|
|
|
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th May 2007, 12:04 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
mahka hai mera badan bhi teri kushboo se,
jabse pyar se aang lagaya hai tumne.......!
-sunita virender
|
Bas gai hain mere ehsaas mein yeh kaisi mehak
Koi khusboo main lagaun....teri khusboo aaye!
by bashir badr........
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
19th May 2007, 01:27 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Bas gai hain mere ehsaas mein yeh kaisi mehak
Koi khusboo main lagaun....teri khusboo aaye!
by bashir badr........
|
teri pyar ki mahak se abaad hai meri dunia,
tu chahey kahi bhi rahey, mere dil ke paas hai...
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
19th May 2007, 04:41 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
teri pyar ki mahak se abaad hai meri dunia,
tu chahey kahi bhi rahey, mere dil ke paas hai...
-sunita virender
|
jawaab arz hai....
ek din kah liijiye jo kuchh hai dil me.n aapake
ek din sun liijiye jo kuchh hamaare dil me.n hai
[Josh Malihabadi]
Last edited by Mayank; 19th May 2007 at 04:57 PM..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
19th May 2007, 04:50 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jawaab arz hai....
ek din kah liijiye jo kuchh hai dil me.n aapake
ek din sun liijiye jo kuchh hamaare dil me.n hai
[Josh Malihabadi]
|
wah bahut khoob.....aap etne kaha rahe ? eska bhi jawaab dijiye...
jawaab de rahi hoon :
darti hoon dil ka raaj batane se,
darti hoon dil ka raaj sun-ne se,
ek meetha sa dard hai mere dil mei.n,
darti hoon uske zahir ho jane se....
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th May 2007, 05:09 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
wah bahut khoob.....aap etne kaha rahe ? eska bhi jawaab dijiye...
jawaab de rahi hoon :
darti hoon dil ka raaj batane se,
darti hoon dil ka raaj sun-ne se,
ek meetha sa dard hai mere dil mei.n,
darti hoon uske zahir ho jane se....
|
Be-naam sa yeh dard thehar kyun nahin jaata,
Jo beet gaya hain woh guzar kyun nahin jaata!
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
19th May 2007, 05:14 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Be-naam sa yeh dard thehar kyun nahin jaata,
Jo beet gaya hain woh guzar kyun nahin jaata!
|
gujre hue waqt ki tarah hum bhi gujar jayenge,
tum laakh humey bulaogey hum lout ke nahi aayenge
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
19th May 2007, 05:15 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Be-naam sa yeh dard thehar kyun nahin jaata,
Jo beet gaya hain woh guzar kyun nahin jaata!
|
jawaab haazir hai :
haadise aur bhii guzare terii ulfat ke sivaa
haa.N mujhe dekh mujhe ab merii tasviir na dekh
[Majrooh Sultanpuri]
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th May 2007, 05:22 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jawaab haazir hai :
haadise aur bhii guzare terii ulfat ke sivaa
haa.N mujhe dekh mujhe ab merii tasviir na dekh
[Majrooh Sultanpuri]
|
Mohabbat main nahin hain farq jeene aur marne ka!
Usi ko dekh kar jeete hain jis kaafir pe dam nikle!!
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
19th May 2007, 05:24 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jawaab haazir hai :
haadise aur bhii guzare terii ulfat ke sivaa
haa.N mujhe dekh mujhe ab merii tasviir na dekh
[Majrooh Sultanpuri]
|
tumse hokar juda teri tasveer se karti hoon baate.n,
eske sibaa ab aur koi dard sunta nahi hamara.....
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
19th May 2007, 05:41 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Mohabbat main nahin hain farq jeene aur marne ka!
Usi ko dekh kar jeete hain jis kaafir pe dam nikle!!
|
Quote:
Originally Posted by sunita virender
tumse hokar juda teri tasveer se karti hoon baate.n,
eske sibaa ab aur koi dard sunta nahi hamara.....
-sunita virender
|
Jawaab Haazir:
ArmaaN jitne dil meiN the, aaNsuu ban ke bah gaye,
Khwaab-mahar jo banaaya tha, tin ke tin ke deh gaye
Zabr-o-jafa sanam tere haNs haNs kar ham sah gaye..
Zindagii ham jee na sake aur maut se bhee reh gaye
(By Mayank)
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th May 2007, 05:43 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Jawaab Haazir:
ArmaaN jitne dil meiN the, aaNsuu ban ke bah gaye,
Khwaab-mahar jo banaaya tha, tin ke tin ke deh gaye
Zabr-o-jafa sanam tere haNs haNs kar ham sah gaye..
