|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
7th November 2008, 08:20 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
aarazuu hai vafaa kare koi
jii na chaahe to kyaa kare koi
tum saraapaa ho suurat-e-tasveer
tum se phir baat kyaa kare koi
nm
|
Samne mere teri surat hai
baat karne ki kya zaroorat hai
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th November 2008, 08:25 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Samne mere teri surat hai
baat karne ki kya zaroorat hai
|
meri suraat gar tujhe itna pyaari hai
to aankhonse aaj ek ishara kar de
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
7th November 2008, 08:33 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
meri suraat gar tujhe itna pyaari hai
to aankhonse aaj ek ishara kar de
|
ankh me ankh dal kar dekho
kyon isharon me baat karte hao
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th November 2008, 08:37 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
ankh me ankh dal kar dekho
kyon isharon me baat karte hao
|
Humse nazar milane ki galti na kijiye
sab kahte hain ....
Hum aankhon se kajal chura lete haiN
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
7th November 2008, 08:42 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Humse nazar milane ki galti na kijiye
sab kahte hain ....
Hum aankhon se kajal chura lete haiN
|
nazar se nazar ko milake to dekho
tum ankhon se kaajal chura ke to dekho
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th November 2008, 08:46 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
nazar se nazar ko milake to dekho
tum ankhon se kaajal chura ke to dekho
|
nazaroon se nazarein miladoon to ek gunah ho jayegi
jo lafz na bol paye hain woh aankhein bol jayegi
-Diya
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
Last edited by Diya_Jale; 7th November 2008 at 08:52 PM..
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
7th November 2008, 09:46 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
nazaroon se nazarein miladoon to ek gunah ho jayegi
jo lafz na bol paye hain woh aankhein bol jayegi
-Diya
|
kese nazre mila pate wo humse
jab nazrome hi wo baate karte humse
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th November 2008, 10:40 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
kese nazre mila pate wo humse
jab nazrome hi wo baate karte humse
|
unse milne ko tarsha gayi hai nazar
na woh aaye na unka koi khabar
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
7th November 2008, 10:59 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
unse milne ko tarsha gayi hai nazar
na woh aaye na unka koi khabar
|
Nigahen milengi to baaten bhi hongi
hum apni kahenge woh apni kahenge
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th November 2008, 11:01 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Nigahen milengi to baaten bhi hongi
hum apni kahenge woh apni kahenge
|
kuchh hum na kahe kuchh tum na kaho
nazar se nazar mile aur nazroon se baat ho
-Diya
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
7th November 2008, 11:14 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
kuchh hum na kahe kuchh tum na kaho
nazar se nazar mile aur nazroon se baat ho
-Diya
|
ab to milne ko chahta hai dil
sirf baton se fayeda kya hai
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th November 2008, 11:19 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
ab to milne ko chahta hai dil
sirf baton se fayeda kya hai
|
rasme ulfat hi ijaazat nahi dete warna
hum bhi unse milne ko tarsh tey hain
50/50
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
7th November 2008, 11:21 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
ab to milne ko chahta hai dil
sirf baton se fayeda kya hai
|
pyar ko fayde se nahi dekha karte hai
milna ho ya na ho usko juki nazar se nahi dekha karte
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th November 2008, 11:34 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
pyar ko fayde se nahi dekha karte hai
milna ho ya na ho usko juki nazar se nahi dekha karte
|
Juki hui nazaron se ekrar karna
chup chup ke tum bhi pyar karna
-Diya
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
7th November 2008, 11:38 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Juki hui nazaron se ekrar karna
chup chup ke tum bhi pyar karna
-Diya
|
Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah
Har ek roop main tera intezaar karte hain
Na tum samet sakogi jise qayamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th November 2008, 11:40 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah
Har ek roop main tera intezaar karte hain
Na tum samet sakogi jise qayamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain
|
Meri ratein….. teri yadon sey sajee rehti hain
Meri sansen teri khushbo mein basi rehti hain
Meri ankhon mein tera sapna saja rehta hai
Haan…mere dil mein tera aks basa rehta hai
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
7th November 2008, 11:47 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Meri ratein….. teri yadon sey sajee rehti hain
Meri sansen teri khushbo mein basi rehti hain
Meri ankhon mein tera sapna saja rehta hai
Haan…mere dil mein tera aks basa rehta hai
nm
|
har pal ke pyar ka irada hai apse,
apnapan hi kuch itna jyada hai apse,
na sochenge sirf umar bhar ke liye,
qaymat tak saath nibhayenge jo wada hai apse
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
7th November 2008, 11:52 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
har pal ke pyar ka irada hai apse,
apnapan hi kuch itna jyada hai apse,
na sochenge sirf umar bhar ke liye,
qaymat tak saath nibhayenge jo wada hai apse
|
Hum ko Maloom Hai Ishq Masoom Hai..
