|
|
|
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
28th December 2007, 12:35 AM
[quote=apnekahamilte;263746]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
bhot acha lagga
Dost ek chattan hai mushkilo ke liye,
Dost ek aaina hai armaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek aarzoo hai aap jaise dost ko paane je liye
|
bahut acha hai sach hai jo apne sab likha hai vo
Dosti main dooriyan to aati rehti hain
Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai
Wo dosti hi kiya jo naraz na ho
Per sachi dosti dosto ko mana leti hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
zindghi aur mout ka safar
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
|
28th December 2007, 12:37 AM
[quote=dineshdharvi;263748]
Quote:
Originally Posted by apnekahamilte
bahut acha hai sach hai jo apne sab likha hai vo
Dosti main dooriyan to aati rehti hain
Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai
Wo dosti hi kiya jo naraz na ho
Per sachi dosti dosto ko mana leti hai
|
wah dinesh je
Suraj paas ho na ho roshni aas paas rehti hai, Dost paas ho na ho, dosti aaspaas rehti hai, Waise hi aap paas ho na ho aapki Yaadein hamesha paas rehti hai |
bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari
Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
28th December 2007, 12:43 AM
[quote=apnekahamilte;263749]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
wah dinesh je
Suraj paas ho na ho roshni aas paas rehti hai, Dost paas ho na ho, dosti aaspaas rehti hai, Waise hi aap paas ho na ho aapki Yaadein hamesha paas rehti hai |
|
wah kya baat kahi hai aapne
suraj ne rab se roshni mangi
chand ne rab se chandni mangi
jab rab ne hamari chahat puchhi
to hamne tohfe me aapki khushiya mangi
|
|
|
|
|
zindghi aur mout ka safar
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
|
28th December 2007, 12:49 AM
[quote=krenil;263754]
Quote:
Originally Posted by apnekahamilte
wah kya baat kahi hai aapne
suraj ne rab se roshni mangi
chand ne rab se chandni mangi
jab rab ne hamari chahat puchhi
to hamne tohfe me aapki khushiya mangi
|
wah bhot ache
Duniya mein bewafaon ki kami nahin hai. Ab suraj ko hi dekh lo- Aata hai Usha ke saath, Rehta hai Kiran ke saath, Aur jaata hai Sandhya ke saath!
|
bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari
Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
28th December 2007, 01:19 AM
[quote=apnekahamilte;263758]
Quote:
Originally Posted by krenil
wah bhot ache
Duniya mein bewafaon ki kami nahin hai. Ab suraj ko hi dekh lo- Aata hai Usha ke saath, Rehta hai Kiran ke saath, Aur jaata hai Sandhya ke saath!
|
|
wah dost
Chand adhura hai sitaro ke bina,
Gulshan adhura hai bahaaro ke bina,
Samundar adhura hai kinaro ke bina,
Jeena adhura hai tum jaise yaaro ke bina
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
zindghi aur mout ka safar
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
|
28th December 2007, 01:25 AM
[quote=dineshdharvi;263778]
Quote:
Originally Posted by apnekahamilte
wah dost
Chand adhura hai sitaro ke bina,
Gulshan adhura hai bahaaro ke bina,
Samundar adhura hai kinaro ke bina,
Jeena adhura hai tum jaise yaaro ke bina
|
wah kya baat hai
Na sathi hai koi, na humsafar hai koi, na hum kise ke na hamara hai koi, par aap to dekh kar keh sakte hai, ki DOSt hamara bhi hai KOI!!!!!!
Na tamanna hai hazaro ki, Na hi tammana hai sitaro ki, Jab aap jaisa DOSt hai to kya zarurat hai BAHARO ki …..
Dosti ka pehla paigam aap ke naam, Zindagi ki aakhri sham, Iss safar mai humsafar hai hum dono, Is Dosti ko hai NIBHANA aap ka Kaam?
Zindagi ki raho mai bahuat se yaar milenge, hum, kya humse bhi acche hazaro milenge, in accho ki bhid mai hume na bhula dena, Hum kaha aapko bar bar milenge……….
isse padhi aur bataye
bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari
Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
28th December 2007, 01:56 AM
[quote=apnekahamilte;263780]

Nibhani sikhi hai dosti saans lene se pehle,Na ho yakeen to imtihaan koi le lo,Hum saath honge aapke har mushkil ghari mein,Ye jaan niklegi aapke aansu aane se pehle.ffice
dost ki kamee KO pehechante hai hum,
Duniya ke ghamo ko bhi jaante hai hum.
