|
|
|
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
2nd December 2008, 10:44 AM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
Raat aayi fir din nikla,tera sath duniya se niraala nikala. . .
Jise samajha tha ek accha dost, vo to sabse bada dushman nikala. . . .
|
mere dil ka mann hi sahi
tere dil ka tan hi sahi
jab bana hi liya hume apne khilaf
to dost nahi dushman hi sahi
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
2nd December 2008, 10:48 AM
hum To Banaa Rahe The Feris-e-dushmanaa
itnii Si Baat Per Dosto.n Ne Khanjar Uthaa Liya..
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
2nd December 2008, 10:52 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
hum To Banaa Rahe The Feris-e-dushmanaa
itnii Si Baat Per Dosto.n Ne Khanjar Uthaa Liya..
|
na usne pyar ka manjar dekha hai
na usne mere dil ke andar dekha hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
2nd December 2008, 03:24 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
na usne pyar ka manjar dekha hai
na usne mere dil ke andar dekha hai
|
unkii khamosh nigahon main maine
dard hi dard ka samandar dekha hai.....
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
2nd December 2008, 04:54 PM
Kal raat barasti raheen sawan ki ghataain, !!
Aur hum bhi teri yaad main dil khol kar roye..!!
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
2nd December 2008, 07:06 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Kal raat barasti raheen sawan ki ghataain, !!
Aur hum bhi teri yaad main dil khol kar roye..!!
nm
|
merii tanhaa_iiyaa.N tum hii lagaa lo mujh ko siine se
ki mai.n ghabaraa gayaa huu.N is tarah ro-ro ke jiine se
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
2nd December 2008, 07:10 PM
Chhupa sako to mujhe chhupa lo e tanhaiyo.n meri. . , . . .
Ke tanha raat gujarti hi nahi ab. . . . . , . . , . . . .
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
2nd December 2008, 07:24 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
Chhupa sako to mujhe chhupa lo e tanhaiyo.n meri. . , . . .
Ke tanha raat gujarti hi nahi ab. . . . . , . . , . . . .
|
hijr me.n milane shab-e-maah ke Gam aaye hai.n
chaaraasaazo.n ko bhii bulavaao ke kuchh raat kaTe
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
2nd December 2008, 08:05 PM
Khudrat Ke Karishmo.n Me Agar Raat Na Hoti,
Kwaabo.n Me Bhi Phir Unse Mulaqaat Na Hoti..
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd December 2008, 08:13 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Khudrat Ke Karishmo.n Me Agar Raat Na Hoti,
Kwaabo.n Me Bhi Phir Unse Mulaqaat Na Hoti..
|
ek umr hui mai to hasna bhul gayi hoo,
tum ab bhi mere dil ko dukhana nahi bhule.......
lamha.............
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
2nd December 2008, 08:13 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Khudrat Ke Karishmo.n Me Agar Raat Na Hoti,
Kwaabo.n Me Bhi Phir Unse Mulaqaat Na Hoti..
|
Tere labo rukhsar pe woh baat na hoti
khwabon mein agar unse mulaqaat na hoti
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
2nd December 2008, 08:18 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
ek umr hui mai to hasna bhul gayi hoo,
tum ab bhi mere dil ko dukhana nahi bhule.......
lamha.............
|
mehboob ka nazron ko churana nahi bhule
hum aj bhi ulfat ka zamana nahi bhule
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd December 2008, 08:23 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
mehboob ka nazron ko churana nahi bhule
hum aj bhi ulfat ka zamana nahi bhule
|
unke chhuu jane se hoti thi sare badan me sar-sarahat,
hume u ched kar baar baar unka satana nahi bhule......
lamha................
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
2nd December 2008, 08:41 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
mehboob ka nazron ko churana nahi bhule
hum aj bhi ulfat ka zamana nahi bhule
|
tu bhul gaya hume duniyan ki bhid main
hum to aaj bhi tera chehra na bhoole
-Diya
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
2nd December 2008, 08:46 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
tu bhul gaya hume duniyan ki bhid main
hum to aaj bhi tera chehra na bhoole
-Diya
|
bahut chaha ki chup rahu
aur kuch na kahu is juban se
per is dil ka kya karu
jo mohabbat kar betha hai tuj nadan se
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd December 2008, 08:58 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
bahut chaha ki chup rahu
aur kuch na kahu is juban se
per is dil ka kya karu
jo mohabbat kar betha hai tuj nadan se
|
kaise ho bhaiyya???...........
Khaatir se yaa lihaaz se main maan tau gayaa
jhuuti qasam se aap ka imaan tau gayaa....
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
2nd December 2008, 09:02 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
kaise ho bhaiyya???...........
Khaatir se yaa lihaaz se main maan tau gayaa
jhuuti qasam se aap ka imaan tau gayaa....
nm
|
thik hu lamha di app kesi hai?
koi moka to de muje
karu us se uzhaar mohabbat ka
ya du chapvakar use
hay ishtiyaar apni mohabbak ka
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd December 2008, 09:05 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
thik hu lamha di app kesi hai?
koi moka to de muje
karu us se uzhaar mohabbat ka
ya du chapvakar use
hay ishtiyaar apni mohabbak ka
|
mai bhi thik ho bhaiyya......
kahaa thaa kis ne ke ahad-e-vafaa karo us se
jo yuun kiyaa hai to phir kyuun gilaa karo us se
ye ahl-e-baz tunak hausalaa sahii phir bhii
zaraa fasaanaa-e-dil ibtidaa karo us se!!
