Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Humourous Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"Bathroom Singer"
Old
  (#1)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
"Bathroom Singer" - 24th September 2009, 08:00 PM

Aadab ke mehfil ko be-adab ka Aadab,

Ik shariir peshkesh aap sabki jaanib.

Gun-guna rahe thay woh, haath meiN unke, na tha koi saaz,
Hum ne kaha subhan allah, ba.Di meethi hai aapkii awaaz.

Sharmakar bole wo cho.diye bhii, aap to yuuN hi kehte haiN,
Bas chaapluusi meiN fazuul hi, merii taarif karte rehte haiN.

Hum to “bathroom singer” haiN bas bathroom meiN gaate haiN,
Hum bole gustaakhi muaf, bulayeN kabhi mehfil jamaate haiN!

Aapka Dost
Shyam

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
24th September 2009, 10:39 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Aadab ke mehfil ko be-adab ka Aadab,

Ik shariir peshkesh aap sabki jaanib.

Gun-guna rahe thay woh, haath meiN unke, na tha koi saaz,
Hum ne kaha subhan allah, ba.Di meethi hai aapkii awaaz.

Sharmakar bole wo cho.diye bhii, aap to yuuN hi kehte haiN,
Bas chaapluusi meiN fazuul hi, merii taarif karte rehte haiN.

Hum to “bathroom singer” haiN bas bathroom meiN gaate haiN,
Hum bole gustaakhi muaf, bulayeN kabhi mehfil jamaate haiN!

Aapka Dost
Shyam
Hum to “bathroom singer” haiN bas bathroom meiN gaate haiN,
Hum bole gustaakhi muaf, bulayeN kabhi mehfil jamaate haiN!

apne purane dost..yane ki mujhe........mat bhuliyega is mahfil me invite karna.............

yehi par dosti pata lag jayegi..............ab
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th September 2009, 03:07 PM

Ha Ha ..............

Aray baab re kasam se hasi ke mare ankhoN se pani aagaya.....
Bhaut hi umda aur last line to kamal bemisal hai... Janab...
Aap bhi Naa Shayam sahab....

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
28th September 2009, 12:24 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
Hum to “bathroom singer” haiN bas bathroom meiN gaate haiN,
Hum bole gustaakhi muaf, bulayeN kabhi mehfil jamaate haiN!

apne purane dost..yane ki mujhe........mat bhuliyega is mahfil me invite karna.............

yehi par dosti pata lag jayegi..............ab
LOL

Manish bhai aap ka istekbal hai mehfil meiN. Magar zara khusuusi aur zaati mehfil hai to bari bari se mehfil jamegii. Ek saath nahi. MiyaaN sharm-o-haya bhi koi chiiz hoti hai.

Aadab
Shyam

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
6th October 2009, 02:19 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ha Ha ..............

Aray baab re kasam se hasi ke mare ankhoN se pani aagaya.....
Bhaut hi umda aur last line to kamal bemisal hai... Janab...
Aap bhi Naa Shayam sahab....
Sameer Bhai Salaam,

Abhi tak sirf Manish bhai ki "Zidd" thi aur ab aap ki "Khwahish" is khusuusi mehfil meiN shirkat ki. To janab-e-aali maiN rukhsat ho jaauN to aap dono dakil hoN. Kyunki jaisaa maine pehle kaha ka tho.Di bahot sharm abhi baaki hai

Khush rahiye
Shyam

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th October 2009, 02:37 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Sameer Bhai Salaam,

Abhi tak sirf Manish bhai ki "Zidd" thi aur ab aap ki "Khwahish" is khusuusi mehfil meiN shirkat ki. To janab-e-aali maiN rukhsat ho jaauN to aap dono dakil hoN. Kyunki jaisaa maine pehle kaha ka tho.Di bahot sharm abhi baaki hai

Khush rahiye
Shyam
Jii woh to humme puri baki hai, jaisa aap thik samjhe.. phir pahele mere ustad Zidd sahab bhi hai there for I ll enjoy.... your posts..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#7)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
29th December 2009, 01:37 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Jii woh to humme puri baki hai, jaisa aap thik samjhe.. phir pahele mere ustad Zidd sahab bhi hai there for I ll enjoy.... your posts..

Pehle aap, pehle aap to Lucknow ki riwaayat hai, magar Aurangabad tak pahuNch gaii jaan kar achha laga. Jaisi aap ki marzi Sameer Bhai.

Allah Hafez,
Naadaan

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
29th December 2009, 03:20 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Pehle aap, pehle aap to Lucknow ki riwaayat hai, magar Aurangabad tak pahuNch gaii jaan kar achha laga. Jaisi aap ki marzi Sameer Bhai.

Allah Hafez,
Naadaan
Woh Lucknow ki railway Aurangabad tak pahunchne ki wajah bhi khaas hai....... aadaab aur tehzeeb to hume wahan ke hi virasat se mili hia.......

Jee mujhe lagata hai ab mera number aa gaya........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#9)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
29th December 2009, 06:47 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Aadab ke mehfil ko be-adab ka Aadab,

Ik shariir peshkesh aap sabki jaanib.

Gun-guna rahe thay woh, haath meiN unke, na tha koi saaz,
Hum ne kaha subhan allah, ba.Di meethi hai aapkii awaaz.

Sharmakar bole wo cho.diye bhii, aap to yuuN hi kehte haiN,
Bas chaapluusi meiN fazuul hi, merii taarif karte rehte haiN.

Hum to “bathroom singer” haiN bas bathroom meiN gaate haiN,
Hum bole gustaakhi muaf, bulayeN kabhi mehfil jamaate haiN!

Aapka Dost
Shyam

ha ha ha

wah dost wah mera to aapne mood hi changekar diya office ke kaam main khoya pada tha aapki yeh shayri padhi aur hans pada thanks muje khushi dene ke liye

Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai

  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#10)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Talking 29th December 2009, 07:49 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Aadab ke mehfil ko be-adab ka Aadab,

Ik shariir peshkesh aap sabki jaanib.

Gun-guna rahe thay woh, haath meiN unke, na tha koi saaz,
Hum ne kaha subhan allah, ba.Di meethi hai aapkii awaaz.

Sharmakar bole wo cho.diye bhii, aap to yuuN hi kehte haiN,
Bas chaapluusi meiN fazuul hi, merii taarif karte rehte haiN.

Hum to bathroom singer haiN bas bathroom meiN gaate haiN,
Hum bole gustaakhi muaf, bulayeN kabhi mehfil jamaate haiN!

Aapka Dost
Shyam
bade miyaN aadaab....

kamaal hi karte haiN aap....pata nahi kaise aapke ye dono threads meri nazar se ab tak bache the.....maza aa gaya.....aur yeh topic bhi bahut khoob pak'da hai aapne.... ....meri haNste haNste ki daad haNs ke qubuul farmaayeN.....
isi section meiN mere bhi 2 threads haiN...shayad aapko pasand aayeN....

apna khayal rakhiyega aur haNste rakhiyega...

aapka,
vikram...

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#11)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
25th January 2010, 09:31 PM

Hello niceeeeeee ghazal ,,,,,,keep it up....bye take care

******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com