|
|
|
|
|
|
|
|
haatho se haath milte rah
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
|
17th December 2008, 01:26 PM
Quote:
Originally Posted by prashant vasl
mehul ji
Aap ne shayar ka naam nahi likha..apne quote mein..bahar haal,aap ko apni is gazal ka ek sher aur bhejta hoon.
TOOTE KHWAABON KE JANAAZE TO MAIN DAFNA BHI CHUKA
PHIR BHI ROTI HAI NAZAR AUR KOI SAATH NAHIN.
byrashant vasl
|
bahut khoob prashant ji....
jab uska saath nahi to zindagi kyu hai
wo mere saath nahi par wo khuda k paas kyu hai
meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
|
|
|
|
|
haatho se haath milte rah
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
|
17th December 2008, 01:27 PM
sochu to dard dil main hai hota hai
ro du to koi aur sang ro deta hai
kehte hai log khush hai wo jaha hai
par yeh dil kuch aur hi kehta hai
meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
|
|
|
|
|
haatho se haath milte rah
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
|
17th December 2008, 01:28 PM
mere dard ki dawa kuch nahi
karo na dua uska asar bhi kuch nahi
maan le yeh zindagi ye sach
tu uske bina kuch nahi
meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
|
|
|
|
|
Sifar
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 42
|
17th December 2008, 02:04 PM
Quote:
Originally Posted by mehul jain
mere dard ki dawa kuch nahi
karo na dua uska asar bhi kuch nahi
maan le yeh zindagi ye sach
tu uske bina kuch nahi
|
YaadoN maiN unke raateN garm, sard ban gayi..
Ye kaisi thi duaayeN, jo dil maiN dard ban gayi..
KunaaL (Sifar).........
Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
Last edited by KunaaL; 17th December 2008 at 02:06 PM..
|
|
|
|
|
haatho se haath milte rah
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
|
17th December 2008, 02:10 PM
Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar
YaadoN maiN unke raateN garm, sard ban gayi..
Ye kaisi thi duaayeN, jo dil maiN dard ban gayi..
|
bahut khoob kunalji
uske diye huye ghum main
tadapne ka alag maza hai
dard yahi soch kar seh lete hai
k yeh unse pyar karne ki saza hai
meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
17th December 2008, 03:29 PM
'KasaK' jurm-e-ulfat ka kuchh to silaa do,
Talabgaar Dil hai,sazaa chaahtaa hai
(kasak jee)
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
17th December 2008, 03:48 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
'KasaK' jurm-e-ulfat ka kuchh to silaa do,
Talabgaar Dil hai,sazaa chaahtaa hai
(kasak jee)
|
zindagii se ba.Dii sazaa hii nahii.n
aur kyaa jurm hai pataa hii nahii.n
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
17th December 2008, 03:55 PM
Aadmi Is zindegi Se Bach Ke Jaye bhi Kahan?
yahan maikashi bhi Jurm Hai aur khudkushi bhi Jurm Hai...nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
17th December 2008, 04:01 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Aadmi Is zindegi Se Bach Ke Jaye bhi Kahan?
yahan maikashi bhi Jurm Hai aur khudkushi bhi Jurm Hai...nm
|
un kii yaad, un kii tamannaa, un kaa Gam
kaT rahii hai zindagii aaraam se
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
17th December 2008, 04:27 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
un kii yaad, un kii tamannaa, un kaa Gam
kaT rahii hai zindagii aaraam se
|
yun to guzar raha hai har ek pal khushii ke sath
fir bhii koi kamii sii hai kyun jind_gii ke sath.......
nm
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
17th December 2008, 04:36 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
yun to guzar raha hai har ek pal khushii ke sath
fir bhii koi kamii sii hai kyun jind_gii ke sath.......
nm
|
yahii hai zindagii kuchh Khvaab chand ummiide.n
inhii.n khilauno.n se tum bhii bahal sako to chalo
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
17th December 2008, 04:44 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
yahii hai zindagii kuchh Khvaab chand ummiide.n
inhii.n khilauno.n se tum bhii bahal sako to chalo
|
khwab aur ummiiden mujhe kya bahalayengii
jindgi bankii na rahi maut ka intzaar hai.......
Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Sifar
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 42
|
18th December 2008, 01:39 AM
Dil To behal hi jayega, maut ka kyuN intzaar hai...
har taraf hi zinda laasheN ghoomti mere yaar hai...
