|
|
|
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
5th December 2008, 04:43 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaaa kaa gilaa
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
|
Ye chand ansoo ye chand aahain, sawaye inn ke dhara hi kya hai
Zamana kya cheen lega hum se, kisi ne hum ko diya hi kya hai
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
5th December 2008, 06:57 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Ye chand ansoo ye chand aahain, sawaye inn ke dhara hi kya hai
Zamana kya cheen lega hum se, kisi ne hum ko diya hi kya hai
nm
|
raha gardashon mein har dum mere ishq ka sitara
kabi dagmagai kashti kabi kho gya kinara
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
5th December 2008, 07:22 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
raha gardashon mein har dum mere ishq ka sitara
kabi dagmagai kashti kabi kho gya kinara
nm
|
Mohabbat se agar dekho sahara mil hi jayega
meri kashti mein aa jao kinara mil hi jayega
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
5th December 2008, 07:53 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Mohabbat se agar dekho sahara mil hi jayega
meri kashti mein aa jao kinara mil hi jayega
|
meri jalti hui hasraton ko u mohabbat ki havaa na de,
majbooriya meri tu dekh zara,muje bhool ja muje bhool ja...
lamha............
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
5th December 2008, 08:03 PM
sath chhute na kabhi tera ya kasam le lu
har khushi deke tuje deke sanam tere gum le lu
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Sifar
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 42
|
7th December 2008, 01:29 AM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
sath chhute na kabhi tera ya kasam le lu
har khushi deke tuje deke sanam tere gum le lu
|
Gham to beh gaya aankhoN se ashq ban kar..
Kya sath doge khathm zindgi ka waqt ban kar..
KunaaL (Sifar).........
Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
7th December 2008, 11:58 AM
Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar
Gham to beh gaya aankhoN se ashq ban kar..
Kya sath doge khathm zindgi ka waqt ban kar..
|
merii jaan aaj kaa Gam na kar, ke naa jaane kaatib-e-vaqt ne
kisii apane kal me.n bhii bhuul kar kahii.n likh rakhii ho masarrate.n
[faiz]
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th December 2008, 10:55 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
merii jaan aaj kaa Gam na kar, ke naa jaane kaatib-e-vaqt ne
kisii apane kal me.n bhii bhuul kar kahii.n likh rakhii ho masarrate.n
[faiz]
|
aalam-e-zaat main darwaish bana deta hai
Ishq insaan ko paagal nahi hone deta
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
.. ek andaaz
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
|
9th December 2008, 11:18 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
aalam-e-zaat main darwaish bana deta hai
Ishq insaan ko paagal nahi hone deta
nm
|
bahut khoob kaha !
hai mere dil ki tabaahii pe taAAjjub kya khoob
aap barbaad kareiN jiss ko, vo barbaad na ho ...
Daagh dehlawii
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th December 2008, 11:20 PM
Quote:
Originally Posted by kshitiz
bahut khoob kaha !
hai mere dil ki tabaahii pe ta aajjub kya khoob
aap barbaad kareiN jiss ko, vo barbaad na ho ...
Daagh dehlawii
|
Jab koi Toot ke Bikharta to Ham osey sameta krtey Faraz
Aaj khud hen Reza Reza to koi Pochta nhi...!!!
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
.. ek andaaz
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
|
10th December 2008, 12:27 AM
Quote:
Jab koi Toot ke Bikharta to Ham osey sameta krtey Faraz
Aaj khud hen Reza Reza to koi Pochta nhi...!!!
|
raste meiN khaRa huN ki koi poochta nahi
ja paaunga maiN ghar bhi , koi poochta nahi
aamad pe teri mujh ko yaQeeN yuN nahi aaya
matlab naa ho agar , kahiN koi poochta nahi !
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
10th December 2008, 07:25 PM
Quote:
Originally Posted by kshitiz
raste meiN khaRa huN ki koi poochta nahi
ja paaunga maiN ghar bhi , koi poochta nahi
aamad pe teri mujh ko yaQeeN yuN nahi aaya
matlab naa ho agar , kahiN koi poochta nahi !
|
Na janey kon sa zulm or reh gaya haii qamar
Duwa woh mangety hai meri zindagee ke liye
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
10th December 2008, 08:15 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Na janey kon sa zulm or reh gaya haii qamar
Duwa woh mangety hai meri zindagee ke liye
nm
|
Ye meri jaan to rehti hai tere dil mein sanam
duaaen mang tu auron ki zindagi ke liye
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
11th December 2008, 05:34 AM
Quote:
Originally Posted by fezan
Ye meri jaan to rehti hai tere dil mein sanam
duaaen mang tu auron ki zindagi ke liye
|
Hum kisi se koi umeed rakha nahin karte..........