Aap jaise dost ke hi sahare,
Aaj bhi has ker jeena jaante hai hum.>>
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
zindghi aur mout ka safar
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
|
28th December 2007, 02:00 AM
[quote=dineshdharvi;263803]
Quote:
Originally Posted by apnekahamilte
Nibhani sikhi hai dosti saans lene se pehle,Na ho yakeen to imtihaan koi le lo,Hum saath honge aapke har mushkil ghari mein,Ye jaan niklegi aapke aansu aane se pehle.ffice
dost ki kamee KO pehechante hai hum,
Duniya ke ghamo ko bhi jaante hai hum.
Aap jaise dost ke hi sahare,
Aaj bhi has ker jeena jaante hai hum.>>
|
so nice
Pal Pal tarsa hu is PAL ke liye, yeh Pal aaya bhi toh kuch PAL ke liye, Socha tha ise zindagi ka ek HASIN pal banau par yeh PAL bhi tahra kuch Pal ke liye…
Agar jawab doge to baat karenge! Nahi doge to intezar karenge! DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak aap ko har pal YAAD karenge….
bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari
Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
28th December 2007, 02:08 AM
[quote=apnekahamilte;263805][quote=dineshdharvi;263803]
so nice
Pal Pal tarsa hu is PAL ke liye, yeh Pal aaya bhi toh kuch PAL ke liye, Socha tha ise zindagi ka ek HASIN pal banau par yeh PAL bhi tahra kuch Pal ke liye…
Agar jawab doge to baat karenge! Nahi doge to intezar karenge! DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak aap ko har pal YAAD karenge….
Dil todna humari aadat nahi
Dil hum kissi ka dukhate nahi
Bharosa rakhna meri wafaon pe
Dil mein bas kar hum kissi ko bhulate nahi..fficeffice" />>>
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
zindghi aur mout ka safar
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
|
28th December 2007, 02:10 AM
[quote=dineshdharvi;263812][quote=apnekahamilte;263805]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Dil todna humari aadat nahi
Dil hum kissi ka dukhate nahi
Bharosa rakhna meri wafaon pe
Dil mein bas kar hum kissi ko bhulate nahi..fficeffice" />>>
|
Tufan me kashti ko kinara bhi milta hai,
jahan mai logo ko sahara bhi milta hai,
duniya main sabse pyare hai zindagi,
kuch log zindaghi se pyare bhi milte hai.
bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari
Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
28th December 2007, 02:20 AM
[quote=apnekahamilte;263814][quote=dineshdharvi;263812]
Quote:
Originally Posted by apnekahamilte
Tufan me kashti ko kinara bhi milta hai,
jahan mai logo ko sahara bhi milta hai,
duniya main sabse pyare hai zindagi,
kuch log zindaghi se pyare bhi milte hai.
|
Barsat aye zameen gile na ho,
Dhoup aye sarso pile na ho,
Phir ap ne kaisy soch liya ke ap ki yaad aye,
Aur ye palkay gile na ho.
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
zindghi aur mout ka safar
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
|
28th December 2007, 02:23 AM
[quote=dineshdharvi;263821][quote=apnekahamilte;263814]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Barsat aye zameen gile na ho,
Dhoup aye sarso pile na ho,
Phir ap ne kaisy soch liya ke ap ki yaad aye,
Aur ye palkay gile na ho.
|
Royegi aakhe muskurane ke baad,
aayegi raat din dhaljane ke baad,
oh janewale zara mud ke dekh,
shayad yeh ZINDAGI hi na rahe tere jaane ke baad……….
bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari
Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
28th December 2007, 02:26 AM
[quote=apnekahamilte;263823][quote=dineshdharvi;263821]
Quote:
Originally Posted by apnekahamilte
Royegi aakhe muskurane ke baad,
aayegi raat din dhaljane ke baad,
oh janewale zara mud ke dekh,
shayad yeh ZINDAGI hi na rahe tere jaane ke baad……….