Dil Se Ho Jati Hein Ghaltiyaan..
Sabar Se Ishq Mehroom Hai..
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
8th November 2008, 12:08 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Hum ko Maloom Hai Ishq Masoom Hai..
Dil Se Ho Jati Hein Ghaltiyaan..
Sabar Se Ishq Mehroom Hai..
nm
|
na hoti humse koi galati
to kese karte hum unse sikwa
aaj bhi samne dekhkar chale jaate hai
agar hoti mohbbat use to na hote wo humse sikwa
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
8th November 2008, 12:10 AM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
na hoti humse koi galati
to kese karte hum unse sikwa
aaj bhi samne dekhkar chale jaate hai
agar hoti mohbbat use to na hote wo humse sikwa
|
Hazaron baaton mein ek tumhari hi baat karenge
Hum khud ko bhool ka ab tumein yaad karenge
Tumhe ek bar hum se mila de
Dua ye hi rab se bar bar karenge
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
8th November 2008, 12:16 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Hazaron baaton mein ek tumhari hi baat karenge
Hum khud ko bhool ka ab tumein yaad karenge
Tumhe ek bar hum se mila de
Dua ye hi rab se bar bar karenge
nm
|
milna to humari kismat me nahi hai
per dil to ek hai
juda hona bhi humari kismat me nahi hai
per do zindagi to ek hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
8th November 2008, 12:22 AM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
milna to humari kismat me nahi hai
per dil to ek hai
juda hona bhi humari kismat me nahi hai
per do zindagi to ek hai
|
Hum hain mataa e koocha o bazaar ki tarha
uthti hai har nigaah khareedar ki tarha
wo to kaheen hai aur magar dil ke aas paas
phirti hai koi shae nigaah e yaar ki tarha
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
8th November 2008, 12:24 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Hum hain mataa e koocha o bazaar ki tarha
uthti hai har nigaah khareedar ki tarha
wo to kaheen hai aur magar dil ke aas paas
phirti hai koi shae nigaah e yaar ki tarha
nm
|
Milna itifaak tha bicharna naseeb tha
Wo utna he door ho jitna kareeb tha
Hum usko dekhne ke liye taraste he rahe
Jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
8th November 2008, 05:07 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Hum hain mataa e koocha o bazaar ki tarha
uthti hai har nigaah khareedar ki tarha
wo to kaheen hai aur magar dil ke aas paas
phirti hai koi shae nigaah e yaar ki tarha
nm
|
Uryan teri tasweer nazar ati hai jab bhi
hum log taras jate hain lachar ki tarha
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
8th November 2008, 11:17 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Uryan teri tasweer nazar ati hai jab bhi
hum log taras jate hain lachar ki tarha
|
Lafz ki shakl mein ehsas likha jata hai
Ya'ni seerabi ko bhi piyaas likha jata hai
merey jazbaat sey waqif hai qalam bhi mera
mein wafa likhhoon to TERA NAAM likha jata hai
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th November 2008, 12:10 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Lafz ki shakl mein ehsas likha jata hai
Ya'ni seerabi ko bhi piyaas likha jata hai
merey jazbaat sey waqif hai qalam bhi mera
mein wafa likhhoon to TERA NAAM likha jata hai
nm
|
ae rab! Gam-e-hijraan meen itanaa to kiyaa hotaa
Jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa
Eik ishq kaa Gam aafat aur us pe ye dil aafat
Yaa Gam na diyaa hotaa yaa dil na diyaa hotaa
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
|
9th November 2008, 02:02 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
ae rab! Gam-e-hijraan meen itanaa to kiyaa hotaa
Jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa
Eik ishq kaa Gam aafat aur us pe ye dil aafat
Yaa Gam na diyaa hotaa yaa dil na diyaa hotaa
nm
|
dil ke luTane kaa sabab puuchho na sab ke saamane
naam aayegaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii
nm
Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
9th November 2008, 11:17 PM
Quote:
Originally Posted by zishan107
dil ke luTane kaa sabab puuchho na sab ke saamane
naam aayegaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii
nm
|
Ik Karb hAi AankhOn Mein Ik dArd hAi Jeenay Mein
Kya Ramz hAi Marnay Mein Kya Raaz hAi Jeenay Mein
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
10th November 2008, 05:52 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Ik Karb hAi AankhOn Mein Ik dArd hAi Jeenay Mein
Kya Ramz hAi Marnay Mein Kya Raaz hAi Jeenay Mein
nm
|
zindagii tujh se har ek saa.Ns pe samajhautaa karuu.N
shauq jiine kaa hai mujh ko magar itanaa to nahii.n
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
10th November 2008, 06:41 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
zindagii tujh se har ek saa.Ns pe samajhautaa karuu.N
shauq jiine kaa hai mujh ko magar itanaa to nahii.n
|
bahut khoob..............
