ko Dekha karte haiN

-Rohin Bhargava

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#260)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
19th February 2005, 11:21 AM

Pulkit bhai....bahut aache....mann Garden Garden ho gaya....

3rd sher....persh kar raha hoon....

1st sher

Dil ke halaat ba Qalaam likha karte haiN
Mohabbat ki ghazal har sham likha karte haiN

-Pulkit Gupta

2nd Sher

Kiya hai roshan meri mehbooba ne mera dil aise
Poornima ke din bhi apne Chaand ko Dekha karte haiN

-Rohin Bhargava

Dard-e-^AMAN^ had se roz gujarta hai.....
zakmon ki kitaab subho-sham likha karte hain.....

-Aman

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#261)
Bleeding Heart
Registered User
Bleeding Heart will become famous soon enough
 
Bleeding Heart's Avatar
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 0
20th February 2005, 02:52 AM

1st sher

Dil ke halaat ba Qalaam likha karte haiN
Mohabbat ki ghazal har sham likha karte haiN

-Pulkit Gupta

2nd Sher

Kiya hai roshan meri mehbooba ne mera dil aise
Poornima ke din bhi apne Chaand ko Dekha karte haiN

-Rohin Bhargava

Dard-e-^AMAN^ had se roz gujarta hai.....
zakmon ki kitaab subho-sham likha karte hain.....

-Aman

4th sher

Paigaam ko mitaana mitaakar phirse likhna
likhkar na vejna..tumse ye rasm sikha karte hain

-Raj

Raj

Last edited by Bleeding Heart; 20th February 2005 at 02:55 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#262)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
21st February 2005, 03:58 PM

Bahut aache.... sahi jaa raha hai ye kalam....lekin shayad kahin radeef mein kutch gad-bad hai.....

Meri behna....zara gaur karna aur hume batana.....

Raj ji...aapke sher mein ek correction ki hai....

5th sher pesh kar raha hoon......

1st sher

Dil ke halaat ba Qalaam likha karte haiN
Mohabbat ki ghazal har sham likha karte haiN

Pulkit Gupta

2nd Sher

Kiya hai roshan meri mehbooba ne mera dil aise
Poornima ke din bhi apne Chaand ko Dekha karte haiN

Rohin Bhargava

Dard-e-^AMAN^ had se roz gujarta hai.....
zakmon ki kitaab subho-sham likha karte hain.....

Aman

4th sher

Paigaam ko mitaana mitaakar phirse likhna
likhkar na bhejna..tumse ye rasm sikha karte hain

Raj

chupa liya hai kafn mein apne phir bhi.....
bazaar mein loote armaan roz bika karte hain.....

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#263)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
22nd February 2005, 05:50 AM

5th Sher

chupa liya hai kafn mein apne phir bhi.....
bazaar mein loote armaan roz bika karte hain.....

Aman

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

Last edited by Amanush...; 22nd February 2005 at 05:59 AM..
  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Sorry**
Old
  (#264)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Sorry** - 22nd February 2005, 06:17 AM

I am sorry because of I did deleted my reply first, Do Forgive me*
Ek chhoti si kowshish, would not match the rules though**Ijaazat? Likh deti houn...

1st sher

Dil ke halaat ba Qalaam likha karte haiN
Mohabbat ki ghazal har sham likha karte haiN

Pulkit Gupta

2nd Sher

Kiya hai roshan meri mehbooba ne mera dil aise
Poornima ke din bhi apne Chaand ko Dekha karte haiN

Rohin Bhargava

3rd Sher

Dard-e-^AMAN^ had se roz gujarta hai.....
zakmon ki kitaab subho-sham likha karte hain.....

Aman

4th sher

Paigaam ko mitaana mitaakar phirse likhna
likhkar na bhejna..tumse ye rasm sikha karte hain

Raj

5th Sher

chupa liya hai kafn mein apne phir bhi.....
bazaar mein loote armaan roz bika karte hain.....

Aman

6th Sher

Pyaar Bhada Do Mithein Bol Ko..Dil Tarasta Hain...
Shab-o-Roz..Qayaamat Ka Intezaar Kiya Karte Hain...

Keep smilling.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#265)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
22nd February 2005, 06:22 AM

Strange...but true !Mujhse bhi galti houi...Beg for your pardon

1st sher

Dil ke halaat ba Qalaam likha karte haiN
Mohabbat ki ghazal har sham likha karte haiN

Pulkit Gupta

2nd Sher

Kiya hai roshan meri mehbooba ne mera dil aise
Poornima ke din bhi apne Chaand ko Dekha karte haiN

Rohin Bhargava

3rd Sher

Dard-e-^AMAN^ had se roz gujarta hai.....
zakmon ki kitaab subho-sham likha karte hain.....

