Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aankheN
Old
  (#1)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
aankheN - 5th December 2010, 07:09 PM

aadaab dosto ek ghazal leke haazir ho rahaa hun ummeed ki tawajjoh den ge

khomaar e dard se mahboob ho gayin aakhen
kisi ki chaah me majzoob ho gayin aanken

khomaar e dard ...dard ka nasha ,,, majzoob .. apne aap ko bhool janaa

nazar ne orh li manzar ki aatisheeN chaadar
gham e hayaat se martoob ho gayin aankhen

manzar ... jo nazar aaye ,,, aatisheeN .... aag se bharee ,, .. gham e yahaat ... zindagi ka gham ,,,,,, martoob ,,,,,,aansoo aajaanaa

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

saraab ... registaan ki wo chamak jise peyaasaa paani samajh le ,,,,, manaazir .. wo tamaam cheezen jo nazar aayen ,,,, raqsaan .. naachnaa
masloob ... jise faansee de di jaaye

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

roodaad ... kahaani ,,,,, nao khez ...teen ager ... mahjoob ... pardah kar lenaa

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

bughz .... keenaa kapat ,,, dar aayaa .. andar aa gayaa

badha jo maamila to isqadar huwa hassaas
ki gaam gaam pe kiya khoob ho gayin aankhen

hassaas .. sensitive ....gaam gaam .. qadam qadam ...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 5th December 2010, 07:25 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab dosto ek ghazal leke haazir ho rahaa hun ummeed ki tawajjoh den ge

khomaar e dard se mahboob ho gayin aakhen
kisi ki chaah me majzoob ho gayin aanken

khomaar e dard ...dard ka nasha ,,, majzoob .. apne aap ko bhool janaa

nazar ne orh li manzar ki aatisheeN chaadar
gham e hayaat se martoob ho gayin aankhen

manzar ... jo nazar aaye ,,, aatisheeN .... aag se bharee ,, .. gham e yahaat ... zindagi ka gham ,,,,,, martoob ,,,,,,aansoo aajaanaa

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

saraab ... registaan ki wo chamak jise peyaasaa paani samajh le ,,,,, manaazir .. wo tamaam cheezen jo nazar aayen ,,,, raqsaan .. naachnaa
masloob ... jise faansee de di jaaye

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

roodaad ... kahaani ,,,,, nao khez ...teen ager ... mahjoob ... pardah kar lenaa

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

bughz .... keenaa kapat ,,, dar aayaa .. andar aa gayaa

badha jo maamila to isqadar huwa hassaas
ki gaam gaam pe kiya khoob ho gayin aankhen

hassaas .. sensitive ....gaam gaam .. qadam qadam ...
bahut khoob janab hassas saheb,

qafiya ko bahut achhe se nibhaya hai aapne, maza aa gaya aapki ghazal padh kar...
daad haazir hai, qubuul kijiyega...

aapka dost,
vikram

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
5th December 2010, 08:14 PM

Masood Bhai ... Aadaab !

Aapki ek aur dilkash ghazal padhke mazaa aa gaya ... sabhi ashaar bahut khoobsurat lage mujhe ... matle se maqte tak ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
6th December 2010, 08:25 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab dosto ek ghazal leke haazir ho rahaa hun ummeed ki tawajjoh den ge

khomaar e dard se mahboob ho gayin aakhen
kisi ki chaah me majzoob ho gayin aanken

khomaar e dard ...dard ka nasha ,,, majzoob .. apne aap ko bhool janaa

nazar ne orh li manzar ki aatisheeN chaadar
gham e hayaat se martoob ho gayin aankhen

manzar ... jo nazar aaye ,,, aatisheeN .... aag se bharee ,, .. gham e yahaat ... zindagi ka gham ,,,,,, martoob ,,,,,,aansoo aajaanaa