|
Dil ki galiyon mein kisi ko koi gam naho,
Hamari yeh dosti kabhi kam na ho,
Bas yahi hai dua humari ki app khush raho,
bhale hi “kal hum na ho ”
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
zindghi aur mout ka safar
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
|
28th December 2007, 02:34 AM
[quote=dineshdharvi;263825][quote=apnekahamilte;263823]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Dil ki galiyon mein kisi ko koi gam naho,
Hamari yeh dosti kabhi kam na ho,
Bas yahi hai dua humari ki app khush raho,
bhale hi “kal hum na ho ”
|
Usko chaha bhi to izhar karna na aaya, kat gayi umar sari hame pyaar karna naa aya, usne manga bhi agar kuch to judai mangi, aur hame inkar karna bhi toh nahi aaya!
bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari
Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
28th December 2007, 02:36 AM
[quote=dineshdharvi;263825][quote=apnekahamilte;263823]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Dil ki galiyon mein kisi ko koi gam naho,
Hamari yeh dosti kabhi kam na ho,
Bas yahi hai dua humari ki app khush raho,
bhale hi “kal hum na ho ”
|
wah dost bahut hi achha hai ab ye suno
duniya me nahi hum dilo me rahete hai
hum se milne ko log apna naseeb kahete hai
jisne bhi ki hum se dosti
duniya wale use khush naseeb kahete hai
|
|
|
|
|
zindghi aur mout ka safar
Offline
Posts: 137
Join Date: Dec 2007
Location: har kisi ke dil me
Rep Power: 17
|
28th December 2007, 02:45 AM
[quote=krenil;263833][quote=dineshdharvi;263825]
Quote:
Originally Posted by apnekahamilte
wah dost bahut hi achha hai ab ye suno
duniya me nahi hum dilo me rahete hai
hum se milne ko log apna naseeb kahete hai
jisne bhi ki hum se dosti
duniya wale use khush naseeb kahete hai
|
Aankho ki zubaan WOH samaj nahi pate,
Hoth magar kuch keh nahi pate,,,,,
Apni bebasi kis tarah kahe hum,
Koi hai jiske bina hum reh nahi patE
bename se hoghe hai hum
bename hai hamari zindghi
koi to hume koi name de do
varna bename si mout ho jaeghi hamari
Main Ne Poocha
Keh...
Zindagi kya hai???
Hanss Parray PHOOL
Ro Parri Shabnam !!!
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
28th December 2007, 11:33 PM
[quote=apnekahamilte;263836][quote=krenil;263833]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Aankho ki zubaan WOH samaj nahi pate,
Hoth magar kuch keh nahi pate,,,,,
Apni bebasi kis tarah kahe hum,
Koi hai jiske bina hum reh nahi patE
|
ankho ki zubaan agar wo samaj paate
to aj hoth humare chup na hote
yuhi kisi ka gila nahi karte hum,
sab hai app jese dost jiske bina reh nahi paate hum
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
29th December 2007, 12:44 AM
[quote=dineshdharvi;263929][quote=apnekahamilte;263836]
Quote:
Originally Posted by krenil
ankho ki zubaan agar wo samaj paate
to aj hoth humare chup na hote
yuhi kisi ka gila nahi karte hum,
sab hai app jese dost jiske bina reh nahi paate hum
|
wah yaar kya baat hai ab ye suno
bewafa se kabhi pyaar nahi hota
marne ke baad kabhi intezaar nahi hota
dosti dekhkar karna mere dost
har koi dost hamari tarah dildaar nahi hota
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
29th December 2007, 12:52 AM
[quote=krenil;263969][quote=dineshdharvi;263929]
Quote:
Originally Posted by apnekahamilte
wah yaar kya baat hai ab ye suno
bewafa se kabhi pyaar nahi hota
marne ke baad kabhi intezaar nahi hota
dosti dekhkar karna mere dost
har koi dost hamari tarah dildaar nahi hota
|
wah dost bahut acha hai
kabhi khamoshi bhi bhut kuchh keh jati hai tadpne k liye sirf yade reh jati hai kya farak padta hai dil ho ya koyla jalne k baad sirf rakh reh jati hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
1st January 2008, 02:57 AM
[quote=dineshdharvi;263973][quote=krenil;263969]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
wah dost bahut acha hai
kabhi khamoshi bhi bhut kuchh keh jati hai tadpne k liye sirf yade reh jati hai kya farak padta hai dil ho ya koyla jalne k baad sirf rakh reh jati hai
|
wah dost bahut hi achha hai to suno
agar main mar jau to mera jism jala dena
magar us me se dil nikal lena
mujhe parwah nahi dil jal jane ki
mujhe parwah hai dil me rahene walo ki
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
1st January 2008, 10:01 PM
[quote=krenil;264217][quote=dineshdharvi;263973]
