Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
**Mere ghar ki deewaro mein **
Old
  (#1)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
**Mere ghar ki deewaro mein ** - 25th February 2006, 11:05 AM

Aadaab Dosto

aaya hu ish mehfil mein fir se kuch naya lekar Umeed hai pasand aayega apko.Aur agar kahi kuch galat likh diya ho to plz bataiyega

Shukriya

"Phool na sahi kaanto ko chum leta hu
Tere dard ko teri mohabbat keh deta hu
Jab kabhi yaad teri hadd se gujar jati hai
Band kamare mein simat kar do pal ro leta hu"

Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri
Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri

Kya kya naa gujra saath mere ye humse kya poochte ho
Wo raat wo chaand bhi de raha hai gawahi meri

Roya tha main saath mere mera bistar bhi roya tha
Aasmaan se barsa tha paani hui thi jaghasai meri

Kab ka dafna chuka us dil ko jo kabhi dhadakta tha
Lekin ghar ki dar-o-diwar mein nazar aa jati aashanna-ii meri

Har Patthar ka butt khuda nahi hota ye jante the hum
Fir bhi humne usko khuda mana ishse jhalakti hai nadani meri

Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha

Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#2)
khozii
Registered User
khozii will become famous soon enough
 
khozii's Avatar
 
Offline
Posts: 177
Join Date: Sep 2001
Location: india
Rep Power: 23
25th February 2006, 08:38 PM

Aadab Mere yaar mere dost !

bada achha likha hai , Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri,Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri,
Wah ! Wah Wah !!!!!!! kaafi feelings hai in shabdon mai ,
aap ke liye kuch kikha hai dil se kabool kijyega :-

diggaj likhte raho tum sada,
hum sada padhte rahenge
kal hogi buland zindagi tumhari
kal aasman chuoge tum
aaj bada apne kadam tu aage
kal salam karu tuhe mai.

Khozii

You can't buy love, but you can pay heavily for it.

***khozii***
  Send a message via Yahoo to khozii Send a message via MSN to khozii  
Reply With Quote
Re: **Mere ghar ki deewaro mein **
Old
  (#3)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
Re: **Mere ghar ki deewaro mein ** - 26th February 2006, 12:54 AM

Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri
Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri

Har Patthar ka butt khuda nahi hota ye jante the hum
Fir bhi humne usko khuda mana ishse jhalakti hai nadani meri

Khoobsurat aashaar... bahut pyaara likha hai...

Phool na sahi kaanto ko chum leta hu
Tere dard ko teri mohabbat keh deta hu
Jab kabhi yaad teri hadd se gujar jati hai
Band kamare mein simat kar do pal ro leta hu"

Waaaaaaaahhh...this is truly fab...

Hi Diggaj,

Bahut khoobsurati se ehsaas piroye hain... Oopar quoted kucch aashaar mujhe khaas pasand aaye.. vaise poori rachna hi acchi thhi... likhte raho yun hi... TC..

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Re: **Mere ghar ki deewaro mein **
Old
  (#4)
saakib
Registered User
saakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 246
Join Date: Dec 2005
Location: NEW DELHI
Rep Power: 0
Re: **Mere ghar ki deewaro mein ** - 26th February 2006, 01:47 AM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave

Aadaab Dosto

aaya hu ish mehfil mein fir se kuch naya lekar Umeed hai pasand aayega apko.Aur agar kahi kuch galat likh diya ho to plz bataiyega

Shukriya

"Phool na sahi kaanto ko chum leta hu
Tere dard ko teri mohabbat keh deta hu
Jab kabhi yaad teri hadd se gujar jati hai
Band kamare mein simat kar do pal ro leta hu"

Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri
Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri

Kya kya naa gujra saath mere ye humse kya poochte ho
Wo raat wo chaand bhi de raha hai gawahi meri

Roya tha main saath mere mera bistar bhi roya tha
Aasmaan se barsa tha paani hui thi jaghasai meri

Kab ka dafna chuka us dil ko jo kabhi dhadakta tha
Lekin ghar ki dar-o-diwar mein nazar aa jati aashanna-ii meri

Har Patthar ka butt khuda nahi hota ye jante the hum
Fir bhi humne usko khuda mana ishse jhalakti hai nadani meri

Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri
Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri
adaab,,,

kaya baat hai... aaj to kuch hat kar nazar aa raha hai aapka andaaz...hamari daad kabool kijiye bas issi khoob surti se likhte rahiye...

saakib...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
26th February 2006, 06:42 AM

wahhhhhhhh my little bro
bhaut khoob kya hua janab se isaq se dard mai keese ?

kidding
bhaut achha likha hai tumne
Kab ka dafna chuka us dil ko jo kabhi dhadakta tha
Lekin ghar ki dar-o-diwar mein nazar aa jati aashanna-ii meri
ye sher dil ko payaa laga

shrdh

  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th February 2006, 10:39 AM

dear diggaj sahab sach kahoon to aapke is kalaam ka koi jawab nahi.kuch kahne ke layak nahi chhoda.uff itna dard itna emotion.great one yaar.all aashraas are good but specially this line i like the most.