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

saraab ... registaan ki wo chamak jise peyaasaa paani samajh le ,,,,, manaazir .. wo tamaam cheezen jo nazar aayen ,,,, raqsaan .. naachnaa
masloob ... jise faansee de di jaaye

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

roodaad ... kahaani ,,,,, nao khez ...teen ager ... mahjoob ... pardah kar lenaa

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

bughz .... keenaa kapat ,,, dar aayaa .. andar aa gayaa

badha jo maamila to isqadar huwa hassaas
ki gaam gaam pe kiya khoob ho gayin aankhen

hassaas .. sensitive ....gaam gaam .. qadam qadam ...

hassas bhayee

bahut acha laga padh ke

naye kafiyoN se parichaye kara diyaa aapne

shukriyaa lkhte raheN
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#5)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th December 2010, 12:32 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab dosto ek ghazal leke haazir ho rahaa hun ummeed ki tawajjoh den ge

khomaar e dard se mahboob ho gayin aakhen
kisi ki chaah me majzoob ho gayin aanken

khomaar e dard ...dard ka nasha ,,, majzoob .. apne aap ko bhool janaa

nazar ne orh li manzar ki aatisheeN chaadar
gham e hayaat se martoob ho gayin aankhen

manzar ... jo nazar aaye ,,, aatisheeN .... aag se bharee ,, .. gham e yahaat ... zindagi ka gham ,,,,,, martoob ,,,,,,aansoo aajaanaa

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

saraab ... registaan ki wo chamak jise peyaasaa paani samajh le ,,,,, manaazir .. wo tamaam cheezen jo nazar aayen ,,,, raqsaan .. naachnaa
masloob ... jise faansee de di jaaye

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

roodaad ... kahaani ,,,,, nao khez ...teen ager ... mahjoob ... pardah kar lenaa

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

bughz .... keenaa kapat ,,, dar aayaa .. andar aa gayaa

badha jo maamila to isqadar huwa hassaas
ki gaam gaam pe kiya khoob ho gayin aankhen

hassaas .. sensitive ....gaam gaam .. qadam qadam ...

ASSLAM-o-ALAIKUM…!

Janab Mohtram Masood Hassaas Saheb….!

Aap Ke Kalaam Ki Taareef K Shayan-e-Shaan Mere Paas Alfaz Nahi Hain…

Bas Itna Kahun Ga K Ap K Kalaam Em jo Jiddat Or Gehrayi Payi Jati Hai ….. Wo Aap He Ka Khaasa Hai..Hr Hr Shair Apni Misaal Aap Hai…

Qafiya Or Radeef Boht Mushkil Chuna Aap Ne Or Usay Itni Khoobi Se Nibhaya Hai KeAap Ki Shukhanwari Pr Rashk Aanay Laga Hai….

Yaqeenan Aap Fun-e-Ghazal Pe Mukammal Dastarass Rakhtay Hain….

ALLAH AAP KO MAZID NAWAZAY

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 6th December 2010, 01:15 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab dosto ek ghazal leke haazir ho rahaa hun ummeed ki tawajjoh den ge

khomaar e dard se mahboob ho gayin aakhen
kisi ki chaah me majzoob ho gayin aanken

khomaar e dard ...dard ka nasha ,,, majzoob .. apne aap ko bhool janaa

nazar ne orh li manzar ki aatisheeN chaadar
gham e hayaat se martoob ho gayin aankhen

manzar ... jo nazar aaye ,,, aatisheeN .... aag se bharee ,, .. gham e yahaat ... zindagi ka gham ,,,,,, martoob ,,,,,,aansoo aajaanaa

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

saraab ... registaan ki wo chamak jise peyaasaa paani samajh le ,,,,, manaazir .. wo tamaam cheezen jo nazar aayen ,,,, raqsaan .. naachnaa
masloob ... jise faansee de di jaaye

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

roodaad ... kahaani ,,,,, nao khez ...teen ager ... mahjoob ... pardah kar lenaa

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

bughz .... keenaa kapat ,,, dar aayaa .. andar aa gayaa

badha jo maamila to isqadar huwa hassaas
ki gaam gaam pe kiya khoob ho gayin aankhen

hassaas .. sensitive ....gaam gaam .. qadam qadam ...

bahut khoob............................................. .........