Quote:
Originally Posted by krenil
wah dost bahut hi achha hai to suno
agar main mar jau to mera jism jala dena
magar us me se dil nikal lena
mujhe parwah nahi dil jal jane ki
mujhe parwah hai dil me rahene walo ki
|
wah dost bahut khub yaar
marte to sab hai per bachane wala koi nahi hai
dil to sabke jalte hai per use nikal ne wala koi nahi hai
agar karoge fariyad dil me rehne walo ki
to vo fariyaad sun ne wala koi nahi hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
2nd January 2008, 11:20 PM
[quote=dineshdharvi;264279][quote=krenil;264217]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
wah dost bahut khub yaar
marte to sab hai per bachane wala koi nahi hai
dil to sabke jalte hai per use nikal ne wala koi nahi hai
agar karoge fariyad dil me rehne walo ki
to vo fariyaad sun ne wala koi nahi hai
|
wah dost kitna achha likhte ho
kaha koi aisa mila jis pe duniya luta dete
har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete
apne dil ka dard dil me hi daba rakha
karte jo bayan to sari mahefil ko rula dete
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
3rd January 2008, 03:14 PM
[quote=krenil;264380][quote=dineshdharvi;264279]
Quote:
Originally Posted by krenil
wah dost kitna achha likhte ho
kaha koi aisa mila jis pe duniya luta dete
har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete
apne dil ka dard dil me hi daba rakha
karte jo bayan to sari mahefil ko rula dete
|
wah dost tum bhi bahut acha likhte ho
Mehefil mein kuch to sunana padta hai,
Gam chhupakar muskurana padta hai
dil me akshar dard hi chupana padta hai
agar karenge bayan hum pyar karne wale
to vo mehefil walo ko bhi koi ferk nahi padta hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
3rd January 2008, 05:40 PM
[quote=dineshdharvi;264438][quote=krenil;264380]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
wah dost tum bhi bahut acha likhte ho
Mehefil mein kuch to sunana padta hai,
Gam chhupakar muskurana padta hai
dil me akshar dard hi chupana padta hai
agar karenge bayan hum pyar karne wale
to vo mehefil walo ko bhi koi ferk nahi padta hai
|
bahot khoob aab yeh suno
chahte hain jab hum ladke kisi ko toh
jaja kehkar dil tod diyejate hain
jab chalakar aapni kalam kartehain bayan aapni halat ko
toh wahwah kehkar hamare dil ki halat ko marode jate hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
3rd January 2008, 06:22 PM
[quote=nihar;264471] [quote=dineshdharvi;264438]
Quote:
Originally Posted by krenil
bahot khoob aab yeh suno
chahte hain jab hum ladke kisi ko toh
jaja kehkar dil tod diyejate hain
jab chalakar aapni kalam kartehain bayan aapni halat ko
toh wahwah kehkar hamare dil ki halat ko marode jate hain
|
Jo sachcha pyar karta hai
woh kahan faryaad karta hai
Labon ko hilnay nahi deta
yuhi Dil o dil yaad karta hain
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
3rd January 2008, 08:24 PM
[quote=dineshdharvi;264486][quote=nihar;264471]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Jo sachcha pyar karta hai
woh kahan faryaad karta hai
Labon ko hilnay nahi deta
yuhi Dil o dil yaad karta hain
|
bahot khoob
sachhe pyar ki ek aur kahani hain
pyar ke samne to duniya bhi ek pani hain
hum kya samjenge pyar ko yaaro
pyar khud ek pyar ki nishani hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
4th January 2008, 12:49 AM
[quote=nihar;264532][quote=dineshdharvi;264486]
Quote:
Originally Posted by nihar
bahot khoob
sachhe pyar ki ek aur kahani hain
pyar ke samne to duniya bhi ek pani hain
hum kya samjenge pyar ko yaaro
pyar khud ek pyar ki nishani hain
|
bahut hi achha hai dost
pyasi nigaho ne har pal tumhara khwab manga
jaise amavas ne har raat chand manga
ruth gaya wo khuda bhi hum se jab
hum ne apni har dua me tumhara saath manga
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
4th January 2008, 12:27 PM
[quote=krenil;264623][quote=nihar;264532]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
bahut hi achha hai dost
pyasi nigaho ne har pal tumhara khwab manga
jaise amavas ne har raat chand manga
ruth gaya wo khuda bhi hum se jab
hum ne apni har dua me tumhara saath manga
|
Chaho tum Jise Chahat se Zyada,
Sapne Dekho tum Jiske Neend se Zyada,
maango tum jise Mannat se Zyada,
Khuda Kare Wo Bhi Pyar Kare tumhe apni Sason se Zyada....