Zindagi ki asli udaan abhi baaki hai,
Aapke irado ka imtihaan abhi baaki hai,
abhi to naapi hai muthi bhar zamin,
aage saara aasman abhi baaki hai
nm
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
10th November 2008, 08:54 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
bahut khoob..............
Zindagi ki asli udaan abhi baaki hai,
Aapke irado ka imtihaan abhi baaki hai,
abhi to naapi hai muthi bhar zamin,
aage saara aasman abhi baaki hai
nm
|
kis liye tumhe.n 'Khursheed' justajuu-e-tuufaa.N hai
ishq me.n to saahil pe Duub jaanaa pa.Dataa hai
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
10th November 2008, 11:48 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
kis liye tumhe.n 'Khursheed' justajuu-e-tuufaa.N hai
ishq me.n to saahil pe Duub jaanaa pa.Dataa hai
|
shola-e-ishq bujhaanaa bhii nahiiN chaahtaa hai
vo magar Khud ko jalaanaa bhii nahiiN chaahtaa hai
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
11th November 2008, 12:04 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
shola-e-ishq bujhaanaa bhii nahiiN chaahtaa hai
vo magar Khud ko jalaanaa bhii nahiiN chaahtaa hai
nm
|
Kaash tu ne mujh per aitebaar kia hota
Logon ki baton ka nahi meri wafa per aitebaar kia hota!!!
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
11th November 2008, 02:26 AM
haiN piyaar kay do bol meri jaan ki qeemat
qeemat meray eesaar kee do bol nahi hai
:NM:
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
11th November 2008, 10:14 AM
FAQAT DO LAFZ TERE NAAM KE THE
MAGAR KAGAZ PE SAARI UMRA MAHKE.
PRASHANT VASL
(in LAUT-TE-HUYE..
at crossword..shoppers stop & other stores.)
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
11th November 2008, 01:21 PM
Quote:
Originally Posted by prashant vasl
FAQAT DO LAFZ TERE NAAM KE THE
MAGAR KAGAZ PE SAARI UMRA MAHKE.
PRASHANT VASL
(in LAUT-TE-HUYE..
at crossword..shoppers stop & other stores.)
|
jab kabhii teraa naam lete hai.n
dil se ham i.ntaqaam lete hai.n
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
11th November 2008, 01:55 PM
nigaah-e-naaz kii kaifiiyateN haiN dil meN vohii
keh rooH tan meN ho sheesha meN jis taraH ho parii
AsGhar Husain "AsGhar" GonDvii
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
11th November 2008, 06:07 PM
Main Jiski Aankh Ka Aansu Tha Usne Kadar Na Ki,
Bikhar Gaya Hoon To Ab Ret Se Uthaye Mujhe
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
11th November 2008, 07:23 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
nigaah-e-naaz kii kaifiiyateN haiN dil meN vohii
keh rooH tan meN ho sheesha meN jis taraH ho parii
AsGhar Husain "AsGhar" GonDvii
|
Saiyaad Ne parh nOch Ke Di mUjh kO Rehaaii
ChOra Bhi tO Zaalim Ne ChOra Na Kahien Ka
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
11th November 2008, 07:26 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Main Jiski Aankh Ka Aansu Tha Usne Kadar Na Ki,
Bikhar Gaya Hoon To Ab Ret Se Uthaye Mujhe
nm
|
Ab hum Ko dhoondne ka takalluf na kijiye
Hum kho gaye ke aapka milna muhaal thaa..
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|