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 6th December 2010, 08:05 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab dosto ek ghazal leke haazir ho rahaa hun ummeed ki tawajjoh den ge

khomaar e dard se mahboob ho gayin aakhen
kisi ki chaah me majzoob ho gayin aanken

khomaar e dard ...dard ka nasha ,,, majzoob .. apne aap ko bhool janaa

wahhhhhhhhhhh.... kya kehna janab

nazar ne orh li manzar ki aatisheeN chaadar
gham e hayaat se martoob ho gayin aankhen

manzar ... jo nazar aaye ,,, aatisheeN .... aag se bharee ,, .. gham e yahaat ... zindagi ka gham ,,,,,, martoob ,,,,,,aansoo aajaanaa

bahut bahut khoob... dil chhuu liya... daad

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

saraab ... registaan ki wo chamak jise peyaasaa paani samajh le ,,,,, manaazir .. wo tamaam cheezen jo nazar aayen ,,,, raqsaan .. naachnaa
masloob ... jise faansee de di jaaye
wahhhhhhhhhhhh............. MashaAllah...

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen
roodaad ... kahaani ,,,,, nao khez ...teen ager ... mahjoob ... pardah kar lenaa
awesome............. just awesome....

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen
bughz .... keenaa kapat ,,, dar aayaa .. andar aa gayaa
kya baat hai janab.... bahut khoob.....

badha jo maamila to isqadar huwa hassaas
ki gaam gaam pe kiya khoob ho gayin aankhen

hassaas .. sensitive ....gaam gaam .. qadam qadam ...
kurbaan......
Hassaas ji,
Aadaab

kya kehna janab aapke is kalaam ka... MashaAllah bahut khoob... ab aapki taarif naa kare to aur kya kare... aap kuch aise shabdon ke jaal bunte hai jisme hum jaise kai log phas jate hai...... aapke ehsaas bahut dilfareb rahe aur aapka andaaz-e-bayaan to kya kehna,wahhhhhhhhhhhhh ! dil se dhero daad hazir hai.. yuhi likhte rahiye... khush rahiye...

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#8)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
11th December 2010, 03:01 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
bahut khoob janab hassas saheb,

qafiya ko bahut achhe se nibhaya hai aapne, maza aa gaya aapki ghazal padh kar...
daad haazir hai, qubuul kijiyega...

aapka dost,
vikram
aadaab
vikram bhai
ajeeb ittefaaq hai ki main ye bhool hi gayaa thaa ki kabhi main ne aankhen ke naam se sdc pe koi ghazal daala thaa ... magar aaj jab nigaah paree to bada afsoos huwaa ki kitne saare mohabbat karne walon ne doa di hai aor main shukriyah tak na adaa kar sakaa
main ma"azarat ke saath aap ki mohabbaton ka shukriya bhi adaa kartaa hun aor doa hai ki khodaa aap ko itnee tarqqi de ki asmaan bhi naz kare
apka masood
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
11th December 2010, 03:05 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Masood Bhai ... Aadaab !