Har Patthar ka butt khuda nahi hota ye jante the hum
Fir bhi humne usko khuda mana ishse jhalakti hai nadani meri

keep writing man.i love u &take care
shoaib
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
26th February 2006, 11:44 AM

Diggaj Bhaaii..

Kya kya naa gujra saath mere ye humse kya poochte ho
Wo raat wo chaand bhi de raha hai gawahi meri

<<<<<<<<Aray waaH! huzoor .... Yah sher to dil ko chir gayaa.. Kya khooB ehsaas hai... Ek kasak, dard, saaf jhalak raha hai aap ke har aashar maiN... Likhte Rahiye...

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#8)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Hi - 26th February 2006, 03:59 PM

Quote:
Originally posted by khozii
Aadab Mere yaar mere dost !

bada achha likha hai , Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri,Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri,
Wah ! Wah Wah !!!!!!! kaafi feelings hai in shabdon mai ,
aap ke liye kuch kikha hai dil se kabool kijyega :-

diggaj likhte raho tum sada,
hum sada padhte rahenge
kal hogi buland zindagi tumhari
kal aasman chuoge tum
aaj bada apne kadam tu aage
kal salam karu tuhe mai.

Khozii
Bohat-2 shukriya khozi jee.Meri ish rachna ko pyar dene aur mere liye likhe apke un lafzo ka shukriya..Aate rahiyega..
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
bahut achhe
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut achhe - 26th February 2006, 04:11 PM

Har Patthar ka butt khuda nahi hota ye jante the hum
Fir bhi humne usko khuda mana ishse jhalakti hai nadani meri

Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri
Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri

bahut pyara bahut sundar likhte ho tumahre apne dil jaisa
Anil

mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
26th February 2006, 04:14 PM

dear Diggaj ji
aapka kalaam padaa bahut hi pyara or dilchasp hai...
sacch bahut hi khoobsoorat kalaam hai yeh..

aap bas yu hin likhte rahiye

take care
bye

SHWETA

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Re: Re: **Mere ghar ki deewaro mein **
Old
  (#11)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Re: **Mere ghar ki deewaro mein ** - 26th February 2006, 06:58 PM

Quote:
Originally posted by Pulkit_gupta

Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri
Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri

Har Patthar ka butt khuda nahi hota ye jante the hum
Fir bhi humne usko khuda mana ishse jhalakti hai nadani meri

Khoobsurat aashaar... bahut pyaara likha hai...

Phool na sahi kaanto ko chum leta hu
Tere dard ko teri mohabbat keh deta hu
Jab kabhi yaad teri hadd se gujar jati hai
Band kamare mein simat kar do pal ro leta hu"

Waaaaaaaahhh...this is truly fab...

Hi Diggaj,

Bahut khoobsurati se ehsaas piroye hain... Oopar quoted kucch aashaar mujhe khaas pasand aaye.. vaise poori rachna hi acchi thhi... likhte raho yun hi... TC..
Pulkit bhai Bohat-2 shukriya Aap aate hai dil ko acha lagta hai..Aur mera hosla badhta hai..Yuhi aate rahiye..Take care
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: **Mere ghar ki deewaro mein **
Old
  (#12)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: **Mere ghar ki deewaro mein ** - 26th February 2006, 07:54 PM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave

Aadaab Dosto

aaya hu ish mehfil mein fir se kuch naya lekar Umeed hai pasand aayega apko.Aur agar kahi kuch galat likh diya ho to plz bataiyega

Shukriya

"Phool na sahi kaanto ko chum leta hu
Tere dard ko teri mohabbat keh deta hu
Jab kabhi yaad teri hadd se gujar jati hai
Band kamare mein simat kar do pal ro leta hu"

Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri
Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri

Kya kya naa gujra saath mere ye humse kya poochte ho
Wo raat wo chaand bhi de raha hai gawahi meri

Roya tha main saath mere mera bistar bhi roya tha
Aasmaan se barsa tha paani hui thi jaghasai meri

Kab ka dafna chuka us dil ko jo kabhi dhadakta tha
Lekin ghar ki dar-o-diwar mein nazar aa jati aashanna-ii meri

Har Patthar ka butt khuda nahi hota ye jante the hum
Fir bhi humne usko khuda mana ishse jhalakti hai nadani meri

Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri
Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri
waah diggaj...........
kya baat hai...mashallah bahaut sahi jarahe ho...bada pasand aaya mujhe yeh kalaam..dard me doobe kalaam mujhe hamesha choo jate hain...
yuhin likhte raho aage bhi..lekin dua yahi rahegi hamesha ke tum sada haste muskurate raho...

