|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
29th December 2008, 01:46 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
aur ik taazaa sitam usane kiyaa ijaad
usako is baar zaraa khul ke duaa dii jaaye
|
duaye.n sab na-kaam ho gayi,
rehte the jis basti me.n vo basti neelaam ho gayi...
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
29th December 2008, 02:11 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
duaye.n sab na-kaam ho gayi,
rehte the jis basti me.n vo basti neelaam ho gayi...
|
beqas ki aabroo ko neelaam kar ke chhoda
aakhir tere jahaan ne badanaam kar ke chhoda
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
30th December 2008, 03:59 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
beqas ki aabroo ko neelaam kar ke chhoda
aakhir tere jahaan ne badanaam kar ke chhoda
nm
|
badnaami ka daag lahu ke rang se gahera hai
mere saason par iss jahaan ka pahera hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
30th December 2008, 09:20 AM
ye kya ke tu bhi chhod chala auron ki tarah
tu to meri sanson me tehleel tha khusbu ki tarah..
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
30th December 2008, 01:01 PM
KAUN CHALTA HAI KISI KE SAATH SAARI ZINDGI
TU YAHAAN TAK AA GAYA YE BHI TERA EHSAAN THA.
WAQT KO,RASMON KO,DUNIYA KO KOI ILZAAM KYON
VASL SACH YE HAI KI HUM TUM HI NAHIN THE BAA-WAFA.
by rashant vasl
(in LAUT-TE-HUYE..shayri collection available in CROSSWORD and BOOK CAFE stores all over.)
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
30th December 2008, 04:36 PM
Quote:
Originally Posted by prashant vasl
KAUN CHALTA HAI KISI KE SAATH SAARI ZINDGI
TU YAHAAN TAK AA GAYA YE BHI TERA EHSAAN THA.
WAQT KO,RASMON KO,DUNIYA KO KOI ILZAAM KYON
VASL SACH YE HAI KI HUM TUM HI NAHIN THE BAA-WAFA.
by rashant vasl
|
ruuTh ke jaane vaale baadal TuuTane vaalaa taaraa
kis ko Khabar kin lamho.n me.n ban jaaye kaun sahaaraa
duniyaa jaisii bhii ho rishtaa rakhanaa pa.Dataa hai
majabuurii ke mausam me.n bhii jiinaa pa.Dataa hai
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
30th December 2008, 04:45 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
ruuTh ke jaane vaale baadal TuuTane vaalaa taaraa
kis ko Khabar kin lamho.n me.n ban jaaye kaun sahaaraa
duniyaa jaisii bhii ho rishtaa rakhanaa pa.Dataa hai
majabuurii ke mausam me.n bhii jiinaa pa.Dataa hai
|
bahut sataate hai.n rishte jo TuuT jaate hai.n
Khudaa kisii ko bhii taufiiq-e-aashanaa_ii na de
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
30th December 2008, 04:51 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
ruuTh ke jaane vaale baadal TuuTane vaalaa taaraa
kis ko Khabar kin lamho.n me.n ban jaaye kaun sahaaraa
duniyaa jaisii bhii ho rishtaa rakhanaa pa.Dataa hai
majabuurii ke mausam me.n bhii jiinaa pa.Dataa hai
|
rishton ke darmiyan fasse hai hum
ik gaer basti mei jaese basse hai hum
jaha koi bhi na de hume sahara
zamin toh naseeb hoti agar hote hum tuta taaraa
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
30th December 2008, 04:59 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
rishton ke darmiyan fasse hai hum
ik gaer basti mei jaese basse hai hum
jaha koi bhi na de hume sahara
zamin toh naseeb hoti agar hote hum tuta taaraa
|
ham hijar k rasty par safar kar nahi sakty
eik lamha tery bina basar kar nahi sakty
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
30th December 2008, 05:07 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
ham hijar k rasty par safar kar nahi sakty
eik lamha tery bina basar kar nahi sakty
|
rishton mein jaha takraar hota hai
zindagi mein bas intezaar hota hai
raah takti hai ankhen par koi aata nahi
dil kaheta hai kar 'intezaar aur sahi'
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
30th December 2008, 05:25 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
rishton mein jaha takraar hota hai
zindagi mein bas intezaar hota hai
raah takti hai ankhen par koi aata nahi
dil kaheta hai kar 'intezaar aur sahi'
|
Dhundhati Hai jisko Meri Yeh Nazar.