Aapki ek aur dilkash ghazal padhke mazaa aa gaya ... sabhi ashaar bahut khoobsurat lage mujhe ... matle se maqte tak ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...

aadaab
maaf kijiye gaa mehraa saahab
main dekh hi na paayaa ki aap ki doaa meraa intezaar kar rahee hai
main ma"Azarat khowaah hun
aap ka behad shukriya ki aap ne ghazal ko pasand kiyaa is se meree dil ko sokoon milaa aor aap jis peyaar se daad dete hain wo bazaate khud kisee haseen ghazal se kam nahi
bhagwaan aap ko sukhi rakhen
aap ka masood
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
11th December 2010, 03:22 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
hassas bhayee

bahut acha laga padh ke

naye kafiyoN se parichaye kara diyaa aapne

shukriyaa lkhte raheN

aadaab
taakheer ki maazarat
aap ki daad ne sokoon bakhshaa khosoosan qaafiyah ke hwaale se jo baat aap ne ki achhi lagi
main chaahitaa thaa ki is me ek sher aor daalun magar us se itnaa mutmain nahi thaa is liye nahi daalaa haan magar ab aap ko sunaaye detaa hun

jabhi wafaa se daghaa se kabhi to chughlee se
kabhi to qatl se mansoob higayeen aankhen

apnaa khiyaal rakhiye gaa
mukhlis
masood
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
11th December 2010, 07:40 PM

masood sahaab aadaab..

aapki ghazal ne bahot mutaasir kiya..aur yeh do sher dil ke behad kareeb rahe..allah barkat de..daad..

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
11th December 2010, 11:05 PM

Hassaas Saheb Salaam Valekoom,

Aap ke likhe ko paDh ne ka mauka mile yeh hi khush kismati hai, Aur aapki BBC par telecast huee Ghazlein bhi sunee aur aapki awaaz bhi. Beshak dil-o-zehen parr gehraa asar karne wala kalaam hota hai aapka.. yeh ghazal bhi behad pasand aayee khusoosan darj-e-zel sher zyaada purasar payaa..

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

waah ..bohot khoob..

aapki shaayri paDh karr kuch ghanToN takk ek sher-o-shaayri ka khumaar chaa jaata hai..kuch puuraane kalam yaaad aa jaate hai..

kalaam paDh ke ho hassaas dil to behtar hai,
ho ashqbaar tau marghoob ho gayee aahkein.

..agar ho sake tau hamaari rehnumaayee kiyaa karein, beshaq hum jaante hain ke aap kaafi masroof rehtein hain lekin phir bhi..hasb-e-fursat jabb bhi munaasib ho..filhaal chaltaa hoon..Allah kare zor-e-kalam aur ziyaada.

Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
nice
Old
  (#13)
ek pal apna
ekmuskaan
ek pal apna is a jewel in the roughek pal apna is a jewel in the roughek pal apna is a jewel in the rough
 
ek pal apna's Avatar
 
Offline
Posts: 85
Join Date: Nov 2010
Rep Power: 16
nice - 11th December 2010, 11:14 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab dosto ek ghazal leke haazir ho rahaa hun ummeed ki tawajjoh den ge

khomaar e dard se mahboob ho gayin aakhen
kisi ki chaah me majzoob ho gayin aanken

khomaar e dard ...dard ka nasha ,,, majzoob .. apne aap ko bhool janaa

nazar ne orh li manzar ki aatisheeN chaadar
gham e hayaat se martoob ho gayin aankhen

manzar ... jo nazar aaye ,,, aatisheeN .... aag se bharee ,, .. gham e yahaat ... zindagi ka gham ,,,,,, martoob ,,,,,,aansoo aajaanaa

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

saraab ... registaan ki wo chamak jise peyaasaa paani samajh le ,,,,, manaazir .. wo tamaam cheezen jo nazar aayen ,,,, raqsaan .. naachnaa
masloob ... jise faansee de di jaaye

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

roodaad ... kahaani ,,,,, nao khez ...teen ager ... mahjoob ... pardah kar lenaa

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

bughz .... keenaa kapat ,,, dar aayaa .. andar aa gayaa

badha jo maamila to isqadar huwa hassaas
ki gaam gaam pe kiya khoob ho gayin aankhen

hassaas .. sensitive ....gaam gaam .. qadam qadam ...

nice .....
har ek shabd ko badhe hi pyar se sawanra gaya hai ....