Zindagii ham jee na sake aur maut se bhee reh gaye
(By Mayank)
|
KahiiN Meri Halat Dekh koyi tujhe baddua na de de
Yahi soch har ghum duniya se chupaana chaaha maine
Yaad aaya tujhse kiya wada khudkhushee na karne ka
Jab duniya chor kar door chale jaana chaha maine
by mayankjee
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
19th May 2007, 05:47 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
KahiiN Meri Halat Dekh koyi tujhe baddua na de de
Yahi soch har ghum duniya se chupaana chaaha maine
Yaad aaya tujhse kiya wada khudkhushee na karne ka
Jab duniya chor kar door chale jaana chaha maine
by mayankjee
|
Mausam, hello!
Mujeh bohat khsuhii huii aur ta'azuub bhii huaa, yeh Sher dekh kar , Thanks... ab meiN mere Sher ke jawaab meiN kyaa likhuuN soch raha huuN... apna likhuuN ya paaraaya..
Chaliye mere hii arz hai...
AaNdhiyaaN kuchh aisii chali kii ab kabhii sahar bhii na hogii..
chala jaauNga duniya chhoR kar aur kise khabar bhi na hogii...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th May 2007, 06:07 PM

fir se thanks.........yeh na thanks ki bimari hi bahut buri hain.... accha yeh bataiyee khushi jyada hui ya taazub jyada hua....chalo apke taazub ko aur badhati hoon........
Fariste Aake puche meri lehad pe barbadi ki dastaan
Meri wafa to dekh Teri jafa bhi na batayii humne.....
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
19th May 2007, 06:34 PM
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th May 2007, 07:02 PM
achha ab aap mujhe yeh teesra thanks na kehna kyunke firse aap hi ki post likhnewali hoon main.........2 post ke thanks to le liye maine ab firse no thanks....bahut formal sa lagta hain yeh thanks....
Har lamha-lamha Geet ghazal ho jayega..
Har katra -katra arsh..kanwal ho jayega
Dil mein thodi si jagah de de mujhe...
Zarra zarra tajmahal ho jayega........
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
19th May 2007, 08:12 PM

chalo ess baar thanks nahiiN kahuuNga... lekin phir Thanks le hi lo.. pata nahiIN kab kaam aajye...
waise Sher ka jawaab arz hai..;
kaise sukuun paa_uu.N tujhe dekhane ke baad
ab kyaa Gazal sunaa_uu.N tujhe dekhane ke baad
[Saeed Shahidi]
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
20th May 2007, 12:43 AM
Quote:
Originally Posted by Mayank
chalo ess baar thanks nahiiN kahuuNga... lekin phir Thanks le hi lo.. pata nahiIN kab kaam aajye...
waise Sher ka jawaab arz hai..;
kaise sukuun paa_uu.N tujhe dekhane ke baad
ab kyaa Gazal sunaa_uu.N tujhe dekhane ke baad
[Saeed Shahidi]
|
Ghalib terey jahaan main likhi toh hai gazal,
terey qad-e-sukhan ke barabar nahin hoon main
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
22nd May 2007, 01:13 PM

mana kiya tha na firse thanks kehne ke liye.... return back thanks no 3
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
22nd May 2007, 01:17 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
Ghalib terey jahaan main likhi toh hai gazal,
terey qad-e-sukhan ke barabar nahin hoon main
|
Jo kho jaata hain milkar zindagi main
Ghazal hain naam uska shayri main
Nikal jaate hain ansoon hanste-hanste
Yeh kis gam ki kasak hain khushi main
by nida fazli
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
jaan raj
Offline
Posts: 544
Join Date: Feb 2007
Location: khush rehna aur logo ko hasana
Rep Power: 18
|
22nd May 2007, 07:17 PM
hello kafi dino se app sabh ke shaer padh rehi si aj kuch likh rehi ha maaf karna je kuch galat likh ditta hove gustaki maaf
khushi nahi milti chahane se
gam mil jate hai na chahane se
sanam tere dar par aye the
kuch gamo ko bulane
dosti aur pyar sirf kismat valo ke nasseb hote hai
har kisi ke nahi
preet ne aj tak jise bhi dosti ki usne hi dhoka de diya
aur jise mohabat ki usne to jeene ka arman hi shen liya
kamalrajpreet
jaan raj
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
23rd May 2007, 12:50 PM
Quote:
Originally Posted by donlove
hello kafi dino se app sabh ke shaer padh rehi si aj kuch likh rehi ha maaf karna je kuch galat likh ditta hove gustaki maaf
khushi nahi milti chahane se
gam mil jate hai na chahane se
sanam tere dar par aye the
kuch gamo ko bulane
|
Socha tha kushnaseeb hoon,
har manzil dil ke mei.n kareeb hoon,
waha kudha bhi kaya kar sakta hai,
jaha ensaan hi badnseeb ho.....