woh hi hai mere pyar se bekhabar
TanhaiyoN Main intezaar karti hun uskii
umiid hai kahin to hay mera Humsafar
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
30th December 2008, 06:02 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Dhundhati Hai jisko Meri Yeh Nazar.
woh hi hai mere pyar se bekhabar
TanhaiyoN Main intezaar karti hun uskii
umiid hai kahin to hay mera Humsafar
|
mai.n Khulii hu_ii ik sachchaa_ii mujhe jaanane vaale jaanate hai.n
mai.n ne kin logo.n se nafrat kii aur kin logo.n se pyaar kiyaa
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
30th December 2008, 06:54 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
mai.n Khulii hu_ii ik sachchaa_ii mujhe jaanane vaale jaanate hai.n
mai.n ne kin logo.n se nafrat kii aur kin logo.n se pyaar kiyaa
|
har qadam par nit naye saa.Nche me.n Dhal jaate hai.n log
dekhate hii dekhate kitane badal jaate hai.n log
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
30th December 2008, 07:10 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
har qadam par nit naye saa.Nche me.n Dhal jaate hai.n log
dekhate hii dekhate kitane badal jaate hai.n log
|
is sher per mujhe ye gaana yaad aa gaya.....
jab bhii jee chaahe nayii duniya basa lete hain Log
Ek chehare pe kaii chehare laga lete hain Log........
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
31st December 2008, 11:54 AM
Quote:
Originally Posted by dilip200
is sher per mujhe ye gaana yaad aa gaya.....
jab bhii jee chaahe nayii duniya basa lete hain Log
Ek chehare pe kaii chehare laga lete hain Log........
|
chehrey ke ye dhabbey hain jara gauur se dekh....
yun aiina hi kyu.n saaff kiye ja raha hai...!!
nm
.....Ritu
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
31st December 2008, 03:41 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
chehrey ke ye dhabbey hain jara gauur se dekh....
yun aiina hi kyu.n saaff kiye ja raha hai...!!
nm
.....Ritu
|
kis ko dekhe.n kis ko na dekhe.n phuul bhii hai.n kaliyaa.N bhii magar
jis se lagaa_ii aa.Nkh usii ko dil kaa dushman dekhaa hai
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
2nd January 2009, 05:32 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
kis ko dekhe.n kis ko na dekhe.n phuul bhii hai.n kaliyaa.N bhii magar
jis se lagaa_ii aa.Nkh usii ko dil kaa dushman dekhaa hai
|
Nazar ka pher hai jise socha apna vo paraya tha
Andhere mein kho gaya vo bhi saath jo apna saya tha
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
2nd January 2009, 12:14 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
Nazar ka pher hai jise socha apna vo paraya tha
Andhere mein kho gaya vo bhi saath jo apna saya tha
|
mujh se vaaqif to mere jism kaa saayaa bhii na thaa
kaise ho jaataa tumhaaraa mai.n Khud apanaa bhii na thaa
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
2nd January 2009, 01:45 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
mujh se vaaqif to mere jism kaa saayaa bhii na thaa
kaise ho jaataa tumhaaraa mai.n Khud apanaa bhii na thaa
|
apanaa paraye ke beech fassa hai yeh dil
roya hazaar aasu jab bhi hassa hai yeh dil
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
2nd January 2009, 05:52 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
apanaa paraye ke beech fassa hai yeh dil
roya hazaar aasu jab bhi hassa hai yeh dil
|
kaash vo apane Gam mujhe de de.n to kuchh sukuu.N mile
vo kitanaa badanasiib hai Gam hii jise milaa nahii.n
Last edited by Mayank; 2nd January 2009 at 05:55 PM..