good one

na rok saka maalik ki ibadat se use koi
ye banda hai us parwar digaar ka
dafan har riwaj ab us kabra me hai
jis par chada hai kafan us pahredar ka..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
13th December 2010, 01:35 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab dosto ek ghazal leke haazir ho rahaa hun ummeed ki tawajjoh den ge

khomaar e dard se mahboob ho gayin aakhen
kisi ki chaah me majzoob ho gayin aanken

khomaar e dard ...dard ka nasha ,,, majzoob .. apne aap ko bhool janaa

nazar ne orh li manzar ki aatisheeN chaadar
gham e hayaat se martoob ho gayin aankhen

manzar ... jo nazar aaye ,,, aatisheeN .... aag se bharee ,, .. gham e yahaat ... zindagi ka gham ,,,,,, martoob ,,,,,,aansoo aajaanaa

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

saraab ... registaan ki wo chamak jise peyaasaa paani samajh le ,,,,, manaazir .. wo tamaam cheezen jo nazar aayen ,,,, raqsaan .. naachnaa
masloob ... jise faansee de di jaaye

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

roodaad ... kahaani ,,,,, nao khez ...teen ager ... mahjoob ... pardah kar lenaa

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

bughz .... keenaa kapat ,,, dar aayaa .. andar aa gayaa

badha jo maamila to isqadar huwa hassaas
ki gaam gaam pe kiya khoob ho gayin aankhen

hassaas .. sensitive ....gaam gaam .. qadam qadam ...

waah waah hassaas sahab !! hairatanghez aur lajawaab ghazal kahee hai aapne. behad nafees aur pukhta. har sher hi nahiin har lavz bhi beshkeemtee hai. saikadon daad aur duaaon ke saath .... zarraa
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
13th December 2010, 03:48 AM

appke liye daad kubool kijiye
खुमार-ऐ-दर्द से महबूब हो गयीं आखें
किसी की चाह में मजज़ूब हो गयीं आँखें

नज़र ने ओढ़ ली मंज़र की आतिशीं चादर
ग़म-ऐ-हयात से मर्तूब हो गयीं आँखें

सराब बन के मनाज़िर नज़र में हैं रक्सां
मिलन की आस पे मस्लूब हो गयीं आँखें

रूदाद इश्क की नाव खेज़ है अभी साकी
अभी से किस लिए महजूब हो गयीं आँखें

हर एक खेल में आँखों में बुगहज़ दर आया
नज़र के खेल में महबूब हो गयीं आँखें

बढ़ा जो मामिला तो इस्कादर हुवा हस्सास
की गाम गाम पे किया खूब हो गयीं आँखें

यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th December 2010, 05:02 AM

Quote:
Originally Posted by samyasar1 View Post
appke liye daad kubool kijiye
खुमार-ऐ-दर्द से महबूब हो गयीं आखें
किसी की चाह में मजज़ूब हो गयीं आँखें

नज़र ने ओढ़ ली मंज़र की आतिशीं चादर
ग़म-ऐ-हयात से मर्तूब हो गयीं आँखें

सराब बन के मनाज़िर नज़र में हैं रक्सां
मिलन की आस पे मस्लूब हो गयीं आँखें

रूदाद इश्क की नाव खेज़ है अभी साकी
अभी से किस लिए महजूब हो गयीं आँखें

हर एक खेल में आँखों में बुगहज़ दर आया
नज़र के खेल में महबूब हो गयीं आँखें

बढ़ा जो मामिला तो इस्कादर हुवा हस्सास
की गाम गाम पे किया खूब हो गयीं आँखें

aadaab
janaab aap ke andaaz ne hamaaraa dil jeet liyaa ham ab wo alfaaz kahaan se laaye jo aap ke kholoos aap ki inaayat aap ki mohabbat ka badal ban sake aisaa lag rahaa hai ki tamaam lafzon ne ham se be rukhee akhtiyaar kar lee hai ham aap ke aabhaaree hain ye aap ka upkaar hai aaj se ham aap ke qarz daar hain ye udhaar us waqt utre gaa jam ham aap ki shaan ke motaabiq koi kaam kar jaayen
plz aap apnaa naam bataayen aor darmeyaan ke parde uthaayen
aap ke jawaab ke intezaar me
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th December 2010, 05:05 AM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
masood sahaab aadaab..

aapki ghazal ne bahot mutaasir kiya..aur yeh do sher dil ke behad kareeb rahe..allah barkat de..daad..