Aman

4th sher

Paigaam ko mitaana mitaakar phirse likhna
likhkar na bhejna..tumse ye rasm sikha karte hain

Raj

5th Sher

chupa liya hai kafn mein apne phir bhi.....
bazaar mein loote armaan roz bika karte hain.....

Aman

6th Sher

Pyaar Bhada Do Mithein Bol Ko..Dil Tarasta Hain...
Shab-o-Roz..Qayaamat Ka Intezaar Kiya Karte Hain...

Shimul

7th sher

Alvida keh kar wo chali gayi to kya houa
Ousski pehli salaam ab bhi yaad kiya karte hain

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
8thvaan sher.....
Old
  (#266)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
8thvaan sher..... - 22nd February 2005, 12:14 PM

8thvaan sher pesh kar raha hoon.....

1st sher

Dil ke halaat ba Qalaam likha karte haiN
Mohabbat ki ghazal har sham likha karte haiN

Pulkit Gupta

2nd Sher

Kiya hai roshan meri mehbooba ne mera dil aise
Poornima ke din bhi apne Chaand ko Dekha karte haiN

Rohin Bhargava

3rd Sher

Dard-e-^AMAN^ had se roz gujarta hai.....
zakmon ki kitaab subho-sham likha karte hain.....

Aman_rahi

4th sher

Paigaam ko mitaana mitaakar phirse likhna
likhkar na bhejna..tumse ye rasm sikha karte hain

Raj

5th Sher

chupa liya hai kafn mein apne phir bhi.....
bazaar mein loote armaan roz bika karte hain.....

Aman_rahi

6th Sher

Pyaar Bhada Do Mithein Bol Ko..Dil Tarasta Hain...
Shab-o-Roz..Qayaamat Ka Intezaar Kiya Karte Hain...

Shimul

7th sher

Alvida keh kar wo chali gayi to kya houa
Ousski pehli salaam ab bhi yaad kiya karte hain

Amanush...

8th sher

yun *Qasr-e-zulmat mein chooda jo tujhe ^AMAN^.....
in *sihaayion mein bhi uske aks dikha karte hain….

Qasr-e-zulmat= andheron ki jagah/place
sihaayion= darkness

is sher ke saath ke kalam poora hua Meri behna........

kutch aapke khayal ka intezaar rahega is par...galtiaan bata dijiye.....

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#267)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
22nd February 2005, 02:14 PM

Dil ke halaat ba Qalaam likha karte haiN
Mohabbat ki ghazal har sham likha karte haiN

Pulkit Gupta

Kiya hai roshan meri mehbooba ne mera dil aise
Poornima ke din bhi apne Chaand ko Dekha karte haiN

Rohin Bhargava

Dard-e-^AMAN^ had se roz gujarta hai.....
zakmon ki kitaab subho-sham likha karte hain.....

Aman_rahi

Paigaam ko mitaana mitaakar phirse likhna
likhkar na bhejna..tumse ye rasm sikha karte hain

Raj

chupa liya hai kafn mein apne phir bhi.....
bazaar mein loote armaan roz bika karte hain.....

Aman_rahi

Pyaar Bhada Do Mithein Bol Ko..Dil Tarasta Hain...
Shab-o-Roz..Qayaamat Ka Intezaar Kiya Karte Hain...

Shimul

Alvida keh kar wo chali gayi to kya houa
Ousski pehli salaam ab bhi yaad kiya karte hain

Amanush...

yun *Qasr-e-zulmat mein chooda jo tujhe ^AMAN^.....
in *sihaayion mein bhi uske aks dikha karte hain….

Mujhe nahin lagta ki mujhe kuch kehne kee zaroorat hai...lagta hai aap khud hee jaan gaye hain...ki kya galti huyi kaafiya mein...
aap sab jitni shiddat se yahan likhne ki koshish kar rahe hain...mujhe bahut khushi ho rahi hai dekh kar...

main ek naya sher likhne jaa rahi hoon...ummiid hai aap ise ghazal ka ruup de deinge...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#268)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
22nd February 2005, 02:41 PM

1st sher

Sukoon mujhe nahin, tau beqaraar wo bhi hain
bheegi palkein meri, go ashkbaar wo bhi hain

paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#269)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
22nd February 2005, 11:37 PM

1st sher

Sukoon mujhe nahin, tau beqaraar wo bhi hain
bheegi palkein meri, go ashkbaar wo bhi hain

paras

2nd Sher

Aansoon ki wajah kya, yeh ashk jaante hain
Humare hal-e-dil ke raazdaar wo bhi hain

Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#270)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
23rd February 2005, 09:08 PM

Sukoon mujhe nahin, tau beqaraar wo bhi hain
bheegi palkein meri, go ashkbaar wo bhi hain

Aansoon ki wajah kya, yeh ashk jaante hain
Humare hal-e-dil ke raazdaar wo bhi hain

urz kiya hai

Raazdari jinhe bakhshi mire dil ki humne
Dil ki janib ek talwaar vo bhi haiN

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#271)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
23rd February 2005, 09:46 PM

Sukoon mujhe nahin, tau beqaraar wo bhi hain
bheegi palkein meri, go ashkbaar wo bhi hain
paras

Aansoon ki wajah kya, yeh ashk jaante hain
Humare hal-e-dil ke raazdaar wo bhi hain
rohin

Raazdari jinhe bakhshi mire dil ki humne
Dil ki janib ek talwaar vo bhi haiN
kshitiz

ashq aaNkhoN main nahi sookh gayi palke yuN...
khwaaB hume nahi, jinke talabgaar woh bhi hai...
Kunal(S.p)

Aadab paras didi... aur azeez shayroN...

aaj badi deri ke saath aapki is mehfil maiN shirkat kar raha huN ... afsoos hai ki is mehfil se kahiN door tha maiN ... par aaj yahaN ka raahgir maiN bhi ban hi gaya ... ek se ek hunarmand kalamkaaroN kei mehfil maiN ... umeed hai ki aapse seekhne ko bohat milega... aur ilteza hai ... gar kahiN maiN choook jauN to aap uspe mujhe jaroor ittela kareN ... aur muafi ka bhi talab gaar huN gar sath maiN kahiN kam reh jauN to ,,,

aap sab apna khayal rakiye ... mehfil sajate rahiye

aap sabka

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#272)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
20th March 2005, 02:49 PM

Sukoon mujhe nahin, tau beqaraar wo bhi hain
bheegi palkein meri, go ashkbaar wo bhi hain
paras

Aansoon ki wajah kya, yeh ashk jaante hain
Humare hal-e-dil ke raazdaar wo bhi hain
Rohin

Raazdari jinhe bakhshi mire dil ki humne
Dil ki janib ek talwaar vo bhi haiN
kshitiz

ashq aaNkhoN main nahi sookh gayi palke yuN...
khwaaB hume nahi, jinke talabgaar woh bhi hai...
Kunal(S.p)

Dekh ankhon mein apne hi paani beh jaata hai
Meri zindagi ke Aa-iinaa-baradaar wo bhi hain
Rohin

I am sorry if i broke the rules but somebody had to continue

Thanks
Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#273)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
21st March 2005, 01:06 PM

Sukoon mujhe nahin, tau beqaraar wo bhi hain
bheegi palkein meri, go ashkbaar wo bhi hain
paras

Aansoon ki wajah kya, yeh ashk jaante hain
Humare hal-e-dil ke raazdaar wo bhi hain
Rohin

Raazdari jinhe bakhshi mire dil ki humne
Dil ki janib ek talwaar vo bhi haiN
kshitiz

ashq aaNkhoN main nahi sookh gayi palke yuN...
khwaaB hume nahi, jinke talabgaar woh bhi hai...
Kunal(S.p)

Dekh ankhon mein apne hi paani beh jaata hai
Meri zindagi ke Aa-iinaa-baradaar wo bhi hain
Rohin

6th sher

sitamgar sahi, qaatil mijaaz nahin hain wo
riste hamare zakhmon ke charagaar wo bhi hain
paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#274)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
12th April 2005, 06:44 PM

[QUOTE]Originally posted by Parastaar
[B]Sukoon mujhe nahin, tau beqaraar wo bhi hain
bheegi palkein meri, go ashkbaar wo bhi hain
paras

Aansoon ki wajah kya, yeh ashk jaante hain
Humare hal-e-dil ke raazdaar wo bhi hain
Rohin

Raazdari jinhe bakhshi mire dil ki humne
Dil ki janib ek talwaar vo bhi haiN
kshitiz

ashq aaNkhoN main nahi sookh gayi palke yuN...
khwaaB hume nahi, jinke talabgaar woh bhi hai...
Kunal(S.p)

Dekh ankhon mein apne hi paani beh jaata hai
Meri zindagi ke Aa-iinaa-baradaar wo bhi hain
Rohin

6th sher

sitamgar sahi, qaatil mijaaz nahin hain wo
riste hamare zakhmon ke charagaar wo bhi hain
[b]paras