Dil hai bada naazuk kisi ko iss pe haq diya nahin karte
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
11th December 2008, 05:38 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Hum kisi se koi umeed rakha nahin karte..........
Dil hai bada naazuk kisi ko iss pe haq diya nahin karte
nm
|
"Hum Dil to kya Rooh main Utar Jayenge,
Aap Chaahoge agar Chaahne Walon ki Tarah... nm
|
|
|
|
|
haatho se haath milte rah
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
|
12th December 2008, 01:33 PM
chaha use duniya main sabse zyaada
par maut ne usko gale laga liya
chahat khuda ki bhi wahi thi
khuda se ab main kya bagawat karta
meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
12th December 2008, 05:41 PM
Quote:
Originally Posted by mehul jain
chaha use duniya main sabse zyaada
par maut ne usko gale laga liya
chahat khuda ki bhi wahi thi
khuda se ab main kya bagawat karta
|
Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho
wo kisi aur ko dekhen to bura lagta hai
nm
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
12th December 2008, 06:14 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho
wo kisi aur ko dekhen to bura lagta hai
nm
|
haq vafaa kaa jo ham jataane lage
aap kuchh kahake muskuraane lage
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
12th December 2008, 06:33 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
haq vafaa kaa jo ham jataane lage
aap kuchh kahake muskuraane lage
|
mere honth bhii merii tarah hii pagal hain
bebajah kuch budbudane lagte hain.......
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th December 2008, 06:47 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
mere honth bhii merii tarah hii pagal hain
bebajah kuch budbudane lagte hain.......
|
apne honton ko be-wajah kyo ruswaa karte ho tum,
khata-e-muhobbat to is kambakht dil se hui hai....
lamha.............
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
12th December 2008, 08:16 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
apne honton ko be-wajah kyo ruswaa karte ho tum,
khata-e-muhobbat to is kambakht dil se hui hai....
lamha.............
|
kyu laga rahe ho kisi se itna dil
ki tutne per usko tera ehshash bhi na ho
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th December 2008, 09:27 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
kyu laga rahe ho kisi se itna dil
ki tutne per usko tera ehshash bhi na ho
|
Bas ab to daaman-e-dil chho.D do bekaar ummiido
Bahut dukh sah liye mai.n ne, bahut din jii liyaa mai.n ne
[Sahir Ludianvi]
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
12th December 2008, 09:31 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Hum kisi se koi umeed rakha nahin karte..........
Dil hai bada naazuk kisi ko iss pe haq diya nahin karte
nm
|
Ummeed ka daaman kabhi chho.da nahin karte
Nazuk hai bahot dil ise to.da nahin karte
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th December 2008, 09:35 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Ummeed ka daaman kabhi chho.da nahin karte
Nazuk hai bahot dil ise to.da nahin karte
|
tute hue dil fir judaa nahi karte,
isliye dil kisi ka toda nahi karte.........
lamha...........
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
haatho se haath milte rah
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
|
13th December 2008, 12:31 PM
toote dil main phool khila nahi karte
toot jaye jinka dil wo jiya nahi karte
meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
wafa!!??? -
13th December 2008, 04:55 PM
GAIRON KE SAAM-NE TO NA HUM SE JAFA KARO
JHOOTHI SAHI KHUDA KE LIYE TUM WAFA KARO.
by rashant vasl
Quote:
Originally Posted by mausam
haq vafaa kaa jo ham jataane lage
aap kuchh kahake muskuraane lage
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
13th December 2008, 05:03 PM
HOTI NA AGAR TUM KO KISI AUR KI CHAAHAT
NAZREN YUN MERI OAR SE MODA NAHI KARTE.
by rashant vasl
Quote:
Originally Posted by LAMHA
tute hue dil fir judaa nahi karte,
isliye dil kisi ka toda nahi karte.........
lamha...........
|
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
15th December 2008, 05:46 PM
nazar se nazar mili mulaqat karli.
rahe dono khamosh magar baat karli.