|
|
|
|
|
Guest
|
2nd January 2009, 05:55 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
apanaa paraye ke beech fassa hai yeh dil
roya hazaar aasu jab bhi hassa hai yeh dil
|
Guzartae har pal main bas baat unhi ki thi
jo sath rahi har pal mere wo yaad unhi ki thi..nm
|
|
|
|
|
Guest
|
2nd January 2009, 06:02 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
kaash vo apane Gam mujhe de de.n to kuchh sukuu.N mile
vo kitanaa badanasiib hai Gam hii jise milaa nahii.n
|
har khushi me gham thaa, gham me bhi kahaan dum thaa
lafzo ki jindgi jeete hai varna, jindgi me bhi kahaan dum thaa
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd January 2009, 03:19 AM
Quote:
Originally Posted by Mayank
kaash vo apane Gam mujhe de de.n to kuchh sukuu.N mile
vo kitanaa badanasiib hai Gam hii jise milaa nahii.n
|
Sukun iss dil ko kisi bhi bahaane se na mila
Paa ke Gam mera tum bhi karoge khuda se gila
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd January 2009, 03:23 AM
Quote:
Originally Posted by stillalive
har khushi me gham thaa, gham me bhi kahaan dum thaa
lafzo ki jindgi jeete hai varna, jindgi me bhi kahaan dum thaa
|
Gamon ke saath zindagi yu jiye ja rahe hai hum
ek gunnah jaese jee kar kiye ja rahe hai hum
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
3rd January 2009, 12:29 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
Gamon ke saath zindagi yu jiye ja rahe hai hum
ek gunnah jaese jee kar kiye ja rahe hai hum
|
Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjhad Bhi Aate Hain
Aasuon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milte Hain
Jo Unhe Dhoond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd January 2009, 12:48 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjhad Bhi Aate Hain
Aasuon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milte Hain
Jo Unhe Dhoond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain
|
Zindagi ki raah mein ab aesi mod hai aayi
Saawan chhor mann ko mere patjhad hi bhayi
Chubhate hai vo moti jo assuvon ke sagar se payi
Zindagi ne toh thukraya maut ne saath nibhayi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
3rd January 2009, 07:24 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
Zindagi ki raah mein ab aesi mod hai aayi
Saawan chhor mann ko mere patjhad hi bhayi
Chubhate hai vo moti jo assuvon ke sagar se payi
Zindagi ne toh thukraya maut ne saath nibhayi
|
Zindagi hume nahi ,
Hum zindagi ko thukrate hain
Assuo.n ko to bahana chahiye
Chahe khushi ho ya gum bas chale aate hain .
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd January 2009, 07:28 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
Zindagi hume nahi ,
Hum zindagi ko thukrate hain
Assuo.n ko to bahana chahiye
Chahe khushi ho ya gum bas chale aate hain .
|
tute sapno ko assuvon mein chupana hai
thukrayi hui zindagi ko apnana hai
gum ho ya khushi muskurana hai
meri zindagi ka yahi fasaana hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
3rd January 2009, 07:37 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tute sapno ko assuvon mein chupana hai
thukrayi hui zindagi ko apnana hai
gum ho ya khushi muskurana hai
meri zindagi ka yahi fasaana hai
|
tute sapno ko aasu mai.n chupaya nahi jata
roti aakho.n se muskuraya nahi jata
ki hain humne hazaro koshishe phir bhi
gum ko dil ke andar dafnaya nahi jata
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd January 2009, 07:48 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
tute sapno ko aasu mai.n chupaya nahi jata
roti aakho.n se muskuraya nahi jata
ki hain humne hazaro koshishe phir bhi
gum ko dil ke andar dafnaya nahi jata
|
tute sapno ka bojh uthaya nahi jata
ruh par lagi chot dekhaya nahi jata
hasegi duniya sun kar dil ki dastan
zamane ko haal-e-dil sunaya nahi jata
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
3rd January 2009, 07:54 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tute sapno ka bojh uthaya nahi jata
ruh par lagi chot dekhaya nahi jata