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

aapka dost,
Pradhyuman

aadaab
ghazal jab tamaam lof pasand karen tab us kiizzat me izaafah hojaataa hai aor belaa shubha aapki daad se aisaa huwaa hai
mainaap ka shukr guzaar hun
khair andesh
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th December 2010, 05:13 AM

Quote:
Originally Posted by talib View Post
Hassaas Saheb Salaam Valekoom,

Aap ke likhe ko paDh ne ka mauka mile yeh hi khush kismati hai, Aur aapki BBC par telecast huee Ghazlein bhi sunee aur aapki awaaz bhi. Beshak dil-o-zehen parr gehraa asar karne wala kalaam hota hai aapka.. yeh ghazal bhi behad pasand aayee khusoosan darj-e-zel sher zyaada purasar payaa..

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

waah ..bohot khoob..

aapki shaayri paDh karr kuch ghanToN takk ek sher-o-shaayri ka khumaar chaa jaata hai..kuch puuraane kalam yaaad aa jaate hai..

kalaam paDh ke ho hassaas dil to behtar hai,
ho ashqbaar tau marghoob ho gayee aahkein.

..agar ho sake tau hamaari rehnumaayee kiyaa karein, beshaq hum jaante hain ke aap kaafi masroof rehtein hain lekin phir bhi..hasb-e-fursat jabb bhi munaasib ho..filhaal chaltaa hoon..Allah kare zor-e-kalam aur ziyaada.

aadaab
kiyaa baat hai janaab bahot khoob
aap se mulaaqat huyi ye hamaare liye fakhr ka moqaam hai aap hamaare bade bhai hain aor khair se hamaare jaise hi hijr ka dard sah rahe hain wo bhi UAE me to ek padosee hone ke naate aap kaa naam dil ke daftar me khaas moqaam pe aa gayaa hai
aap ne ghazal ko pasand kiyaa pazeeraayi bakhshee achha lagaa main aap kaa shukr guzaar hun
aor janaab main kiyaa meree besaat kiyaa ..taaham mujh se jo bhi ho sake gaa main aap ka taabedaar rahun gaa
zaraa taakheer se jawaab de rahaa hun is kaa dil me malaal na ho to behtar hai
khair andesh
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th December 2010, 05:15 AM

Quote:
Originally Posted by ek pal apna View Post

nice .....
har ek shabd ko badhe hi pyar se sawanra gaya hai ....

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

good one

aadaab
yaaqeen karen kuchh samajh me nahi aarahaa hai ki kin lafzon se aapkaa shukriyaa adaa karun jis kholoos se aap ne nawaazaa hai us ne apnaa ghulaam bana liyaa hai
bas itnaa hikahun gaa parwardigaar aap ko us moqaam pe le jaaye jis pe har koi naaz kare
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th December 2010, 05:18 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
waah waah hassaas sahab !! hairatanghez aur lajawaab ghazal kahee hai aapne. behad nafees aur pukhta. har sher hi nahiin har lavz bhi beshkeemtee hai. saikadon daad aur duaaon ke saath .... zarraa

aadaab
zarrah bhai
aap ki daad dil ke nehaan khaanon me sanbhaal ke rakh lee hai taake waqtan faoqtan is se ltf andoz hote rahen aap ka qalam nazm aor nacr me yaksaan kamaal ka haamil hai allah aor nawaaze
mukhllis
masood hassaas
   
Reply With Quote
aadaab
Old
  (#21)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
aadaab - 13th December 2010, 05:22 AM

[QUOTE=ISHK EK IBADAT;417217]bahut khoob............................................. ........

bahot shukriyah janaab
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th December 2010, 05:25 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
ASSLAM-o-ALAIKUM…!