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
23rd May 2007, 03:22 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Socha tha kushnaseeb hoon,
har manzil dil ke mei.n kareeb hoon,
waha kudha bhi kaya kar sakta hai,
jaha ensaan hi badnseeb ho.....
|
kuch na puch e-humnashi mera nasheman tha kaha
ab to yeh kehna bhi mushkil hain woh gulshan tha kaha
by.........akbar illahabadi
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th May 2007, 09:44 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
kuch na puch e-humnashi mera nasheman tha kaha
ab to yeh kehna bhi mushkil hain woh gulshan tha kaha
by.........akbar illahabadi
|
Jawaab haazir hai mausam
Ghaur farmaai'ye
biimaar tere jii se guzar jaa_e.N to achchhaa
jiite hai.n na marate hai.n ye mar jaa_e.N to achchhaa
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
24th May 2007, 11:12 AM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Jawaab haazir hai mausam
Ghaur farmaai'ye
biimaar tere jii se guzar jaa_e.N to achchhaa
jiite hai.n na marate hai.n ye mar jaa_e.N to achchhaa
|
khade woh hamari laash par, kahtey hai.n,
tum to kahtey ki tumhe neend aati nahi...
Not mine
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th May 2007, 11:28 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
khade woh hamari laash par, kahtey hai.n,
tum to kahtey ki tumhe neend aati nahi...
Not mine
|
leejiye:
kyaa Khabar thii Khalish-e-naaz na jiine degii
ye terii pyaar kii aavaaz na jiine degii
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
24th May 2007, 11:45 AM
Quote:
Originally Posted by Mayank
leejiye:
kyaa Khabar thii Khalish-e-naaz na jiine degii
ye terii pyaar kii aavaaz na jiine degii
|
har lamha har mod par tumhe pukara humne,
par tumhe gairo.n se kabhi fursat hi na thi....
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th May 2007, 11:52 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
har lamha har mod par tumhe pukara humne,
par tumhe gairo.n se kabhi fursat hi na thi....
-sunita virender
|
phirate huye kisii kii nazar dekhate rahe
dil Khuun ho rahaa thaa magar dekhate rahe
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
24th May 2007, 11:56 AM
Quote:
Originally Posted by Mayank
phirate huye kisii kii nazar dekhate rahe
dil Khuun ho rahaa thaa magar dekhate rahe
|
zamane ke dard-o-sitam hum hans ke sahtey rahe,
tera haath, haath se choot gaya magar dekhtey rahe....
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
24th May 2007, 12:14 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
zamane ke dard-o-sitam hum hans ke sahtey rahe,
tera haath, haath se choot gaya magar dekhtey rahe....
-sunita virender
|
Der tak sulagte rahe hum khwabon ki thandi Aag me
Aur phir saari tapis Aankhon se bahar Aa gayi
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
24th May 2007, 12:20 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Der tak sulagte rahe hum khwabon ki thandi Aag me
Aur phir saari tapis Aankhon se bahar Aa gayi
|
"Jarra c thes laggi aur aankhe baras padi,
aansu kisi ki yaad ke kitne kareeb thy"
-not mine
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
24th May 2007, 12:50 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Jarra c thes laggi aur aankhe baras padi,
aansu kisi ki yaad ke kitne kareeb thy"
-not mine
|
Ashqon ka kya hain woh to to bewaqt chale aate hain
Dil ke dariya main uhi toofan macha jaate hain
AAj shayad bahut udas hoon mein..
isilye apne kaajal ko baha dene ka man kiya hain.
