|
|
|
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
11th May 2007, 01:05 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
Dohe ka jawab dohe se....
jeevan ke din rain kaa , kaise lage hisaab
deemak ke ghar baith kar, lekhak likhe kitaab
|
hum bhi ek doha likh de....
divas gavaya khai ke, rain gavaye soye,
heera janam amul hai, kodi badle jaye...!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
11th May 2007, 02:48 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
hum bhi ek doha likh de....
divas gavaya khai ke, rain gavaye soye,
heera janam amul hai, kodi badle jaye...!
|
mujhe dohe nahin aate so main phir se sher hi se start karti hoon.....
Chamakti hain andhero mein khamoshi
Sitare tutte hain raat hi mein!
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
11th May 2007, 03:51 PM
yeh meri likhi hue gazal ka hi ek sher hai:
Siyah shab maine gujari jaag kar,
teri yaad tadpati rahi shab-bhar
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
11th May 2007, 04:51 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
yeh meri likhi hue gazal ka hi ek sher hai:
Siyah shab maine gujari jaag kar,
teri yaad tadpati rahi shab-bhar
-sunita virender
|
zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii
merii tarah kisii se muhabbat use bhii thii
[zikr-e-shab-e-firaaq = mention of the night of separation]
[vahashat = fear/dread]
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
11th May 2007, 04:58 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii
merii tarah kisii se muhabbat use bhii thii
[zikr-e-shab-e-firaaq = mention of the night of separation]
[vahashat = fear/dread]
|
bahut khoob dost
likhkar naam tera haath par humne chuppa liya,
dunia na raaj jaan le, palko ka parda gira liya...
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
11th May 2007, 05:18 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
bahut khoob dost
likhkar naam tera haath par humne chuppa liya,
dunia na raaj jaan le, palko ka parda gira liya...
-sunita virender
|
very good
Jo aakar gire daaman pe sabaa woh ashq nahi woh paani hai,
Jo ashq na chhalke palko se us ashq kee keemat hoti hai....
Gulshan kee faqt phoolon se nahi kaanto se bhee zeenat hoti hai,
jeeney ke liye is duniya main gam kee bhee zaroorat hoti hai....
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
11th May 2007, 05:29 PM
Palkein bhi chamak uthti hain sote main hamari..
Ankhon ko abhi khwab chupane nahin aate
by...bashir badr
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
11th May 2007, 05:35 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Palkein bhi chamak uthti hain sote main hamari..
Ankhon ko abhi khwab chupane nahin aate
by...bashir badr
|
ankho mein jo bhar logey to kanto.n se chubeygey,
eh dost, yeh khaab begane hai.n aapne nahi.....!
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
11th May 2007, 05:49 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
ankho mein jo bhar logey to kanto.n se chubeygey,
eh dost, yeh khaab begane hai.n aapne nahi.....!
-sunita virender
|
aap ke Sher ka jawaab :
Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahin Kaanton Se Bhi Zeenat Hoti Hai
Jeene Ke Liye Iss Dunia Mein Gham Ki Bhi Zaroorat Hoti Hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
11th May 2007, 05:54 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
aap ke Sher ka jawaab :
Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahin Kaanton Se Bhi Zeenat Hoti Hai
Jeene Ke Liye Iss Dunia Mein Gham Ki Bhi Zaroorat Hoti Hai
|
Phool ke murjhaane pe kali dekhi nahi jaati..
Do dilon ke darmiyan doori dekhi nahi jaati..
Khuda unke hisse ke gam bhi mujhko de de..
Ki un maasoom aankhon me nami dekhi nahi jaati..
-Not Mine-
~Priya
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
11th May 2007, 06:09 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Phool ke murjhaane pe kali dekhi nahi jaati..
Do dilon ke darmiyan doori dekhi nahi jaati..
Khuda unke hisse ke gam bhi mujhko de de..
Ki un maasoom aankhon me nami dekhi nahi jaati..
-Not Mine-
~Priya
|
faasalaa to hai magar ko_ii faasalaa nahii.n
mujhase tum judaa sahii dil se to judaa nahii.n
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
11th May 2007, 06:15 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
faasalaa to hai magar ko_ii faasalaa nahii.n
mujhase tum judaa sahii dil se to judaa nahii.n
|
Ujale apni yaadon ke hamare saath rehne do
Najaane kis gali mein zindagi k shaam ho jaye..