KunaaL (Sifar).........
Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
18th December 2008, 11:06 AM
Ek aisa Shakhs jise kisi ne sabke liye ajnabi bana diya...
.............
MERI TAQDEER MEIN IK ROZ LIKHA THA RAB NE
TU JISE CHAAHEGA,WO SHAKHS PARAAYA HOGA.
(by:PRASHANT VASL in GHUTAN publiushed in 1984)
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
18th December 2008, 01:09 PM
Ek akele shaks ki duniya bana di......
yaaro.n badalte daur ne patthar me.n mumtaaz bana di...............!!!!!!!1
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
18th December 2008, 01:18 PM
Quote:
Originally Posted by prashant vasl
Ek aisa Shakhs jise kisi ne sabke liye ajnabi bana diya...
.............
MERI TAQDEER MEIN IK ROZ LIKHA THA RAB NE
TU JISE CHAAHEGA,WO SHAKHS PARAAYA HOGA.
(by:PRASHANT VASL in GHUTAN publiushed in 1984)
|
maa.Ngaa kare.nge ab se duaa hijr-e-yaar kii
aaKhir ko dushmanii hai duaa ko asar ke saath
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
18th December 2008, 01:45 PM
Ek naam kya likha tera....sahil ki rait par..
Phir umr bhar hawa se meri dushmani rahi...nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
18th December 2008, 07:26 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Ek naam kya likha tera....sahil ki rait par..
Phir umr bhar hawa se meri dushmani rahi...nm
|
Usne kiye sitam pe sitam mujhpe bar bar
Us bewafa se phir bhi meri dosti rahi
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
|
18th December 2008, 08:25 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Usne kiye sitam pe sitam mujhpe bar bar
Us bewafa se phir bhi meri dosti rahi
|
ye ishq nahii.n aasaa.N itanaa to samajh liije
ek aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
nm
Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
18th December 2008, 11:01 PM
Quote:
Originally Posted by zishan107
ye ishq nahii.n aasaa.N itanaa to samajh liije
ek aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
nm
|
kya kahooN tumhe kya hai ishQ
jaan ka rog hai bala hai ishQ
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
|
19th December 2008, 12:14 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
kya kahooN tumhe kya hai ishQ
jaan ka rog hai bala hai ishQ
nm
|
ishq sholon ki dagar ishq kaaton ka safar
ishq karde besabar ishq kar de bekhabar
ishq gumnaam karde ishq badnaam karde
joh chupaye na chupe ishq woh kaam karde
Ishq Na Ishq Ho Kisise - Dosti ( Friend's Forever )
Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
19th December 2008, 01:17 PM
Quote:
Originally Posted by zishan107
ishq sholon ki dagar ishq kaaton ka safar
ishq karde besabar ishq kar de bekhabar
ishq gumnaam karde ishq badnaam karde
joh chupaye na chupe ishq woh kaam karde
Ishq Na Ishq Ho Kisise - Dosti ( Friend's Forever )
|
dil lagaane kii kisii se vo sazaa paayii ke bas
aisii aisii ishq meN is dil meN ban aayii ke bas
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
kaisi ho Mousam Di -
19th December 2008, 02:34 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
dil lagaane kii kisii se vo sazaa paayii ke bas
aisii aisii ishq meN is dil meN ban aayii ke bas
|
Aey Kaash Agar Tum Mil Jaatey
Iss Dil Ke Zakham Sab Sil Jaatey
Alam Mein Baharein Aa Jaateen
Umeed Ke Gulshan Khil Jaatey
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Guest
|
19th December 2008, 03:05 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Aey Kaash Agar Tum Mil Jaatey
Iss Dil Ke Zakham Sab Sil Jaatey
Alam Mein Baharein Aa Jaateen
Umeed Ke Gulshan Khil Jaatey
nm
|
Kahte hai gulshan main kaante hi nukile hote hain
Ye phool magar duniya walon behad zahrile hote hain
Baadhonge to kho doge ,dokha bhi koi tum khoge
Mutthi main na ye band hoge, rishte retile hote hain
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
19th December 2008, 03:31 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Kahte hai gulshan main kaante hi nukile hote hain
Ye phool magar duniya walon behad zahrile hote hain
Baadhonge to kho doge ,dokha bhi koi tum khoge
Mutthi main na ye band hoge, rishte retile hote hain
|
wah vicky
Shiddat-e-gham se b shrmindda nhi meri wafa...