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
24th May 2007, 12:57 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Ashqon ka kya hain woh to to bewaqt chale aate hain
Dil ke dariya main uhi toofan macha jaate hain
AAj shayad bahut udas hoon mein..
isilye apne kaajal ko baha dene ka man kiya hain.
|
"Sawan ka majja chahiye to aa baith jao meri ankho mei.n,
sawan to ek baar barsata hai, par yeh saal bhar barsati hai.n"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th May 2007, 01:23 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Sawan ka majja chahiye to aa baith jao meri ankho mei.n,
sawan to ek baar barsata hai, par yeh saal bhar barsati hai.n"
-sunita virender
|
tumhii.n to ho jise kahatii hai naaKhudaa duniyaa
bachaa sako to bachaa lo ki Duubataa huu.N mai.n
'naaKhudaa' means boatman or sailor.
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,552
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
|
24th May 2007, 01:50 PM
chalta huN maiN kabhii rukta huuN maiN
iShq meN uskeY kyuuN doobta huuN maiN
deN sakeNgii in laboN pe muskaan
ussse ummid yehii to raKhta huuN maiN
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
24th May 2007, 02:25 PM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
chalta huN maiN kabhii rukta huuN maiN
iShq meN uskeY kyuuN doobta huuN maiN
deN sakeNgii in laboN pe muskaan
ussse ummid yehii to raKhta huuN maiN
|
Kuch door hamare saath chalo
hum dil ki kahani keh denge
samjhena jise tum ankhon se
woh baat zubaani keh denge
--nm
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th May 2007, 06:40 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
Kuch door hamare saath chalo
hum dil ki kahani keh denge
samjhena jise tum ankhon se
woh baat zubaani keh denge
--nm
|
Shyaaad yeh Ibrahim Assk jee ka hai Jawaab haazir hai:
bosaa dete nahii.n aur dil pe hai har lahajaa nigaah
jii me.n kahate hai.n muft aa_e to maal achchhaa hai
[Mirza Ghalib]
Bosaa> Kiss
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
24th May 2007, 07:29 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Shyaaad yeh Ibrahim Assk jee ka hai Jawaab haazir hai:
bosaa dete nahii.n aur dil pe hai har lahajaa nigaah
jii me.n kahate hai.n muft aa_e to maal achchhaa hai
[Mirza Ghalib]
Bosaa> Kiss
|
Waade bhi dost ne kya khub nibhaye,
Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye,
Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi,
Maut se pehle hi dost kafan le aaey
-not mine-
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
25th May 2007, 12:30 PM
Quote:
Originally Posted by chaahat
Waade bhi dost ne kya khub nibhaye,
Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye,
Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi,
Maut se pehle hi dost kafan le aaey
-not mine-
|
kya prii...tum bhi.. ..mayankjee ke itne happening sher ka kitna sad jawab diya tumne......pata hain jiju ko miss kar rahi ho par itna unromantic sa jawab
Darta hun naye dost banane se
Bahut zakhm khaye hain dosti ke bahane se.........
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 37
Join Date: Aug 2005
Rep Power: 0
|
25th May 2007, 12:52 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
kya prii...tum bhi.. ..mayankjee ke itne happening sher ka kitna sad jawab diya tumne......pata hain jiju ko miss kar rahi ho par itna unromantic sa jawab
Darta hun naye dost banane se
Bahut zakhm khaye hain dosti ke bahane se.........
|
hamdardii-e-ahabaab se Darataa huu.N 'Muzaffar'
mai.n zaKhm to rakhataa huu.N numaaish nahii.n karataa
[ahabaab=dear ones, friends (plural of habiib); numaaish=display, exhibit]
-Muzaffar Warsi
Yeh wafaa ke sakht raahen, yeh tumhare paao naazuk
Na lo inteqam mujhse mere saath saath chal ke.....
Dil diya thaa to muqader bhee ataa kar detey,
warna taqhlik se pehley he fanaa kar detey,
tumne samajhi hee nahi ishq kee azmat warna,
hum tumhey ek he sajdey main khudaa kar detey...
Meri bandagi hai woh bandagi, jo qaid-e-dair-o-haram nahi,
mera ek nazar tujhey dekhna, ba-khuda namaz se kam nahi...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 34
|
25th May 2007, 06:03 PM
Quote:
Originally Posted by sandysandy
hamdardii-e-ahabaab se Darataa huu.N 'Muzaffar'
mai.n zaKhm to rakhataa huu.N numaaish nahii.n karataa
[ahabaab=dear ones, friends (plural of habiib); numaaish=display, exhibit]
-Muzaffar Warsi
|
Na numaaish karna zakhmon ki apne kabhi..
Dard dabe paaon hi chala aayega.. woh aahat nahi karke aata..
"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|