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
11th May 2007, 06:17 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Ujale apni yaadon ke hamare saath rehne do
Najaane kis gali mein zindagi k shaam ho jaye..
|
tuune dekhaa hai kabhii ek nazar shaam ke baad
kitane chup-chaap se lagate hai.n shajar shaam ke baad
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
11th May 2007, 06:25 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
tuune dekhaa hai kabhii ek nazar shaam ke baad
kitane chup-chaap se lagate hai.n shajar shaam ke baad
|
Jab raat hui shaam ke baad...Teri yaad aayi har baat ke baad
Maine khamosh rehkar bhi dekha..Teri awaaz aayi meri har saans ke baad
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
11th May 2007, 06:50 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Jab raat hui shaam ke baad...Teri yaad aayi har baat ke baad
Maine khamosh rehkar bhi dekha..Teri awaaz aayi meri har saans ke baad
|
yaade.n chalii.n Khayaal chalaa ashk-e-tar chale
lekar payaam-e-shauq ka_ii naamabar chale
[payaam = message; naamabar = messenger]
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
11th May 2007, 07:25 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
yaade.n chalii.n Khayaal chalaa ashk-e-tar chale
lekar payaam-e-shauq ka_ii naamabar chale
[payaam = message; naamabar = messenger]
|
ek rangiin jhijhak ek saadaa payaam
kaise bhuuluun kisii kaa vo pahalaa salaam.....by kaifi azmi
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
12th May 2007, 03:08 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ek rangiin jhijhak ek saadaa payaam
kaise bhuuluun kisii kaa vo pahalaa salaam.....by kaifi azmi
|
tumhaare Khat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKhir vo naam kis kaa thaa
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
12th May 2007, 03:48 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
tumhaare Khat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKhir vo naam kis kaa thaa
|
jab naam teraa pyaar se likhatii hain ungaliyaan
merii taraf zamaane kii uthatii hain ungaliyaan
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
12th May 2007, 04:04 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
jab naam teraa pyaar se likhatii hain ungaliyaan
merii taraf zamaane kii uthatii hain ungaliyaan
|
main jab tumhara naam leta hoon to log mujhe jaan jate hain
main ek khoyee huyii cheez hoon jiska pata tum ho.......... (NM)
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
12th May 2007, 05:30 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
main jab tumhara naam leta hoon to log mujhe jaan jate hain
main ek khoyee huyii cheez hoon jiska pata tum ho.......... (NM)
|
Bahut khoob...
Dil lagane kii yeh but ajab sazaa detey hain, gam juda ranj juda detey hain,
likhatey hain kabhi reyt per ungaliyon se yeh naam hamara, jhunjhala kar kabhi pairon se mita detey hain...
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
14th May 2007, 11:11 AM
likh kar hamara naam reit par mitta diya,
unka tha khel par humey khaak mein milla diya...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
14th May 2007, 01:17 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
likh kar hamara naam reit par mitta diya,
unka tha khel par humey khaak mein milla diya...
|
Woh kahani jo kabhi humne likhi thi khoon se
Jard-ru(pile) patto pe kuch jyada ubharkar Aa gayi
by dinesh thakur
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
14th May 2007, 02:23 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Woh kahani jo kabhi humne likhi thi khoon se
Jard-ru(pile) patto pe kuch jyada ubharkar Aa gayi
by dinesh thakur
|
"Milla baharo.n ko fareb teri be-rukhi se, verna
yeh pedo.n se patte jadne ka mausam na tha"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Mai shayar to nahi
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
|
14th May 2007, 03:46 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Milla baharo.n ko fareb teri be-rukhi se, verna
yeh pedo.n se patte jadne ka mausam na tha"
|
yeh hum hain ya chaaya hai mausam gham ka??
yeh tum ho ya aayi hai mausam-e-bahaar??
yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??
--akelijaan--
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
14th May 2007, 04:40 PM
Quote:
Originally Posted by akelijaan
yeh hum hain ya chaaya hai mausam gham ka??
yeh tum ho ya aayi hai mausam-e-bahaar??
|
main chandan ka ped nahi thi, phir kyu..?
jitne bhi thy gamo.n ke naag muji se lipat gaye.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
15th May 2007, 02:14 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
main chandan ka ped nahi thi, phir kyu..?
jitne bhi thy gamo.n ke naag muji se lipat gaye.
|
Tammanaa ped ki kee toh chhayon se bhee gaye, tumharey shehar main aaye toh gaayon se bhee gaye,
tumhare shehar main chehron ka jaal kaisaa hai, kisi ne yeh bhee na poochhaa ke haal kaisaa hai.....