7th sher

Ounka yahi kehna hai ki samajhdaar wo bhi hai
par ye nahin samajhti ki mera sansaar wo bhi hai

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#275)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
22nd May 2005, 12:03 AM

Sukoon mujhe nahin, tau beqaraar wo bhi hain
bheegi palkein meri, go ashkbaar wo bhi hain
paras

Aansoon ki wajah kya, yeh ashk jaante hain
Humare hal-e-dil ke raazdaar wo bhi hain
Rohin

Raazdari jinhe bakhshi mire dil ki humne
Dil ki janib ek talwaar vo bhi haiN
kshitiz

ashq aaNkhoN main nahi sookh gayi palke yuN...
khwaaB hume nahi, jinke talabgaar woh bhi hai...
Kunal(S.p)

Dekh ankhon mein apne hi paani beh jaata hai
Meri zindagi ke Aa-iinaa-baradaar wo bhi hain
Rohin

6th sher

sitamgar sahi, qaatil mijaaz nahin hain wo
riste hamare zakhmon ke charagaar wo bhi hain
[b]paras

7th sher

Ounka yahi kehna hai ki samajhdaar wo bhi hai
par ye nahin samajhti ki mera sansaar wo bhi hai

Amanush...

8th sher

Kitne ilzaam diye duniya ne, yeh khuda jaanta hai
"Rohin" ko hai bus itna kehna ki wafadaar wo bhi hai

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
new sher
Old
  (#276)
unkijaan
Registered User
unkijaan will become famous soon enough
 
unkijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 151
Join Date: Jul 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
new sher - 23rd May 2005, 01:00 AM

would like to start sumthing..

ishq me bewafai ka sabab.. kis kis ko samjhayein
dil ki hazaar majburiyaan.. inhe kahaan lekar jayein

Gudiya
   
Reply With Quote
Old
  (#277)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
23rd May 2005, 10:27 AM

ishq me bewafai ka sabab.. kis kis ko samjhayein
dil ki hazaar majburiyaan.. inhe kahaan lekar jayein

Gudiya

humne tumko chahne ki galtiyaN sau baar ki,
aaj bhi dil chahta hai woh khata dohrayein.

Talib

Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#278)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
23rd May 2005, 10:34 AM

ishq me bewafai ka sabab.. kis kis ko samjhayein
dil ki hazaar majburiyaan.. inhe kahaan lekar jayein

Gudiya

humne tumko chahne ki galtiyaN sau baar ki,
aaj bhi dil chahta hai woh khata dohrayein.

Talib

humne inteezar tera Qayamat tak kiya
Aur kitna is dil ko teri yaadon se Behlayein

Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#279)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
23rd May 2005, 12:12 PM

ishq me bewafai ka sabab.. kis kis ko samjhayein
dil ki hazaar majburiyaan.. inhe kahaan lekar jayein

Gudiya

humne tumko chahne ki galtiyaN sau baar ki,
aaj bhi dil chahta hai woh khata dohrayein.

Talib

humne inteezar tera Qayamat tak kiya
Aur kitna is dil ko teri yaadon se Behlayein

Rohin

khatawaar nahin tum, jo kiya qatl-e-armaan …..
aaj bhi is dil ko hum yeh samjhayein.....

Aman_rahi

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#280)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
23rd May 2005, 12:37 PM

ishq me bewafai ka sabab.. kis kis ko samjhayein
dil ki hazaar majburiyaan.. inhe kahaan lekar jayein

Gudiya

humne tumko chahne ki galtiyaN sau baar ki,
aaj bhi dil chahta hai woh khata dohrayein.

Talib

humne inteezar tera Qayamat tak kiya
Aur kitna is dil ko teri yaadon se Behlayein

Rohin

khatawaar nahin tum, jo kiya qatl-e-armaan …..
aaj bhi is dil ko hum yeh samjhayein.....

Aman_rahi

sochakar baithe hai ki too laut aayega ek din
us pal ke intezaar me hai nazare bichaayein

Garima

first time yeha aayi hoo... hope line sahi hogi.. mere hisaab se to theek hai. pls galat ho to bata de

Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mehfil-e-maikashaaN, kuucha-e-dilbaraaN mausam Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 2nd July 2008 12:39 PM
Dil Ki Kalam Se.... purab Shayri-e-Ishq 1 7th March 2008 04:23 AM
Kaaba keh do ya Kuucha-e-yaar keh do,,, karan q Anjuman-e-Shayri 10 15th January 2005 05:15 PM
Kalam !!!!! Monal Shayri-e-Ishq 0 19th October 2004 09:56 PM
Kuucha-e-kalam... Parastaar Anjuman-e-Shayri 3 2nd March 2004 01:01 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com