Very Nice Song
**************
mein teri hoon jaanam
tu mera jiyaa
judaa tan se jaan ko
kisne kiyaa
mein teri hoon jaanam
tu mera jiyaa
judaa tan se jaan ko
kisne kiyaa....
aaaaa aaaa
aaa aaaaaa
teri meethi meethi baaton mein kho jaaun
jaise lehar lehar mein aise ik ho jaaun
teri meethi meethi baaton mein kho jaaun
jaise lehar lehar mein aise ik ho jaaun
mera sab kuch hogaya tera
tera sab kuch hua mera
mein teri hoon jaanam
tu mera jiyaa
judaa tan se jaan ko
kisne kiyaa....
aaa aaaaa
aaaaa
mein tere sang toofan mein bhi beh jaaun
mein tere sang sholon par bhi reh jaaun
mein tere sang toofan mein bhi beh jaaun
mein tere sang sholon par bhi reh jaaun
teri baahein mera saahil
saahil ki zarurat kya
mein teri hoon jaanam
tu mera jiyaa
judaa tan se jaan ko
kisne kiyaa....
aaa aaaaaa
aaaaa