hasegi duniya sun kar dil ki dastan
zamane ko haal-e-dil sunaya nahi jata
|
zamane main rehte hain hum
fir bhi zamane se kitne alag hain hum
dusro ki ek muskurat ke liye
aapne hazaro gum ko chupate hain hum
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd January 2009, 07:58 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
zamane main rehte hain hum
fir bhi zamane se kitne alag hain hum
dusro ki ek muskurat ke liye
aapne hazaro gum ko chupate hain hum
|
zamane ka yahi dastur hai
dil jise manane ko mazbur hai
chaahe kitne bhi ho gum iss dil mein
par muskuarana toh zarur hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
3rd January 2009, 08:08 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
zamane ka yahi dastur hai
dil jise manane ko mazbur hai
chaahe kitne bhi ho gum iss dil mein
par muskuarana toh zarur hai
|
gum ki is berukhi si duniya me
muskurahat hi to khazana hain
hum ruthe tab na tha koi humare paas
aab to har ruthe ko manana hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd January 2009, 08:12 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
gum ki is berukhi si duniya me
muskurahat hi to khazana hain
hum ruthe tab na tha koi humare paas
aab to har ruthe ko manana hain
|
berukhi si duniya mein
kisko apna banaye
ruthe hai humse har koi
kis kis ko hum manaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
4th January 2009, 02:45 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
berukhi si duniya mein
kisko apna banaye
ruthe hai humse har koi
kis kis ko hum manaye
|
RUTHNE WALO KO MANAYA NAHI JAATA
RONE WALO KO HASAYA NAHI JAATA
DUNIYA SAB DEKHTI HAI FIR BHI CHUP HAI
TABHI TO AAJ GIRNE WALO KO UTHAYA NAHI JATA
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
4th January 2009, 02:51 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
RUTHNE WALO KO MANAYA NAHI JAATA
RONE WALO KO HASAYA NAHI JAATA
DUNIYA SAB DEKHTI HAI FIR BHI CHUP HAI
TABHI TO AAJ GIRNE WALO KO UTHAYA NAHI JATA
|
ruthne walon ko duniya jeene nahi deti
rone walon ko aasu peene nahi deti
na hoti agar yeh duniya itni bedard
toh kabhi kisi ko girne nahi deti
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
4th January 2009, 03:56 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ruthne walon ko duniya jeene nahi deti
rone walon ko aasu peene nahi deti
na hoti agar yeh duniya itni bedard
toh kabhi kisi ko girne nahi deti
|
DUNIYA SE SHIKAYAT NAHI KIYA KARTE HAI
RONE KE BAAD AANSOO NAHI PIYA KARTE HAI
BHALE HI HO SAB ITNE BADARD
KHONE KE BAAD USKO YAAD NAHI KIYA KARTE HAI
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
4th January 2009, 04:19 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
DUNIYA SE SHIKAYAT NAHI KIYA KARTE HAI
RONE KE BAAD AANSOO NAHI PIYA KARTE HAI
BHALE HI HO SAB ITNE BADARD
KHONE KE BAAD USKO YAAD NAHI KIYA KARTE HAI
|
ab shikayat karne ki aadat si ho gayi hai
ro kar assu peene ki aadat si ho gayi hai
mili hai waese toh zamane ki khushiyan
par mil kar khushiya khone ki aadat si ho gayi hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
5th January 2009, 04:16 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ab shikayat karne ki aadat si ho gayi hai
ro kar assu peene ki aadat si ho gayi hai
mili hai waese toh zamane ki khushiyan
par mil kar khushiya khone ki aadat si ho gayi hai
|
Sabse Gul Mill Jaane Ki Aadat Hai Hume,
Apni Alag Pehchan Banana Ki Aadat Hai Hume.
Jitna Koi Gehra Gham Deta Hai,
Utna Hi Meetha Muskurane Ki Aadat Hai Hume
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
6th January 2009, 02:00 AM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Sabse Gul Mill Jaane Ki Aadat Hai Hume,
Apni Alag Pehchan Banana Ki Aadat Hai Hume.
Jitna Koi Gehra Gham Deta Hai,
Utna Hi Meetha Muskurane Ki Aadat Hai Hume
|
muskurahat ki meethaas kho gayi
pahechan alag banane ki pyaas kho gayi
jee lete hum bhi sab se ghul mil kar
par zindagi jeene ki aas kho gayi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|