Dost gehray hain to phir zakhm b gehray hon gay.
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
19th December 2008, 09:44 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
wah vicky
Shiddat-e-gham se b shrmindda nhi meri wafa...
Dost gehray hain to phir zakhm b gehray hon gay.
nm
|
Pyaar ka marham lagate hi raho
zakhm ko gehra kabhi hone na do
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
20th December 2008, 01:55 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Pyaar ka marham lagate hi raho
zakhm ko gehra kabhi hone na do
|
zaKhm jo aap kii inaayat hai is nishaanii ko kyaa naam de ham
pyaar diivaar ban ke rah gayaa hai is kahaanii ko kyaa naam de ham
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
20th December 2008, 03:00 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
zaKhm jo aap kii inaayat hai is nishaanii ko kyaa naam de ham
pyaar diivaar ban ke rah gayaa hai is kahaanii ko kyaa naam de ham
|
"uske saath mera rishta benaam hi raha,
benaami ko de dete koi naam to kuch aur baat hoti"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
20th December 2008, 03:03 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"uske saath mera rishta benaam hi raha,
benaami ko de dete koi naam to kuch aur baat hoti"
-sunita virender
|
mashoom mohbbat ka itna sa fasana hai
jisko humne chaha wo bewafa ho gaya
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
20th December 2008, 04:34 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
mashoom mohbbat ka itna sa fasana hai
jisko humne chaha wo bewafa ho gaya
dilip
|
insaan apane aap me.n majabuur hai bahut
ko_ii nahii.n hai bevafaa afsos mat karo
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
20th December 2008, 04:42 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
insaan apane aap me.n majabuur hai bahut
ko_ii nahii.n hai bevafaa afsos mat karo
|
"main waffa na nibha paye to bewaffa hue,
woh na nibha paye to majboori kahi gaye"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
20th December 2008, 07:03 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"main waffa na nibha paye to bewaffa hue,
woh na nibha paye to majboori kahi gaye"
-sunita virender
|
kuch to mazbooriyan rahi hongi
yun hi to nahi koi bewafa hota.......... bashir badra ji
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
20th December 2008, 07:31 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
kuch to mazbooriyan rahi hongi
yun hi to nahi koi bewafa hota.......... bashir badra ji
|
pallaa rahe dono.n kaa mohabbat me.n baraabar
utanii hii vafaaye.n bhii ho.n jitanii ho.n jafaaye.n
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
20th December 2008, 07:45 PM
Barbaad Kar Gaya Woh Zindegi,pyaar Ke Naam Pe,
Bewafaai Hi Mili Hamein ,wafaa Ke Naam Pe......
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
20th December 2008, 07:53 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Barbaad Kar Gaya Woh Zindegi,pyaar Ke Naam Pe,
Bewafaai Hi Mili Hamein ,wafaa Ke Naam Pe......
|
mallaaho.n ko ilzaam naa do tum saahil vaale kyaa jaano.n
ye tuufaan kaun uThaataa hai ye kishtii kaun Dubotaa hai
[mallaah = boatsman/sailor; ilzaam = allegation]
[saahil = shore]
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
20th December 2008, 08:17 PM
kyun tark-e-talluk ka,ilzaam mujh hi par hai,
kuch teri khataa hogi,kuch jurm mera hoga..NM
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
21st December 2008, 01:51 AM
hooN khataa waar SaaHib sitam kijiye
har wafaa kaa Sanam ji Silah chahiye
Mujeeb
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
21st December 2008, 02:39 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
hooN khataa waar SaaHib sitam kijiye
har wafaa kaa Sanam ji Silah chahiye
Mujeeb
|
"jo na nibha paye tum waffa,
hume hi bewaffa ilzaam dijiye,
gairo.n ko detey ho baaho.n ka sahara,
hamari arthi ko bhi apna kandha dijiye"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
21st December 2008, 03:07 PM
hame hai unse wafaa ki ummeed
jo nahi jaante wafaa kya hai...nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
21st December 2008, 03:33 PM
Jab jab humne vafa chahi...
vo jakhm dete hi rahe,
jab jab kaha tum meri zindgaani...
vo bewafa kehte hi rahe..................
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|