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
4th January 2008, 09:30 PM
[quote=dineshdharvi;264651][quote=krenil;264623]
Quote:
Originally Posted by nihar
Chaho tum Jise Chahat se Zyada,
Sapne Dekho tum Jiske Neend se Zyada,
maango tum jise Mannat se Zyada,
Khuda Kare Wo Bhi Pyar Kare tumhe apni Sason se Zyada....
|
wah wah wah kya baat kahi hai dost main bhi aisa hi sochta hu ki main jise pyaar karta hu wo bhi mujhe saanso se zyada hi pyaar kare tumne to mere dil ki baat kahe di yaar thanx
khayalo me halke halke ye hum kya kar baithe
jo apna na tha usse hi dil laga baithe
hosh jo aaya hame to phir madhosh ho gaye
khayalo me hi phir apne aapko unke hawale kar baithe
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
5th January 2008, 04:16 PM
[QUOTE=krenil;264710][quote=dineshdharvi;264651]
Quote:
Originally Posted by krenil
wah wah wah kya baat kahi hai dost main bhi aisa hi sochta hu ki main jise pyaar karta hu wo bhi mujhe saanso se zyada hi pyaar kare tumne to mere dil ki baat kahe di yaar thanx
khayalo me halke halke ye hum kya kar baithe
jo apna na tha usse hi dil laga baithe
hosh jo aaya hame to phir madhosh ho gaye
khayalo me hi phir apne aapko unke hawale kar baithe
|
wah miya.n (Karnail Paa Ji) kaya baat hai........
"dil ko qarar tha tumse milne se phele,
na koi intjaar tha tumse milne se phele,
ab to har pal dil udhaas rahta hai,
aur nigahey dahleez par tikki rahti haiN"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
5th January 2008, 06:08 PM
[quote=sunita virender;264937][quote=krenil;264710]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
wah miya.n (Karnail Paa Ji) kaya baat hai........
"dil ko qarar tha tumse milne se phele,
na koi intjaar tha tumse milne se phele,
ab to har pal dil udhaas rahta hai,
aur nigahey dahleez par tikki rahti haiN"
|
vo mazaa kahaa.N vasl-e-yaar me.n
lutf jo milaa intazaar me.n
...... Nizami Kanpuri
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
5th January 2008, 07:51 PM
[quote=sunita virender;264937][quote=krenil;264710]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
wah miya.n (Karnail Paa Ji) kaya baat hai........
"dil ko qarar tha tumse milne se phele,
na koi intjaar tha tumse milne se phele,
ab to har pal dil udhaas rahta hai,
aur nigahey dahleez par tikki rahti haiN"
|
are wah di kya baat hai itne dino baad yaha pe dekh ke bahut hi achha laga
likhne se pahele salaam karte hai
darde dil se paigaam likhte hai
aap kahete hai hum bhul gaye aapko
par hum to subah shaam aapko yaad katre hai
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
5th January 2008, 07:55 PM
[quote=mausam;264953][quote=sunita virender;264937]
Quote:
Originally Posted by krenil
vo mazaa kahaa.N vasl-e-yaar me.n
lutf jo milaa intazaar me.n
...... Nizami Kanpuri
|
wah di aapne bhi achha likha hai aur aapko bhi yaha dekhkar bahut hi achha laga
jaam tutne ka bahana na kar
hum to teri aankho se pi lenge
tu mat aa lekin aane ka vaada to kar
hum to tere intezaar me ji lenge
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
5th January 2008, 11:23 PM
[quote=krenil;264969][quote=mausam;264953]
Quote:
Originally Posted by sunita virender
wah di aapne bhi achha likha hai aur aapko bhi yaha dekhkar bahut hi achha laga
jaam tutne ka bahana na kar
hum to teri aankho se pi lenge
tu mat aa lekin aane ka vaada to kar
hum to tere intezaar me ji lenge
|
Kahi andhera to kahi sham hogi,
Meri har dua tere sath hogi,
Kuchh keh kar to dekh unse dost,
Honthon pe hansi aur hatheli pe uski
mohbbat hogi......