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
2nd December 2008, 09:10 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
mai bhi thik ho bhaiyya......
kahaa thaa kis ne ke ahad-e-vafaa karo us se
jo yuun kiyaa hai to phir kyuun gilaa karo us se
ye ahl-e-baz tunak hausalaa sahii phir bhii
zaraa fasaanaa-e-dil ibtidaa karo us se!!
nm
|
anjaane logo me koi sathi to milega
koi to hoga jo humko bhi apna samjega
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd December 2008, 09:16 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
anjaane logo me koi sathi to milega
koi to hoga jo humko bhi apna samjega
|
ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa,
rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa,
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
2nd December 2008, 09:38 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa,
rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa,
nm
|
Yaadain teri aaj phir aayi hain baar baar
Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
3rd December 2008, 09:16 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Yaadain teri aaj phir aayi hain baar baar
Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar
nm
|
wo jab se gaye aankhon ki namii sookh gayii
in aankhon main ab aansoon nahi aate....
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Guest
|
3rd December 2008, 10:24 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
wo jab se gaye aankhon ki namii sookh gayii
in aankhon main ab aansoon nahi aate....
|
Abhi se kuin chalak aaye tumhari ankh main ansoo
Aabhi chedi kahan hai dasatane zindagi maine
Mara hai dunk jab bhi kabhi sanaf-e-nazuk ne
Dekha hai hazrate Shaitan ko larazte maine..nm
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
3rd December 2008, 04:42 PM
kuch yoo'n hamare zakhmo ka usne kia illaaj......
Mulhum bhi lagaya to, kaante ki nok se........nm..
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
3rd December 2008, 05:01 PM
haal ye dil na puchiye, haal ye dil ajij hai
use aur kya chahiye jiske tu karib hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
3rd December 2008, 07:47 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
wo jab se gaye aankhon ki namii sookh gayii
in aankhon main ab aansoon nahi aate....
|
Us waqt kaha tum soye the itnaa to bataado ab mujh ko
Jab meri muhabbat ki duniya hans hans ke mitae logon ne
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
3rd December 2008, 07:49 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Yaadain teri aaj phir aayi hain baar baar
Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar
nm
|
Ye baat sach hai ke kuchh door ho gaye hai.n hum
Tumhari yaad mere dil mein ab bhi baaqi hai
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
3rd December 2008, 07:53 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Ye baat sach hai ke kuchh door ho gaye hai.n hum
Tumhari yaad mere dil mein ab bhi baaqi hai
|
teri yaad nahi hai ye to dhadkan hai meri,
gar wo na hoti to kab ke marr gaye hote.......
lamha........................
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
3rd December 2008, 08:27 PM
aayi kisi ki yaad to armaan machal pade
hum yaar ki talaash me ghar se nikal pade
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
3rd December 2008, 08:28 PM
ye zindagi bas ek baar milti hai
murza ke fir ye kali kab khilti hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
3rd December 2008, 10:56 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
ye zindagi bas ek baar milti hai
murza ke fir ye kali kab khilti hai
|
Ye tamanna hai meri ke bhool jaon main sab kuch
Lekin ye yaad hai ke meri rag rag me shamil hai.....
lamha................
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
3rd December 2008, 11:02 PM
koi kahe zindagi boj hai koi kahe zindagi moj hai
insaan ko is bhari bheed me sabko magar pyar ki khoj hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
3rd December 2008, 11:06 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
koi kahe zindagi boj hai koi kahe zindagi moj hai
insaan ko is bhari bheed me sabko magar pyar ki khoj hai
|
ye hi acha hai keh aapas ke bharam na tootne pain
kabhi bhi doston ko aazma ker kuch nahi milta
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
4th December 2008, 12:43 AM
Baat Niklay Gi To Phir Door Talak Jaye Gi
Loug Be Waja Oodaasi Ka Sabab Poochhain Gay
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
4th December 2008, 09:46 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Baat Niklay Gi To Phir Door Talak Jaye Gi
Loug Be Waja Oodaasi Ka Sabab Poochhain Gay
nm
|
Ashq bahaye yaad main uske rutha sajan na mana
galat gali main hum the pahunche humne tab ye jana
uske liye thi duniya pyari pyara tha ghar baar unhe
humto bus the raah ke pathtahr humne der main pahchana
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
4th December 2008, 03:34 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Ashq bahaye yaad main uske rutha sajan na mana
galat gali main hum the pahunche humne tab ye jana
uske liye thi duniya pyari pyara tha ghar baar unhe
humto bus the raah ke pathtahr humne der main pahchana
|
TERI WAFA KO HUM NE BHULAYA KAB HAY,
HAR PAL JUDAI KA DIL SE MITAYA KAB HAY,
DIL LAGA KAR BHOOL JANA TERI ADAT HAY,
HUMNE TERE SIWA KSI OR KO CHAHA KAB HAY.
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
4th December 2008, 04:58 PM
sunana bhi jinhe mushkil chhupana bhi jinhe mushkil
jara tu hi bata ye dil ke afsaane kaha jaaye
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Guest
|
4th December 2008, 08:30 PM
sikhne sikhane ke khel mein
na jaane hum kya kya kho baithey
paaney ki khushi ka sabab pata nahi
kuch or khone ka dar dil mai le baithey..nm
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
4th December 2008, 09:39 PM
Is dunya may mujhay sirf dukh milay hain
chahnay walay bahot kam milay hain
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
5th December 2008, 01:19 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Is dunya may mujhay sirf dukh milay hain
chahnay walay bahot kam milay hain
nm
|
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaaa kaa gilaa
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|