Janab Mohtram Masood Hassaas Saheb….!

Aap Ke Kalaam Ki Taareef K Shayan-e-Shaan Mere Paas Alfaz Nahi Hain…

Bas Itna Kahun Ga K Ap K Kalaam Em jo Jiddat Or Gehrayi Payi Jati Hai ….. Wo Aap He Ka Khaasa Hai..Hr Hr Shair Apni Misaal Aap Hai…

Qafiya Or Radeef Boht Mushkil Chuna Aap Ne Or Usay Itni Khoobi Se Nibhaya Hai KeAap Ki Shukhanwari Pr Rashk Aanay Laga Hai….

Yaqeenan Aap Fun-e-Ghazal Pe Mukammal Dastarass Rakhtay Hain….

ALLAH AAP KO MAZID NAWAZAY

aadaab
shakil bhai
bas janaab ye aap ka husne zann hai aor aap ki inaayaten hain aap ka kholoos hai ki aap is adnaa se kalaam ko itnee faraakh dilee se daad de rahe hain
main aap ki inaayaton ka dil ki ameeq gahraaiyon se mamnoon hun
aap ka masood
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th December 2010, 05:28 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Hassaas ji,
Aadaab

kya kehna janab aapke is kalaam ka... MashaAllah bahut khoob... ab aapki taarif naa kare to aur kya kare... aap kuch aise shabdon ke jaal bunte hai jisme hum jaise kai log phas jate hai...... aapke ehsaas bahut dilfareb rahe aur aapka andaaz-e-bayaan to kya kehna,wahhhhhhhhhhhhh ! dil se dhero daad hazir hai.. yuhi likhte rahiye... khush rahiye...

adaab
aji janaab ham kiyaa jaanen ki lafzon ka jaal kise kahte hain ye to aap jaisee shaikhsiyat ka kamaal hai ki adnaa ko arfaa banaakar pesh kar rahee hain sachh baat to ye hai ki ham aap ke andaaz ke sehr me kho ke rah gaye hain aap ki daad dil se qabool hai aor dher saaree doaayen bhi aap ke liye
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
13th December 2010, 02:23 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
janaab aap ke andaaz ne hamaaraa dil jeet liyaa ham ab wo alfaaz kahaan se laaye jo aap ke kholoos aap ki inaayat aap ki mohabbat ka badal ban sake aisaa lag rahaa hai ki tamaam lafzon ne ham se be rukhee akhtiyaar kar lee hai ham aap ke aabhaaree hain ye aap ka upkaar hai aaj se ham aap ke qarz daar hain ye udhaar us waqt utre gaa jam ham aap ki shaan ke motaabiq koi kaam kar jaayen
plz aap apnaa naam bataayen aor darmeyaan ke parde uthaayen
aap ke jawaab ke intezaar me
masood hassaas
arey masood saheb aisa kuch bhi nahi humne appke ehsasoon ko phada orr hume bhut behtareen laga magar mujhe thoda phadne mai dikkat ho rahi thi maine socha ki agar ss hindi mai post kiya jaye to zyada asaani se appki baat sab tak phuch sakti hai
orr isse logon ko kam dikkat hogi or ke iss shndaar byan ko log zyada acchi trah se smjh payenge
issme maine koi bada kaam nahi kiya mujhe achcha laga mere dil ne kaha ki agar yeh hindi mai post hota t phadne mai orr bhi maza atta orr log iss behtar tarike se smjh pate to mai bas likh diya kyn ki iss behtareen kalam ko sab tak usske pure ehsaas ke sath phuchna zaroori hai
issle abb bas yahi guzarish hai ki app issii trah behtareen kalaam likhte rahe
kush rahe appka dost
yasir

यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
ek pal apna
ekmuskaan
ek pal apna is a jewel in the roughek pal apna is a jewel in the roughek pal apna is a jewel in the rough
 
ek pal apna's Avatar
 
Offline
Posts: 85
Join Date: Nov 2010
Rep Power: 16
13th December 2010, 05:45 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
yaaqeen karen kuchh samajh me nahi aarahaa hai ki kin lafzon se aapkaa shukriyaa adaa karun jis kholoos se aap ne nawaazaa hai us ne apnaa ghulaam bana liyaa hai
bas itnaa hikahun gaa parwardigaar aap ko us moqaam pe le jaaye jis pe har koi naaz kare
mukhlis
masood hassaas
ji ji shukriya janaab....yuhi likhte rahiye ....

na rok saka maalik ki ibadat se use koi
ye banda hai us parwar digaar ka
dafan har riwaj ab us kabra me hai
jis par chada hai kafan us pahredar ka..
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th December 2010, 06:31 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

aadaab dosto ek ghazal leke haazir ho rahaa hun ummeed ki tawajjoh den ge

khomaar e dard se mahboob ho gayin aakhen
kisi ki chaah me majzoob ho gayin aanken

khomaar e dard ...dard ka nasha ,,, majzoob .. apne aap ko bhool janaa

nazar ne orh li manzar ki aatisheeN chaadar
gham e hayaat se martoob ho gayin aankhen

manzar ... jo nazar aaye ,,, aatisheeN .... aag se bharee ,, .. gham e yahaat ... zindagi ka gham ,,,,,, martoob ,,,,,,aansoo aajaanaa

saraab ban ke manaazir nazar me hain raqsaan
milan ki aas pe masloob ho gayin aankhen

saraab ... registaan ki wo chamak jise peyaasaa paani samajh le ,,,,, manaazir .. wo tamaam cheezen jo nazar aayen ,,,, raqsaan .. naachnaa
masloob ... jise faansee de di jaaye

roodaad ishq ki nao khez hai abhi saaqi
abhi se kis liye mahjoob ho gayin aankhen

roodaad ... kahaani ,,,,, nao khez ...teen ager ... mahjoob ... pardah kar lenaa

har ek khel me aankhon me bughz dar aayaa
nazar ke khel me mahboob ho gayin aankhen

bughz .... keenaa kapat ,,, dar aayaa .. andar aa gayaa

badha jo maamila to isqadar huwa hassaas
ki gaam gaam pe kiya khoob ho gayin aankhen

hassaas .. sensitive ....gaam gaam .. qadam qadam ...

waah waaah.. janaab Masood saahab bahot khoob kalaam likha hai aapne.. bamushkil alfaazonn ko bhi aapne jazbaton ke saath bilkul aasaan bana diya.. kamaal ka likhte hain.. yoonhi apne kaalaamon se mahfil ko roshan karte rahen.. khush rahen..

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th December 2010, 11:54 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waah waaah.. janaab Masood saahab bahot khoob kalaam likha hai aapne.. bamushkil alfaazonn ko bhi aapne jazbaton ke saath bilkul aasaan bana diya.. kamaal ka likhte hain.. yoonhi apne kaalaamon se mahfil ko roshan karte rahen.. khush rahen..

shaad...

aadaab
shaad bhai
kabhi kabhi aisaa ho jaataa hai ki mushkil tareen qaafiyaf radeeb daanton se paseenaa nikaal deta hain un me se ek ghazal ye bhi thee majboor ho kar kuchh naye arbi alfaaz istemaal karne pare jo ki omooman urdu me istemaal nahi hain magar ye dekh kar khushi huyi ki logon ne use bhi khush aamdeed kahaa
main tahe dil se aap ki daad ka aor mohabbat ka shukr guzaar hun
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com