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
15th May 2007, 02:34 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
Tammanaa ped ki kee toh chhayon se bhee gaye, tumharey shehar main aaye toh gaayon se bhee gaye,
tumhare shehar main chehron ka jaal kaisaa hai, kisi ne yeh bhee na poochhaa ke haal kaisaa hai.....
|
"Kuch es adda se usne poocha haal bimar ka,
ki kahna pada "shukar hai parbardigaar ka"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,552
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
|
15th May 2007, 02:43 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Kuch es adda se usne poocha haal bimar ka,
ki kahna pada "shukar hai parbardigaar ka"
|
yehi kehtaa hai "dhaval" apneY parbardiGaar seY
kii ziNdagii mehak jaaYe "uskii" mere ess pyaar seY
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
15th May 2007, 02:51 PM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
yehi kehtaa hai "dhaval" apneY parbardiGaar seY
kii ziNdagii mehak jaaYe "uskii" mere ess pyaar seY
|
"Zindgi mein pyar hi sab kuch nahi hai,
eske siba gum aur bhi bahut hai.n "
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
15th May 2007, 04:56 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Zindgi mein pyar hi sab kuch nahi hai,
eske siba gum aur bhi bahut hai.n "
-sunita virender
|
na raha koii bhii gam ab apnii jindgii main dilip
teraa pyaar hi bahut hai mujhe satane ke liye
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
16th May 2007, 02:19 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
na raha koii bhii gam ab apnii jindgii main dilip
teraa pyaar hi bahut hai mujhe satane ke liye
dilip
|
kyu tum abhi se gabraa gaye dost,
ishq ke imtehaan abhi aur bhi hai.n
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
16th May 2007, 02:55 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
kyu tum abhi se gabraa gaye dost,
ishq ke imtehaan abhi aur bhi hai.n
-sunita virender
|
Mera aaina bhi ab meri tarah pagal hain...
Aaina dekhne jau to nazar tu aaye...
by bashir badr....
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
16th May 2007, 05:29 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Mera aaina bhi ab meri tarah pagal hain...
Aaina dekhne jau to nazar tu aaye...
by bashir badr....
|
"kaun yaad rakhta hai kisi ko ume bhar,
waqt ke aaine mei.n chehre bhi doonla jatey hai.n"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
16th May 2007, 06:06 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"kaun yaad rakhta hai kisi ko ume bhar,
waqt ke aaine mei.n chehre bhi doonla jatey hai.n"
|
Bhulii bisrii chand ummiiden chand fasaane yaad aaye
Tum yaad aaye aur tumhare saath zamane yaad aaye
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
18th May 2007, 12:53 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Bhulii bisrii chand ummiiden chand fasaane yaad aaye
Tum yaad aaye aur tumhare saath zamane yaad aaye
|
Yaad woh nahi jo tanhaayi main yaad aaye,
yaad woh hai jo bheed main bhee tanhaa kar de....
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
18th May 2007, 04:54 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
Yaad woh nahi jo tanhaayi main yaad aaye,
yaad woh hai jo bheed main bhee tanhaa kar de....
|
wow...too good.
jab tere saath beetey pal yaad aatey hai.n,
hum mahfil mein kuad ko tanha patey hai.n....
sandy ji esi ko kahtey hai.n na, aap asli yaad karna
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
18th May 2007, 05:28 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
wow...too good.
jab tere saath beetey pal yaad aatey hai.n,
hum mahfil mein kuad ko tanha patey hai.n....
sandy ji esi ko kahtey hai.n na, aap asli yaad karna
|
Tumse chut kar bhi tumhe bhulana asan na tha
Tumko hi yaad kiya tumko bhulane ke liye!...nm
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
18th May 2007, 05:49 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Tumse chut kar bhi tumhe bhulana asan na tha
Tumko hi yaad kiya tumko bhulane ke liye!...nm
|
Bhool jaaun Tumhe ab yeh mumkin nahi..
Saans bhi lete hain to Tumhari hi khushboo aati hai..
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,552
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
|
18th May 2007, 07:33 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Bhool jaaun Tumhe ab yeh mumkin nahi..
Saans bhi lete hain to Tumhari hi khushboo aati hai..
|
merii har saaNse maheki hai tere naam se
yeH palkeN bhii ab jhapakti hai tere naam se
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
19th May 2007, 10:48 AM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
merii har saaNse maheki hai tere naam se
yeH palkeN bhii ab jhapakti hai tere naam se
|
mahka hai mera badan bhi teri kushboo se,
jabse pyar se aang lagaya hai tumne.......!
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|