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
15th December 2008, 07:10 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
nazar se nazar mili mulaqat karli.
rahe dono khamosh magar baat karli.
|
ye sukuut-e-naaz ye dil kii rago.n kaa TuuTanaa
Khaamoshii me.n kuchh shikast-e-saaz kii baate.n karo
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
15th December 2008, 07:15 PM
Kaise mumkin hai dhuan bhi na ho aur dil bhi jalay
chot padti hai tu pathar bhi sada dete hain..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
15th December 2008, 07:16 PM
TANHA TANHA YE DAGAR AUR KOI SATH NAHI>>
DARD KA LAMBA SAFAR AUR KOI SATH NAHI.>>
by rashant vasl
Quote:
Originally Posted by mausam
ye sukuut-e-naaz ye dil kii rago.n kaa TuuTanaa
Khaamoshii me.n kuchh shikast-e-saaz kii baate.n karo
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
15th December 2008, 09:17 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
nazar se nazar mili mulaqat karli.
rahe dono khamosh magar baat karli.
|
Meri nazro.n mei.n nazrei.n daal ke jo dekh le ik baar
Nazar phir se milane ke liye betaab ho jaaye
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
haatho se haath milte rah
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
|
16th December 2008, 10:06 AM
TANHA TANHA YE DAGAR AUR KOI SATH NAHI>>
DARD KA LAMBA SAFAR AUR KOI SATH NAHI.>>
mere liyezindagi ka safar hi ek dard hai
wo saath nahi mere to zindagi hi ek dard hai
meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
shayar ka naam!!? -
16th December 2008, 11:41 AM
mehul ji
Aap ne shayar ka naam nahi likha..apne quote mein..bahar haal,aap ko apni is gazal ka ek sher aur bhejta hoon.
TOOTE KHWAABON KE JANAAZE TO MAIN DAFNA BHI CHUKA
PHIR BHI ROTI HAI NAZAR AUR KOI SAATH NAHIN.
byrashant vasl
Quote:
Originally Posted by mehul jain
TANHA TANHA YE DAGAR AUR KOI SATH NAHI>>
DARD KA LAMBA SAFAR AUR KOI SATH NAHI.>>
mere liyezindagi ka safar hi ek dard hai
wo saath nahi mere to zindagi hi ek dard hai
|
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
16th December 2008, 01:16 PM
Hai Maut Bhi Manzoor Pyar Me,Gar Ye Tere Hatho.n Mile
Par Ye Berukhi Teri,Sanam Hame Manzoor Nahi....nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
16th December 2008, 01:28 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Hai Maut Bhi Manzoor Pyar Me,Gar Ye Tere Hatho.n Mile
Par Ye Berukhi Teri,Sanam Hame Manzoor Nahi....nm
|
Khudaa ke vaaste ab beruKhii se kaam na le
ta.Dap ke phir koii daaman ko tere thaam na le
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
16th December 2008, 01:32 PM
Dil Me Na Basaao Chahe,Palko Pe Na Bithao Hame
Nazro.n Se Na Girana Kabhi,Ye Maut Se Kuchh Kam Nahi....nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
16th December 2008, 01:52 PM
DIL KI DHADKAN KI ZINDGI TUM HO
MERI NAZRON KI ROSHNI TUM HO
HAR DUA MEIN TUMHI KO MAANGA HAI
AB NA KAHNA KI AJNABI TUM HO.
by rashant vasl
(from Surabhi Arts next publication MAIN BHI AKELA.)
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
16th December 2008, 04:51 PM
Quote:
Originally Posted by prashant vasl
DIL KI DHADKAN KI ZINDGI TUM HO
MERI NAZRON KI ROSHNI TUM HO
HAR DUA MEIN TUMHI KO MAANGA HAI
AB NA KAHNA KI AJNABI TUM HO.
by rashant vasl
(from Surabhi Arts next publication MAIN BHI AKELA.)
|
aziiz itanaa hii rakho ke jii sa.Nbhal jaaye
ab is qadar bhii na chaaho ke dam nikal jaaye
[nm]
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
16th December 2008, 05:33 PM
Arzoo yeh nahi ke ghum ka tufan tal jaye
Fikar to yeh hai ke tumhara dil na bhar jaye
Kabhi bhi mujhko agar bhulana chaho tum
Dard itna dena ke mera dum hi nikal jaye...
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|