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
6th January 2008, 11:25 PM
[quote=dineshdharvi;265070][quote=krenil;264969]
Quote:
Originally Posted by mausam
Kahi andhera to kahi sham hogi,
Meri har dua tere sath hogi,
Kuchh keh kar to dekh unse dost,
Honthon pe hansi aur hatheli pe uski
mohbbat hogi......
|
wah dost bahut hi achha likha hai ab ye tumhare liye
har rishto ke mukam nahi hote
dil ke rishto ke koi naam nahi hote
paya hai aapko dil ki roshni se
aap jaise dost kisi ke liye aam nahi hote
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
7th January 2008, 10:23 PM
[quote=krenil;265194][quote=dineshdharvi;265070]
Quote:
Originally Posted by krenil
wah dost bahut hi achha likha hai ab ye tumhare liye
har rishto ke mukam nahi hote
dil ke rishto ke koi naam nahi hote
paya hai aapko dil ki roshni se
aap jaise dost kisi ke liye aam nahi hote
|
wah dost bahut acha tha
dost dost nahi khuda hota hai
mehshoosh tab hota hai jab vo juda hota hai
dost ke bina jina ek saza hai
aur tumare jesha dost ho to jindagi ek maza hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
9th January 2008, 01:32 AM
[quote=dineshdharvi;265237][quote=krenil;265194]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
wah dost bahut acha tha
dost dost nahi khuda hota hai
mehshoosh tab hota hai jab vo juda hota hai
dost ke bina jina ek saza hai
aur tumare jesha dost ho to jindagi ek maza hai
|
wah dinesh kya baat hai
kinaro ki kabhi had nahi hoti
taro ki kabhi ginti nahi hoti
bachke rahena hum se kyunki hamare
dil me ked dosto ki kabhi jamanat nahi hoti
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
9th January 2008, 12:08 PM
[quote=krenil;265425][quote=dineshdharvi;265237]
Quote:
Originally Posted by krenil
wah dinesh kya baat hai
kinaro ki kabhi had nahi hoti
taro ki kabhi ginti nahi hoti
bachke rahena hum se kyunki hamare
dil me ked dosto ki kabhi jamanat nahi hoti
|
wah yaar bahut acha hai aisa hi hona chahiye
had se bhi jyada dosti nibhayege hum
tumari dosti ke liye sitaro ki ginti bhi kar lenge hum
tum ek baar hath badhakar to dekho dost
chand taare to dur ki baat hai pura asmaan le aate tumare sath hum
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
9th January 2008, 10:46 PM
[quote=dineshdharvi;265461][quote=krenil;265425]
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
wah yaar bahut acha hai aisa hi hona chahiye
had se bhi jyada dosti nibhayege hum
tumari dosti ke liye sitaro ki ginti bhi kar lenge hum
tum ek baar hath badhakar to dekho dost
chand taare to dur ki baat hai pura asmaan le aate tumare sath hum
|
wah dost kya baat kahi hai aapne
kya mange khuda se tumhe pane ke baad
kis ka karu intezaar zindagi me tere aane ke baad
kyu dosto pe jaan luta dete hai log
aaj malum hua tumhe dost banane ke baad
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
10th January 2008, 11:03 AM
[quote=krenil;265538][quote=dineshdharvi;265461]
Quote:
Originally Posted by krenil
wah dost kya baat kahi hai aapne
kya mange khuda se tumhe pane ke baad
kis ka karu intezaar zindagi me tere aane ke baad
kyu dosto pe jaan luta dete hai log
aaj malum hua tumhe dost banane ke baad
|
kya baat hai dost bahut khub
Phool bankar muskarana koi app se shikhe,
Muskarake gum bhulana koi app se shikhe
Jeet kar bhi haar jana koi aap se shikhe,
Haar kar khushiya manana bhi koi app se shikhe
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|