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: Re: **Mere ghar ki deewaro mein **
Old
  (#13)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Re: **Mere ghar ki deewaro mein ** - 27th February 2006, 12:05 AM

Quote:
Originally posted by saakib
adaab,,,

kaya baat hai... aaj to kuch hat kar nazar aa raha hai aapka andaaz...hamari daad kabool kijiye bas issi khoob surti se likhte rahiye...

saakib...
Saakib bhai jab bhi apko meri post par dekhta hu khushi hoti hai..Hosla badhane k liye Shukriya..Aate rahiyega..Take care
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#14)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Hi - 27th February 2006, 02:44 PM

shrdh [/B][/QUOTE] Apno ka shukriya ada karne ki kya jaroorat..Jab aana ho aa jaya kijiye hamari post par..Apke liye dil k darwaze hamesh khule rehte hai
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#15)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Hi - 27th February 2006, 07:22 PM

Quote:
Originally posted by sameer'shaad'
dear diggaj sahab sach kahoon to aapke is kalaam ka koi jawab nahi.kuch kahne ke layak nahi chhoda.uff itna dard itna emotion.great one yaar.all aashraas are good but specially this line i like the most.

Har Patthar ka butt khuda nahi hota ye jante the hum
Fir bhi humne usko khuda mana ishse jhalakti hai nadani meri

keep writing man.i love u &take care
shoaib
Mere dost mere bhai tum aate ho meri post par to meri mehanat safal ho jati hai..Shukriya bhai
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#16)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Hi - 27th February 2006, 07:26 PM

[/B][/QUOTE] Hamari khushnaseebi ki mayank bhai hamare dawaar aaye..Shukriya mere dost..Kush raho
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: Re: **Mere ghar ki deewaro mein **
Old
  (#17)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Re: **Mere ghar ki deewaro mein ** - 27th February 2006, 07:30 PM

Quote:
Originally posted by farhana
waah diggaj...........
kya baat hai...mashallah bahaut sahi jarahe ho...bada pasand aaya mujhe yeh kalaam..dard me doobe kalaam mujhe hamesha choo jate hain...
yuhin likhte raho aage bhi..lekin dua yahi rahegi hamesha ke tum ho...
Tumhara to hamesha intezar rehta hai mujhe tumhi se hosla milta hai likhne ka..Shukriya farhana
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: bahut achhe
Old
  (#18)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: bahut achhe - 27th February 2006, 07:33 PM

soomshayer [/i]
Har Patthar ka butt khuda nahi hota ye jante the hum
Fir bhi humne usko khuda mana ishse jhalakti hai nadani meri

Mere ghar ki deewaro mein chhupi hai kahani meri
Aansoo kahi dard aur tanhaiyo se bhari hai zindgi meri

bahut pyara bahut sundar likhte ho tumahre apne dil jaisa
Anil
[/QUOTE] apno ka shukriya ada karta nahi..Apna aashirwad dene aa jaaya kijiye bhai
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
:)
Old
  (#19)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
:) - 27th February 2006, 07:37 PM

Quote:
Originally posted by kuhulika
dear Diggaj ji
aapka kalaam padaa bahut hi pyara or dilchasp hai...
sacch bahut hi khoobsoorat kalaam hai yeh..

aap bas yu hin likhte rahiye

take care
bye
Shweta ji hosla badhane k liye bohat-2 shukriya..Kush rahiye..Take care
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
lagi hai aag mere ghar me.......... pooja_d Shayri-e-Dard 10 16th September 2006 09:03 PM
Deewaro Se meetaparekh Shayri-e-Dard 25 12th April 2006 04:19 PM
Tere ghar se mere ghar talak AnilMoradabadi Aapki Shayri 1 18th January 2006 10:50 AM
Tum Mere ghar na aana Chaand Shayri-e-Dard 11 14th July 2004 12:03 PM
patthar mere ghar mein praveen_baliyan Aapki Shayri 0 27th March 2003 06:58 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com